Asslam o alekum friends and members
ap
sb se guzarash hay k apni request k bare me best info like novel name,
author name, jis digest me novel publish hoa us ka name , month and
year, and agr ap ko us novel ki story ya main charecters yad hen to woh
btaen ta k ap ka matlooba novel talash krne me asani ho and apni request
k poora hone ka sabar se intizar kren k kbi kbi koi novel available ni
hota ya us novel k bare me kuch pata ni hota is leay us request me der b
ho sakti hay. Meri poori koshish hoti hay k ap ki request jald se jald
poori ho sake. baqi sb members se b meri guzarash hay k agr ap koi req
dekhen or ap ko us novel ka pata ho to kindly us req pr reply zaroor
kren.
Request karne wale members se guzarash hay k
- Request krte hoey sath me apna name zaroor mention kren ta k next time jb ap us req k bare me poochen to hum ko pata ho k ap kis req k bare me pata kr rahe hen.
- Apna email id sath me mention kren ta k bad me ap ko link send kia ja sake.
agr ap ko kahen ksi qisam ki problem ho to ap mujhe mail kr sakte hen
aatish2kx@gmail.com
aatish2kx@gmail.com
ya face book pr mujhe contect kr sakte hen
https://www.facebook.com/aatish2k11 ( IMRAN ALI )
Ap apni request hmare facebook ke page pr b send kr sakte hen yahan
ap sb ke tahawan ka boht shukria.
Ap ka bhai IMRAN ALI
aoa
ReplyDeleteplz mjhe rooh k makeen typ k novels bta dein
bta dein na pleeeez
Deleteme ny 2 bar req post k mgr ni mila ap mujhy thore se story bta den kesa novel hai phr dekhti hon
Deletehero czn hai r starting mei rude hota hai heroine k sath heroine ki mother nai hoti wo apne taya k sath rehte ha ..phle wo sb k sath bht frank hoti but phr wo apne apko un mei mis fit smjhte hue alag alag rehne lg jate hai means frankness khtm kr lete...hero studies k liae foreign ja raha tw he falls in love with her ,,,,bad mei heroine ka accident ho jata tw wo bht care krta happy ending
Deletein short ,,,hero rude ho bad mei heroine k sath koi tragedy honay pe sai ho jae :p
Deleteaoa
ReplyDeletemeine ap e k page se aik novel parha tha us mei herione ki death hojate ha baby k 2 din bad doc ki waja phr hero case b krta hai doc pe .....aur kuch ni yad bs yei yaad ha
Walekum aslam
DeleteTere asman tale novel by Nazia Kanwal Nazi.
plz muja novel cahya resarh ksr di
ReplyDeletehero aik larki sa shadi kana wala hota hai or aik din pahla mana kar data ha hero bohat ziddi hota ha wo raat ko ay raha hota hai ki aik larki ka us ki gari sa accident hoja hai us ko apni biwi banaa ko kahta ha or us ka baad wo us ka sath bura saluk karta hai at tha endwo thik ho jata ha hero ko us ki phupo na pala hota hai or wo apass ma bohat karta hota hai
search kerty hain
Deleteap ka matloba novel ya hs, "chlo dil ko abad kren" by iffat sehr tahir
DeleteChalo dil ko abad kren novel by Effat Sehar Pasha pdf.
DeleteAslam O Alaikum!
ReplyDeleteMjy ek nvl chahiye nvl or writer ka naam yaad nh story b bs thori c yaad hn heroine ki hero se 2, 3 dfa mulqt hoti bht buri js ki wja se wo (heroine) hero ki like nh krti but hero love her ek din heroine ka bhai usy clg se pic krne jta hn wha hero us ke bhai ko dkhta hn heroine ka bhai hero ke office m job krta hn next day larki ka bhai office jta hn to larka bto bto m puchta hn k kl meny tumhain grls clg k bhr dkha hn to wo khta hn k apni bhn ko leny gya tha phr ek din lrki ka bhai apne boss (hero)ko ghr invite krta hn lrki dkhti hn to wo hero ko bht bten sunati hn gussa krti hn hero jny lgta hn to wo apni bhn ko danta hn or kehta k wo uska boss hn or ussy sorry krne k lye kehta hn wo sorry krliti hn bd m kisi tra unki shadi hojti hn lkn wo mis behaive krte hn bs itni hi yd hn i think 2,3epiz wla nvl hn mei kfi tym se search kr rhi ho mili hi ne phle b rqust ki thi kisi ko b pta ho bta dyn agr ne mili to b bta dijiye ga plzzzz
Thank u
Walekum aslam
Deletecheck kerti hon
check this
DeleteAanchal main jugnoo novel by Shazia Chaudhary.
Thank u
DeleteAoa, mein ne last page pe bhi request ki thi lekin ap ne answer nahi diya
ReplyDeletePlz mujhe "hum ne dil ko roka tha" by mariam aziz is type k kuch novels bata dein
aur ap ki requst ka kabhi koi reply nhi krta :-D
Deleteha na ;-)
Walekum aslam
DeleteLolz :-p
esa ni hai mujhy novel mil ni rahy .dobara check kerti hon
Ok nimra mein wait karon gi thank u :)
DeleteStill no reply...
