Asslam o alekum friends and members
ap sb se guzarash hay k apni request k bare me best info like novel name, author name, jis digest me novel publish hoa us ka name , month and year, and agr ap ko us novel ki story ya main charecters yad hen to woh btaen ta k ap ka matlooba novel talash krne me asani ho and apni request k poora hone ka sabar se intizar kren k kbi kbi koi novel available ni hota ya us novel k bare me kuch pata ni hota is leay us request me der b ho sakti hay. Meri poori koshish hoti hay k ap ki request jald se jald poori ho sake. baqi sb members se b meri guzarash hay k agr ap koi req dekhen or ap ko us novel ka pata ho to kindly us req pr reply zaroor kren.
Request karne wale members se guzarash hay k
- Request krte hoey sath me apna name zaroor mention kren ta k next time jb ap us req k bare me poochen to hum ko pata ho k ap kis req k bare me pata kr rahe hen.
- Apna email id sath me mention kren ta k bad me ap ko link send kia ja sake.
agr ap ko kahen ksi qisam ki problem ho to ap mujhe mail kr sakte hen
aatish2kx@gmail.com
aatish2kx@gmail.com
ya face book pr mujhe contect kr sakte hen
https://www.facebook.com/aatish2k11 ( IMRAN ALI )
Ap apni request hmare facebook ke page pr b send kr sakte hen
ap sb ke tahawan ka boht shukria.
Ap ka bhai IMRAN ALI
Previous page pr req k thi samaa & Rukhsar ruki
ReplyDeletenovel guess ho gaia tha
plzzzzzzzzzzzz muje novel ka nam bata den e story rida mein publish huwi hai muje s ka nam bata den plx el ladki apne parents k saaat poakistan ati hai uska rishta teh hota hai ladki razi nai hoti ladka b razi nai hota wo usey cho k chala jata hai 5 saal baad aata hai plzzzzzzzzzzzzzzzzzzzz rply
Eid se pehly eid novel by Shazia Mustafa.
Thank you soo much
DeleteIqra Ali novel guess ho gaia tha
ReplyDeletemujhy 1 r novel b chahye tha par name yad ni wo shua ya khwateen digest me tha us me larki ke maa ko apni ameeri pe bara ghuror hota hai r gaon me jo uske susrali relatives hoty hai wo usko bhht bury lagty hai wo khud shehr me rehty hai ab wo larki ko apni kisi cousin ke shadi me ya pata ni kya waja hoti hai gaon jana parta hai wahan uska cousin hota hai wo ahista ahista usko like karna shuru kardeti hai lkin phir yun hota hai k wo larka apni kisi gaon wali larki se shadi karleta hai zubaida nam hota hai phir akhir me yeh bataya k larka b mohabbat karta hai larki se par uske maa ne 1 dafa bhht insult ke hoti hai larky ke to wo apni insult ni bhol sakta k me us aurat ke beti ko kese apns lon jis ka rawaya itna hatak amiz tha end itni happy ni plz try your best mujhy chahye novel yeh 2004/05/ year me kisi month me post hua hai shua ya khwateen me
Woh sahir ankhen by Sadia Hameed Chaudhary.
Thank u so much mene abhi dekha mujhy laga ap ko mila ni thanks once again
DeleteAnonymousJanuary 31, 2016 at 1:11 AM
ReplyDeletenovel guess ho gaia tha
Aoa. Ek novel ka chahiye story kuch yun hai k ek larki kafi shokh aur chanchal hoti hai laparwah qism ki uski shayad behen ya cousin ka ek larke se chakar hota ha jo ke uske sath wale ghar mein rehta ha ek horein ki behen or larke ke darmiyan jhagra hota hai to heroin larke ko manane adhi raat ko chhut phlang k jati ha larke k ghar pr koi nai hota or wo heroin ka rape kr deta ha itni der mein heroin ke ghar wale or kuch muhalle ke log larke ke ghar aa jate hai or un dono ka nikah krwa kr heroin ko ghar se nikal dete hai heroin ke ghar wale samajhte hain k uska us larke k sath affair ha. Kindly pls is novel bta dein Allah apko jaza de ameen.
Khamyaza by Rashk e Habiba.
Kindyly mehran aur hira wali murree based story post kar dain
ReplyDeletethore detail or bta den plz ye info kafi ni hai
DeleteHIRA apnay czns k sath murree jati hai.wahan rastay block ho jatay hen aur woh cousins se alag ho jati hai aur aik doctor k ghar stay kerti hai doc ka beta mehraan hota hai jo hira ko bohat tease kerta hai woh bar bar baraf per slip ho jati hai to us per haata hai uska mazak urata hai .jab woh chali jati hai to usko yad ati hai.aur hira ko b wapis anay k bad mehraan yad hai next year woh apnay cousin se request ker k wapis jati hai mehran se milnay
DeleteChalo jaane do by Sumera Hameed.
Deletevery cute and different story, highly recommended to my readers.you guys will love it.
Deleteaoa
ReplyDeletebin royee ansoo type k novel bta dein plz
Walekum aslam
Deleteap ko esy novels chahaey jis m hero 2nd marriage kery
g aur jese is mei aik sis lyk krti hai bt shaadi 2nd ki ho jati ae is typ ke
Deleteaoa
ReplyDeleteaise novels bta dein jin mei heroine hostel mei rhte o
Walekum aslam
DeleteUdas Chand novel by Sofia Bashir.
Kab hath me tera hath nahe novel by Farhat Ishtiaq.
nimra kindly novels bta dein jin mei hero heroine ko kisi tragedy ya logo se bachay ......is type ki .....with happy ending
ReplyDeleteZeest ki shaam se pehly Complete by Iqra Sagheer Ahmed.
