Asslam o alekum friends and members
ap sb se guzarash hay k apni request k bare me best info like novel name, author name, jis digest me novel publish hoa us ka name , month and year, and agr ap ko us novel ki story ya main charecters yad hen to woh btaen ta k ap ka matlooba novel talash krne me asani ho and apni request k poora hone ka sabar se intizar kren k kbi kbi koi novel available ni hota ya us novel k bare me kuch pata ni hota is leay us request me der b ho sakti hay. Meri poori koshish hoti hay k ap ki request jald se jald poori ho sake. baqi sb members se b meri guzarash hay k agr ap koi req dekhen or ap ko us novel ka pata ho to kindly us req pr reply zaroor kren.
Request karne wale members se guzarash hay k
- Request krte hoey sath me apna name zaroor mention kren ta k next time jb ap us req k bare me poochen to hum ko pata ho k ap kis req k bare me pata kr rahe hen.
- Apna email id sath me mention kren ta k bad me ap ko link send kia ja sake.
agr ap ko kahen ksi qisam ki problem ho to ap mujhe mail kr sakte hen
aatish2kx@gmail.com
aatish2kx@gmail.com
ya face book pr mujhe contect kr sakte hen
https://www.facebook.com/aatish2k11 ( IMRAN ALI )
Ap apni request hmare facebook ke page pr b send kr sakte hen
ap sb ke tahawan ka boht shukria.
Ap ka bhai IMRAN ALI
Unfrtntly i dnt remembr the writer name..and the storyline too but kabhi kabhi baithay bethae dimag main koi thori si story ya dialoge yaad aye tu dil karta he ke kash wo story phir sy parh len..so plz help me
ReplyDeleteHerione r hero czn hte r r hero army main hta he..herione hero ki trf khas tavajoh ni deti but hero ossy pasnd karta he..lekin ossy batata ni he..kuch scenes main mzaq karty hen..herione writer thi maybe..1 dialogue achi tarha yad he jab wo osse pata ni kisi baat pe cheerta he k wo factories r banglon jageerdaron pe stories likhnay ke bajae army heroes pe likhy..to wo kehti he k
wo zamanay gaye jab grlz ke ideal army officers hoa karty the..
Heart touching nowal ta..
Waiting for reply................
L
reply plexxxxxxxxxxxx
DeleteAp k novel search kr rahy hain. INSHAALLAH jesy he mila ap ko link dey den gay .
DeleteHamari ankhon ke khawab by Naheema Naz .
DeleteNope!! yeh ni h..........
Deleteending sad thi us novel ki..and ujla chaman type name h..
Aslamalikum i need a novel..... y fsc k course me tha "Pakistan ban gya" k naam s shayud ksi novel ka chotaaa sa chao included tha ounjab text book board k fsc k urdu k course mein..... mjhy y poraaa novel chahaye..... shukriaaaa
ReplyDeleteHum search kerty hain .INSHAALLAH mil jaey ga .mager ap ko thora wt kerna pary ga.
DeleteAangan novel by Khadija Mastoor
Deletehttp://famousurdunovels.blogspot.co.uk/2012/07/aangan-novel-by-khadija-mastoor-pdf.html
Thanks Anonymous
DeleteAangan novel by Khadija Mastoor
salam
ReplyDeletemuje aik novels ki request krni ti jisme 4 bhae hote hain or wo bht hi smart hote hain osme bara bhae abroad me hota hy or chote bhae ko aik qabool surat lrki se muhbt ho jati hy jo k herion hy then chote bhae ki herion se shadi ho jati hy n shadi ki night hi accident me death ho jati hy chote bhae ki then herion ki bare bhae se shadi ho jati hy end happy tha please muje is novel ka name bata dien
Tumhen dil ne pukara hai by Nayab Jelani ,
Deletethank you so much
DeleteI'm searching for a novel.The story is about a girl named zara. Woh apni chachi aur un ke beta beti ke saath rehti hai hai. Chachi ka beta hi hero hota hai aur uska naam shaaz hota hai. Chachi ki 3 betiyan hoti hai Azra Rania aur Aliya.
ReplyDeleteAliya choti hoti hai aur zara ki best friend. Chachi aur shaaz hamesha zara per shak karte rehte hain.
End mein zara ki shaadi kisi Amjad naam ke shaks se fix hoti hai laikin phir us ki shaafi shaaz se ho jati hai.
yeh bohath purani story hai. India mein koi aanchal mein aayi thi 95-96 mein
Please kisi ko maloom hai to bata dein.
Phool muskuraty hain by Zarnain Arzoo
DeleteMuje hina ke old and long novel bate dein.
ReplyDeleteMujhy check kerna paren gay .ap thora wt kren me search kr k link deti hon .
DeleteYe read kren phr or btati hon
DeleteTum akhri jazeera ho by Umme Maryam Complete
Mery sahir se kaho by Umme Maryam
Palkon per chamakte aansoo by Sadia Abid
DeleteMeri wehshaton ko qarar do by Misbah Tarar.