DeleteVery disappointed :(
Hi can u suggest me some extra marical affair novel mujhe article likhna apne college magazine mein please help me
ReplyDeleteme check kerti hon
DeleteThank u very much
DeletePlease jaldi check kar dien
DeleteSalam Nimra
ReplyDeleteNimra Mujhe 2 episodic walay novels chaiye romantic hun jese us kar e junoon main us year k hun ya last year sang e pars Maine parha howa hai
Porane bhi gun but bohat romantic hun :) :p
Walekum aslam
DeleteZabt e ishq novel by Mehwish Iftikhar.
Phir karam ho gia novel by Shehnaz Siddique.
Dust e betalab men phool novel by Effat Sehar Pasha pdf.
Aur nahi hain ye wale first and last maine parha howa hai
DeleteSalam Nimra
ReplyDeleteNimra Mujhe novel chaiye jis main heroine bigri hui ho aur hero usay sudharne k liye shadi kare romantic ho and happy ending ho
Walekum aslam
DeleteMera bakht bhi tu mera takht bhi tu novel by Mrs Sohail Khan pdf.
Dil tenu de bethy by Durre Suman Saleem.
Teri dastaras mein darman by Mehwish Iftikhar .
Ishq rang e abdiyat hai by Noor Bano Mahjoob pdf.
Maryam Aziz ka Saltanat e Dil.
DeleteNabila Abar Raja ka Silsilay Roshni K aur Dil Ka Samundar.
Abhi to bus yehi zehan mein aa rahe hein.
Lagan novel by Bushra Rehman
Deleteplzzzzzzz cusians novels bta dy jis ma hero rude lakkin pir sahi ho jay romanticmust
ReplyDeleteplzzzzzzzzzzzz jaldi btaya ga
Deletenovel short bi ho zyda sa zyda 30 pages ka ho
Deleteye joint family type novels hain
DeleteJoint Family Based Novels
wo wale par liya ha koe or bta dy plzzzzzzzzzz
DeleteR - Ek novel tha jis mein hero ka naam Zain aur heroine ka khadija hota hai. Donon university mein parhte hain. Larki aik dafa university mein pashton larki ka play karti hai. Aik scene ye bhi hota hai ke larki barish mein bheeg rahi hoti hai road par to larka use dekhta hai aur gaari mein bethne ka. Larki bohat dari huwi hoti hai. Zayn ko pyaar bhi ho jata hai. Is se aage nahi parha. Aap dhoond den to meharbani ho gi!
ReplyDeleteR - Ek novel tha jis mein hero aur heroine ek doosre ko pasand karte hote hain lekin heroine mana karti hai kiun ke wo apne bhai bhabhi ke sath shehar mein rehti hai aur university mein parhti hai. Hero usse nikah karne ke liye kidnap bhi karta hai lekin heroine jhoot bol deti hai ke mera nikah already ho chuka hai. Larka upset hota hai aut use wapis chor aata hai. Baad mein larka heroine ke baap se masjid mein milta hai aur use apni story sunata hai. Heroine ke baap ko jab pata chalta hai ke us ki beti ne us ki izzat ke liye hero ko chor diya hai to wo in donon ka nikah end pe karwa deta hai. Ramzan pe end hota hai ye novel. Dhoond den please!
ReplyDeleteap k 2no novel milty he inform kerti hon
DeleteKaho woh chand kesa tha novel by Madiha Tabassum.
DeleteSalam Nimra
ReplyDeleteHero name was Murtaza heroine ka name nahi yaad story ye k heroine our of country main rahti hai hero and heroine cousin's hotay hain unka rishta bachpan se tay hota hai heroine ko nahi pata hota wo Pakistani Muslim larkon se nafrat karti hai wo apne parent's k sath Pakistan aati tou wo usay pata chalta hai wo bohat larti hai apne parent's se k usay ye shadi nahi karni but uski shadi ho jati hai.. Hero ki cousin hoti hai jo hero ko pasand karti wo heroine ko kahti k hero us say mohabat karta tha per tumhare maa baap ne hero k paon parh kar tumhare us say shadi karwa dety hain uska ek beta bhi hota hai wo hero ko chor kar out of country chali jati hai 5 saal bad wapus aati per hero us say bat nahi karta end pe unki beti bhi peada hoti hai happy ending the
Sila drama
ReplyDeleteMoray saiyaan
Dil banjara ye novel hain??
3no script based hain
Deletekafi arsa pahly ik novel prha tha bs heroin name yaad ha imaan, aur ya k hero boss hota ha aur age main kafi bhra bhi hota ha wo heroin ko passand krny lgta ha jis pr wo boht shrminda aur preshan bhi hota ha,
ReplyDeleteagr ap ko pta ho is ka to plz link de dijiy,
me check kerti hon .koe chracter name yad hai?
