Asslam o alekum friends and members
ap sb se guzarash hay k apni request k bare me best info like novel name, author name, jis digest me novel publish hoa us ka name , month and year, and agr ap ko us novel ki story ya main charecters yad hen to woh btaen ta k ap ka matlooba novel talash krne me asani ho and apni request k poora hone ka sabar se intizar kren k kbi kbi koi novel available ni hota ya us novel k bare me kuch pata ni hota is leay us request me der b ho sakti hay. Meri poori koshish hoti hay k ap ki request jald se jald poori ho sake. baqi sb members se b meri guzarash hay k agr ap koi req dekhen or ap ko us novel ka pata ho to kindly us req pr reply zaroor kren.
Request karne wale members se guzarash hay k
- Request krte hoey sath me apna name zaroor mention kren ta k next time jb ap us req k bare me poochen to hum ko pata ho k ap kis req k bare me pata kr rahe hen.
- Apna email id sath me mention kren ta k bad me ap ko link send kia ja sake.
agr ap ko kahen ksi qisam ki problem ho to ap mujhe mail kr sakte hen
aatish2kx@gmail.com
aatish2kx@gmail.com
ya face book pr mujhe contect kr sakte hen
https://www.facebook.com/aatish2k11 ( IMRAN ALI )
Ap apni request hmare facebook ke page pr b send kr sakte hen
ap sb ke tahawan ka boht shukria.
Ap ka bhai IMRAN ALI
asslam alaikum mujhe aasia mirza ki novel kuj mainu maram da shauk vi si jaisa koi or novel bataye plz
ReplyDeleteRang khushbo hawa badal by Afshan aridi
DeleteDasht e arzo by Iqra sagheer
koi bhut romantic novel suggest karde jisme larki sharmeeli ho or larka bold or ameer
DeleteSalam mujhe kuch aise novels ka link den jisme hero heroin ko pasand krta ho but zahir na kre end m pata chale k hero likes horione "mere humdum mere dost" novel ki tarha plzzz..
ReplyDeleteTere hamrah chalna hai by Effat sehar
DeleteSahil e tamana by Iqra sagheer
Thanks...or bhi batayen pehla wala to padha hua hai..
DeleteRida digest september 2014 plz plz jaldi upload krdo zara
ReplyDeleteaik 2 din mn post ho jye ga inshallah
DeleteRida digest september 2014
DeletePls suggest some novels jisme hero foreign se study karke aata hai then heroine ko pasand karta hai pehle like nahi karta
ReplyDeleteShararat by Nabila aziz
DeleteChahat dil ki chahat by Shazia mustfa
Saltanat e dil by Mariam aziz
Nayi ruten naye khwab by bushra Ahmed jaise novels suggest kar den a bit funny
ReplyDeleteThanks
Teri yad shakh e gulab hai by Madeeha
DeleteNayi rutain naye khawb or chahtn k silsily
mujhe ik novel chahiya jis main heroine ki sis us se jealous hoti ha wo hero se heroine ka name use karke baat karte ha hero use pasnad karne lag jata lekin jab wo heroine se miltaq ha tou wo us pechanti nahi hoti wo use kidnap katleta hai use nikkah kar leta bad main o heoine k father ko nikah k baray main btata ha tou heroine k father use ghar se nikal deta ha bad main jab hroine ki sis sab ko sab kuch bta deti ha end happy ha ye hina march main ha shaid
ReplyDeleteWafa ki rahguzar by Saba javaid
DeletePlz suggest some novel jis me hero heroin shadi ke baad mohbat ho jae pehlay ak 2ray KO napasnd Kerry hon
ReplyDeleteChalo ao qasam toren iqrar krain by Hina malik
DeleteHijr ki raat dhal gye by Saima zaheer
