Asslam o alekum friends and members
ap sb se guzarash hay k apni request k bare me best info like novel name, author name, jis digest me novel publish hoa us ka name , month and year, and agr ap ko us novel ki story ya main charecters yad hen to woh btaen ta k ap ka matlooba novel talash krne me asani ho and apni request k poora hone ka sabar se intizar kren k kbi kbi koi novel available ni hota ya us novel k bare me kuch pata ni hota is leay us request me der b ho sakti hay. Meri poori koshish hoti hay k ap ki request jald se jald poori ho sake. baqi sb members se b meri guzarash hay k agr ap koi req dekhen or ap ko us novel ka pata ho to kindly us req pr reply zaroor kren.
Request karne wale members se guzarash hay k
- Request krte hoey sath me apna name zaroor mention kren ta k next time jb ap us req k bare me poochen to hum ko pata ho k ap kis req k bare me pata kr rahe hen.
- Apna email id sath me mention kren ta k bad me ap ko link send kia ja sake.
agr ap ko kahen ksi qisam ki problem ho to ap mujhe mail kr sakte hen
aatish2kx@gmail.com
aatish2kx@gmail.com
ya face book pr mujhe contect kr sakte hen
https://www.facebook.com/aatish2k11 ( IMRAN ALI )
Ap apni request hmare facebook ke page pr b send kr sakte hen
ap sb ke tahawan ka boht shukria.
Ap ka bhai IMRAN ALI
Assalam o Alaikum! april2000 ka khawateen digest available he?
ReplyDeleteagar available hua to INSHAALLAH kal post ho jaey ga.
Deleteplz koi aisi novels bata dein jin main larki bohat modern khayalaat ki hou.aur uski kisi jageerdar type banday se zabardasti shadi hojay. wo usay bilkul like na karti hou . novel romantic ho.
DeleteHello Anybody home???? Kiya ye blog humary comments sy chal ta hai‽!‽‽
ReplyDelete‽
Yes we are here to fulfill your request. ap apna requested novel bataen agar o saka to hum zaroror post karen gy INASHAALLAH.
DeleteAOA bhai n api plzzz kuch romentic eid ending waly novels bta dein
ReplyDeleteHere are your requested novels links.
DeleteDheeray se keh do eid mubarik
Eid tery sang piya by Rehana Aftab
Dast e betalab me phool by effat sehar pasha
ReplyDeletek 3no links adfocus k hain ....plzz 1 link ad fly ka ya koi aur de dain imran bhai!!(me reading link ki baat kr rahi hun)
Links theak kar deay gaey hain ap ab check kar len.
DeleteAssalamu alaikum Imran bhai, mai pehle b requests kr chuki hun lekin meri request post nahi hoti, mjhe ek novel ki talash hai, hero police me hota hai or ek teacher ko save krta hai, teacher already engaged hoti hai or bari shararti hoti hai or batooni b or use ek kidnappers ka group kidnap kr leta hai ek bachchi k sath phir bachchi ko chhor dete hain or teacher ko apne pas rakhte hain kiun k kidnapper ka dil aa jata hai us par lekin hero use bchata hai or use uski baaton ki wajah se gusse me aa kr thappar b maar deta hai
Deletelarki ko save krne k baad wo use us k ghar bhejh deta hai lekin wo larki jb apni shadi ki shopping kr rahi hoti hai tou kidnapper use phir se pakar leta hai or hero use dubara bchata hai, larki ka fiancè is wajah se rishta tor deta hai or hero larki se shadi kr leta hai.... please agr ap iska name bta skte hain tou bta den plz plz
mujhy b yeh novel chahye plz bata dein
Deleteyeh novel i think..................tum sang mehkny lage raste by maryam aziz
Deleteplz koi aisa novel bata dein jis main shadi zabardasti ki gae ho aur larki hero se bohat darti ho. novel romantic ho. and kindly reply soon.
Deletemain mohbt or tm by shazia mustfa
Deletebe dagh by nabila aziz
teri dastrs mn darman by mehwish iftikhar
kanty b lgty hn gulab by saira kashish
kante bhi lagte hai gulab ki link dede plz
Deletemjhe ik novel chaye larka mueed hota hai larki shyd ramla wo apni frnd k sath muree ayi hoti hai wahin larke se milti hai larke k 4 behnen hoti hien wo bad men larki ko bht tang karti hien plzzz
ReplyDeleteaur mjhe iss mueed wale novel k ilawa bhi ik novel chahye imran bhai lekin pehle ye wala mill jaye phir btaungi:)
ReplyDeleteplz suggest some novels in which hero kidnap the heroine for marriage
ReplyDeleteJis dhaj se koi maktal me gaya by sumaira shareef toor
DeletePlease baharun kay sang sang type kay novel upload karden
ReplyDeleteYr chahaten ye shidaten by sumaira shareef toor
Deleteimran bhai n zara plzzzzz dar-e-dil ko complet pdf mai upload kr dain
ReplyDeleteHERE IS THE LINK.