Deletebs heroin name yaad ha imaan,
Deleteab ALLAH jany ya bhi sahi ha ya nhi :-)
Mujhe two novels chahiye gain
ReplyDeleteFirst one mein aik larki hoti hai sania uske shadi ke bad uska husband uski dost Nigar ko pasand kar leta hai or apni wife ko divorce kar deta hai or uska aik beta bhi hota hai Jise woh end mein lene ki koshish bhi karte hain
Second mein family hai his mein larki normal hai or uski dono bhene khobsorat hain uski maa ameer logo mein shadi karna chahti hai uski bari bhen ki shadi ameer ghar mein hoti hai but larka character ka acha nahi hero uske chacha ka beta hota hai Hammad uski maa apne susral walon ko zada lift nahi karati
Or apni sister ko pasand karti hai unki sister heroine ka rishta aik bari umer me uncle jinka nam shaji hai us se karne ki koshish karti hain kisi lalch ki wajah se uski koi cousin anum bhi hai
Kindly nam bata dien novels ka
Mujhe two novels chahiye gain
First one mein aik larki hoti hai sania uske shadi ke bad uska husband uski dost Nigar ko pasand kar leta hai or apni wife ko divorce kar deta hai or uska aik beta bhi hota hai Jise woh end mein lene ki koshish bhi karte hain
Second mein family hai his mein larki normal hai or uski dono bhene khobsorat hain uski maa ameer logo mein shadi karna chahti hai uski bari bhen ki shadi ameer ghar mein hoti hai but larka character ka acha nahi hero uske chacha ka beta hota hai Hammad uski maa apne susral walon ko zada lift nahi karati
Or apni sister ko pasand karti hai unki sister heroine ka rishta aik bari umer me uncle jinka nam shaji hai us se karne ki koshish karti hain kisi lalch ki wajah se uski koi cousin anum bhi hai
Kindly nam bata dien novels ka
check kr k inform kerti hon
Delete2nd wala plz confrim kr den
DeleteMery hamdam mery dost by Effat Sehar Tahir
Sorry Nimra yeah nahi hai won old khwateen mein ayi thi or us mein I guess heroine ka nam sania and hero ka nam Hammad tha uski aik cousin bhi this Jo uski Khala ki akloti beti thi uska nam Anum that or his se heroine ki shadi karana chats hain won bhout bari umer me hain unka nam shaji uncle
Deleteme phr se search krti hon
DeleteThanks Nimra mujhe second wali mil gayi hai app first wali search kar dien
DeleteFirst wali mein uska hubby heroine ko bolts hai me blue color nahi pehna karo tumpe acha nahi lagta or last mein jab court case mein won apna Bacha lane jati
DeleteHai to judge kehta hai me aik aurat ko baghair wajah divorce di ab us se bacha nahi cheen sakte
Beenish sis agar aap ko second wali story mil gyi hai to naam bta dain
DeleteAdmin plz mehwish iftikar ka nvl sang e paras ko cmplte dmnld link dy de....
ReplyDeleteAOAMjhe ek story ka pchna tha ... I think kiran ya shua m ai thi Flash back se Strt aise hta h k heroine bhai r bhabi k sth ksi function se ghr ati h to watchman ek gift deta h k ye heroine k lie bheja h ksi ne wo kholti h to andar wrist watch hti h jiska tym us tym p set kia hua hta h jis tym unki shadi hri thi ... Hero heroine ki shadi k wqt hero achanak mutalba kr deta h k ye haweli jis m heroine r uski fam rehte hn hero k nam ki jaye .....(hero unhi ki fam ka hta h lekin ksi wja se talluq tor dete hn hero ki fam se to wo wapis a kr jb halaat sai ho jate hn to aise badla leta h) Plz agr ksi ko pta ho to .. Novel name m "sawan" ata h
Walekum aslam
Deletenovel abhi ni mila
Sang paras novel by Mehwish Iftikhar Complete
Salam Nimra
ReplyDeleteNimra Mujhe novel chaiye the
Heroine hero ko kidnap karwati hai aur us say nikah karti hai kyun k hero me uska rap kiya hota hai unka ek beta bhi hota hai heroine ko jab wo hath lagtata hai tou wo apne guard se patai karwati hai and bad main us say kar deti hai but hero ko us say pyar ho jata hai wo heroine se kahta hai k wo us k sath rahega. Ek sanse ye bhi tha start main k heroine hero k car ka shisha tor deti hai happy ending the
2nd hero name waleed heroine ujala heroine hero k dada ko park main miltay hain tou unki dosti ho jati hai ek din heroine park jati hai per kafi dair ho jati hai hero k dada nahi aaty wo unke ghar jati hai guard se pochti tou pata chalta hai wo hospital main hain wahan hero apne gari bahar nikalta hai tou wo hospital ka name pohti hai heroine ki family uske sath nahi hoti bad main wo k ghar k ana jana hojata hai per jab hero ghar pe nahi hota but hero ko pata chal jata hai k heroine uski mojodgi maim ghar nahi aati ek dafa wo hero k ghar phone karti hai k hero ghar pe hai tou servant kahta nahi wo jim jarahe hain tou hero sun leta hai n Jim nahi jata
Happy eadding the
Walekum aslam
Delete1st check kerti hon
2nd ap confrim kr den
Teray liay hai mera dil by Farhat Ishtiaq
1st is Ehsas E Gunah by Nadia Ameen
DeleteEhsas e gunah novel by Nadia Ameen pdf.
Deleteplzzz zumer naeem ka novel "abhi imkan baqi hai" key 3rd episode ka link dey plzzz plzzz ye dosheeza digest mai aya hai...