Mujhe 1 novel ka naam bta dein agar kisi ko pata ho to story kuch yun thi hero heroine se un k ghar main kaam karne wali bua k bare ma poch raha hota hai jo shayad hero ki rishtedar hoti hai hero ko heroine se bat karte dekh kr heroinek father usse galat samjhte or dono ki koi bat nahi sunte or un ka nikkah perhwa kr ghar ye keh kr k ab humar tumhar koi talluq nahi ghar se nikal dete hai hero gaaon ka rehne wala hota shehr perhne aya hota hy wo larki ko ly kr apne gaaon chala jata hai jahan us ki mother hi hoti hai un ko sub bta kr larki un k paas chor kr kud wapis a jata hai shoro mein heroine udas rehti hai phir ghar k kaam karne lag jati hai hero kabhi kabhi gaaon a jata hai taleem mukamal karne k bad usse job mil jati or office ki taraf se ghar bhi mil jata wo heroine k saath lay ata hai end mein heroine kghar walo ki galatfehmo bhi door ho jati hai happy end hota hai
ReplyDeletechk this nvl
DeleteSahi faisla by Aasia razzaqi
Zara ye wo story nahi hai us main larki k maa baap or behan bhai hote hai wo un k saath rehti hai or college mein perh rahi hoti hai hero un k ghar kaam karne wali bua ka rishtedar hota hai jb wo un se milne ata hai to bua kahin gyi hoti hai or jb eapis ati hai to ghar ealon ki galat fehmi door karti hai
Deleteji sory ye nai ha agr milta ha tu btati hn :)
DeleteAsia razaqi k "Sahi faisla " name se 2 different novels hain...fun mein ap ka req.novel nahi hai ap dosri websites par yahi name likh kar check karen mil jaye ga :)
DeleteThnx hunoon jo ap ne batayi hai wohi story thi
Deletekch aise novelz btaen jin ki story wo aik aisa shajar ho by farhat ishtiaq se resemble krti ho
ReplyDeleteaisy exactly to nai hn but ye kuch match krty hn
DeleteIk qissa gul e gulab by Sayeda gul bano
Sukh mahi naal ly gya
khawab sharminda tabeer huay by nusrat shehnaz ki bhi same story plot hai just like woh aisa shajar
DeleteASSALAM O ALIKUM,ap logon ki ye novels ki effort bohat zabrdast ha mai 1st time request karahi hun agr hosaky to plz zarur help kijye ga,mujy digest to yaad nahe konsa tha but story thori yad ha k 2 sisters ki story the un k parents abroad m hoty hain wo sisters apny taya k pas rehti hain aga jaan hoty hain koi sb cousins b sath he hoty hain elder sis to nice hoti ha but younger 1 kafi gussy wali apny parents sy khafa rehti ha or apny aga jaan ki baat b nahe manti ha pher wo larki kahen job b karti ha detective agency hoti ha but show kuch or karty hain us k aga jaan us ka nikha us k cousin sy karna chaty hain but wo razi nahe hoti ha, parts m the ye story 1st part he tha 2nd mil nahe ska mujy or to kuch yaad nahe ha agr mil saky to....zarur help kijye ga
ReplyDeleteist part apny kis digest nd mnth mn prha ta ?
DeleteMujhy koi achi c stories walay 3..4 novels bta dain....like bin roye ansu...main muhabbat aur tum....type
ReplyDeleteMohabbat ka asar hoga by Shaheen sajid
DeleteHum dil say hary hain
Wo ik lamha e mohabbat
mjhy novels bta dein jo kafi sad hun..ending byshak achi ho ya na hoo!!
ReplyDeleteaisay bhe jis mai larka larki ko pasand krta ho mgr larki us sy shadi krny sy inkar dy ya phr uske shadi khein aur ho jaee
chalay thay hum jahan say by nighat abdullah
DeleteIshq e atish by Sadia rajput
DeleteRasai narsai by Nighat seema
Jheel kinara kankr by Nazia kanwal
Assalam-o-Alaikum. Can you please upload second part of Farhana Hinif`s novel "Do Lafzon Mein Simta Sagar".
ReplyDeleteus k publishing digests ka nai pta abi kis mnth aya jaisy hi pta lga it will b uploaded :)
DeleteKiran digest.April 2006.
DeleteINSHAALLAH post ho jaye ge & #Sara thankew
Deleteic digest mn ist part h jo k already posted ha 2nd prt hm search krain gy u'll have to w8 :)
DeleteAb digest dhoondna aap ka kaam hai.Mein jo kar sakti thi kar diya.Lekin please jaldi.I`ve been looking for this since ages.I would really appreciate that.
DeleteHello, any luck finding the story??
Deleteji mil gya h nvl 2 din tk post ho jye ga inshallah :)
Deleteyar aaj doosra din hai.Please koi achi khabar sunayien.