Mery Sahir se Kaho by Umme Maryam ka print teek nae hy plz achy print men link dy den
DeleteAoa mujy ik novel ki talash ha jis ma hero ka name yasheb or heroin ka name Alina hota ha hero apni sister ka badla lany k liysister ki nad se shadi kerta ha q k us ka bhnoi us ki sister ko tang kerta ha plz mujy is novel ka name bata dy
ReplyDeleteHum search kr rahy hain .agr ap k pas kuch or info hai to bta den.
DeleteSorry is story ma jo hero heroin k name ma ny baty ha wo yh nhibha kisi or story k ha but story tu yhi ha hero or us ki sis k parents nhi hoty hero ki sis k sath us ka bhnoi rudly behave kerta ha hero ka behnoi kisi hawali ma reta hota ha us k grandfather hoty ha us k sath or us ki sis jo heroin ha hero ki sis us ko batati ha k us ka hasbad us k sath acha salok nhi kerta tu wo apny bhn ka ghr bachany k liy us ki nad se shadi kerta ha hero ki sis ko pata nhi hota k is ny mere liy yh shadi ki ha hero bhi heroin ko kafi tang kerta ha bad ma sab thik ho jata ha yh kafi purani story ha plz is ko search kr dy
DeletePlz is novel ko search kr dy
DeleteKuch pata chala
DeleteStill waiting
Deleteaoa
ReplyDeletesad ( emotionl type) novels k name bta dein js mei heroine sensitive c ho .........beshak tragic story ho jae
Zindagi tum ho by Madeha Tariq .
DeleteBisat e jaan novel by Sajida Taj
Kala Gulab by Shama Hafeez pdf.
salammmm.....sis mai nai kafi arsa pehly aik novel read kia tha.....episodic tha mai uski just 1 episode read kr chuki hu plz uska name bata dain.....
ReplyDeletestory kuch u hoti hai k aik gharib larki hoti hai or unka bap mrjata hai wo school jana b chor daiti hai or uski maa factory mai kam krti hai kuch arsa bd ye heroin b kam krti hai kisi factory mai ......is heroin k mbl pai wrong numbr sai kafi msgs ana start hojaty hai bt ye reply nhi krti akher hoty hoty baatai start hojati hai or pir hero k bht israr pai ye apni aik jhalak usko dikati hai ....on the oter side hero is a time pas boy wo isko jst apna luky smjta hai q k is lrki se jb se cntct hua hota hai ye hr cheez mai kamyab hota hai ...pir hero ka lalchi baap hero ki shadi foreign mai apni dost ki beti sai krdyta hai and halat is mor par ajaty hai k larka jail chala jata hai tb ye baap ko lrki ka adres daita hai k usko kahai mjy maaf karai
plllllllzzzzz tel the name
Hum search kr rahy hain .jesy he mili ap ko INSHAALLAH link esi post pr mention kr den gay.
DeleteCheck this
DeleteMohabbat man mehram novel by Sumaira Hameed
thsnk you so much yahee novel tha......Allah ap ko hr khushee dai..ameen ...;-)
DeleteMuje ek novel ka naam bta dein jis me hero ka naam umer hota hai is novel heroin ki khala heroin ko kednep kra ke hero ki shadi apni beti se kr de di hai
ReplyDeleteKuch or info share kren plz .itni se statement se novel mushkil se mily ga .koe digest & year ka idea hai .
DeleteCheck this
DeleteMaey ni main kinu akhan by Nabeela Aziz.
aoa mujhy ek noval chyie episodic tha khawateen ma publish hova tha mujhy name or author name yad ni na hi hero 0r girl ka name yad hy ...........itna sa yad hy larki ki shadi hoti hy to larka shdai wali rat jail chala jata hy koi girl ko ni btata hy.......subha jb hero ata hy t wo kehti hy ky mujhy bta daity ky ap jail gaye thy...........us ki mother in law us ko passand ni karti hain or us pe koi ilzam laga deti hain................ agr ap mujhy dhund dain to.............. thanks
ReplyDeleteAsslamo alaykum mujhe ek novel chahiye plz isme hero name ali nawaz and heroine ka zobaria hota h dono uni parhte hero kafi rich hota h heroine use like nhi krti uski family bhi uske rishte ko inkar kr deti hthero galat pics dikha kr uske father ko force krta h to woh majburi hokr kr dete h heroine hero se khti h k mujhe dusre shehr me ghar dilao m ab yahan nhi rh skti aur mujhe divorce doge to tmhari sari property meri ho jayegi woh maan jata h dhadi ho jati h and heroine ki family us se rabte khatm kr leti h
ReplyDeleteWalekum aslam
DeleteSis plz check this
Bisat e jaan novel by Sajida Taj.
thnx sis maine yeh bhi parh liya bt ye woh nhi h
DeleteChlen me phr se search kr leti hon .INSHAALLAH mil jaey ga
Deleteaapko mila?