DeleteWoh ishq jo hum se rooth gaya by Sidra Sehar Imran.
Bisat e dil bhi ajeeb shay hai novle by Afshan Afridi
Sabz ruton ki jhilmil mein novel by Iffar Sehar Tahir.
Teri ulfat mein sanam novel by Iqra Saghir Ahmed.
aise novels bta dein jin mei hero bht attitude wala ho aur heroine bht lyk krti ho and hero ko end pe pta chale
ReplyDeleteEk novel chahiye tha...mujhe sirf story yaad hai thori si na hi name yaad hai aur na hi writer ka name yaad hai na hi digest .... hero ka naam zarar aur herion ka naam maida... herion ki behan ki shadi hoti hai hero k chhotay bhai se wahan pe herion hero se takra jaati hai aur usay khoob sunaati hai par jab usay pata chalta hai k yeh wohi zarar hai jo mere behnoi ka bhai hai to wo pareshaan ho jaati hai kyun k zarar ghussay ka boht tezz hota hai aur koi boht bada politician hota hai... sab us se dartay hain wo sirf aadhay ghantay k liye apne bhai ki shaadi mein aata hai phir chala jata hai... phir herion apni behan k sath uskay sasurEk novel chahiye tha...mujhe sirf story yaad hai thori si na hi name yaad hai aur na hi writer ka name yaad hai na hi digest .... hero ka naam zarar aur herion ka naam maida... herion ki behan ki shadi hoti hai hero k chhotay bhai se wahan pe herion hero se takra jaati hai aur usay khoob sunaati hai par jab usay pata chalta hai k yeh wohi zarar hai jo mere behnoi ka bhai hai to wo pareshaan ho jaati hai kyun k zarar ghussay ka boht tezz hota hai aur koi boht bada politician hota hai... sab us se dartay hain wo sirf aadhay ghantay k liye apne bhai ki shaadi mein aata hai phir chala jata hai... phir herion apni behan k sath uskay sasuraal jaati hai to hero ki chhoti behan koi jaga na milnay pe usay hero k kamray mein sula deti hai kyun k hero ghar pe nahi hota par wo raat ko aa jata hai. iski shayd 2,3 episodes thi par Ek novel chahiye tha...mujhe sirf story yaad hai thori si na hi name yaad hai aur na hi writer ka name yaad hai na hi digest .... hero ka naam zarar aur herion ka naam maida... herion ki behan ki shadi hoti hai hero k chhotay bhai se wahan pe herion hero se takra jaati hai aur usay khoob sunaati hai par jab usay pata chalta hai k yeh wohi zarar hai jo mere behnoi ka bhai hai to wo pareshaan ho jaati hai kyun k zarar ghussay ka boht tezz hota hai aur koi boht bada politician hota hai... sab us se dartay hain wo sirf aadhay ghantay k liye apne bhai ki shaadi mein aata hai phir chala jata hai... phir herion apni behan k sath uskay sasuraal jaati hai to hero ki chhoti behan koi jaga na milnay pe usay hero k kamray mein sula deti hai kyun k hero ghar pe nahi hota par wo raat ko aa jata hai. iski shayd 2,3 episodes thi par aal jaati hai to hero ki chhoti behan koi jaga na milnay pe usay hero k kamray mein sula deti hai kyun k hero ghar pe nahi hota par wo raat ko aa jata hai. iski shayd 2,3 episodes thi par
ReplyDeleteSorry ye novel ni mila.kae month se search kr rahy hain
DeleteAssalam o alaikum nimra mein ne previous page pe b request ki thi k iss type k novel batayein jiss mien hero bigdra hua ameerzada ho heroine simple c ho or happy endings ho but aap logon ne koi response nai dia plz meri req pork or dein this is my 1st req plz
ReplyDeleteWalekum aslam
Deletelast page pr comment show ni ho rahy link to dea tha
Tere ishq mein by Ayesha Naz Ali.
Phir karam ho gia novel by Shehnaz Siddique pdf.
Mohabbatain jab shumar karna by Faiza Iftikhar pdf.
Chahat ka rang by Qurratul Ain Khurram Complete pdf
Ulfat si ho gai thi novel by Effat Sehar Tahir pdf.
i need a story cant remember the name in which heroine hate those flirty men as her father and brothers are involved in such kind of activities hero is film star or work on tv likes her but she hate her as she think he is flirty and mis behave with him she got married to him happy ending hai
ReplyDeleteCheck this
DeleteMaseeha dil ka novel by Saira Kashish.
Aoa
ReplyDeleteMughy is novel ka name bata dain jis main hero and heroine cousins hoty hain ... Heroine hero ko zAbardasti hotel ly kar jati hai ur khana khati hai ur end par hero ko batati hai ky yeh rupees usny hero ki pocket sy liay that , hero heroine ko apni car sy rasty main utar daita hai , jab wo ghar ata hai hero ki mom kahti hain heroine ghar nhi ay tou hero dondny nikalta hai paar heroine nhi milti , hero bhttt upset ho kar ghar ata hai tou heroine ghar a chuki hoti hai , ur hero ky samny ati hai hero heroine ko slap kar daita hai, ky tumhain yeh sub mazak lag raha hai bsss itna Hi yaad haiii , plxxx is ka name bata dain
Walekum aslam
DeleteTumhara maan reh jaey by Subas Gul
Aoa . kindly tell me tha name of this novel ... Hero and heroine cousin hoty hain un donu ky ghar aik dusry ky bilkul samny hoty hain , both are engaged also , aik din raat ko hero heroine ky room main a jata hai and heroine jag jati hai and hero ko mana karti haiii from doing wrong hero Hans kr batain kr ky chala jata hai .. Both love eachother , aik din hero ky ghar uski cousin ati hai hero is main reason involve ho kar heroine ko neglect karta hai cz wo larki mod hoti hai ...heroine sy zaida , heroine roti hai , hero engagement finish kr daita hai ..