DeleteDar e dil by Nabeela Aziz
Suggest some after marriage romantic novelz by nabeela aziz and maryam aziz.
ReplyDeleteHisab e dil rehno do by nabeela aziz
DeleteRahat e dil ha tu by nabeela aziz
Shararat by nabeela aziz
Me sharminda hn by nabeela aziz
plz suggest some novels on which hero kidnap the heroine for marriage
ReplyDeleteTeri dastras main darman by Mehwish iftikhar
DeleteMeri rah ka roshan sitara tum ho by Sana zafar
please suggest some novels names in which hero is jagirdar and he kidnap heroine for marriage
ReplyDeleteMojay ek novel chye jis main do sisters aur ek unka bhai tha unk father dosri shadi ker ltey hen.inkI ek dadi b hoti hen paise tijori main sambhal k rakhti hen aur ye behen bhai mushkil se guzara kerte hen inka ek mamu ka beta ata hai jo inko dadi se paise nikalwanay k tareekay batata hai dadi kha k beemar hoti hen to unko hospital le jata hai characters k name yad nhi muje but story line bht achi thi the happy ending hai heroien ka nam samara ya asmara tha
ReplyDeleteimran bhai salam.rukhsana nigar ka novel Ger mujh se muhabbat he domnloading k bad open nahi hota error a jata he.plz link dubara bana den.thanx.
ReplyDeletelinks bilkul thk ha. ap 2nd or 3rd sy try krain ho jye ga inshallah Gar mujh sy mohabbat hai by Rukhsana nigar adnan
Deletei need a novel. its name was kub hath mein tera hath nahi. i dont know anything about the writer and the digest. if possible plz give me the link. thanks.
ReplyDeleteFarhat ishtiaq ka novel hai
DeleteKab hath main tera hath nahi by Farhat ishtiyaq
Deletei need some novels name in which hero is jagirdar he kidnap heroine for marriage
ReplyDeleteLagan lagi tum se by Nadia Jahangir
DeleteAey Tishnagi e dil bta novel by Areesha Ghazal
Ajab mausam k ajnabi manzar.by Rubby Manan
Tota hua Tara ki July k shumare jo episode i ha plz mediafire me upload kr dem
ReplyDeleteap icka 3rd link chk krain. media link add h phly sy Toota hova tara by Sumaira sharif toor
DeleteHI, I am also looking for a novel. Its very old one and story is not very unique, instead quite typical. Hero visited his cousin where he saw heroine, who was kind of tomboy and pushing few kids like a herd. So he disapprove her right away. Hero family was looking for a suitable match for him and he got married without knowing she is the same girl. At wedding day, he taunt her in all possible way and repent that why he didn't see pic of her before wedding. But after days go by he notices that she is quite responsible and girlish kind of girl , and then he excuse his behavior . The climax scene was on EID day.
ReplyDeletezindagi tum ho by madiha. is tarha ki story wala koi novel bata den
ReplyDeleteMur aa ke mol na jaen novel by Shagufta Bhatti
Deleteplz khuch happy or funny novels bata dain?
ReplyDeleteLo ham ne jeevan har diya novel by Effat Sehar Tahir
DeleteAankhon Se Meri Dekho novel by Faiza Iftikhar
Woh sikandar hay novel by Effat Sehar Pasha
Kuch ishq mn rang junoon bhi tha by naila tariq plz ye novel ki download link den
ReplyDeleteye nvl sans sarak or sakoot k name sy h post in 2nu ki story same ha
DeleteSans sarak or sakoot by Naila tariq
any story like mohabbat dil kay sehra and mohabbat dil pe dastak please tell
ReplyDeleteaoa effat seher k koi silsilewar complete novel batain mohabbat dil pe dastak aur sabz ruton ki.... k alawa
ReplyDeleteBaharen lout aien hen novel by Effat Saher Tahir
DeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDeleteCan you please upload Ahwal ul Ambiya by Abdul Mohsin Hassan.
ReplyDeleteI m very thankful to you for uploading Dajjal 1 and 2 now please upload dajjal 3 by mufti abu lubaba shah.
ReplyDeleteINSHAALLAH will be uploded soon. Keep Waiting and visiting:)
Deleteplz upload these 2 novels m ny kafi din sy request ki v hy page 7 py.