DeleteMjhe aik novel ki talaash hai and it is short novel . Larki ko barish se dar lagta hy kiun k uske parents ki barish mai car accident mai death hpjati hai. Woh apnay relatives k sath rehti hai. Uska aik cuxin abroad se ata hai shadi k lie aur usko pasand karta hai. Dono ki shadi hojati hai. End scene mai larki hero ka wait kar rahi hoti hai ro rahi hoti hai cux barish horahi hoti hai aur usko dar lag raha hota hai phir hero ajata hai aur larki bhi barish ai uske sath bheegnay lagti hai aur uska dar khatam hojata hai.
ReplyDeleteplz yeh satch ker dain main pehlay b req kar chuki hu
i need a novel,i don't know the names of hero and girl but the story is like both of them are cousins and they dont like each other at all.girl is engaged to another cousin and hero is engaged to sister of cousin witth hom heroine is engaged.. the family is kind of wadeera family and because of some reason the cousin breaks his engagement with the heroine so the hero also breaks his engagement from that cousin's sister and marries the heroine and takes her to city,where their story continues
ReplyDeletethanks
Aisa ehle dil ho novel by Nabila Aziz
Deletebundle of thanks :)
Delete
ReplyDeletea.o.a mugy novel name yad nahi..... kindly mgy ye novel bta dain, is me 3,4 couples hoty han.... lrky aps me frnd or lrkiyan apas me. lrky ek dost se shrt lgty han k wo hotel ka bil kisi or trhn de ga to wahi ai lrkiyo me se ek k pase chura k deta ha...wo bad me unvi fello niklty han. is me ek or lrki b hoti ha jo physcvo typ hoti ha or end me mr jti ha. kahani ka end usi hotel me hota ha jahn ek hero pase nklta ha...kindly mgy novel or writr bt dain.tc
Dast e koozagar novel by Fozia Yasmeen
Deletethanx alot of........ :-)
Deleteaoa ............kuch aise novels btaein jin ki story novel" wo taw nahi magar " by sofia bashir jesi ho,,,,,,,,,,,,,,,,,,if possible
ReplyDeleteZindagi ki shahrah par by Hina Malik
DeleteWoh mohtasib hai by Umme Maryam
Wo yaqeen ka aik naya safar by Farhat Ishtiaq.
Laagi tum se dil ki lagan by Shehnaz Siddique.
ty
Deleteaisa novel btae jis mein hero aur heroine mei buhat mis understandings hon
ReplyDeleteGaley milta hai khwab koi by Mehwish Iftikhar
DeleteMohabbat humsafar meri by Rashida Riffat.
Dust e betalab men phool novel by Effat Sehar Pasha
Mohabbat ka sukhan by Aamna Riaz.
suggest some novels link jis mei hero ya heroine funny type ho:p.............
ReplyDeleteUjhanon ki dagar per muskarai zindagi novel by saima naz
DeleteSun aey sajni by Memona Khurshid Ali.
Yeh shadi ho ke rahe gi novel by Iffat Sehar Tahir
Mere muqadar ka chand by Fakhira Jabeen .
plzz... suggested some novels like "JANNAT K PATTAY"
ReplyDeleteplzz make it fast if you can
Sis es jesa novel to koe bhi ni hai .ap ye read kr len
DeleteAbdullah by Hashim Nadeem Khan.
Ishq e tamam Mustufa (SWW) by Ayesha Noor Mohammad Complete.
Bely ka siyah phool novel by Aleem Ul Haq Haqi pdf.
Ishq ka ain by Aleem Ul Haq Haqi.
Please kuch aise novels bata dien jo practical ho life se qareeb houn or bhout zasa romantic nahi houn and long houn please nimra ahmed and umera ahmed ke ilawa recommend kigiye ga thanks alot
ReplyDeletemei ne aik novel parha tha kuch arsa pehle toba k name se ,,,,,,,,,,,,,,wo buhat heart touching tha plus imformative b ,,,,,,,,,,,,,,,,,i want some other noels jo is type k ho .........
ReplyDeleteNeela mousam by Sadia Amal Kashif
DeleteJheel kinara kankar by Nazia Kanwal Nazi complete.
aoa mujhy noval chayie name yad ni hero name bakht hai or girl name aleena hota hy joint family system hota hai..........larki pehly to hero se shadi pr razi ni hoti lakin shadi ke bad wo bht achi ho jati hy k sb shocked ho jaty hain...hero b hairan ho jata hai end pe wo larki pe shak karta hai to us ka shak us larki ka dost door karta jo academy fello hota larki psychology ma masters kr rahi hoti hai................ye lenthy noval tha kindly lik dhund dain...................
