Asslam o alekum friends and members
ap sb se guzarash hay k apni request k bare me best info like novel name, author name, jis digest me novel publish hoa us ka name , month and year, and agr ap ko us novel ki story ya main charecters yad hen to woh btaen ta k ap ka matlooba novel talash krne me asani ho and apni request k poora hone ka sabar se intizar kren k kbi kbi koi novel available ni hota ya us novel k bare me kuch pata ni hota is leay us request me der b ho sakti hay. Meri poori koshish hoti hay k ap ki request jald se jald poori ho sake. baqi sb members se b meri guzarash hay k agr ap koi req dekhen or ap ko us novel ka pata ho to kindly us req pr reply zaroor kren.
Request karne wale members se guzarash hay k
- Request krte hoey sath me apna name zaroor mention kren ta k next time jb ap us req k bare me poochen to hum ko pata ho k ap kis req k bare me pata kr rahe hen.
- Apna email id sath me mention kren ta k bad me ap ko link send kia ja sake.
agr ap ko kahen ksi qisam ki problem ho to ap mujhe mail kr sakte hen
aatish2kx@gmail.com
aatish2kx@gmail.com
ya face book pr mujhe contect kr sakte hen
https://www.facebook.com/aatish2k11 ( IMRAN ALI )
Ap apni request hmare facebook ke page pr b send kr sakte hen
ap sb ke tahawan ka boht shukria.
Ap ka bhai IMRAN ALI
rida digest complete nhi page 58 kay baad pura novel nhi plz check kerain
ReplyDeletecheck kiya he pages missing nai hen ; novel b complete he 60th page pe end ho raha he nvl.
DeleteReaquest for novels page 5 per yeh request thi..i s nvl ka name guess ho gaya he..link le len
ReplyDeleteAnonymousMay 8, 2014 at 2:55 AM
aik story chahye jsme heroine ka baap dosri shadi kr leta hae aur heroine ki maa usk bhai ku le k bair chali jati hae.uski soteli maa aur behn bhai ache nai hote jski waja se wu dari dari rehti hae.uni me usay aik larka milta hae aur wi aik dosre ku pasand krne lagte hae pur soteli maa uski shadi zabardasti apne rishtadar se kra deti hae ju bht ameer aur khoobsorat hota hae
ReplyDelete
Mere raston ko gulab kar by Hina Malik
aoa...its such a nice effort for providing great books without any cost,,,, accept my great salute,,,,i have a request to u plz upload a book name Noori Jannat by Mr.ZILL e SHAH,,,its realy difficult for me to finding it in markets,,,,i will really greatfull to u,,,,thanks.,, :)
ReplyDeleteRegards
Madeeha haq,
ASAK... I want to request a story in which the heroine is elder to hero and their nikah is done in the childhood.... lekin as they grow up.. the girl gets a complex that she is older... end is happy.. plz help me find it...
ReplyDeleteaoa plz tellme all of the stories in which hero is orphan...dnt knw abt his mom dad plz tell all stories like this
ReplyDeleteDo qadam ka fasla by maryam sajjid
Deleteiqrar ke lamhy by shaheen sajjid
Aao pehla qadam dharty hn by umera ahmed
I need Novel awaz day kahan hay published in Kiran 2002/2003
ReplyDeletesalaam imran bhai...aap ne jo old shuaa nd khawateen digests upload kiye thy un me aik story thi name yad nahi but hero name ws numair nd heroin name ws shataj or zartaj.ab mujhe ye novel(digest)nahi mil raha plz help me nd tell me about this story.heroin ws his cousin lived in village.hero kisi aur larki ko pasand karta he but us ki mother zabardasti us ki shadi heroin se karwa deti hn.end ws happy.
ReplyDeleteThe novel name is Teri Berukhi ke Diyar Mein written by Seema Munaf
Deleteteri berukhi ke daiyr mein
DeleteBhai min ne iss se pehle bhi kyi bar Dil Mn Musafir Man ke liye kha tha jo Aasia Mirza ne likha tha shayed aap ko abhi tak nhi mila plz koshish Karen mamnoon rahun gi
ReplyDeleteSuryya Jabeen
Plzzz upload the novel "Awaz day kahan hai" Kiran November 2002/2003
ReplyDelete2002 waly mn ye nvl nai hai. nd Nov 2003 ka digest abi available nai ha
Deleteplz upload kuch ishq m rang janoon bi tha by nailha tariq
ReplyDeletekis digest mn aya tha. monthy nd year bta dain ?
DeletePlz koi acha sa novel bata dy jo episodes may ata raha ho plz complete upload kr dy. University story wala thanks
ReplyDeleteShikast e shab
ReplyDeletebaharon ke sang sang
Dast e kozagar
aoa Ali bhai & maisra g,main ap sy sal k bad bat kr rhe hon umeed hy ap khairiyat sy hon gy .bhai kia ap ko novel qurbo guraiz k darmian mila?shua digest me i think october ,november 1998 me publish hoa tha.