ReplyDeletesiso digest he ni aa rha
Deleteek novel ka pata karna hai... Heroine kafi gareeb ghar sy hoti hai...studies bhi karti hai private aur envelops bana ky b deti ha kahein...heroine ki larky sy mobile py baat hoti ha... larky ka accident hoa hota ha tu wo time pass karny ky liye random number dial karta ha... baad mein dono milty bhi hein aur ek dosry ko pasand bhi karty hein... but larky ka baap nahi manta...wo uski shadi ek bht hi ameer larki sy karta hai jo bht bighari hoyi hoti hai...larky ko lift nahi karati baad mein larky ko american police misunderstanding ki waja sy ly jati hai ... hero jo hota ha us ka bhai usko property mein sy kuch nahi deta jis ki waja sy uski gf bhi usy chor deti hai ha jo hero ki bhabi ki behan hoti hai...hero maa ko ly ky pakistan ata ha ...stitching business start karta ha...heroine unky ghar ati hai kaam karny for stitching... baad mein shadi bhi hojati ha... baad mein hero heroine jaty hei america jahan larki ko pata chalta ha us larky ka wo NGO ky through usy chorwati hai... larka hero heroine ky bech misunderstanding create karta haiii... but happy ending ha
ReplyDeleteme check kerti hon
DeleteThis comment has been removed by the author.
DeleteMohabbat man mehram novel by Sumaira Hameed pdf.
DeleteMujhe bohat romantic novels chaiye bold hun please kiss wagera bhi ho :pppppp
ReplyDeletePleaseeeeeee
Tere pyaar ki khusboo
DeleteDhartihumari maa aur kuch khwab
Ye maine parhay howe hain. Please mujhe romantic lagtay hain
ap qamrosh k sub read kren ya amna iqbal k
DeleteAmna iqbal k maine parhay howe hain kuch unke novel nahi mil rahe hain baqi jo available hain wo maine parhy howe hain
DeleteAur Qamrosh Ashok k bhi sare parhay howe hain
Please aur hain tou bata dain
DeleteHi...mjhe ek novel chahiye jisme hero ka naam umer hota h ar heroin ka shayad mayida..confirm nh h...uske parents ki death ho chuki hoti h ar wo apne relatives k pass rehti jinke bete se wo engaged hoti..story ye h k hero party me jaata h waha se bore hokar bahar nikalta h to kisi ghar me herion dikhayi deti h wo use pasand krne lgta h..phr wo apne parents ko proposal leke herion k ghar bhejta h to uss ghar k kisi beti se uski engagement ho jati h...phr wo inkar karta h ar use apne pyaar ka yaqeen dilane ke liye bohot force krta h..then heroin khti h tum mere liye kuch bhi kr skte ho to is pahad se jaan de do...wo jaan de deta h...phr uske baad heroin ko usse pyaar hota h ar bohot pachatati h k uski wajah se wo mar gya..phr hero ki koi cousin ki wajah se wo log milte h...hero ki death nh hui hoti h..uski mom ne heroin se jhut boli hoti h...plz mjhe ye dhund de...plzz
ReplyDeletecheck kerti hon
Deletecheck this
DeleteSehra mein khushboo novel by Maryam Aziz.
Hi..ek novel bata de plz..jisme hero EBAD MANSOOR ar heroin AZIZA REHMAN..story ye h k hero ki engagement uske cousin se tootti h..ar wo ghar jaa rhi hoti h to hero use bus or train me milta h..ye ro rhi hoti h ar wo bohot baatuni hota h...jisse use gussa aata h...heroin ki EYES KA COLOR HAZEL GREEN hota h...hero ko usse mohobbat ho jaati h phr wo use dhundta h 5 saal ar wo uski compny me hi job kar rhi hoti h...happy end hota h..plz iska naam bata de ar link bhi plzz
ReplyDeletecheck kerti hon
DeleteJan De Jan le by Mehwish Mughal.
DeleteJan de jan le novel by Mehwish Mughal.
Deletemjhe aise novels chaye jis mei hero heroine kisi trip mei milein...koi tragedy kuch bht ziada negative ni ho
ReplyDeleteaoa
ReplyDeleteaise novels bta dein jis mei hero heroine ko bht marta ho end pe misunderstanding khtm ho tw wo maafi wgera mangy etc
Umm e Maryam k saray novels aise hi hotay hein. Jungli aur jahil mardon k jo apni biwiyon ko martay hein aur unki biwiyan jin k pass koi self respect nahi hoti woh apnay husband ki khoobsurti aur paise se impress ho k us k saath reh k subha sham pitnay ko tayyar rehti hein :P
DeleteComments p like ka option hota to aj m ye comment like kerti :D
DeleteAJ
Maimoona khursheed ka novel h character names are rafay, noor, rameez, sundus, babar. Rafay's mother wants to marry him with her bhanji but his father married him with his bhanji noor, so mother creates trouble for her. On other hand, sundus git married to rameez but she didn't live with him more than 6 months. She hates rameez and her mother supports her for taking divorce but her bro rafay and dad wants her to ho back to her house. Sundus mom abort her child too.
ReplyDeleteThanks
AJ
check kerty hain
DeleteKisi rasty ki talash mein by Memona Khursheed Ali .
Deletei need khinsa aabis story from kiran fen or march publish 2001
ReplyDeleteAb k jo bahar ayi by nisha khursheed
Deletekiran fab or march 2001 story of aabis and khinsa
ReplyDeleteaabis got married to a little girl khinsa bcz her mother wanted to get rid of her for secong marriage and her father also left her
aabis at first hates her but after words became this little girls best friend and promises himself to divorse her when she fall in love with someone else after getting mature
check kerty hain
DeleteAoa
ReplyDeletekuch esay novel bata dain .jis main hero disable ya handicap type ho .lakin end acha ho
Walekum aslam
DeleteMohabbat rang badalti hai by Sayeda Shabana Sardar pdf.
Ik shakhs dilruba sa novel by Umme Maryam,
Harde ka iqrar by Hina Malik.