ReplyDeleteKasa e dil by Sundas Jabeen
DeleteMujhe aik naovel chayie is me hero ka naam maaz or heroin ka naam javeria hota hai hero out of cuntri se aa kr girl se shadi krta hai ise apne saath le jata hai Hero ke friend ki sis hero ko passend kr ti hai or ise boold censer hota hai heroien hero se kehti wo is shadi kr le
ReplyDeleteKhushbu hay hamsafar novel by Asma Shahid
DeleteMe ko ik novel chayie novel ka naam shayed khoshbo me bsa ghr hota is novel me itne sare cuzien hota hai jo apne dada ke sath rehte hai in ke waldien ki death plan kresh me ho jati hai
ReplyDeleteAp ko digest ka maloom hai & chracter name yaad hain.
DeleteKafi old tha shayed shuaa me tha
DeleteIts Aasma Shahid Khushboo hai Humsafar.
Deletebin mangi dua ki ab tk ki sab episodes k link dy dijiy plz.
ReplyDeleteEs link m sub epi hain.
DeleteBin mangi dua
yeh toh bs 21st episode hai ujy 1st sy ab tk ki sb chahiya plz un sb k links dy dyn
DeleteSis sub epi hain .21st k nechy baqi bhi hain .
DeleteMuje aise novel chayie hai jis me hero amer hu.
ReplyDeleteBe dagh by Nabeela Aziz .
DeleteShab e arzoo ka aalam by Aneeza Sayed.
Patharon ki palkon par by Nazia Kanwal Nazi.
Me ko aise novel bta dein jis mein heroien bahr mulk se aa ti hai or hero se zabrdasti nikah kr de dein hai
ReplyDeletePrevious pages pr novels deay huey hain .new koe ni aya .
Deleterab raheem sada saien ke agli episodes b upload karen plzzz
ReplyDeleteINSHAALLAH month k mid tk post kr den gay.
Deleteplzz upload khawaten august 2015
ReplyDeleteINSHAALLAH month k end tk post kr den gay.
Deleteasa mane aapki hi kisi page pe noval p[arha tha but name yad ni hai.........story thora sa part yad hai larka kisi or ma interested hota hai but us i shadi parents kahin or kr dety hain...wo gaoun ma rehty hain...hero apni us cousin ko jalany ky liye uske samny girl se chat karta hai............ girl call pick karti hai to hero kehta hai usy kaho ma usy ni any dn gi agr ni kaha to ma us se shadi kr ln ga to wo aisa hi kehti hai jesa wo kehta hai...............plz link dhund dain
ReplyDeleteGumrah by Nadia Amin.
Deleteplzzz mjhe mehwish ifthikar k long happy ending novels suggest kr dyn
ReplyDeleteAoa ... Is novel ka naam bata dain heroine name yusra they are three sisters name sara , zara and yusra ... Theirdidn' T like them all bcz he need a son .... Yusra mamo loves yusra alot and get her engaged to his younger son
ReplyDeletePlz is oper waly novel ka naam bata dain hero ki aik cousin bhi hoti hai ..... Hero aik scene main heroine ko bike sy girnay par thapar bhi marta hai .... Ap ny phly is ka name bataya tha but mughy yaad nhi a raha
DeleteTumhien Zara Dair Se Jana by Maryam Aziz.
DeleteHere is your requested novel link and thank u sarah for guessing the story.
DeleteTumhen zara der se jana by Maryam Aziz
aoa ,,,,,,,,,,,,,,,,aise novel ka name bta dein k jis mein husband ya uski family heroine pe buhat zulm karty hain ,,,,,,,,,,,,typical zulm ni jesa aam stories mei hota hai bt thora unexpected sa jesay aik novel hisab abi baki ae mei hota hai ,,,,,,,,,,aur end pe hero aur family ko regrt ho,,,,,,,,,,,,,,,,,plez novels k link de dein jaldi
ReplyDeletedil bechain samander by zanain arzo it was in hina 2003 plzzz upload
ReplyDeleteSorry abhi available nahi hai. Jesy hi mila INSHAALLAH post ho jaega,
DeleteAisa novel bta day jis may hero doctor ho aur us ko heroin say zabadsati shadi karni par jaye...... Plzzzzzzzz
ReplyDeleteAur hero achi family say belong karta ho
DeleteTera honey laga hon by Qamrosh Ashok .
DeleteKahan aa ke rukne they raste novel by Hina Malik
Roothna nahe achha by Maira Malik.
Tu woh nahe magar by Sofia Bashir.
AOA, muje ALVIDA novel by Samira Fazal ka link chye ye drama bhi a chka ha. thnx
ReplyDeletewalekum aslam
Deletesorry ye novel ni hai script based hai
can u plzz tell the name of novel which is written by nemrah ahmed i don't know the story i just know that in this novel there is a girl (isra) and she is died in story
ReplyDeleteplzzzzz i want to know the novel name
Sorry for late reply
DeleteKarakarum ka taj mahal by Nimra Ahmed
Aoa ... plz mja dil to hai na sang o khisht jaisa novel bta daen
ReplyDeleteWalekum aslam
DeleteNayab hai bakht ka sitara novel by Uzma Nazli
Safar udasi ka by Uzma Nazli
Qarya e jan main ujala hai by Uzma Nazli
Mohabbat mousam nahi by Rashida Riffat
Thnku :)
DeletePlease koi aise novels suggest kar dain jisme hero heroin k arrange marriage ho koi misunderstanding nae ho lkn ahists ahista aik dusre ko janay and pyaar ho jaye
ReplyDeleteMosam surkh gulab kay hein novel by Effat Sehar Pasha
DeleteKuch phool khilne hen by Ghazala Yasir malik
Dust e betalab men phool novel by Effat Sehar Pasha
Gulab rutoon ko ane do novel by Hina Malik
Where are the admins?