ReplyDeletewa alikum aslaam , sry ,yeh novel abhi tak nai mil saka.
DeleteAssalamoalaikum
ReplyDeleteMeny ek novel prha tha mujhe name n author yaad nai but heroin nick name was honey dear...
Hero orphan hota hai n us k dada us ki zabardasti shadi kratey hn
novel ki starting hi hero ki ghar mn entry se hoti hai n ghar mn mayon ki rasm horai hti hai n sab dholak baja rhey hte hn
Phr hero ki sister usey mnati hn
Bs mujhe itna hi yaad h is novel k baare mn.. pls do fulfill this request..
M.A aap ki site bohat achi hai.. keep up the good work :)
gulab rasty badal liye hain
ReplyDeleteplz upload sahilon ki udasi by zarnain arzoo ye novel hina digest oct 2003 mei aya tha
ReplyDeletesorry sis abi ye digest available nahi ha
DeletePlz nighat seema ka novel zakham phir gulab houn ke next part ka link idhar daal dein
ReplyDeleteye novel ic month aya ha.icki next epi june main aye gi.
DeleteAssalam o Alaikum Imran Bhai Rahat jabeen ka novel Ay waqt gawahi dy download nahi ho raha is novel ko download krty hy to keh do ankahi download hota plz check kry. THANKS
ReplyDeletechk kiya hai woi nvl dwnld hota ha ap ic link sy krain
Deleteaey waqt gawahi de
Link fix kar dia hai aye waqt gwahi de de ka aap downlaod kar lain
Deleteplz upload rida digest april 2005
ReplyDeletesana aap ko ager koi specific nvl chaye us me se to wo bta den, rida digest available nai he.
DeletePlz "Chand mere Darichy Mein" by Saira Raza ka online reading link de dein.tanx
ReplyDeleteChand mere dareechay main by Saira Raza
Deletefirst tu ye ke es link se novel download nhi ho rha ,second ye ke mujhe online read karna hai es liye online Reading link dein plz.
Deleteooper diye gaye link pe aap click kar len online reading ka link add kar dia hai.
Deleteaik novel chahiye mujhe Tera Hijar Badha Badzat Sajan ye silsily war novel tha hina digest mein aya tha writer or year yad nae... agar hai tou upload kar dein plz....
ReplyDeleteTera hijar bara badzaat sajan by Syeda Gul Bano
Deletesalaam imran bhai.aik novel ka pata karna he aanchal digest me silsalay war aya tha jis me heroin ka nam shayed LALARUKH hota he aur hero shayed MUSTAFA.lala ki shadi pehlay SAIF se hoti he jis se us ka eik beta bhi hota he.un ki talaq k bad hero se hoti he.saif lala ko bety k hawalay se tang bhi karta he but end was happy.plz koi is tory ka naam bata sakta he?kiya ye story is page pe mojood he?
ReplyDeleteKuj menu maran da shoq v si
DeleteKuj menu marn da shoq v c by Asia Mirza
ReplyDeletehello imran bhai
ReplyDeletei stay in gothenberg sweden and i am new in reading urdu novels
kindly suggest me some novels in which hero dont like the girl before marriage but after marriage he starts liking romantic type
Jis tan lgya ishq kamal by Ushana kosar
DeleteIs say pehly by Ayesha naseer
Ek novel ka link dain mujhay us novel ka naam yaad nae na he writer ka us ki kahani yeh hai ke heroin aur hero cousion hotay hain aik college main parhtay hain heroin hr waqt sb doston kay sath mil kar hero ka mazak banti hai kay us ki naqlain utarti hai,batmeezi ki hadd tak mazak karti hai ,aik din jab gahr per koi nahin hota hero ko bukhaar aa jata hai to heroin usay tang karne jati hai wo usay manh kar k jane ka kkehta hai wo phir bhai nai jati to hero us ka rape kar deta hai, aur ghar walon ke samnay masaomm ban jata hai. heroin gumsum rehne lagti hai;;;;agey parha hi nahin tha ab mil nahin raha old novel hai plzzzzzzzz meri help kare.