Thank u
DeleteAgr aur b kuch hon tu plz send karain
Yeh main ny perhy huey hain
AOA
ReplyDeleteMein ne ye poochna tha k hum tv pe jo drama laaj hn wo nvl hn ya script based??
Walekum aslam
Deletescript based hai
hi Nimra still waiting for my requested novel
ReplyDeletekiran feb or march 2001 story of aabis and khinsa
aabis got married to a little girl khinsa bcz her mother wanted to get rid of her for secong marriage and her father also left her
aabis at first hates her but after words became this little girls best friend and promises himself to divorse her when she fall in love with someone else after getting mature
digest ni mila kuch frnds ko bola check kerny ko
DeleteIts Ab kay jo bahar aaye by nisha khursheed
Deleteplz confrim kr den
DeleteAb keh jo bahar aai novel by Nisha Khursheed pdf.
mjhe aise novels chaye jis mei hero heroine kisi trip mei milein...koi tragedy kuch bht ziada negative ni ho
ReplyDeleteReply
assalam u alaikum.... mjhe novel ka name, year n digest yad nhi bus story yad hai thori k heroine ka nam dua tha or wo apni mother k sath hero k ghar mai he rehti hai, hero czn tha uska, bachpan maai he nikah hojata hai heroine ko nikah ka pta nhi hota lekin baray ho k hero pehle is bat pe aetraz kerta hai lekin end mai dono ki shadi hojati hai, start is line se hoti hai k "wo sub k darmiyan raja indar bana betha tha"... plllzzz btaden yh konsa novel hai
ReplyDeleteWalekum aslam
Deletecheck kr k inform krti hon
Gulab ruton ke payambar by Fouzia Sana.
DeleteAsalam o alaikum plz nimra mje koi 3-4 novels bta den jin ki story Hum kahan k sache the by Umera Ahmed jesi ho
ReplyDeleteWalekum aslam
Deletecheck kr k btati hon
Hello plovely muje aik novel chahiye herion ka name yd nhi hero ka name zulfkar hota hy story kuch yun hy ke herion ki jis se shady honing hoti hy woh hero ka nephew hota hy but heroine us se shady nhi krna chahti woh zid kr ke hero se shady karwati hy aur end par usy kidney ki bhi problem hoti hy but phr theek ho jati hy aur bhi us se mohabbat krne lg jata hy happy ending hy hero age mein bara hota hy herion se
ReplyDeletecheck kerti hon
DeletePlzz jaldi bta den
DeletePlease upload October`s dosheeza.
ReplyDeleteabhi tk tu ni mila
DeleteAoa. Ek novel chaiye tha jis mai heroine ka name ana hota hai hero name yad nai.heroine kafi dair bad pakistan ati hai wo abroad mai hoti hai aur hero ki cuz hoti hai aur phir dono ki shadi hoti hai hero showbiz mai hota hai larki usko bolti hai kay showbiz chir do toh wo chir deta hai kuch mis uderstanding ho jati hai hero aur heroine mai end mai hero apni vein cut kar leta hai happy ending hai unki ek beti bi hoti hai
ReplyDeleteWalekum aslam
DeleteMujhe hi hukum e azan novel by Umme Maryam
Nimra mjhay ye Mosam-e-Wafa by Umm-Marriam lag raha hai.
DeleteAp phir check karo, wesy ye confirm to wohi ker sakti hain jinho nay request post ki.
Mausam e wafa novel by Umme Maryam.
Deletethanks yeh hi hai
DeleteSalam. ..mujy aik request karni thi..aap please mujy kuch aesy novels suggest kr sakti ha jo salsalwar novel shaaya huy hoon..aur complete ho gy hoon...but happy ending please. ..
ReplyDeleteWalekum aslam
Deleteesi year k bta rahi hon filhal
Tery lout any tak novel by Salma Faheem Gul Complete
Chal urr ja ab teri bari hai by Ayesha Zulfiqar Complete
Sanson ki mala pe novel by Iqra Sagheer Ahmed Complete
Palkon per thehray khwab by Habiba Umar.
mjhe aise novels chaye jis mei hero heroine kisi trip mei milein...koi tragedy kuch bht ziada negative ni ho
ReplyDeletekoi tw reply kr dein yun lgta jese kisi ne parhi b ni :(
AOA
ReplyDeletemuja aik novel cahya story thori bohat yaad hai bus
jo heo hai wo apna har sa dosa sahar jata hai job ki waja sa or wo apna mamu ka pass ata hai aik bohat amr hota hai dosra ki death ho cuki hoti hai us ki aik bari bati hoti hai jo larko ki tarha behave karti hai our aik shop cala rahi hoti hai larka ussa pasand karta ha wosi cousins ko nai bich ma aik dafa us larki sa aik larka batmii karna ki kosis karta hai or hero baca lata ha or us ko apna sath la ayta hai or happy endin hoti ha
plz ho saka to novel dhond dai
Walekum aslam
Deletewt kren mily tu btati hon
ya 2010 sa pahla ka hai baad ka nai
Deleteplz ya novel dhond dai
DeletePlzz jaldi bta den
ReplyDeleteAssalam-o-alaikum!aik novel parha tha 2,3 saal pehle.Heroine ka naam Roshane tha aur hero ka naam Abdul Bari tha.heroine k father dilawar ali khan thy aur baqi characters main taimoor ali khan,maheen,jawad jo heroine ka bhai tha.jageerdar type novel tha aur kafi lengthy tha about 700-800 pages.I hope that you fulfil my request
ReplyDeletewalekum aslam
Deleteplz confrim kr den
Dil diya dehleez novel by Riffat Siraj
Thanks!yehi hai
DeleteAOA! Please tell me the names of novels in which heroine is elder than hero
ReplyDeleteJust like "Jaan"
Deleteyar reply tu ker du
DeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDeleteAssalam o Alikum
ReplyDeleteMain ne ek story parhi thi ab us ka writer aur story name yaad nai hero heroine cuzn hote hain hero ka jazib hota hai dono bht larte the lakin baad main dono ki razamandi se nikkah ho jata hai aur hero parhne abroad chala jata hai wapis pe heroine ko tangbkarne ke liye prank call karta hai jis se heroine samjti hai ke wo kisi aur main intrested hai
Plzz bata den ye konsa novel hai
Walekum aslam
Deletecheck kerty hain
AOA!