ReplyDeleteap kindly ek bar phir apni request bata den agar possible hua to hum post kr den gy.
DeleteThe adf.ly link for online reading of Main sharminda hn by Nabila aziz is not working.Please check and fix it soon.
ReplyDeleteLinks theak ho gaey hain ap ab check kar len.
DeleteJi.Thank you Imran bhai.The links have been fixed.
Deleteaoa mujhe ek novel chahiye jisme heroine ka nam shayad duriya hota h aur hero razi.heroine hero se shadi nhi karna chahti kyunki woh bahut husn parast hoti h aur hero mamuli shakl ka.dono ki apas mein kuch rishtedari bhi hoti h aur dono bahut ameer hote h.hero heroine se shadi se pehle batata h ki woh apni secretary jiska nam shayad nadiya hota h ko pasand karta h par usse shadi nhi kar sakta kyunki usske father ne use jaidad se bedakhl karne ki dhamki di hui hoti h to woh heroine se khta h ki woh dusri shadi karega.woh yeh bat ghar walon ko batati h par koi yaqeen nhi krta.shadi ki rat heroine usse khti h ki jab tumhe dusri shadi krni h to mujhse koi talluq mat rakho par woh usse khta h ki shadi koi khel nhi hoti aur main tumhe apni biwi ki tarah h rakhoonga.phir jab ek din woh log ek party mein ja rahe hote h to hero use zabardasti apni pasnd ki sari pehna kar le jata h yeh keh kar ki agar woh nhi pehne gi toh woh nadia ko le jayega kyunki jo uski marsi ke kapde pehenegi woh hi uske sath jayegi.iska badla lene ke liye heroine party se apne parents ke sath wapas apne ghar chali jati h hero ki marzi ke bagair to hero na use phone karta h na use lene aata h jispar woh phone karke use le jane ko kehti h.bas yahan tak hi story padhi thi phir baqi aainda thi aur dusra part nhi mila story ka nam bhi nhi pata.but shayad hero usse jhoot bol raha hota h kyunki nadia ka mangetar khurram ek scene mein use lene aata h.heroine ka ek cousin aur bahut accha friend hota h jiska nam shayad farooq hota h jiski mangni asma nami ladki se hui rehti jo zyada khoobsoorat nhi hoti aur uski family bahut conservative hoti h isliye woh use parti mein nhi aane deti h.shadi ki rat heroine usse yeh bhi kehti h ki log mohabbat ke liye jan de detein h aur tum ek zara si jaidad nhi chod sake to hero kehta h ki yeh sab kitabi batein hoti h jab hath mein paisa nhi hota to sab mohabbat khatm ho jati h aur woh nadia ke sath ek pur asaish zindagi guzarna chahta h.
ReplyDeleteplz agar yeh novel mil jaye to iska mediafire link de dein.shukria
Ye areesha ghazal ka novel hai name hai kisi se kya bichar gaye aanchk mein aya tha....but novl ka end acha nhi hero heroine ki divorc ho jati hai aur wo apni secretary se shadi kar layta hai heroine ki shadi kisi aur se hi jati hai jis par hero os kho kar pachtata hai :(
Deleteapko digest nd mnth ka pta ha tu bta dain
Deletemuje rehman raheem sada sain k second part k 1st episodes k alawa sari episodes chaye plz post ker dain pehly b request ki the .
ReplyDeleteINSHAALLAH jald hi o jaey ga.
DeleteAOA bhai & api's plzz koi aisa navel bta dein jis mein hero buht ameer ho or heroin bass normal ho or hero ko pasand na krti ho.pr hero heroin ko buht pyaar krta ho or us sy zabrdsti shadi b kr ly n happy ending ho......................
ReplyDeleteKantey bhi lagtey hen gulab novel by Saira Kashish
DeleteBas ik sanam Harjai by Umm E Maryam
thanks api yeh parh liay hain plzzzz kuch or bta dein
DeleteHisab e dil rehne do novel by Nabeela Aziz
DeleteAur kuch khwab novel by Ushna Kausar Sardar
yeh b parhy huay hain plzzz api kuch orr bta dein achy achy
Deletesuggest some novels in which hero is rich and he kidnap heroine for marriage
ReplyDeleteMohabbat dhanak rang orh kar by Sumera Shareef Toor
DeleteAb Mere Ho Ke Raho By Durre Saman Saleem
Chand Gagan Aur Chandni By Iqra Saghir Ahmed
i need mera hamsafar koi aur hay by syeda tehmina zahra. kindly upload that if you have. i like your this service of providing novels
ReplyDeleteMera humsafar koi aur hai novel by Sayeda Tehmina Zohra pdf
Deleteplz upload mery mehrban by maha malik
ReplyDeleteyeh drama script hai novel nae hai .