ReplyDeleteWo larki abroad wapis chali jati hai hero ky naam letter chor kr . hero apni mom sy bhttt naraz ho jata hai , bad main hero comes to know that girl died bcz she was cancer patient . hero ky sath heroine khud razi ho jati hai and hero kush ho jata hai cz in actual hero loves heroine buttt chand raat ko he comes to know that heroine marring someone else wo heroine ky room main jata hai ur kahta hai if u marry someone else I will shoot myself , ur heroine ur uska nikah ho jata hai .... Happy ending plxxx tell me the name of novel .
Walekum aslam
Deleteuper link dey dea .usi novel m ye bhi hai
a.o.a api how are ypu api I want novel jo maine kisi say suni hai just. wo kuch yun hai k aik larki apni friend k sath gao jati hai wahan aik larka usey pasand kerta hai pr zabardasti us say shadi ker leta hai is story ka bata dain ya is say milti julti he koi novel bata dain main khud he dhoond lu gi un main say... please fulfill my request
ReplyDeleteWalekum aslam
DeleteAna ka safar by Umme Maryam .
plz suggest me some lengthy novels like ek mousam dil ki basti ka
ReplyDeletees novel to jesy deay thy .kise bhi type k long novels hon ?
Deleteg but bohat ziyada ache hon
Deleteaoa aise novels btaein jis mei hero heroine trip mei jaein akhaty ya waha e milen ............like Tumhara maan reh jaey
ReplyDeleteWalekum aslam
DeleteSham dhalay novel by Amna Iqbal.
Aik larki choti si novel by Amna Iqbal.
Aise Novels batayein Jis mein Bachpan ka nikah hua ho ya Emergency mein nikah hua ho
ReplyDeleteme to plzzzz
Deleteek novel chaiye tha jike starting heroine ki apni behn k sath argument se hoti hai jis mae woh hero k apne ghr anne pr gusa hoti hai actually hero or heroine k papa k beech koi conflict hota hai or mostly hero k jane k bd heroine k papa kafi upset hote hain pr jb bhi heroine hero se larti hai uske papa hamesha hero ki favor krte hain or heroine ko forcefully hero se shadi k liye convince bhi krte hain or shadi k bd hero ka behavior buhat khrab hota hai woh hr baat pe heroine ko uske papa ka naam le kr blackmail krta hai baki ki story exactly yaad nae but happy ending tha novel ka or end mae larka yeh confess bhi krta hai k hamesha se hi usko pasand krta tha pr show nae krta tha...
ReplyDeleteCheck these & confrim
DeleteMohabbat dil ke sehra mein novel by Shazia Mustafa
Mehndi laga kay rakhna novel by Zarnain Arzoo pdf.
yeh shazia mustafa ka novel hi tha...thank you so much ma'am thank u!!!
Deletetjhy mai mangon tjh se novel by shazia mustafa mjhy ye novel complete ni mil rha kindly 25 episode se onwards mjhy link share kar dain is novel k
ReplyDeleteJan m 25 he aye hai & feb k epi INSHAALLAH post ho ge
Deleteplzz after marrieg happy ending novel link dy,but wo link nh jo is page pr hn bht purany digest k link dy dn thnx
ReplyDeleteprevious pages m check kren .bohat se links deay hain
Deletedrama serial sangat script based ae ya novel agr script based hai taw phr ap koi us stry jese bta dein novel agr hain taw
ReplyDeleteScript based hai .ap es dramy k type bta den plz
Deletekindly suggest me some long romantic novels like Baharon kay sang sang or mohabbat dil k sehra mein yah koi bhi or novel jo ap recommend kre maine apke previous pages k almost sbhi novels parh liye hain tu please kuch or novels suggest kr den.
ReplyDeletesorry for late reply me kuch achhy novels k link dey rahi hon
DeleteIk bar kaho tum meri ho by Ayesha Sehar Murtaza.
Teesri mohabbat novel by Saira Raza.
Ahtibar to kia hota by Samhia Zareen Abbassi .
Sanjog na thy aisy by Naseem Amna pdf.
Badla phir rang qismat ka by Umme Iman Qazi.
aise nvls suggest krein jin mei hero ya uski family heroine pe bht zulm kare like in novel hisab abi baki hai and novel maat etc
ReplyDeletenew to koe ni aya wohi novels hain me phr bhi koe new dekhti hon .plz wt
Deleteapi maine uper request ki thi but yeh wo novel nahi hai ap nay kaha tha < anna ka safar > nahi yeh nai hai koi or bata dain please
ReplyDeleteMe phr se search kr rahi hon esy novels .INSHAALLAH mil jaen gay
Deletethanks api please jaldi search ker dain
DeleteHi
ReplyDeleteI'm looking for a novel in fact a Afsana./ short story
It was published in khawateen or Shuaa.
In early years of 2000 or late 1990's.
It's main character were three girls, who were cousins and called " Alvi sisters".
They lived in hostel i guess.
One of the girl committed suicide. It was kind of sad story.
Do you have any information about it ?
plzz plzz i need it
Thanks
Hum ye novel kafi time se search kr rahy hain. i think ap ny mail bhi k thi tub se posted hai req .abhi tk ni mila .jesy he mila ap ko mail ka reply INSHAALLAH kr den gay.
DeleteMujha aisi novels batayan jin main hero heroine ko shadi walay din chor kaar chala jaya foreign only for few years phir WO pass jaisay teray pyar ki khushboo main zarmeel n zalay ki story hai plzzzz pay attention to my request....aur yaah blog its the best one you guys are doing an amazing job:)
ReplyDeleteSorry for late reply
Deletejo abhi tk mily dey rahi hon baqi jesy or pta chalty hain send kr don ge
Piya ka gar piyara lage novel by Sayeda Tehmina Zohra.