ReplyDeleteAsslam o alekum
DeleteSorry bzy thi es leay reply ni kr saki .ap ko koe novel chahaey ?
W/s.Nai nai novel nai chahiya.bas request page roz dekhnay ke aadi hun na is liya reply na daikh ke ajib lag raha tha. :-)
Deletetery pyar ki khushboo novel ka august episode post krdain
ReplyDeleteINSHAALLAH esi week post kr den gay .
DeleteMujhy aik novel chahiye heroine ka name yaad nai hero ka name zil e subhan hota hai
ReplyDeleteHeroine k parents ko dosry country heroine ki sis k pass jana hota hai to heroine ka visa nai milta is liye heroine ki shaadi kr dety hai
Heroine bachon k jaise harkatien krty hoti hai
Happy ending story thi
Hum search kerty hain jesy he mila ap ko link tag kr den gay INSHAALLAH
DeleteCheck this
DeleteWoh pagli dil ki malika by Humera Rubab
please kuch-ishq-mein-rang-e-junoon-bhi-tha by nabila tariq hai to link btadein as i cant find it here :-( and please make sure that it wont have any missing pages as i got it from some other site when i could find it here and it wasnt complete so it really spoiled my reading fun.thankyou xoxoxo
ReplyDeleteCheck this .es ka naam 2nd epi m change kr dea gaia tha esleay 2nd epi se name diffrent hai
DeleteSans sarak aur sakoot by Naila Tariq.
aoa mujhy ek noval chyie episodic tha khawateen ma publish hova tha mujhy name or author name yad ni na hi hero 0r girl ka name yad hy ...........itna sa yad hy larki ki shadi hoti hy to larka shdai wali rat jail chala jata hy koi girl ko ni btata hy.......subha jb hero ata hy t wo kehti hy ky mujhy bta daity ky ap jail gaye thy...........us ki mother in law us ko passand ni karti hain or us pe koi ilzam laga deti hain................ lakinheri is bat pe believe ni karta or kehta hai ky girl beqasoor hai end pe jab mothe in law sorry bolti hai to kehti hai ma is chese ka wait kr ri thi lakin aj ka sorry kehna acha ni laga wo bari hain mujh se............plzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzz noval ka link dhund dain
ReplyDeleteTera hone lga ho by qamrosh ashok ka link de dien
ReplyDeleteTera honey laga hon by Qamrosh Ashok
Deletetere pyar ki khosboo ki august ki epi load kar dain plz
ReplyDeleteINSHAALLAH esi week k end tk post ho jaey ge .
DeleteIs novel ka naam bata den is main herione aur hero college main hote hain hero Bohat ameer hai aur herione greeb woh goan se aati hai aur hostel main rehti hai hero apne dost ke saat flat main rehta hai ek din college trip par kisi waja se hero aur herione gum ho jate hai sab ke Dundane ke bawajud nahi milte aur kab woh dono wapis aate hain tu principal ke kehne par un ka nikah kar diya jata hai Plz naam bata den
ReplyDeleteHum already ye novel search kr rahy hain .abhi tk ni mila .ap ko kuch or specific info hai to share kr den .
Deletesalam
ReplyDeletemainay request page per 1 novel parha tha name yaad nai hai
heroin ki bhabhi us ka soda apnay cousin say kr daiti hai ghr per koi nai hota jb larki ki bhabhi ka cousin ajata hai larki bhaag jati hai aur us ka accident ho jata hai hero usay bacha laita hai aur heroin ko lay kr us k ghr jata hai larki ka bhai larki ko ghalat kehta hai aur us ka nikkah hero say krwa daita hai hero student hota hai
kindly is ka name bta dain
thanks
Walekum aslam
DeleteBe dagh by Nabeela Aziz
Its bedagh by nabila aziz
ReplyDeleteSalam,
ReplyDeleteMjy novel chahiye jo bilkul "woh pagli dil ki malika by humera rubab" k jse hoon. hero bi wsa hi romantic ho or heroine bi wsi hi innocent ho. please meri request pori kardein. thank you in advance. :)
Walekum aslam
DeleteMain tum aur eid by Shazia Mustufa
Mohabbat yeh tery rang by Shazia Rafique
Parosan novel by Amna Iqbal.
Aik larki choti si by Amna Iqbal Ahmed.