DeleteSalam. Mujhe woh novel chahye jisme larki ke parents ki death hojati hai. woh bachpan se khala ke pas rehti hai. Khala uski apne betay se engagement kardeti hain magar woh abroad jaake gori se shadi karleta hai. khala ki death hone pe unki door ki rishtedar larkay ke sotelay chachu se uski shadi kardeti hain. Woh doctor hota hai aur kisi aur doctor ko pasand karta hai. Larki ka pehla mangetar wahan se bankrupt hokay larki se paison ki lalach main wapas Pakistan ata hai tou uske chachu yaani ke larki ke husband ko realize hota hai aur phir happy ending hoti hai.
ReplyDeleteImran Bhai/Zara Api, agar aap ko pata hai iss novel ka tou pls post karden.
Kahan aa k rukne thay rastay by hina malik
DeleteAisy novels suggest krein jin me hero heroine k liye bht possessive ho.. Thx:-)
ReplyDeleteZindagi tum ho by Madiha tariq
DeleteIqrar k lamhe by shaheen sajjad
Mur a k mol na jaen by Shagufta bhatti
Lagan lagi tum se by Nadia Jahangir complete nahi hai adf.ly waley link pe.Please check kar ke poori post kar dain.
ReplyDeleteLagan lagi tumse by nadia jahangri
DeleteThankz Zara.Gud 2 c u.
Deleteplz suggest some more novels in which hero is rich he kidnap the heroine for marriage
ReplyDeleteek novel tha jo k pakeeza digest main publish hua tha earthquake k baad... us main hero ka naam ali aur heroine ka naam urwa tha...end main hero mar jata hai...uski 3 epi ae theen...plzz kindly wo post kar den..
ReplyDeleteNawa e zeest by Farhana Naz Malik
Deletethnx alot yhi tha....
DeleteAssalam o aliykum!
ReplyDeleteYeh silsilay hain payar ke novel by Qamrosh Amber ka first episode chahiye please help me ...
Regards
ic ki ist epi wla digest nai mila kahin sy filhal jaisy hi mila add ho jye gi epi :)
DeleteUshna kausar sardar ka ishq lailai ka fason e jan plz upload krdein.thnkyou
ReplyDeleteAfsoon e jaan by Ushna kosar sardar
DeleteUs novel me hero ka name eteban suri and heroine ka abiha siyal tha... Phly unki engagemnt hti hea bt phr months baad lrka tor deta hea .5 yrs baad phr wo lrki ko kahin dkhta hea to useh regrt hta hea and phr yei k wo usi se pyr krta ...us me hero k frnd se herione ki baat bhi pakki horei hti hea and lrki designr bn cuki hti 5 yrs bad
Deleteic nvl ko chk krain hero ka nam damyan shah suri hota ha
DeleteAur kuch khawab by Ushna kosar sardar
ye wo nhi bt ye bhi acha tha thankyou :-)
Deleteyeh novels parhy hain plz koi aur novels name suggest kar den
ReplyDeleteaoa woh novel bta den jis ma hero ki ma kacharater acha na ho yeh woh baazar husan sy taluk rakhi ho..plz
ReplyDeleteDeewar e shab by Aliya bukhari
Deleteplz is ky ilwa or koe jis ma hero ki mother bhot pyari hu but un ka family background acha na ho meanz woh nacchnaly wali ho or hero ko sab is pr tease krty ho
DeleteHon dard e ishq sy janbalab by nazia farhat
DeleteHello...mje jo story chaye wo pakeeza digest me publish hui thi or I thnk year 08 tha..story is like k heroine or uski mama dress design krti ha ek dafa use kam k lye out of city jana parta ha akele. Us city me us ka ek cuzn apni family k sath rehta ha wo un k sath rehne lgti ha hero uske cuzn ka sala. Hta ha or un k sath h rhta ha kyn k us k parents ki death ho chki hti ha. heroine k cuzn ki sisters roz wahan ati ha or farmaishe krti ha or apni bhabhi pe tanz or krti ha jb heroine ko ye pta lgta ha k ye in ka hamesha se mamul ha to wounhe sudharne ka kam krti ha or hero ko jb job ni mlti to u ka hosla barha ti ha mgr hero use b un sisters ki tarha h smjhta ha end is trha hta ha k jb wo waps jane wali hti ha to kch din phle hero use propose krta habarish b hti ha..overall its little funny story
ReplyDeleteMery rasty mein rehna by Saima Akram
DeleteThanx nimra
Deleteaoa plz woh tamam novel batein jis ma hero khud sr,rude or badtamez type ho plz
ReplyDeleteHon na phr pagli by Memona khursheed
DeleteKahn a k rukny thy rasty by Hina malik
Shararat by nabila aziz
Qafley Raah Bhul Jaatey hain Jesa koi dusra novel hai?