ReplyDelete
DeleteYeh jafa e ghum ka chara by Aasia Mirza
Aoa Imran Bhai Maisra sis,Meian Kafi arsay baad request page pe aai hon aik novel ka link darkaar h.shiro aise hota hai ;;heroin ke baap ka into hota hai ke name kala khan hai sirf naam hi kala khan hai wese goora chiita hai paharon pe rehta tha apni 12 saal ki beeti ke sath;beeti se be inteha mohabbat karta tha;aik din aik zakhmi larkay ko sath le ata hai wo sth rehne lagta he un ke ; kionke us ka koi nahin hota phir heroin ka baap mar jata hai; heroin us larkay ko jo hero hai chacha kehti hai phir wo loog bare hotay hain to mehram na mehram ka chakkar par jata h ;;;; larki passand karne lagti hai hero ko lekin hero khud ko us ka chacha bara waris samjhta hai;; baad main hero ko feel hota hai wo larki us k lye bohat important hai wo bhi usay like karta hai wageera :::: link de do
ReplyDeleteRasm e wafa hai aziz by Samra Bukhari
DeleteAanchal Digest June 2014 link please
ReplyDeleteabhi available nahi hai. INSHAALLAH kuch din mein post ho jaey ga.
DeleteAanchal digest june
DeleteAOA!
ReplyDeletePlz mujy aik story chahiey hai kafi purany digest main thi. Story kuch yun hai k hero n heroin dono ki bari behenain kafi laraki n sakht hoti hain wo dono un sy derty hoty hain nisi waja sy unki heroine ki sister ki shadi main mulaqat hoti hai agy main ny story nahi perhi .plzzzzzzzzzzzzzzz kisi k pass hu tu bta dy name.
mai ye story group mai post karti hoon lekin ap ko agher kuch or yaad hai story to bataye ku k yeh bohat kum info hai .....
Deletemain ny pori story nahi perhi thi isliye aur kuch nahi pata :(
DeleteAslam u Alikum
ReplyDeleteI am looking episode wise novel may be published in pakeeza or Anchal (cant remember). A girl passed FSc and want to join medical but a boy saw her in resturant. He like her and send send his father to purpose girl. He married girl and same day divorced her becoz his father forced him to divorced girl. After it she joined medical college and in college hero saw her and like her. At end bou come to know that his bother divorced this girl. the end was happy he married that girl. I dont know name of novel or author name. If anybody know plz let me know.
This ix ur reqstd nvl chk kr lain
DeleteBheegi palken hansty khawab by rukh chaudhry
thankx. Its right one. I was looking from ages. Thankx again
DeleteAoa , mujk ko 1 kahani ka link chaey .. story yeh h ke heroin somia shaadi wali raat hi apny shohar s etalaq ka mutalba karti hai , hero shocked rh jata;poochta he tum kisi r ko passand karti ho to wo bina sooche samjhe haan keh deti,lekin wajh mujhe lagta hai koi r thi... Khawateen me aya tha yeh kam malomaat hain leken mujhe itna hi pata hai
ReplyDeleteRoshni si hai chaarso by Nayab Jilani
Deletehello , us novel ka link koi de sakta hai jis me heroin ki aik beeti hoti he wo hero ki krate daar hoti hai. hero ka baap acha hota hai wo europe main rehta hai. heroin hero ko bura samjhti hai ab mujh ko yaad nai hai kion aisa karti hai lekin hero heroin ki barti se buhat piar karta hai us ke cose hota hai to heroin ko gussa ata hai wo apni beeti ko uss se door rakhti hai beeti ko bukhar a jata hai; heroin beighbours k bachon ko tution parhati hai;hero us pe nazar rakhta hai kider ati jati hai.jin k ghar wo bachon ko parhany jati wo achay loog nahe hote larkain bechnay ka dhanda karte hain heroin b museebat me phans jati hai to hero bachata hai usay;happy ending thi :)
ReplyDeleteimran bhai maisra sis help !!!!! pleaseeeeeeeeeeeeeeeeeee link de dain aap k blog pe posted hai or zayda purani baat bhi nai hai :(
Yeh nvl check kar len . same story hi is nvl ki.
DeleteJhari jharna jheel kanwal by Farhat chaudhary
AOA bhai or api mujhy bikhra mera naseeb jis novel pr base hai us novel ka link chaheay plz mujhy link share kr dein.............
ReplyDeletedilon ka milkar bicharna autor bu nuzat naz. iss ka last part may 2014 rida digest mein aaa hai toh plzz yeh poora novel upload kardein !!!
ReplyDeleteJaldi novel post ho jaye ga In Sha Allah .....
DeleteDilon ka mil kar bicharna novel by Nuzhat Naz
DeleteAOA Imran bhai nazia jamal ka novel TABAAN HE CHAND RAT complete nahi he.end k pages missing hn.kindly plzzz check this novel.thanx.
ReplyDeleteend k pgz digest mn hi missing thy so icka kuch nai ho sakta :)
Deletea,o,a2001 main india ke pakeezah aanchal main ruk chudhary ki story woh sikander hain shaya hui thi jis main hero ka naam sikander hai aur ajlal razi hai lekin mujhe story ka naam galt naam se shya hai to please is novel ka asal naam batade
ReplyDeleteaap story bhi share kare k novel dhoondne mai asani ho .....