Jaam e Aarzoo by Mehwish Iftikhar Complete.
i need a novel in which hero name is muaraj malik and heroine is an interior decorator.hero forcibly marries her.in the end he arranges his wedding ceremony in a foreign country on a grand scale.
ReplyDeleteAur kuch khwab novel by Ushna Kausar Sardar
DeleteAoa. Ik novel chahiye story kuch eisi hai k larki ki behen ke sath larke ki shadi hone wali hoti jabke woh larke us larki ko pasand karna shuru kar deta ha i think woh abroad se ata hai. Woh laki use apne jiju ki hesiyat se frank ho jati hai woh larka us larki ko ghar walon ke badnaam kra ker shadi ker leta hai larki sari zindagi us se nafrat karti hai age se us ki beti ki story start ho jati hai lekin end happy hota hai. Thanx in advance
ReplyDeleteWaiting for ur reply
Deleteabhi tk ni mila. me search kr rahi hon .koe or info hai es se related
DeleteThanks a lot laikn yaah main parh chuki hu.kindly aur hun tou upload kaar dain
ReplyDeletemjhe please aise novels suggest kr den jis mae hero ka character thora negative ho means kafi rude or arrogant sa ho or larki usko bilkul pasand na krti ho or kafi lambe novels hon...
ReplyDeleteprevious page pr novels deay hain new esa koe ni aya .me check kr chuki hon
DeleteNayab hain hum by shafaq iftikhar ki tara k novel bta dain plz
ReplyDeletealready es type k novel dey chuki hon previous pages pr ap wo check kr len.
DeleteKuch aise novels bta dain jin main hero heroine cousins hon aur unki shadi hojae pehle wo shadi accept na krain but happy ending ho
ReplyDeleteyeh novel main ne kafi arsay pehle parha tha like 2000 mein hero ka naam yaad nahi hai heroine ka naam nimra hta hai hero bht gareeb hta hai wo apne baap r apni behn k saath new year eve p ghr se bahar jata hai tou heroine ka bhai nashay ki halat mein unko gari se kuchal deta hai. hero tab student hota hai islye kuch nahi kar pata baad mein wo mehnet kr k bht successfull hojata hai r heroine ko apni jhoti muhabat k jaal mein phasa leta hai r us se shaadi kr leta hai. shaadi k baad wo us ko us k ghr walon se milne nahi deta r usko torture krta hai.. end happy tha new year p base kr rahi thi story shuaa ya khawateen mein i thi.. kindly mujhe dhoond dain
ReplyDeleteShazia Chauhdry ka novel hai. Naam yaad nahi.
DeleteIts "Naye Saal ki Nai Kahani" by Shazia Chaudhry.
DeleteNaye saal ki nayi kahani novel by Shazia Chaudhary.
Deletei need some novels jo romantic hon or lonf hon but ladka or ladki cousins na hon
ReplyDeletei need a novel ik scene yaad hai hero heroine cousins hote hain hero village mein rehra hai heroine samajthi hai ke who sab illterate hai but jab visit kerti hai she get to know the truth happy ending hai
ReplyDeleteap chracter name btayen .esy to bohat se novels hain
DeleteEk novel chahiye tha...mujhe sirf story yaad hai thori si na hi name yaad hai aur na hi writer ka name yaad hai na hi digest .... hero ka naam zarar aur herion ka naam maida... herion ki behan ki shadi hoti hai hero k chhotay bhai se wahan pe herion hero se takra jaati hai aur usay khoob sunaati hai par jab usay pata chalta hai k yeh wohi zarar hai jo mere behnoi ka bhai hai to wo pareshaan ho jaati hai kyun k zarar ghussay ka boht tezz hota hai aur koi boht bada politician hota hai... sab us se dartay hain wo sirf aadhay ghantay k liye apne bhai ki shaadi mein aata hai phir chala jata hai... phir herion apni behan k sath uskay sasurEk novel chahiye tha...mujhe sirf story yaad hai thori si na hi name yaad hai aur na hi writer ka name yaad hai na hi digest .... hero ka naam zarar aur herion ka naam maida... herion ki behan ki shadi hoti hai hero k chhotay bhai se wahan pe herion hero se takra jaati hai aur usay khoob sunaati hai par jab usay pata chalta hai k yeh wohi zarar hai jo mere behnoi ka bhai hai to wo pareshaan ho jaati hai kyun k zarar ghussay ka boht tezz hota hai aur koi boht bada politician hota hai... sab us se dartay hain wo sirf aadhay ghantay k liye apne bhai ki shaadi mein aata hai phir chala jata hai... phir herion apni behan k sath uskay sasuraal jaati hai to hero ki chhoti behan koi jaga na milnay pe usay hero k kamray mein sula deti hai kyun k hero ghar pe nahi hota par wo raat ko aa jata hai. iski shayd 2,3 episodes thi
ReplyDeleteabhi tk ni mila.search kr rahy hain .uper bhi mention kea hai
DeleteMuje ek novel chaiye Jo khawateen digest mein publish hua hai ladki lafke ko bachoan se pasand karti hai dono cousin hote hain but lafke ko maloom nai hota wo kisi or ko pasand karta hai us ki shadi b hoti hai lafke ki wife bache ki delivery k waqt death hoti ladki pit us k bache se buhut attached hitibhai ghar wale un ki shadi karate hain pir ladke ko last mein pata chalta hai k ladki us se pyar karti hai
ReplyDeleteMain chand aur tum by Asma Qadri .