ReplyDeletekuch upr k cmnt mn chk krain dye hvy hn
DeleteDrama arrangr marriage ka kisi ne novel manga tha plz uska link mujhy b deden.
ReplyDeleteThanks
AJ
ye shyd dram script ha. nvl nai h
Deletekindly kuch aise novel bataein jin mein hero heroine ki zabardasti shadi ho jb k woh ek dosre ko bilkul like na krte hun but happy ending ho.
ReplyDeleteIqrar k lamhe by shaheen sajjad
DeleteHijr ki raat dhal gye by saima zaheer
Kanty b lgty hn gulab by Saira kashish
aur bataein yeh parhe hue hain
Deleteaoa Imran bhai ek novel ka pochna tha ,stry kch yu thi k lerki interior decorator hoti hai usy hero k ghr ka project milta hai , hero uss se koi badla lena chahta hai apni phopo ka shais wo heroine ko bht tang krta shadi pe majboe krta us se bachne k lye heroine apne czn se b khti to marry her pr us ki shadi hero se hi ho jati , shadi k bad b wo bhagne ki try krti heto usy helicopter mae wapis lata ,lerrkivka baap shais retired hota from army, plzzzzzzzzzzzz link de dain
ReplyDeleteye nvl chk krain
DeleteAur kuch khawab by Ushan kosar sardar
nahi Zara ye novel nahi hai us nai lerkae ki sister ki shadi hoti hai jis k lye ghar decorate kewa raha hota , lerki apne nana n maa k satg rehti hai , plzzz help
Deleteap novel chk krain bilkul woi stry h jo apny btai h i've read this nvl :)
Deletethankyyou so much Zara exctly yehi novel hai
DeleteMuje aik novel chahiye jis main heroien heto se inspired hai but hero nhi per hero us se shadi ker leta hai shdi k bad pata chalta hai k hero pehly se married tha aulad k liye doosri shadi ki thi.jab beta paida hota hai to hero heroien ko talaq de k ghar se nikal deta hai heroien ka nam jugnoo tha aur heroien ki pehli bivi ka nam mehreen.heroien ki shadI usk czn se ho jayi hai aik beta paida hota hai tab usko apna pehla hubby milta hai kahin to woh maafi mangta aur batata hai k uska beta foat ho gya tha usko talaq dene kkuch din bad hi
ReplyDeleteAik khawab jo hmra tha by sumaira gull
DeleteThank u sister
DeleteAsalam o Alikum, muje aik novel ki request krni hai novel ka naam nhi pata laiken larke or larki ka nam pta hai. lrkay ka nam muqtada hota hai or wo apne bap se sakhat naaraz hota qk uska baap jawani me acha nhi hota laiken bad me baap acha ho jata hai. use aik dhamkay me aik larki milti hai muqtada samjta hai uske baap ki beti hai pr uska baap us se kehta hai k tum is se shadi kro lo.....
ReplyDeleteBadi Mehrbani ho gi agger aap bata den.
Ranj e musalsal sy guzrey by Naseem irshad
DeleteJazakaAllah Khair
Deleteaao mjhy aik novel chaiye yeh ma nhy bht phly kisi digst ma parha tha story khuch yeh hy ka hero heroien sy majboori ki waja sy shadi krta hy
ReplyDeleteshaid kr ky ghr lat hy but usy as a wife introduce nhe karwata...us ghar ma shadi ho rahe hoti hy woh larki sab sy kafi ghul mil jati hy magr hero a kr usy danta hy ky apni had ma rahy agr us ny is larki ki asliyat batei to sab nafrat kare ga......plz agr kisi ko pata ho plzzzzzzzz infrm me
Bisat e dil bhi ajeeb shay ha by Afshan afridi
Deleteis tarha ki or stories agr kisi ko pata ho to plz bta den
DeleteIk roshan diya by Iqra channa
DeleteKuch phool khilny hn by Ghazala yasir
Sanwar gya mera roop by Shazia mustfa
Bisat e dil bhi ajeeb shay ha by Afshan afridi
ReplyDeleteka reading link plzzzzz dn?