Deleteye novel check kare ye novel to nahi hai aap ki request ka .....
DeleteWoh sikandar hay novel by Effat Sehar Pasha
pls suggest some novels jisme heroine bahut khoobsurat ho aur hero educated like dust e betalb mein phool by iffet sahar pasha
ReplyDeleteMohabbat Dil Pe Dastak Novel By Effat/Iffat Sehar Tahir complete
DeleteIs deewangi main by SALMA kanwal ka online link chahiye if possible
ReplyDeletekis digest mn aya tha ye nvl ?
DeleteShuaa yeh khwateen main episode wise tha
DeleteI think ye salma kanwal ka novel hai
Deleteyes bhai is dewangi main
DeleteThis comment has been removed by the author.
Deletehttp://readingpointpk.blogspot.com/2014/11/is-deewangi-main-novel-by-salma-kanwal.html ye link ha salma kanwal download ho jay ga
Deleteplz upload Shazia Choudhary novel "Aks Dar Aks" pedublish in suspense digest Feb 2009.thax
ReplyDeletepls kuch romantic novels bata den jisme hero heroine ko bahut chidhata ho aur tang karta ho
ReplyDeletethanks
Ek bond sa samander bany by shehnela siddique
DeleteMere hamdam mere dost by Effat sehar tahir
Jaan e janan by iqra sagher ahmd
pls suggest some highly romantic novels jo latest ho
ReplyDeleteJheel kinara kankr by nazia knwal nazi
DeleteKaali choorian by nayab jeelani
Zindagi khaak na thi by umme mrym
mujhay ek novel chahiay story yun hai k " heroine ka zunaira subhan hota hai, inka joint family system hota hai lakin iski bhabi achi nahi hoty. zunaira ki behn ki shadi subhan(hero) say hoty hai lakin during giving birth uski death ho jaty hai dosri taraf zunaira ki bhabi usper ilzam lagaty hai iska affar kisi lakay k sath chal raha hai ghar walay ghusay main a k uski shadi subhan say ker daytay hain. end main woh log hajj pay ja rahay hotay hain to woh apni family say maafi mangnay jaty hai thanx in advance
ReplyDeletesorry hero ka naam Basit hota hai aur subahan zunairz k father ka naam hota hai
DeleteRoothna nahi acha by Maira malik
Deleteyah like kaam nahee kar raha haie. plz theek karde.
Deletethank you
ye link try krain
DeleteRoothna nahi acha by Maira malik
kab hath mein tera hath nahi type ka novel aur bata dein pls
ReplyDeleteYe superb novel hai aisa dosra nhi ..... Haan or ache ache novels aap ko suggest kar sakti hoon :)
Deleteto bata dijiye pls?
DeleteAanchal sy bhandhy hum tum by Rehana aftab
DeleteAb mere ho k raho by Durr e saman
o rey piya by Nayab jelani
rida june 2014 plz
ReplyDeleteAbhi aya nhi hai jaise aye ga post ho jaye ga .....
DeleteRida digest june
DeleteAssalam o Alaikum!mujhay aik novel ki talash he lekin mujhay sirf characters k name pta hen.Arham bhai, nwail, rameez>abi jee.ye boht purana novel he1998,1999 wghaira menkhawateen me aya tha.agar ap ko pta he you plzzzzzzzzzzzzzzz reply jaldi kijiay ga.mujhay bri shiddat say ap k reply ka intizar rhay ga.
ReplyDeleteJab tum ko yaqeen ho jaey novel by Farzana Ismail
DeleteThank u soooooooooooooooooo much Hina
Deletesalam!mujhay aik novel chahiay jis me hero ka name Shaktl Hasan he aur us k pas aik eagle b hota he jis ka name gamble hota he.heroin ka name nhn pta.agar ap ko is story ka ya is digest ka pta he tou plzzzzz reply me fast.agar digest ka month aur year pta chal jaey tou ziada achi bat he.me ap k reply ka intizar krun gi
ReplyDeleteMery kasa e dil mn hila e eid by Ghazal yasir malik
Deletethank u so much.agar us digest ka month aur yaer jis me ye novel he ap ko pta he tou plz mujhay bta den
DeleteAOA bhai n api hina digest kab tak upload ho jay ga............
ReplyDeleteINSHAALLAH kuch din main post ho jaey ga. keep visiting:)
DeleteHina digest june 2014
DeleteAoA! how r u everyone?koi mujhe mere mtlooba novel ka name bta skta he mujhe us k sirf hero r heroine ka name pta he.hero ka name umar r heroine ka name yashal tha ye kafi purana novel hai tqreeban 99 r98 k year me chapa tha.