DeleteAssalam-o-alaikum ! plz Bin Mangi Dua type novels ke link upload karen... mene pehle b request ki thi but na hi novel mila and na hi comment nazar araha hai...
ReplyDeletemein ne aik novel parha tha us mei hero heroine ki bht understanding hoti hai bt us ki hospital mei tbyat bht kharab ho jati hai doc galat operate kr deti hai aur phr ye 2 3 din bd pta chalta hai k doc ki galti hai re operate hota hai bt wo uski death ho jati hai ....................unka baby b hota hai ya shayd twins hote aur kuch yad ni bs ye sad wala part e yd hai
ReplyDeleteaise novels btaein jin mei hero ya heroine ka accident hoe .....
Deleteabhi tk ni mila
DeleteAssalam-o-alaikum ! plz Bin Mangi Dua type novels ke link upload karen... mene pehle b request ki thi but na hi novel mila and na hi comment nazar araha hai...
ReplyDeleteAssalamo Alaikum kuch ishq mein range junoon bhi tha
ReplyDeletekuch aise novels suggest kr dain please jis ki love story sheesh aur sarah ki tarah ho please Nimra sis bilkul is novel ki tarah novels suggest kr dain please aisi jitni bhi novels ho unke name bata dain plss jawab zaror diye ga sis
walekum aslamme ny req post k hai jesy he koe novel mila ap ko link dey don ge
DeleteAssalamo Alaikum Ok sis me intezar karongi but ap ko aisi novels mil jaye to plssss plssss sis mujhe link zaror dijiye ga thanx Nimra Sis
DeleteI need some novels Jo romantic ho or long hon but ladka or ladki cousin na hon or Happy ending ho
ReplyDeleteAoa aisy novel bata daien jo lenghty hun par hero married ho heroien and loves slowly with heroien jab k wo shaadi sy pehly involved in someone else like shah dil and alizey ki story in dar e dil m thi plz kuch novel suggest kar dyn
ReplyDeleteme check kerti hon esy novels
DeleteDil e nadan by Umme Maryam
DeleteSabz ruton ki jhilmil mein by Effat Sehar Tahir.
Thanks bt mjhe happy ending k novels suggest karyn jes m hero after marraige apni wife sy love karyn jb k wo before marraige kesi aur m interested ho aur lenghty novels hun
DeleteNimra plz meri request ko must consider kry ga
DeleteMjhe aisa novel chaiye like daredil m hero shah dil after marraige apni wife aleezay sy slowly love krta h i think i clear my desire story of novel plz nimra c my request novel lenghty hun thanx in advance
DeleteNimra plz novels suggest kar dynn plx plx......
DeleteKohar mein kiran novel by Seema Munaf.
DeleteAmar bail (Akas bail) by Sheeren Haider.
Thanx nimra i requested story on husband n wife jesy shah dil n aleezy ki thi love after marraige jb k hero ka shadi sy pehlay kesi aur m interest ho wesy jb k apka first novel KOHAR mein......... diferent laga plz agar aap aur suggest kar saki hy tu plz i m waiting 4 it n plz lenghty ho
DeleteNimra aap ny meri req ko abhi tk fullfil nhi keya plz jaldi kar dy i m waiting hopefully aap kr dy gi thnx in adv
DeleteNimra...... plz plzzzzzzzx...... yeh aap k lye tu bhut easy task h mashaAllah aap bhut easjly find kr laity byn plz fulfill my req plzzzzzzzzzzz
DeletePlz koi muje kundan novel ka link de Jo aanchal mein publish hua hai
ReplyDeleteKundan by Nadia Fatima Rizvi .
Deleteaoa
ReplyDeleteplz aise nvl btaein jin ki stoty tjhe juzve zindagi kar lu by rehana aftab ki trha ki ho ya heroine is novel jesi ho plx plx zida sare novels k media fire links dy dei plx
Walekum aslamsham tk jesy he milty hain link dey don ge INSHAALLAH
Deleteaoa
ReplyDeletemein ne aj se atleast 7 years phle novel parha tha pakeeza digest mei jis mei jo heroine ki shadi kisi aged bandy se hoti hai aur uski ye 2nd wife hoti ae isko wo alag portion bna k deta hai long story the means is mei in k bacho ki shadi b hoti ae aur heroine ka nam mehr un nis ya is type ka kuch tha
Walekum aslam
Deleteabhi tk ni mila .search kr rahy hain
Plzz kych aisi novels batàyan jin main hero heroine ko shading wala din nikkah kaar ka foreign chala jaya laikn kuch saloon baad phir wapsa aya jaisa zarmeel aur zalay ki story hai.....main nay phelay bhi request ki thi Jo novels ap nay batayi hain WO main nay parhii hain kindly aur upload kaar dain ...thanks
ReplyDeleteme ny already req post kr de thi abhi tk esa koe novel ni mila .plz wt kren
Deleteye check kren .new koe bhi ni aya esa
DeletePiya ka gar piyara lage novel by Sayeda Tehmina Zohra.
Jaam e Aarzoo by Mehwish Iftikhar Complete.
Eid se pehly eid novel by Shazia Mustafa.
Where are the admins?????? Guys, you people have been doing a great and very quick job since I am the regular visiter but I am noticing for few days that the service has become veryyyyyy slow.Don't know why?????? But I am really bothering it.Tired now.
ReplyDeleteMujhe aik novel chahiye khwateen digest mein phale ayi thi aik larki gaoun se sher apne relatives pass parhne ayi thi woh dr ban rahi thi but woh amm si shakal ki thi magar uski cousin bhout khobsorat thi or dono aik hi larka pasand tha but larka khobsorat wali larki ko pasand karta tha lekin use jealous karne ke liye usne us amm si larki se friendship ki end mein us larke ki shadi us khobsorat larki se hojati hai lekin bad mein use pata chalta hai ke woh to us amm si larki se mohabbat karta hai please bata dien yeh konsi novel hai
ReplyDeletesearch kr rahy hainjesy he milta hai link dey dety hain.ap ko year yad hai ?