ReplyDeleteIk novel ha "aye ishq hmain Barbad na kr by naila tariq" is ki 3 rd episode k baaad se koi epiosde ni aaai ???? Ur ye kab complete ho ga???
Thanks
Walekum aslam
Deleteg ni aye & complete bhi ni hua
Hye!
ReplyDeleteI want to ask about a novel "is dil mai base ho tum by anum khan" Is novel ka complete download link de dei plzzzz.....
sorry available ni hai q k writer ny incomplete he likha hai
DeleteAssalm o alaikum mujhy yeh poochna tha k moray saiyan drama Jo ary digital par a rha ha wo novel based ha ya script based ha shukriya
ReplyDeletescript based
DeleteWalekum aslam
Deletescript based hai
AOA
ReplyDeleteNimra its my first request plzz try to fulfill it
plzz give me some very romantic after marriage novel of 2015 and 16
i hv read a lot bt plz suggest me more
Chalo torho qasam iqrar karen by farhat ishtiaq jaisay funny & romantic novels chahiyen
ReplyDeleteAoa
ReplyDeleteRida digest august 2013 chahiya plz
Walekum aslam
DeleteINSHAALLAH kal kr den gay
rooh k makeen type novel bta dein
ReplyDeleteHello hello hello
ReplyDeletePlz plz mujhy Khawab nagar ki musaftain novel by Nazia Kanwal Nazi
Is ki story thori se bata dain
Kis type ka novel hay aur kiya end acha hay ??????????
Plz reply kar dain
check kr k inform kerti hon
Deleteplease mujhe politics love story wale novels bata dain jin mai hero politics mai ho or heroin ko bohat like kerta ho and happy ending ho please bohat ache novels bata dain thanks
ReplyDeleteIs kare junoon mai by sundus jabeen
DeleteAbhi kuch waqt baqi hai novel by Sehar Sajid pdf
DeleteGaley milta hai khwab koi novel by Mehwish Iftikhar.
Es kar e junoon mein novel by Sundas Jabeen.
Asalam o alaikum ,Nimra can u help me to find a novel.story is like heroine named muqads and her friend named nida jo palmist hai ,tells her that her marriage will be a love marriage .and hero named shujat
ReplyDeleteIts "ishq pagal kar deta hai" by Maryam Aziz.
DeleteThanks a lot Sarah :)
DeleteALLAH bless u
plzzz bta dy farhat istyaq ka koe new novel ni aye?
ReplyDeleteni aya
Deletey kuch novels hn ye dhunden.
ReplyDelete1. hroine ka koi masla hota hai aur police case bhi. hero police officer hota hai aur shadi shudha bhi. heroine ka mangetar bahir rhta h aur wo ni aaskta to hero apna rishta pesh krta hai aur shadi hojati hai. uski pehli bv ke bhai s uski behan ki shadi hui hoti hai. V kabhai aakar jaghra krta h. phli bv gaon main rkhta hai aur dusri shehar main. Second wife s beta peda hota h. end main heroine chor k chli jati hai bete k sath to hero dhundta hai aur wo mil jati shayad kisi clinic m.
2. ek aadmi bohat shadi krta hai aur ek beta hota hai. ek dafa ghr aata hai to ek lrki hoti hai to wo baap se jaghra krta h k ye b koi aulad h. baap ki tabiat kharab hoti h to wo bete s khta h k larki s shadi krlo to wo shock m hota h to uske baap ka dost jo doctor hota h k larki bomb blast m mlti h to larki k bhai ka dost us larke ka dost hota h. story khulti h k larki apne baap k sth medical college ja rhi hoti h k station p blast hota aur happy ending.
3. hero ki dadi ya maan larke ki zbardsati shadi krwati h larka khush ni hota. larki smjhta h k lrki prhi lkhi ni aur kuch ni aata.lrki do behnen hoti hn shayad. ek baar wo lrki k documents prhta h to pta chlta h k wo graduate h. ek scene main dono english m baat krte hn taake dadi ko smjh na aaske.
4. larka apni dadi ke inteqal k baad unki marzi ki larki s shadi krta h. larki religious hoti hai. larka jisse like krta h wo modern hoti h. ek jagah mlte hn hero ke bacho n topi aur dupatta hota hai aur lrki k bchen modern hote hn aur dance competition m ja rhe hote hn. Achi ending h.