ReplyDeleteitz harf e taza ki nai khushbo by farzana ismail
Deleteabi icka digest availble nai ha, jaisy hi hva post ho jye ga :)
Aoa I would like to request a novel I don't remember name or authers name all information I have is that a girl loved her cousin who got married to her sister but she died in a road accident and then her cousin married her Shayad shua ya khawateen main 4 episode ka novel tha
ReplyDeleteBin roye aansoo by Farhat Ishtiaq
DeleteThis comment has been removed by the author.
DeleteAssalam o Alaikum!mujhay Farzana Ismaeel k novel 'Harf e taza ki nai khushboo ' ka link nhn mil rha.kindly mujhay us ka link send kr den.is k ilawa mujhay aik puranay novel ki talash he jis me horo ka name shaheem aur heroin ka name durr e najaf hota he.agar ap ko is pta he tou kindly us ka name aur writer name bta den.
ReplyDeletefarzana ismail k nvl ka digest abi available nai ha. 2nd nvl jaisy hi mla apko link dy dn gy :)
DeleteAger aap dur e najaf heroin wale nvl ki thori story bhi share kar saken to acha he. aik old nvl hai jis me heroin ka name dur e najaf hai.
DeleteHum jo kehlaye talu e mahtab by Fakhira Jabeen
durr e najaf university me prhti he.wahan us ka aik class fellow javed tiwana hota he.wo us pe koi ghalat kism ka ilzam lgata he jis ki waja say wo usay churian marti he.javed tiwana kafi ameer family ka hota he.us ki family durr e najaf k peechay pr jati he.waha durr e najaf ka aik professor waqar us ka nikah apnay bhai shaheem k sath kr k us ko wahan say nikal deta he.bad me jb javed tiwana ko hosh ata he tou wo apna kasoor man kr apni family ko bdla lenay say mna kr deta he.last me shaheem aur durr e najaf ki happy ending ho jati he.and thank u jis story ka link ap ne dia he wo bhi me kafi arsay say dhoond rhi thi.thank u so much
DeleteHum haar gaye by Fouzia sana akbar
DeleteCan you please upload all six episodes of "But Shikan" by "Amaya Khan" published recently in Shua, I think from January, 14 to June, 14?
ReplyDeleteIt'll be so nice of you people.
Ye bht jald post ho jayen gi kuch dino tk inshallah.
DeleteBut Shikan by Emaya Khan
DeleteThank you so much Maisra :)
Deleteme ne aik dafa 1 request iss web site pe parhi thi...jo k shayad iss tarha thi..herion ko shayad hero k family aghwa krti badla lene k liye aur badle k liye wo log uski shadi hero se kr dete hain(hero ka dada shayad krwata haishadi)....me ne yeh novel bohat dhonda tha lekin nahi mila...plz koi mujhe iss novel ka name bta de:(
ReplyDeletecan anyone reply me...?? :(
DeleteJis tan lgya ishq kamal by Ushana kosar... yeh novel ka sirf downloading option hai :(
ReplyDeleteplzz online reading option de dain is novel ka......
kuch dair bd ic link ko chk kr lijye ga. add ho jaye ga
DeleteJis tan lagya ishq kamal
Thank you so much...but it's not working!
Deleteaap ooper diye gaye link per phr se click kar len online reading ke links add kar diye gaye hen.
DeleteThank you so much.....!!
DeleteA great urdu books site indeed.
ReplyDeleteI want to request for a novel of Farida Ashfaq in which the heroine started work and she heard saying hero that working ladies work for husband hunting.
It was in khawateen digest may be in 1997, or around that time.
aap story thori explain karen jo jo yaad he aap ko.
DeleteYeh nvl guess kiya hai kisi ne aap check kar lain yahi hai?
DeleteHisar e zaat ka sehar by Farida Ashfaq
Please find me a novel published in rida or aanchal girl use to fantasize romancing in day time and why only moon is considered romantic and was engaged to her cousin
ReplyDeleteAap story plzz thori or details main bataye :)
DeleteNove name "Bheegi hoi Rutt by Farah Azam"... Ye novel abhi humare pass available nhi hai jaise hi miley ga to hum post kar den gaye
DeleteAoa did you find the novel bheegi Hoi rutt
DeleteOK thank you I'll be waiting
ReplyDeleteAoa, mujhay ek novel chahiay shoro ki story to yaad nahi i think hero heroine apas main czns hain hero kisi aur larki ko pasan kerta hai lakin kisi wajah say woh larki usay chor jaty hai. end ka scene is tarhan hai k barish ho rahi hoty hai hero heroine kisi shadi pay jatay hain to heroinr hero kisis baat say naraz ho k bahir nikal ati hai tp hero uskay peechay jata hai phir jab heroine izhar e mohabbat kerti hai to hero apni ghari ka time rok dayta hai sath hi chewing gum(jo heroine usay dati hai ) usat sambhal layta hai aur end main ek song bhi th" smile n everlasting smile a smile can bring near to me........"