DeleteUse mein jo larki thi uska rang kam tha uska momal tha or aik scene mein woh hero ke sath icecream khane jati hai to uski cousin wapsi mein use kehti hai ke agar use icecream khani ho ainda to apne bhai ke sath jaye
Deletemein ne aik novel parha tha us mei hero heroine ki bht understanding hoti hai bt us ki hospital mei tbyat bht kharab ho jati hai doc galat operate kr deti hai aur phr ye 2 3 din bd pta chalta hai k doc ki galti hai re operate hota hai bt wo uski death ho jati hai ....................unka baby b hota hai ya shayd twins hote aur kuch yad ni bs ye sad wala part e yd hai
ReplyDeleteSearch kr rahy hain milta hai to link ap ko dey den gay
Deleteap en dono m se confrim kr den
DeleteShehr e chara gran novel by Sadia Amal Kashif
Tere asman tale novel by Nazia Kanwal Nazi.
yup nazia kanwal wala hai
DeleteMaine pehlay b request ki thi esi blog p novel read keya tha jes m heroien 2nd wife h aur auski 1st wife pregnency m dead hogye h aur auska name aliya tha hero after marraige heroien ko left kr k jadha chala jTa h end m heroien ny sari wear ki hoti happy ending h mainee bht find keya pr nhi mila yeh novel Ana parAst nhi again request kr rhi hu plz help
ReplyDeleteme search kr rahi hon abhi tk ni mila .jesy he milta hai link ap ko dey den gay
Deleteits ye muhabat bhi ajeeb hoti hy by bisma naz
DeleteNimra, link please.
DeleteYe mohabbat bhi ajeeb hoti hai by Bisma Naz
DeleteSalaam, first of all congratulations to u guys who are doing really great job I'm ur regular visitor and I ve read almost all pages novels ur work is really appreciated n thank you so much for helping us reading books out of country where we can't find urdu books thanks again.
ReplyDeleteSorry I forgot to make a request I just remember I read that novel in imran digest I think that was two episodes novel I don't remember story name, but let me share some details so hope u can find it,
ReplyDeleteHerione 2 sisters hain sawera and navera, navera is heroine the other one I think doctor n she got married with usman heroine ka aik bhai bhi hai,navera bohat khoobsurat hai n she likes good looking guys she got engagged with Mr sherazi (hero) but wo out of country hota hai jab he came back to Pakistan for getting married heroine usay surprise dene airport jati hai but when she saw he's brown I mean not as good looking as she wanted to bina batye wapas ajati hai fir uskay office phone kr k or may be office ja kay usay bolti hai shadi ae inkar kar do reason nai batati but hero inkar ni karta aur shadi ho jati haifir after first night hero usay lift ni karaya wo khud se b bezar rehti hai den hero ka transfer ho jata hai aur woh sath chali jati hai wahan b doni aise he rehtay hain phir hero ki cousin ka ana Jana start ho jata hai aur heroine ko lagta hai dono apas mein interested hain aik dafa heroine ka susar aur nand rehne atay hain aur uski nand kehti hai bhai acha ni kar rahay aur batati hai k us ki cousin ki mangni toot chuki hai shayed, phir heroine ko sath le janay ka boltay hain to hero mana kar deta hai k khanay wagera ka masla hoga phir aik din woh kafi late ho jata hai ghar anay pe to next day heroine bina bataye Karachi apne maa baap k ghar chali jati hai itni he yaad hai agay I think page missing thay ya next episode thi, plz plz plz try kariye ga mil jaye m curious about the end since yearsssss
jesy he milta hai ap ko link dey den gay. ap ko kuch yad hai .kis year k digest thy .
DeleteNai kuch khas ni yaad lekin kaafi purana tha more than 10 years may be :( bohat mushkil hogi aapko I know that fir bhi plz try, thanks
Deleteap ko ye confrim hai k ye novel imran digest m aya tha.
DeleteJi sister itne years se story Kay sath sath yehi zehan mein hai imran digest he tha aur 2 episodes ni thiin I think kuch pages missing thay means digest phata hua tha end se :(
DeleteMein ne phele b request kiya muje kuch novels bata den Jo long par ladka or ladki cousin na hon plz
ReplyDeleteMujhe koi aisa novel bata dien jis mein larka ghareeb or larki ameer ho dono ki love marriage ho but kuch circumstances ki wajah se divorce hojaye please recommend me such novel
ReplyDeleteTum bin adhori sajna by Aroosa Alam.
DeleteMery pyair ka phela sal by Shazia
MJHE AISE NOVELS BTAEIN JIN MEI HERO GUDLOOKING BT SHARARTI HO.......HEROINE USKO NON SERIOUS SMJHTI HO BT WO HEROINE KO PASAND KRTA HO ..TANG B KARE
ReplyDeleteHasti ka ahang novel by Samra Bukhari.
DeleteChand rat ko chandani mili by Subas Gull.
Dilon ka mil kar bicharna by Nuzhat Naz.
aoa aise novels btaein jis mei hero heroine trip mei jaein akhaty ya waha e milen ............like Tumhara maan reh jaey
ReplyDeleteap ne jo btaei hain un k ilawa bta dein plz .....
Sham dhalay novel by Amna Iqbal.
Aik larki choti si novel by Amna Iqbal.
Walekum aslam
Deletesorry en k alewa koe bhi ni mily .