Bisat e dil b ajeeb shay hai by Afshan afridi
Deleteaoa plz isy novel btaen jis ma hero bht emotional type ho or sucide atttempt yeh accident kiya ho
ReplyDeleteIk shakhs dilruba sa by Umme mryam
DeleteAjeeb hain ye silsily by Noor ul huda
Dil k mausam by mariam aziz
any novel like mohabbat dil kay sehra and mohabbat dil pe dastak please tell
ReplyDeleteChahat dil ki chahat by Shazia mustfa
DeleteDasht e arzoo by Iqra sagheer ahmed
salam plz muji shazia mutfa and subas gul k novel chaiye
ReplyDeleteic link sy lain
DeleteShazia mustafa
Subas gull
plz muji romantic novel chaiye jo 2004 s pahli ho
ReplyDeleteap kisi specific novel ka naam bataen agar ho saka to hum post kar den gy.
DeletePlz amna riaz ka novel mah e tamam ka liink idhar daal dein aur ye bhi bata dein ke ye novel complete ho gaya hai ya nahi
ReplyDeleteMah e tamam novel by Amna Riaz
Deletecomplete ho chuka hai.
Plz madiha tariq ka novel zindagi tum ho upload kar dein
ReplyDeleteZindagi tum ho by Madiha tariq
DeleteEffat sehar k novel bin mangi dua ki 9 episode k bad ki episode ka link dy dain
ReplyDeleteBin mangi dua by effat sehar tahir
Deleteaugust 2014 ka sarguzashat hi upload kar dain...........,,
ReplyDeletepost ho jye ga inshallah
Deleteplz suggest me some best novels
DeleteRasai narsai by Nighat seema
DeleteNayi rutain naye khawab by Bushra saeed
Tumhain dil ny pukara ha by nayab jelani
Khasa e Dil by Sundas Jabeen 1st episode online read link dy den plz
ReplyDeleteic link mn chk krain kasa e dil ka phly nam meri dastars mn sitry tha
DeleteKasa e dil by sundas jabeen
hina n rida plzzzzzzzzzzzzzzzzz
ReplyDeletejald post hoga inshallah
Deleteaur kuch khwab novel complete post kr den 1st episode se.
ReplyDeleteAur kuch khawab by Ushna kosar sardar
Deleteplz khuch novel btaien jis ma hero yeh heroein bht mazloom se hoplz
ReplyDeleteCharag jalta raha by asiya ambreen
DeleteEid subh e umeed by shaheen sajjad
Kali chooriyan by nayab jelani
salaam o alaikum jnab meine paanch 5 parts perh liye hain ISHQ KA SHEEN k . kindly mujhe is ka shisham 6 part chahye . zarur plz
ReplyDeleteIshq ka sheen part 6
Deletehey everyone kindly me with novel jis me 1 larki seher hoti hai. oske father ne dosri shadi ki hai or seher or oske bhae ko proper attention nahe deta iski waja se seher bohat disturb rehti hai or apne 1 unversity frn se jealous hoti hai kyun k wo bophat oske parents bht pyaar krte hai , os larki ka nikah b hojata hai . i guess yeh Huma Kokab Bhukhari ka tha name shayed" ishq pechan k patay" not confirm. thanks
ReplyDeleteA.o.a
ReplyDeletemujhy 1 aisa novel parhna h jis my hero heroine ka "NIKKAH" ho chuka ho lekin us ny(hero)is bat ko apny ghar walo sy chuppa rakha ho,in short happy ending love story.................any body can help me to find out??
Bisat e dil b ajeeb shey hy novel by Afshan Afridi
DeleteDast e talab mn phool by effat sehar
DeleteDil ny tanha jheeli rat by lubna jadoon
Ik roshan diya by iqra channa
where is pageno.8?