A.A.Nimra can you help me finding a story.kuch nahe pata bas itna pata hai ke hero heroine cousin hotay hain.dono ke parents nahe hote.dadi ke sath rehtey hain.un ke parents ki koi history hoti ha.heroine loves hero.par hero bohat sard sa behave karta ha.shadi bhe dadi zarbardasti karate ha.start hospital k scene se hota jahan heroine admit hoti hai or hero bohat ro ro k dua karta hai ke woh ek dafa bach jaye to wo usa bataye ke wo us ke liya kya ha.shua ya khawateen ke story ha.itni purani nahe ha.please help me.
ReplyDeletewalekum aslam
Deletecheck this
Mukhtasar zindagi anginat khawab novel by Mubashra Naz.
Thank you Nimra.par ye wo nahe ha.ek to wo shua ya khawateen ke story ha.doosra us mei sirf hero heroine or dadi hein family members.teesri cheez ke story mei un ke proper shadi with rukhsati hue hote ha.or chothi ye ke ending scene mei heroine k birthday pe hero dadi ki help se usey surprise deta ha or maafi mangta ha. :) I hope it will help.
Deleteme phr se search kerti hon. INSHAALLAH mil jaey ga .
DeleteMila Nimra?
DeleteSorry filhal ni mila .
DeleteOK.par do search it.i will wait.
DeleteHave you searched?
DeleteAny response?
DeletePlz sahilon ki udasi ka link send kr de.
ReplyDeleteSorry not available .digest ka month & year maloom hai.
Deleteaslamoalikum , plz rida digest august 2015 ka link de dain
ReplyDeletewalekum aslam
DeleteINSHAALLAH month k end tk post kr den gay.
plzzzzzzzzzzzz tery pyar ki khushboo agst episode
ReplyDeleteINSHAALLAH esi week k end tk post ho jaey ge .
Deleteju ishq mien beti wu ishq he janay ki aug ki episode upload kerdien
ReplyDeleteMuje aise novel bta dein jis me heroien bahir mulk se aati hai or is ki shadi zabrdasti hero se kr ti jati hai
ReplyDeleteMohabbat dhanak rang orh kar by Sumaira Sharif Toor.
DeleteMein hari pia novel by Nayab Jelani
Mohabbat hai tum se by Laraib Momin
mujhe ek novel chahye shayed writer ka name salama kanwal ha bohot ehle ek novel aaya =tha ANDALIP....thoda long novel tha plz aap se request ha k mujhe wo novel dhund dein plz
ReplyDeleteSorry available ni hai.agr mil gaia to INSHAALLAH post kr den gay.
Deleteek boht purana novel tha hero heroin ka name yad ni shyd neelam aur ashar tha hero ameer hota ha heroine ghareeb uni main dono sath pharte han heor ksi ghareeb lakdi se shadi krna chahta ha kun ke wo apne bare bhayon ke ameer ladkyon se shadi krne pr unke halat dekh chkua ha wo chahta ha ke uski biwi us se koi sawal jawab na kre phr wo heroine ko azma kr us se shadi kr bi leta ha age chal kr ek beti bi hoti ha heroin kch larayon ki bina pr beti ko le kr ghar chor deti ha aur hero ko pata ni hota wo use dhondta ha hero ke bhai heoriin ko bura bhalaa bi kehte han hero heroin ke 2 mushtrika dost bi hota han wo hero ko ghalt kehte han happy ending ha
ReplyDeleteaoa..........i need a nuovel shayd 2,3 episodes thn.......hero namely Khurran was poor initially but later on rich ho jta hy.......us ka dream hta hy wo hotels ki chain bnae n wo bnata b hy.ladki jo mazoor hti hy us se bht love krta hy lekin wo smjti hy k wo greedy hy is lie break up kr leti hy whi heroine hti hy uska nam simal hta hy n sis uski mahnoor hta hy......bht bre business tycon jehangir ki betian hti hn.........plz ye nvl dhnd dn
ReplyDeleteMere khawab mere jugnu by Nimra Ahmed
Deleteagr kisi ne novel mai guman ni yaqeen hn book form mai prh lia hai tou plzzzzz do tell me the ending of ranam n ziyan kn hai hero in dono k ?????
ReplyDeleteAssalam o alaikum
ReplyDeleteI was finding a novel but i didn't remember the name of novel but story kuch is tarah hai ky
Joint family hain jis mein heroine ki aik elder married sis hoti hai and taya ki family main aik beta ju hero hai wo university fellow sy shadi ker leta hai ju betay ki paidaish ky bad intiqal ker jati hai hero aur uskay betay ka naam amroz and afroz hai
Hero ki shadi bad mein uski czn sy hu jati hai and
Heroine ky pas aik box hota hai jisay wo aksar hero ki amad py band ker deti hai and hero ko us py shak hota hai
Happy ending hai.
Plzz help me and find it.