ReplyDeleteyeh bohat purana novel hai jo 1990's main khawateen ya shuaa main publish hua tha
ye sahi wale novel ka link hai
DeleteKoi lamha khawab nahin hota by Umaira Ahmed
Ye Umera Ahmed ka Novel hai Koi Lamha Khwab Nahi Hota.
ReplyDeleteKoi lamha khawab nahin hota by Umaira Ahmed
DeleteKya aap pakeeza anchal k 1990-2000 k beech k edition share kar saktay hein plz?
ReplyDeleteYe indian digest hai aap ko aghar koi specific novel chahiye to aap bata den humein hum ye digest post nhi karte hain .
DeleteMein ne kafi pehle ik novel ki ik do qist parhi thi, jis mey ik zara nami larki hoti yai iise ghalti se kidnap hojati hai, uski stepmother hoti hai, aur woh waps ghar nahi jati, hostel may rehne lagti hai. Ksi ko naam pta hai is novel ka
ReplyDeleteDukh ka darya sukh ka sagar by Asia Mirza.
DeleteBoht boht shukriya. :)
DeleteAOA.... i want a sotry jo shyd shua ya khawaten mn i thi.... hero name bilal. herion apny bhai bhabi pas rhti ha... bhabhi us say acha salok nahi karti. girl uni mein ksii larjy ko pasnd karti ha but wo us say flirt krta ha... nvl mn herio herion khud apni apni stories suna rahy hoty hain.... nd happy endingg hti ha plzz helpp
ReplyDeleteSalam!me ne shaktul hasan wali story walay digest ki request ki thi plzzzzzz reply me
ReplyDeleteapko nvl name pta ha to bta dain ya phr thori story share krain phr hi digest mlna possible hoga :)
Delete'Meray kasa e dil men hilal e eid'. novel tou mujhay mil gya he lekin mujhay ye poora digest chahiay plzzzz help me
Deletesory ic k digest ka ni pta chal ska
Deleteplzz post sehar e itart nvl...i didn't find anywhere
ReplyDeleteye novel available nahi hai aap ko writer name pata hai ya konse digest month year mai novel aya hai pata hai to bata den hum post karne ki koshish kare gaye
DeleteSehr e itrat by Meemona sadaf
DeleteI read a novel shuru ka thora sa in which a girl was impressed by her professor and her professor was older than her. I don't know the name of novel but it was published in Aanchal way back in 2009 or 2010. If you know its name kindly mention it.
ReplyDeleteKoi aisa ehl e dil ho by Umme maryam
Deleteplzz upload tery pyar ki khushbo
ReplyDeleteTery pyaar ki khushboo novel Episode 1 to 8 by Qamarosh Ashok
DeleteHi mje jagirdar type novels ky naam batein
ReplyDeleteDhal gaye hijr ki raat by Sumaira sharif toor
DeleteEhsas e wafa by Qurrat ul Ain
Kirdar by Nabila aziz
A.a i need novel...story k name mujhy yaad nhi ...but herion k name ansharah hota hai ...bachpan men herion k saath ik accedent hota he,,,herion apni phopho k saath pakistan aati he uski phopho ka accident hojata he ....usko ik kernel lejata ...or apni beti bana leta he...uska name zobria ahmad rakhta he....usko ik hero pahchan leta he....kehta he k ye meri mankooha he...phir apni sari information herion k ghar walon ko batadeta he to lark shoked me ho jati he,,,,plzzzz ye novel upload kerdain ....bht purana novel he kuch yaad nahi...thnxz
ReplyDeleteic mn hero herion Dr hty hn ???
Deleteap ye nvl chk krain. icki stry b same aisi ha but herion name diffrnt ha
DeleteHappy new year by Nabila abrar raja
kuchh yaad nhi bohot pahly parha tha....kernel larki k name inshrah rakhta hai ,,,,uska feancy jab usey dekhta hai to kehta he kia aap zoobria ahmad hen aap ....?
Deletesabz roton k jhilmil type k novels k name bata dain
ReplyDeleteHan tum mjy qabol ho by shazia ch.