ReplyDeleteslam my name is fatima noor ma ny aik novl k start k hand pages parhy thy maha malik ka novel tha name mjy yad ni hy,,, us ma aik character alma ka tha jo k heroin hoti hy,, uski shadi k agly he din uski saas usy ghr k kam krny ko kehti hy or uska husband kafi cary hota hy,, phr wo apny shadi k gifts kholti hy to usy aik qimti gift milta hy jis py wo heran hoti hy
ReplyDeleteagr ye novl hy ap k pas to pl iska link snd kr dain
Tum kon piya by Maha malik
DeletePlease jungle wale romantic novel post kariye imran bhai thanks
ReplyDeletewo ik aesa shajar ho by farhat ishtiaq
ReplyDeleteMjhe 1 novel chahye jis ka naam baseeb apna apna hai hero heroin saba or ko shah hota hai heroine umair ko pasand krti hai pr us ki shahsi shah se ho jate us ki pegli bv mr chuki hori hai or 2 bete hote hain wo bht ameer or khubsurat hota hai or saba se sirf is liye shadi krta hai q k eo apbe beton.k liye educated mthr chahta hai or midfle classlaryan bewafa ni hoti shah apbi frnd se shadi krna chahta hai jo 25 saal ka hone se pehle shadi ni kr skti umair saba ki frnd ka bhai hota hai or saba ki shadi k bad bemar ho jata hai...... Plz is novel ko post kr den
ReplyDeleteYeh pakeeza me chapa tha or Musharaf Basher is k writer hain. I guess is ka naam naseeb apna apna hai
Deletelubna jadoon ka novel jo abbottabad per bana hey plz koi bta dey
ReplyDeleteap story share krain
DeleteMjy wo novel dhoond dy jis me larki ka naam buahra hai wo 6 bhny hai us ki shadi jis ay hoti hai wo shadi kj first night he uay divorse dy data hai
ReplyDeleteye to drama a rha ajkl main bushra k name sy apki us ki bt kr ri hn to wo script based ha nvla pe nai
DeleteHi im looking for a story which was published in one of the digests but dont remember which one and which year
ReplyDeleteThe story goes like a girl is a teacher and she goes on a school trip with the students where their bus is hijacked and the girl and a student are kidnapped she somehow escapes and meets a police officer in the jungle..... cant remember resy of the story but do remember that the officer and teacher get married
will b very grateful if u can help me with it
tm sang mehkny lagy rasty by mariam aziz
DeleteMjhay aik novel chahiyay naam nhi pta shayad kiran mai chapa tha heroine ka naam urwa hota hai wo jis office mai job krti hai us k boss se us ki shadi aik deal k leay hojati hai boss ki aulaad nhi hoti heroine ki amma ki tabiyat kharab hoti hai wo paisay maangne ghar jaati hai boss k to bos ki mom usay is shart p paisay deti hain k wo apney boss se shadi kray gi plz ye novel dhond dain
ReplyDeleteHisab e dil rehny do by nabila aziz
Deleteaoa. mujay 2 stories chahiyey, aik main larki ka naam zeest hota hai aur larkay ka naam mukarram khan afridi hota hai. zeest apni friends k sath bet lagati hai k wo mukarram ko phasaa sakti hai . doosri story mujay chahiyey jismey larkay ka naam mehraam shah hota hai. dono stories feudals pey hain. kindly link dey dein.
ReplyDeleteist nvl shart by nabila aziz
Delete2nd nvl ki proper stry share krain mehram to ni but mehroz shah k nam sy ha ye nvl
shararat by nabila aziz
mehraam shah naam hota hai larkay ka. larki us sey shadi nahi karna chaahti hoti kyu k woh mehraam ki family ko bur samajti hoti hai. happy ending hai. khaandaani dushmani k baray main hai. mehraam aik jageerdaar hota hai.
Deleteagar yey na milay tou koi shart k type ka ya iss doosri story k type ki koi novels bata dein. thankyou.
Deletewaiting.
Deletereq page 21 pe chk krain upr mention h bht sy nvlz suggest kye hvy hn
Deletepage 21 ka link dey dein yahan plz.
DeleteAoa,i need some novels similar to Baharo ke sang sang in which hero is very rich and falls in love in university. Thanks
ReplyDeleteSalam mujy aik story ka link chahiye story ka nam nahi yad. hero ka nam saif or heroin ka naam inbisaat hota hai or hero sy heroin ki shadi zbrdasti hui hoti hai. hero jageerdar hota hai.
ReplyDeleteadmin plz respond.
Deleteadmin plz respond.
Deletestry yad ha to share krain
DeleteOriginally Posted by haadiya
ReplyDeletelarka larki ko kidnap karta hy story yahan say start hoti hy
aur farm house lay kar jata
hy wahan uss k sath batimizi ke koshish karta hy
toh uss k grandpa a jatay hain
larkay ko thapar mar
kar larki ko uss k ghar chor k atayhain
aur ghar walun say ye kahtay hain k ap ke beti meri grand daughter ke frnd hy
iss liye iss ko uni say anay ko dair ho gai
kyun k meri grand daughter iss ko ghar lay ae thee
iss type ke story thee....ager kissi ko naam pata maloom ho to plzz help kar dain .Regards
i m looking for a novel....its story is like.....Heroine ghareeb hoti hy hy oske mother gharon me kaam kr k guzara krti hy aik din apni beti ko b malkin k ghar ly jati hy jhan wo larki aik larky ke pic. chura lete hy...fir kuch months baad oske mother ke death ho jate hy to oska father nashaaee kise ko bech deta hy osy tu wo ghar sy bhag kr osi malkan k ghar a jate hy....larka abroad studies k liay gya hhota hy jhan wo bet lga kr cricket sikhta hy fir Pak. ata hy tu os kaam wali sy affair chlata hy...fir wapis chla jata hy abroad......if buddy knows abt dis novel den plz do tell me or upload it....plz plz plzzzzzzzzzzzz
ReplyDeleteSans sakin thi by nimra ahmed
Deletekisi ko agar in do novels ke barey main pata hai to please bata do ya upload kar do please.