Thanks
Mein chand aur tum by Asma Qadri
DeleteThanks a lot(y)
DeleteNimra :)
mjy kuch novels chahiye bilkul same "Zindagi ki shahrah par by Hina Malik " is novel ki tarhan. thank yoou
ReplyDeleteIk tery aney say novel by Subas Gul
DeleteLaagi tum se dil ki lagan novel by Shehnaz Siddique .
Woh mohtasib hai by Umme Maryam
Aanchal Men Jugnu by Shazia Chaudhary
A.o.a! kindly is month ki rehman raheem sada saen ki episode upload kr dein...
ReplyDeleteINSHAALLAH es week post kr den gay .
Deletemjy kuch ase novel bata dein jis main hero larki se pyar karta ho but larki usko apna bhai manti ho but un k bare unki shadi karwa dein, heronie jo adjust hone mai time lage after marrige. romantic zaroor ho :D thank you
ReplyDeleteSis ap ny oper req k thi me ny novel k link dey deay hain .Zindagi k sha rha pr by Hina Malik k yehi story hai .us se similar novels k link me ny deay hain .ap check kren .
Deleteis k elawa nahi hain kya?
DeleteAjeeb shaks hai by Amana iqbal ka online reading link de dyn
ReplyDeleteSorry ye novel available ni hai .jesy he mila INSHAALLAH post kr den gay.
DeleteI want a novel hero ka name sherafghan tha aur woh police Mae hota ha uske shadi momina sae hota ha us ke umar kafi kam hoti ha woh police ko galt info dae ke bar bar bulati ha happy ending ha..
ReplyDeletePlz name bta daen
Mujhe ehtibar e wafa mile by Nabila Abar Raja
DeleteThank u Nimra...
DeleteStay blessed��
aap k page p novel ki request aiyi thi jis me hero ko apne mamu se shadid nafrat hoti hai heroine us k mamu ki beti hoti hai wo hero se muhabat krti hai wo hero k pass izhar krne jati hai tou wo ek najaiz shart rakhta hai wo maan jati hai she got pregnant r us k gham mein uski maa mar jati hai phir wo us se shadi kr laita hai mgr us k mamu ko herat attack hojata hai heroine hospital jati hai magr wahan se bhaag jati hai use khadijah milti hai.. uska ek beta bhi hota hai..
ReplyDeleteAbhi tk ni mila .Hum search kr rahy hain .INSHAALLAH mil jaey ga.
DeleteSath dil kay chaly novel by Sehrish Bano.
DeleteMujhe aise novel bta dein jis me hero heroin ko kedneb kr ke ise shadi kr ta hai
ReplyDeleteUtra hay wo sahil pr novel by Lubna Jadoon.
DeleteYehi pyaar hai by Shabana Sardar
Kari dhoop ka safar by Sana Akhtar
Kabhi ishq ho to pata chale by Sidra Sehar Imran
Tujhe juzve zindgi kar lon novel by Rehana Aftab.
Asalam o alaikum plz mujhe ek novel bt de mujhe uska nam nai yaad and heroin ka nam b nai yad bt usme main hero shayan hota he and uska czn hamza..story kuch yun he k heroin 1st day colleg jati he to hamza uski raging krta he jiski waja se wo doctor nai bun pati phr kch years k baad wo hamza se badla lene k liye usk ghar ja kr kehti he k hamza mjh se niqah kr chuka he hamza ki tb shadi hone wali hoti he wo bht pareshan hota he then uska czn shayan uk se ata he and heroin ko zabrdsti kidnap krta he tb heroin usey puri suchai btati he then shayan zbrdsti nopiqah krta he us se end haapppy hota he plz mjhe ye novel link bta dee....
ReplyDeleteQandeel we hai jewan Mae khushya by Nadia Fatima rizvi....
DeleteWalekum aslam
DeleteQandeel se hai jeewan mein roshni by Nadia Fatima Rizvi .
Thank u sooo much
DeleteKoi aisa novel bta de his Mae hero bohut romantic ho at heroin masoom si ho and story after marriage ya after nikah ho pagli dil ki malka k ilawa......
ReplyDeleteIs qissay se anjaan thay hum by Asma Khalid.
DeleteBadal gaey mausam novel by Shaza Mustafa
Mujhe aik story ka name chahea hero name was Asher heroine name was muskaan woh kafi pohaer hoti ha . Hero chote sher Mae rehta ha woh heroine pe b kafi gussa karta ha..
ReplyDeleteHappy ending ha kafi purani story ha
Hum search kr rahy hain jesy he mili ap ko link dey den gay .
DeletePlz name bta daen I think Kiran digest Mae ae the
DeletePlzzzzzzzz
Hero dako hota ha heroine ko kidnap kar kae shadi kar leta ha uske ghar sae..
ReplyDeleteBad nae hero theak ho jata ha..
Happy ending ha
Wapsi and zindagi Khak na thi both are um e maryam novels
DeleteWapsi by Umme Maryam.