Hello, kiya ap mujhay bata aisay novel aur bata saktay hain jinki story teri dastaras mein darman jaisi ho plz
ReplyDeletejitny knowledge m thy links dey deay .jesy he or mily link dey don ge
DeleteAssalam o alaikum kuch new novels batadein jo boht romantic hoon plz
ReplyDeleteThank u��
Walekum aslam
DeleteMeri Har Khushi ka Aghaz Tum Ho by Quratul Ain Sikandar
Anadil tumhari hoi dil se novel by S Habib Khan.
Kis qadar tujhe chaha by Sadia Abid Complete
Jeena sirf mere leay novel by Sayeda Ambar Hashmi
Aa gaey chahaton kay mousam novel by Shazia Mustafa
Mujhy chahat tumhari hai novel by Subas Gul
Koi bohat funny aur romantic novels k link share ker dain plz
ReplyDeleteMan jao by Faiza Iftikhar Complete
DeleteHamary daddy ki dulhan by Maryam Sajid.
Yeh shadi ho ke rahe gi novel by Iffat Sehar Tahir
Mundair pr chand by Asma Qadri
Man jao by Faiza Iftikhar Complete
DeletePlz mujhe aanchal diges february 2016 ka link send kr de.
ReplyDeleteINSHAALLAH kal ya parson post ho jaey ga
DeleteAanchal Digest February 2016.
Deleteplz uper wali requests ka reply kr dein bcz phr meri chutian khtam ho jani hain
ReplyDeletekon se wali req ?
Deleteaise nvl btaein jin ki stoty tjhe juzve zindagi kar lu by rehana aftab ki trha ki ho ya heroine is novel jesi ho plx plx zida sare novels k media fire links dy dei plx
DeleteAssalamo Alaikum kuch aise novels suggest kr den jo bahut hi romantic ho full comedy ho cousins ki hansi mazaq ho or joint family ho please sis aise jitne b novels ho please link den de
ReplyDeleteHi muje iss type k novels batayein jis mein hero ya heroine aik doosre se shadeed nafrt krte Hon but phir ahista ahista aik doors ko chahne lagein after merge pe based Hon happy ending wale thanks n AllahHafiz��☺
ReplyDeletejo ishq me beeti wo ishq hi jane or ek ti misaal complete novel lnk de den
ReplyDeleteIk thi misal march complete aaey ga
DeleteJo ishq mein beeti wo ishq hi jany by Naila Tariq Complete pdf.
aoa
ReplyDeletemei ne ap se aik novel ki req ki thi jis mei namaz k bry mei tha bs aik dailogue yd ae k is typ ka tha k jb Allah tala kisi se nraz hota hai taw wo usay namaz ki tofeeq ni deta ap ne novel murshad ka link dya hai bt ye wo ni ae ☺ aur ye khawateen k 2015 k digst ka ae i guess
Walekum aslam
Deletekya ye episodic novel tha
ni infact chota sa tha exact pages yad ni hain bt max 8 to 12 pages hon gy
Deleteye check kren
DeletePehlu main hai eid ka chand novel by Memona khursheed.
Kindly tell me the name of novel which is published in Aanchal.heroine name is Seema and hero name is Sangraiz Shah and he is in police. Seema' s father is a gangster
ReplyDeletecheck this
DeleteAb aur nahi meri jaan novel by Miyaghatash
Ye wo novel nahi hai
Deleteoky me phr search kerti hon
DeleteAnonymousFebruary 19, 2016 at 12:03 PM
ReplyDeleteAssalamo Alaikum kuch aise novels suggest kr den jo bahut hi romantic ho full comedy ho cousins ki hansi mazaq ho or joint family ho please sis aise jitne b novels ho please link den de
Hi aap log ab juldi reply q nai deten hain n.a. he pehle Ki tarah sb ki reqst puri krten hain������
ReplyDeleteYeh cheez to mainay bhi notice Kari hai nimra sister akeli he sab ko reply kar rahi hoti hain aur koi doosra admin bhi ni dikhta
DeleteReply to hum kertyt hain ab kuch novel ni mil rahy & same novels k jo req hoti hai usi por reply late kr rahi hon ajkal k same novels bhi wohi old milty hain jo already read keay hoty hain werna itni req aram se manage ho jati hain .
DeleteSalam hain dil par unhi qadmon kay nishan by noshiba farooq as nvl ka mukml episode link den de plz
ReplyDeleteWalekum aslam
Deleteye novel incomplete hai .writer ny apny father k death k wajha se complete ni kea .
Hain dil par unhi qadmon kay nishan by Noshaba Farooq.
Mujhe aik novel chahiye hai us mein aik actress hoti hai but bhout aam si woh apni beti or aik naukar wali baba ke sath rehti hai uski beti ko apni mom ke actress hone pe bhout complex hota hai uski maa ne ghar se bhag ke shadi ki hoti hai but uska baap uski maa ko chor ke chala gaya hota hai end mein larki ki maa mar jati hai to use airport pe use apni khala milti hain jiski shadi uske baap se hi hoi hoti hai please tell me name of novel
ReplyDeletesearch krty hain INSHAALLAH mil jaey ga
DeleteThanks
DeleteI am looking for a novel jis mein hero heroin se shadi krne se inkar kr deta h jiski wajah se heroin ka chacha apni wife joke hero ki fuppi ho ti usse alag ho jata h unko alag ho kr 10 saal hojata hero apni fuppi ke liye bahot pareshan rehte h qki wo bahot sad ho jati phir hero heroin se shaadi kr leta h happy ending hoti please aap mujhe is novel ka naam bta dein......! its a request
ReplyDeletesearch krty hain jesy he mila link dey den gay
DeleteOK I am waiting!!!