5.hero gareeb hota hai aur math m bsc kr rha hota h. uska dost ammer family s hota h aur uski ek behn hoti h jis ka naam noor hota h. hero apne dost k ghr jata h to wahan larki s pyar hojata h. larki k maan ko etraaz hota h mgr shadi hojati h. larka phr math chor k computer science parhta h. larki medical student hoti h aur dr bn jati h. hero ka baap bohat chupchap hota hai aur ghr main interest ni hota. uski story y hoti h woh apni csn s luv krta h mgr ek din apne teacher k ghr jata h unhe problem hoti h to uski beti s shadi krleta h. hero ka bhai galat dosti m par jata h to usse uska baap apne student ki help s jail s nklwata h. happy ending.
check kerty hain
Delete2nd mil gaia
DeleteRanj e musalsal se guzrey by Naseem Irshad.
3rd
DeleteNie kamli han by Nabila Aziz
Mene pehle dafa request ki hai lekin koi reply nhi aya chalo torho kasam iqrar karen by farhat ishtiaq jaise funny and romantic novel bta jin ki story isse milti ho plzzzzzzzzzzz
ReplyDeleteAIsa koi novel nahi hai. Nobody writes like Farhat.Umera Ahmed ka AIsa Kabhi Nahi Hota parh lien. Acha hai thora funny bhi hai.
Deletesiso mujhy tu esa koe ni mila or mera bhi fav novel hai
DeleteChalen phir koi aise novels bta den jis men hero heroine ko pasand krta ho lekin show na krta ho dono boht larte hon or novel funny bhi hu plzzzz bta den
DeleteReply krden plzzzzzzzzz
DeleteAOA..
ReplyDeleteI m searching for a novel....
Hero painter hota ha ur heroine named mariyam k grandfather k farm house pa as a guest aaata ha paintings banane....in ki aapis mai ni bnti.....lkin end mai shaadi ho jati ha n happy end.....
Plzzz find it ......
Walekum aslam
Deleteplz confrim kr den
Jheel kay uss paar novel by Nadia Jahangir
Blkl yahi novel ha .....thank u so much...
DeletePlz ye novel dhund de. Heroine apni family ke saath foreign country se Pakistan aati hai. Hero uska cousin hota aur dono ek dusre ko pasand karte hai but heroine ki mummy hero ko pas and nahin karti.heroine ka Eik male friend villain hota hai.wo heroine ke saath dance karte huyi photo hero ko bhej deta hai jiski wajah se hero heroine se naraz ho jata hai. Heroine ke father ki death bhi ho jati hai. Bas yehi tak maine Padhi thi
ReplyDeleteabhi tk ni mila
DeleteSalam Nimra deary,
ReplyDeleteIs novel ka name bata dain.
Larki engaged hoti hai apnay cousin k sath. Accident hota hai to larki ki leg ma limp ajata hai, uski to-be-saas mangni torr daiti hai. ex fiance bhi nahi bolta. Phir uski shadi us larkay say hoti hai jis k 2 kids ko wo tuition parhati hai. Aur usko bad ma pata lagta hai k ye us k husband k kids nahi balkay us k elder bro k kids hain.
Walekum aslam
Deletesiso check keri hon
Ye mene khud he dhoond lia:P
DeletePlz iska naam batayi story interesting hai
Deletehumen bhi aj he mila :p
DeleteChaha hai tujhey by Asma Qadri.
Aapne jo link mention kiya hai uski story request se match nahin kar rahi.
DeleteNovel ka ye naam hai: Ye To Dil Ki Baat Hai by Nazia Jamal:)
DeleteChaha Hai tujhe ki story different hay.
DeleteAssalamualikm
ReplyDeleteNeed 1 Novel don’t know abt Novel Name and Author bt story goes like this…
Larki (Heroin ek Lecturer hote hai) ki Shadi hote rahte aur phir Shadi ke waqt Dulha ke Parents Dowry mangte hai aur larki ke father ki bhut insult karte hai tu larki Shadi se inkar kar date ha aur barat wapis chali jate . Barati main se ek larka (Hero Bhut Rich hota ha)jo shadi attend karne ata hay. Us larki se Shadi kar ta hai aur use ek rented ghar main rakta hai.larka larki se kheta hai ki vo apne parents ku phele Shadi ke bare main bata kar larki ku ghar lekar jaega. Beach main kuch prblms ate hai un ke beach main. ur phir their parents accepted her and they live happly.
Plz uploade this Novel .Or atlest tel me name of the story
Thanks ……
Allaha Hafiz
Walekum aslam
Deletecheck kerty hain
Nimra deary apko ye wala mila? Agr mila to zarur btana story interesting lag rahi hai.
DeleteAoa
ReplyDeleteMujhy tamam dosheeza digest ki list chahiya
WAlekum aslam
DeleteDosheeza Digest
Thank u
DeletePlz sunehri dhoop main chamkti barish by fatima chaudhry ka 2nd episode upload krdijiye...
ReplyDeletecomplete link hai novel kthm ho gaia 2 he parts thy
DeleteSunehri dhoop mein barasti barish novel by Fatima Chaudhry Complete
A o A mane ap sa phle bi request ki thi plzzzzzzzzzz czn novel bta dy gis ma hero gusa wala ho or heorion ka teacher bi ho must czn ho
ReplyDeleteWalekum aslam
Deletefilhal 2 he mily hain
Jhilmil karti bahar novel by Qamarosh Ashok.