DeleteAoa. An old novel is require d. Heroin ka name shyed ashah taj hota ha. Usk father ki death k bad uski phopo ussy gaon sy apny ghr ly aati hain or apny bety sy nikah ker deti hain. Heroin ka bhai out of country hota ha. Hero kisi or main interested hota ha. Ending was happ y.writer shayes Farzana Ismail hain ya phir koi or......
ReplyDeleteCheck this Teri berukhi key diyar mein novel by Seema Munaaf
DeleteWalekum aslam
DeleteThanks Anonymous
Teri berukhi key diyar mein by Seema Munaaf
aik novel chahiye tha...mujhe sirf story yaad hai thori si na hi name yaad hai aur na hi writer ka name yaad hai na hi digest .... hero ka naam zarar aur herion ka naam maida... herion ki behan ki shadi hoti hai hero k chhotay bhai se wahan pe herion hero se takra jaati hai aur usay khoob sunaati hai par jab usay pata chalta hai k yeh wohi zarar hai jo mere behnoi ka bhai hai to wo pareshaan ho jaati hai kyun k zarar ghussay ka boht tezz hota hai aur koi boht bada politician hota hai... sab us se dartay hain wo sirf aadhay ghantay k liye apne bhai ki shaadi mein aata hai phir chala jata hai... phir herion apni behan k sath uskay sasuraal jaati hai to hero ki chhoti behan koi jaga na milnay pe usay hero k kamray mein sula deti hai kyun k hero ghar pe nahi hota par wo raat ko aa jata hai. iski shayd 2,3 episodes thi par mai ne sirf aik parhi thi plz mujhe yeh novel zaroor chahiye plz
ReplyDeleteMujhay b chahiye ye novel, kindly jaldi se bata den.
DeleteThanks AJ
ap ko kitni bar request ki hai ap jwb he nhi daiti.......tery pyar ki khushboo august ki episode post krdai
ReplyDeleteSis jis din post ho ge ap ko link INSHAALLAH tag kr den gay .
DeleteHere is the new episode.
Deletetery pyar ki khushboo by qamarosh ashok
thanks bhai
Deleteaoa plz mention so e novels in which hero feel alone..us ka koe na ho yeh sb us sy nafrat kary is tarhan sy koe bhi plz
ReplyDeleteWalekum aslam
DeletePareet ki reet anokhi sajin novel by Nazia Kanwal Nazi
Is kar e junoon mein by Sundas Jabeen.
plz asy novel bta den jis ma n
ReplyDeletehero bht rude or batamez ho
Lagan lagi tum se by Nadia Jahangir
DeleteMeri rah ka roshan sitara ho tum by Sana Zafar
Mohabbat humsafar meri by Anila Kiran
Galey milta hai khwab koi by Mehwish Iftikhar
A.o.a! kindly naheed sultana akhter ka episodic novel " zindagi" jo january 2012 main pakeeza main start hua tha kindly complete uoload kr dein
ReplyDeleteWalekum aslam
DeleteMe check kerti hon agr sub digest available huey to INSHAALLAH kuch dino m post kr den gay .
diwar shab novel k starting half episodes ka link dain
ReplyDeleteEs link m complete hai .
DeleteDewar e shab novel by Alia Bukhari Complete.
aoa...........ap ky page pe ye noval read kiya tha hero name umer and he is girl cousin wo girl ke college ma teacher hota girl ki friends usko numer 10 bulati hain.......... ek trip pe jaty hovy unki bus pe koi pather phainkta hai to wo usy bulati hai
ReplyDelete2 ma b hero ka name umer hota hai or wo girl ka cousin hota hai girl job ke interview ke liye jati hai udr hero hota hai or ajeeb o gareeb questios karta hai girl se......ghr a kr wo hero ke father ko complain karti hain..................link dhund dain thanksssss
Walekum aslam
DeleteTum sang nainan laagey novel by Farhana Naz Malik
Nimra jo 2nd hai wo ek or noval bai plz wo b dhund dain
DeleteAoA. Mujhy aik novel ki request karni hai kafi purana novel tha mjhy year, digest yad ni but story yad hai. hota kuch youn hai k aik joint family hai jis me hero jo k abroad se parh k wapis ata hai. start he yahain se hoti hai story jis me aik cousin baqi sb ko news deta hai k hero wapis aa raha hai aur usy lany airport jain gy sb. heroin jis ka name Sania hai sanvli c larki hoti hai jo k har waqt kamon me bz rahti hai. hero jb ata hai tu wo usy boht tang karta hai usky complexion ki waja sy usy KALI KAVI kahta hai. but asal me wo usy pasand karta hai. end me wo usy kahta hai k me tmhary lye rishta laya hon larka Ganja, Kala aur choty Qad ka hai but ku k usy is se bahtar rishta nai mil sakta tu usy sabr karna chaye..... lakin asal me wo khud usy purpose kar raha hota hai. Sania k parents ke death ho chuki hoti hai aur wo wahan apni nani ya dadi k pas rahti hai. Please agar kisi ko is story ka name pata ho tu bata dain
ReplyDelete