DeleteDayar e dil by farhat ishtiaq
me ne aik dafa 1 request iss web site pe parhi thi...jo k shayad iss tarha thi..herion ko shayad hero k family aghwa krti badla lene k liye aur badle k liye wo log uski shadi hero se kr dete hain(hero ka dada shayad krwata haishadi)....me ne yeh novel bohat dhonda tha lekin nahi mila...plz koi mujhe iss novel ka name bta de:(
ReplyDeleteplzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzz ADMINS aur Hina Horani plzzzzzzzzzz yeh novel dhoond dain:(
ic nvl ki request phly b a chuki ha...abi tk ni mla jaisy hi mila. ho jaye ga post
DeletePlease upload bheegi hui rut novel by farah aazam
ReplyDeleteany novel similar like "mohabbat dil par dastak" plzzzzzz recommend
ReplyDeleteupr b kafi links dye hn hn wo sb b achy nvlz hn ap chk kr lain
DeleteAur kuch khawab by Ushna kosar sardar
Ye chahten ye shiddten by Sumaira sharif toor
Assalam o Alaikum! mujhay aik novel chahiay jis me hero b karatay master hota he aur heroin b karatay master hoti he .aur heroin hero ki anaxi me rehti he aur us ki hero k bhai Ali k sath boht zyada friendship hoti he.hero heroin aik doosray ko pasand krtay hen lekin hero ko ye ghalat fehmi hoti he k heroin ali ko pasand krti he.last me happy ending hoti he.plzzzzzzzzz reply me fast
ReplyDeletepls upload novel muhabbat humsafr meri by anila kiran which was published in digest kiran july and august 2003 in two parts
ReplyDelete2nd part wla digest abi available nai ha
DeleteAoa..plz mjhe kuch aese novel suggest kardijiye jo interesting bhi ho n unki episodes complete hochuki hon accept dar e dil. Kiya kasa e dil novel ab nae aaey ga?
ReplyDeletekasa e dil abi continue ha.... coimplte ni hva
DeleteMah e tamam by Amna riaz
Zindagi khaak na thi by Umme maryam
But shikan by amaya khan
aoa ik drama aya h new ARRANGED MARRIAGE ARY pemene ye nveol bht pehle prha tha ..plz iska asli nam nd writer nd link bta deyn
ReplyDeletemujhe aik novel chaye jis ke heroine ka naam( fastina malik) ha wo apni frnds se hero(ashmal malik) ko imprees karne ki shart lagti ha phir us ka nikhah hero se ho jata haihero us ko ik appatment par le jata hai(heroine k ghar wale smajhte hai k us ka affair hero k sath hai)hero heroine se sarre kam kaawata ending happy hai
ReplyDeleteIqrar ke lamhe by shaheen sajjad
Deletethanks
DeleteI need a story from Jasoosi Digest of January 2005. It was about a snow leopard (Barfaani Cheeta), written by Marium K. Khan. Kindly look into it!
ReplyDeletesory ic mnth ka digest available nai h
DeleteOk. :(
Deletemujhe ik novel chaye jis me heroine(rashk hina) ka baap us ka nikkah hero(tala ahmad) se karwa deta ha lekin hero kisi or ko pasand karta ha heroine parti bhi hoti & happy ending
ReplyDeletedigest ka pta h to btyen nd thori story b share krain
DeletePech dar pech silsily dil k by Maha malik
DeleteSalam mujhy university ki story Waly novels chahy his ma hero zra gusy wala ho larki os sy darti ho romantic story Waly novel plz
ReplyDeleteAOA HOPE UR FINE I WANT TI READ NOVEL JANAM JALI BY TARIQ ISMAIL SAGAR .... PLZ
ReplyDeleteSalaam!
ReplyDeleteI m searching for a novel since a long tym..
Hope yew'll help me..
Kaafi pehlay ka novel hy.. I don't remember the name.. bt story thori thori yaad hy..
Story kch yun thi k aik larki ko us ka czn + mangetar kidnap krta hy..unkii families my larayian chal rhi thii.. to wo badla lenay k liye usay kidnap krta h..bt phr end my us sy shaadi b krleta hy..
aur isi novel my saath my 3 love stories aur b chal rhi thii..jin my sy aik couple my larki ka naam Sarwahi hota hy..
End my sb kii shaadiyaan saath hotii hyn bcoz they all belonged to a same family..
Plzz tell me itx name..
Thankx..:)
Salaam!
ReplyDeleteI m searching for a novel since a long tym..
Hope yew'll help me..
Kaafi pehlay ka novel hy.. before 2000 ka khawateen digest me publish hou tha ...I don't remember the name.. bt story thori thori yaad hy.. us me heroine ke father ko eye cancer hota hai wo pakistan aate hein treatment ke liye or apni gao me majod step sister se milne ke liye ... hero heroine ki first meeting mall ki parking me hote hai jaha hero kafi rude behave karta hai... pher heroine apne father ke sath gao jate hai jaha uski phuphoo or unke husband (aagha sb) unko receive karte hein... unke 4 baten hein jin me se hero sub se chotta hai... mene is story ki bus 1 part pherha hai yeh as a complete novel published houa tha... can u plz find this for me???!!!