Sitara e zeest novel by Misbah Awan.
thank u so much
Delete
ReplyDeleteI need to find these two novel. Please help me out..
Its a story of palestinian girl
who is refugee here in pakistan at a professor's house and professor's son Abdullah(hero) falls for her. This girl leads Abdullah to jihaad in palestine.
2nd novel is about a girl who traps hero just to complete a dare given by her friends. Hero gets involved in her seriously. Later on girl's brother murders someone and she has to get married with murdered's son. On nikah day she finds out it was hero
1st ni mila & 2nd
DeleteShart novel by Nabeela Aziz pdf.
Please help me to find this first one.. it was published in khawateen digest.
Deleteplease mujhe uss novel ka naam bata dein jis mein heroin hero se bohat choti hoti hai jo shayed heroin ka cousin hota hai aur iss ki shaadi heroin se ho jati hai wo bohat darpoke hoti hai usse kuch kaam nahi kerna aata hai hero usse saarhi bandhna sikhata hai mein ne ye request pehle bhi bheji hai lekin aap ne dosri novel ka naam diya tha jojis mein ye story nahi hai
ReplyDeletecheck kerty hain
DeleteNimra please ap mujhy apna sub sy fav novel ka link dy dn...main wo e parh loon
ReplyDeletePlz help me find this story
ReplyDeleteHero n heroine are married but hero ki maa aur behnein theek nahin hoti. Ghar ka saara kaam heroine hi karti hai.eik bar hero ki behen ko log dekhne aate hai to heroine ne saara khana pakaya hota hai par keh deti hai ki nanad ne banaya hai.heroine ka baby hota hai to wo paralysed ho Jati hai aur hero ki mummy hero ki dusri shaadi karna chahti hai par hero nahin manta hai. Happy ending thi
check kerty hain
DeleteMje aik novel chaheay jo maine shua ya khawateen(most probably )atleast 7 or 8 years back parha tha.lrki ka nam yusra hota or wo apni khala k ghar rehte.khala ka aik beta or aik beti (nida api) hoti.nida api married hoti.jbke khala ka beta bhi us se kafi years bara hota per uski shadi nae hoe hoti.wo yusra ko blkul bacho ki tarah treat krta..sb usko her wqt shadi ka kehte per use koe larki pasand nae ati..
ReplyDeleteYusra ki ama love marriage krti per wo bnda fraud nikalta..yusra ki ama apni behn kay pas ajati choti se yusra ko lekar or khala apna sra gusa bhol kar unhe galay laga leti per yusra ki ami kch din he zinda reh parti kunk unhe cancer hota or yusra ki parwarish khala maa bn kr krti or use bht pyar krti.blkay ghar mai sb he use bht pyar krte.khalo, nida api, khala and uska czn (hero).ise tarah yusra bari hojati.
Nida api ki shadi k bad khala kch arsay bad bemar hojati or unki bhi death hojati or phr sbko yehe sahe lgta k yusra or us larkay ka nikah kar dia jae cz unka ab aik ghar mai is tarah sth rehna jbke koe or orat bhi ghar mai nahe to munasib nae..wo dono willing nae hotay but larka samajdari ka saboot detayy hoe man jata..yusra starting mai bht nakhush hoti but at the end wo yusra ko uske jawari bap se bacha leta jb wo uska nikah kahen or krne lgte to use btana parta k wo already kise k nikah mai or shukar krti k agr maira abhi nikah na hoa hota to kya hota.
Kher ending was happy.
Hero ka naam nae mind mai.
Pleaseeee kise ko bhi is novel ka pata to mujhe bta de.
abeer aamir
Abeer_malik92@yahoo.com
It's chaha hai tujhey by Asma qadri
DeleteChaha hai tujhey by Asma Qadri.
DeleteI meant to say pls upload some wata sata marriages romantic novels jis m eik couple ki pehly to forcefully shadi ho hero like na kerta ho phir on m love ho jey happy ending ho pls fulfill my req m waiting r dosari request bhi kerni hai bht deir phly ek story perhi thi wo koi bht old pakeeza digest tha 2000 ka may be characters yad nhi per story bht thori yad hai heroine bht mod hoti hai r rich bhi jab ky hero middle class family se belong kerta hai . Heroine forcefully hero se shadi kerti hai bht rich and mod hoti hai . Hero heroine ko pasand nhi kerta onki shadi hoti hai heroine zabardasti shadi krti hai ya may be ksi deal pe shadi hoti hai mujhe yad ni ab .. first night hi hero badla leita hai r koi drink heroine ky muh pe girata hai aur cigarette bhi osk bazo pe lgata hai . Hate kerta hai . Hero may b apni bhabi m interested hota hai jo bewa hoti hai ... ek scene bhi tha ky hero heroine shadi ky baad hero ki family ko milny village jatay hain wahan bht thand hoti hai hero heroine ko cover krta hai thand main .. hero heroine se acha salook nhi kerta hate kerta hai . Heroine may be pregnant hoti hai . End aesa tha ky heroine naraz ho ky apny ghar chli jati hai ekloti hoti hai per hero osky room m jata hai os ne pink nighty phni hoti hai osko mana ky ley ata hai pls ye novel dhond rhi bht old hai mily to jaldi batein
ReplyDeletecheck this
DeleteAmal novel by Subas Gul
Asslam o alekum
ReplyDeletekae req show ni ho rahi new page pr post kren
REQUEST FOR NOVELS PAGE 48
Thanks