DeleteAb eiden tum se by Shazia Mustafa
Deleteni ye wo ni hai .......sorry apko itna search krna pr rha ae so thnx in advnce
ReplyDeleteap ny Sila wali req ka kha hai k ye novel ni hai?
Deleteni ye wo ni hai .......sorry apko itna search krna pr rha ae so thnx in advnce
DeleteNI MEI NAMAZ WALI REQ KA KH RE
DeleteAp Har 1 ka request ka reply kyun nhi krti??ap kisi kisi ki request ka reply krti hain or baki logo ki request ignore kr deti hain aisa kyun me ne ap se 2 bar request ki but apne reply hi nhi kii??? kuch aise novels suggest kr den jo bahut hi romantic ho full comedy ho cousins ki hansi mazaq ho or joint family ho please sis aise jitne b novels ho please link den de
ReplyDeletenew es type k aey he ni. sorry me kuch bzy hon en dino
DeleteBand quba khulny lagi janan by Sadia Abid (Complete)
Khushbu hay hamsafar novel by Asma Shahid pdf.
Tum mery ho ke raho novel by Saliha Mehmood pdf.
Tere payar ki khushboo by Qamrosh Ashok Complete pdf.
Assalamo Alaikum Thank you so much sis mujhe bs isi type ki novels chahiye thi phir chahe wo new ho ya old ho
DeleteI want to request an old novel. Read it a long time ago. Story is that the hero's 1st wife was heroine's elder sis. She dies in child birth; therefore, her family marries the heroine off to the hero. Hero doesn't let her wear pink color since it was his 1st wife's fav color. The hero's family lives abroad or in another city. Heroine's mom tells her to take care of herself properly and to stop living in her dead sis shadow.
ReplyDeletecheck kerty hain
DeleteMjhy kuch aisy novels k link day dain jin main larki hero ko apna bhai samjhti ho jo umar main us sy bara ho, but kuch reasons ki waja sy unki shadi ho jay... hero larki k sath rude ho aur larki innocent ho... after sometime larka usy pasand karny lag jay... kuch is type 5 6 novels k link day dain please. and 2 nd request is hero name is taimoor and girl name is sawaira, taimoor bht rude hota hai and wo herion sy kisi majboori ki waja sy shadi kar leta hai aur us ko apny ghar le ata hai but ghar pe wo kisi ko bhi apny aur heroin k nikkah k bary main ni batata, larki us sy bht darti hai....aik scene main ghar main taimoor ki shadi ki tyarian ho rhi hoti hain aur larki in sab ki waja sy bht upst hoti hai...after sometime shadi sy phly hero ko realize hota hai k wo heroin k sath galat kar raha hai... is sy ziada mjhy yad ni.please please meri request poori kar dain
ReplyDeleteme search kr rahi hon milta hai to btati hon
DeleteOk Waiting :)
DeleteFirst request jis main larki hero ko apna bhai samjhti ho jo umar main us sy bara ho, but kuch reasons ki waja sy unki shadi ho jay..please aisy novels k link day dain
DeleteHi, bin mangi dua type novels upload karen...
ReplyDeleteMah e tamam by Amna Riaz complete.
DeleteGulab ruton ke payambar by Fouzia Sana.
Jaam e Aarzoo by Mehwish Iftikhar Complete.
Sabz Ruton ki Jhilmil Mein Novel By Effit Seher Tahir pdf.
Ye sab parhe hua hn, inke ilawa bataen plz...
Deleteplzzzz if possible upload amna ahmad new novels like soldier, bechain baharen, uska ghar, aik shakhs ajeeb sa.........plzzzzz..thank u
ReplyDeleteHum already search kr rahy hainjesy he mily INSHAALLAH post kr den gay
DeleteA.O.A mujay aik noval ka pochna th name yad nahi ha hiron ka nam hoor hota hai or hiro kay do name hoty hain ak sani or dosra nam zain hiro tacher hota hahiron us ke studant hoti hai hiro apny gar say naraz ho kr kisi dosri jgha karydr ban jata hai aur jis ky gar main rhata hai wo khatoon us ki shadi apny muhaly main rhany wli larki say krwa dati hai jo k hiron hoti hai plazzzzzzzzzzzzz zaroo btan yh naoval main ny kafi sall phly prha tha.
ReplyDeletePlzz tera hony laga hon by qamrosh ashok epi no 6 ka link upload kar dean plzz I am waiting...
ReplyDeletealag se posted ni hai ap es link se read kr len
DeleteTera honey laga hon by Qamrosh Ashok .
Salam subasgul shazia mustfa qamrosh ashok maryam aziz k jtni novel apki ps plz uski link de
ReplyDeleteWalekum aslam
Deleteen link ko open kren sub novels hain
Subas Gul
Shazia Mustafa
Qamrosh Ashok
Maryam Aziz
salam, me ney last page pe bhi reqst ki ti bt apny links nhi novels k dei the so phir se reqst krrei hun, SAANS ,SARAK OR SAKOOT typ k novels ya stories bta dein js me hero k sath koi mishap hua ho ,or agr is genre k novels nhi to kuch esy novels bta dein jisme hero and herion ik hi ghar me rehtei houn ya neighbors houn ,hero possasive ho kafi herion se pyar bhi krta ho bhot ,serious typ ka ho ,hope so is br ull help me .thanks
ReplyDeletehero serious typ ka ho bt novel happy ending ka ho and new houn to better as old mostly read kr cukki houn
Deleteme check kerti
Deletemujhe kuch aise novels bta dein jin mein hero aur heroin ka nikah bachpn mein ho jaye aur they pretenting to hate each other but actually they love each others plz kuch aise novels suggest kr dein.....!
ReplyDeleteKindly Janjua house by Saima Akram ka novel jaisa khuch novels suggest ker dain
ReplyDelete