Plz reply. Mujay ek novel chahye. May nay page pa msg kya tha reply nahe aya . pakeeza digest ma 2005,2006,2007 k June, July, Aug ma ek novel 2 episode ka aha tha. Name shayd may tmhara akhri karma hn is tarah ka tha shayd. Story 1st epi ki is tarah te . 2 behnay hoti hain . heroine bht khobsorat hoti ha. 2nd Behan etni khobsorat name hoti. Wo beach pa apni Behan ka roop ma jati ha. Waha hero usay pasand krata ha. Heroin kisi hadsa ma hero k ghar ajati ha. So heroin KO daikh kr confuse hojata ha. Mujay 2nd part chahye is novel ka .
ReplyDeletehello,
ReplyDeletemujhe ek novel chaiye,who aanchal digest main chapa tha.story yoon hai,hero amir aur apaij hota hai,aur heroin ke parents nahi hote un ke relatives us pe bohat zulm karte hain,aur jab hero ka rishta ata hai tho,lalach main ha kar aur ke hero apij hai heroin ki shadi us se kardete hain,but larki ko maloom nahi hota shadi ki pheli raat use pata chalta hai.........................bohat achi story hai...plz..................story ka nam bata de...........plzplzplzplzplzpzlpzl
Salam..plzz muje koi bhtttt zada ache se romantic novels suggest karen... short novels hn jese mariam aziz k.... or us mein hero rich handsome or attitude.wala.ho... jaldi se plzz
ReplyDeletesalam plz mje ek novel chahiye digest r year yaad nahi story kuch yoon thi ky larki ka naam kainat hai os ky do bhai hote hein r os ky 2 cousines bi un ky sath rahte hein bare bahi r heorine ki engagement apne chacha ya phopho ky bachon se rishta hoa hota hai bhai ki shadi ho jati hai r herion ko bhai ka dost os shadi mai pasand krta hai oski hansi ki wajha se jab ose pata chalta hia ky wo engaged hai to mulk chor ky chala jata hia bad mai herion ka mangetar os pe shak kr ky rishta tor daita hai hero kafi arse baad wapis ata hai to ose pata chalta hia oska rishta herion se ho jata hai bhai ki wajha se bad ma os ka x mangetar a jata hai or baap majboor karta hai ky os ky bhanje se dobara rishta ho ky shadi ho bhai resist krta hai larki ko nervious breakdown hota hai nd happy ending
ReplyDeletePlz aisy novel btaen jis ma hero zabadastiii heriin se shadiii krlyyy bd b herion b usy pyar krnyy lgyy
ReplyDeletePlz aisyy romantic novels btaen jis ma hero zabatdstiii hetion se shadiii krrrlyyy bd ma hppy endng o
ReplyDeleteNabeela abrar, umme mryam k saryyy prh chuki hn
Plz aisyy romantic novels btaen jis ma hero zabatdstiii hetion se shadiii krrrlyyy bd ma hppy endng o
ReplyDeleteNabeela abrar, umme mryam k saryyy prh chuki hn
Plzzz aisyy novel btarn jis ma hero herion se bht pyar krta o pr herion na krtiii o or wo villan type o jaisyy wapsii zindagi khak na thiii wagera... Plz plz plz3,4 novels btaen
ReplyDeletemujhe aik novel ki arsa e daraz say talash hay jo ghaliban 2 ya 3 iqsat myn 2008 ya 2009 k kiran myn publish hua tha.. hero ka nam abees zayan tha or heroine ka nam salwa.. hero naat hawan hota hay .. phly aik bigra hua ameerzada hta hy lekin bad myn taaib ho jta hy.. azrah e meherbani mujhe novel ka nam or link bta dijjiay.. thanks a lot.. xxx
ReplyDeletePhir karam ho gaya by shehnaz siddique
Deletei cant see my request anywhere.. agr aap tk meri req pohnchi ho to plzz novel ka nam bta dijjiy
ReplyDeletea.o.a , i`m in search of a novel such as `baharoun ke sang sang` by iqra sagir ahmed in which hero is strong character and a student plzzz tell me some novel of this type
ReplyDeleteI need a novel name yad nai kafi arsa pehle parha tha wata satta pe hai hero name was hussain hussain ki shadi uski behen ki nanad se hoti hai wo heroin ko bht dara k rakhta hai takey adle badle ki shadi hoti hai apni wife ko afi dantta hai aur rob mai rkhta hai takeyuski behen b khush rahe akher mai happy end hai plz i need this novel
ReplyDeleteDil aseer e khayal e yar hay
Deletea.o.a imran bhai ,plzzz give me some novel names in which hero and heroine does not like each other before marriage and they get married suddenly due to some family problems
ReplyDeleteme ne pehle bi request ki thi but koi reply ni aya i hope ab aa jae