ReplyDelete(1) yeh novel pakiza digest main aya tha 2006 ya 2007 main novel ka naam nahi yaad.silsale war novel tha.story kuch youn thi.
herion(larki) gaoun se shar main parne aati hai or hostel main rehti hai.hostel main us ki jo roommade hoti wo achi larki nahi hoti.or wo jab dekheti hai ke herion sada or khobsurat hai tu wo us ko apni baton pasa leti hai.herion us per turst karti hai iss liye us ke kehne par apne baal(hair) katwa leti hai or daye bhi karti hai baad main jab apne gaoun jati hai to sab se chupati rehti hai.or gaoun se wapsi par uski roommade(jis ka naam sheid saba tha) usse ik party or club main le kar jati hai wahan usse saba ke janey wale dakhtey hain etc.or wahin par herion ke gaoun ka bhi ik larka hota hai jo herion ko payar karta hai par garib honey ki wajah se pehly batata nai hai par party main milta hai or osse kehta hai ke saba se door raho wo achi larki nai hai.phir baad main saba ki insalt bhi karta or usse mana karta hai ke herion se door rahe.iss baat par saba ko bohat gussa ata hai .or wo dohke se herion ko apni dost ka keh kar ik ghar main le jati ha or wahan saba ki dost us chaye main kuch mila deti hai.or wo behos ho jati hai.saba os ka soda kar deti hai .
story kuch asiey hi thi mujhe herion ka naam nai yaad .plaese agar kisi ko yaad ho ya kisi ke paas ho to Naam bata do
masoom titliyan by zarnain arzoo
Deleteavailable nai h ye nvl mnth nd year ni pata
yeh novel pakeeza mein aya tha naaraii naam tha iss ka
Deletekoi khoona baha wala novel bata dein. jismey hero bohat sakht hou par romantic story ho.
ReplyDeleteaur koi bi haveliyo aur jageerdaro wali stories bata dein.
1 novel hai jis me hero police me hota hai....or wo sky scrapper column likhta hai....jo heroin ko bht pasand hota hai....heroine ka bae or father zabadasti us ki shadi us police officer se krwa dety hn..bd me jb usy maloom hota hai yh sky scrapper column likhta hai to wo thk o jati hai....any idea of this novel???
ReplyDeletenovels bata dein jis main hero police wala ho aur rude hou. heroine se shadi karleyaur usko har waqt aziyat dey. romantic novel ho.
ReplyDeleteKab hath mai tera hath nahi jaisa ek novel that us me heroin ka naam hamael girdezi hota hai hero ka naam yaad nahi
ReplyDeletePls koi eise novels batain jin main hero heroin se nafrat karta ho
ReplyDeleteMujhe us novel ka naam bta den his me heroin ka taaluq esi family se hta h jis me uski phuppo ki shadi Quran se krwadi jati h ... Phr uske chaccha Jo shehr me rehte hen apni family k sath WO unke ghar aate hen to unhe ye customs Bilkul pasand Nhi the unhone bhi khandan k khilaf Jake shadi ki thi to wo heroine se hamdardi rakhte hen or uski shadi apne bete se krdete hen or us ko apne sath shehr le aate hen larka shadi se khush Nhi hta Lekin gradually they fell in love. Plz bta den novel name
ReplyDeleteDust e betalab men phool novel by Effat Sehar Pasha
Deletebhai salam aik novel tha us main aik charactor tha janu marasi ka or circus ka bhi hawala tha .. nam main kuch dair main send kr do ga khawatain digest main aya tha kafi purana hy ...
ReplyDeletei want the novel in which Hero name mukharam and heroine name Chandni
ReplyDeletei want the novel in which Hero name mukharam and heroine name Chandni. Chandni ki engagment us k czn hakim k sath hoti hy .Mukaram hakim ka dost hota hy .us k gao aya hua hota hy.eik or b family joint hoti hy is novel mey.
ReplyDelete