DeleteDo lafzon main simta sagar by Farhana hanif
DeleteKuch novels suggest kariye Jin main larki ka igwa ho aur us ke maa baap na hoon
ReplyDeletein mn lrki k maa bap hty hn waisy
DeleteAb inkar ka mousam nahi by Nabila abrar
Ye sham sham e zindahi hai by Fouzia
Bus ik dagh e mohabbat by umaira
Ise novel ke naam bata den jin main college ke pehle din heroine ko tang kiya jata hai heroine darpook ho
ReplyDeleteChalo kuch diye jalyen by Durr e saman
DeleteBahaon main chand mera by Sadia abid
Koi novel suggest kar den Jin main larka dursi shaadi karta hai phir us ko apni dursi Biwi se mohabbat ho jati hain
ReplyDeleteBus ik sanam harjai by Umme maryam
DeleteJheel kinara kankr by Nazia kanwal
Abi kuch waqt baqi ha by Sehar
need a novel ..
ReplyDeletejis main heroine aur uski czn apne khala ya phopho ki taraf rehne jate hain..aur wahan heroine ko morning walk kerne ki aadat hoti hai aur aik ghar ki roz bell baja ker dono bhaag jati hain..but aik din hero usko bell bajate hue dekh leta hai..aur baad main woh unke czn ka dost nikalta hai...
writer or story name nae maloom...
plzzzzzz.....kisi ko pta hai iss novel ka..
then plz do reply
thankssss
Humsafar hain jugno by Faiza cheema
DeleteSaans sarak aur sakoot by Naila Tariq ki story bta dn plz
ReplyDeleteheroine ko hero zakhmi halat mai milta hy ar hero ka bara bhai smjhta hy k wo larqi ki waja se ic hal tk phncha ar usko thapar marta phr bd mai heroine ki behn ki shadi hero k bhai se ho jati hero bemar tha some kind of psycho problem last pe shadi ho jati happy ending tha.
DeleteThanks a lot :)
DeleteMujhy us story ka link cahiye jis me hero apni pasand se shadi krta hy ameer larki se lekin larki achi nahi hoti bht araam pasand hoti hy phir bete ki bith pe us larki ki death ho jati hy. hero ki shadi choti behn se ho jati hy jo bht achi hoti hy pr hero us dor rehta hy. happy end. rida me parhi thi
ReplyDeletechk this nvl
DeleteKhushian lout i hain by Waryal khan
Comedy typ novels suggest krden plz.
ReplyDeleteHum say hai zamna by samra bukhari
DeleteDo nut khut dil by Sara jabeen
Tum ao to eid krain by Nabila abrar
Do nut khut dil ka koi or link bhi dy ye open nahi ho raha
DeleteAur nabila abar ka ye wala novel open karti hon to dosra novel hai is link main
thek ho jyen gy 2nu inshallah
DeleteDo nut khut dil
DeleteRage jan se jo qareeb thy by Saliha Mehmood ki story btata dn plz i'll be grateful
ReplyDeleteIs me hero ki 2 shadiyan hoti hain or in father ka bhi past dikhaya hai jo unsy mistake hoti h or aik maha wali story bhi hai lekin mene nhi parhi sath 1 or hero ki shadi hoti hai lekin end me divorced de deta hai larki ki ghalti ki waja se ist waly hero k bhai ki bhi shadi hogi end me
DeleteDosheeza digest septmber 2014 upload kb tak upload hoga??
ReplyDeleteDosheeza sep 2014
DeleteChalo cahat nibhayen by sabas gul jaise romantic novels suggest kr dn
ReplyDeleteMohabbat yaqeen aitmad by sumaira
DeleteTumhare sang rehna chahti hn by shaheen
Pls ishq e aatish ki thodi si story bata den
ReplyDeletehero nd herion like each othr herion ka czn b usy like krta ha unki shadi hny wali hti h bt herion mar jti h nd hero goes mad end mn wo thk ho jta h or us k bety ki shadi i guess herion ki czn sy ho jti h
Deletend try to read the nvl nxt time plz :)
mujhe tera hone laga hon novel by qamrosh ashok ka novel chahiye
ReplyDeleteTera hony lga hn by Qamrosh
Deletedhal gai hijr ki raat by saima zaheer jese novels suggest kar den
ReplyDeleteChalo toro qasam iqrar krain
DeleteDil ny dhoka diya
andheri raat main jugnoo by rahat jabeen ka sahi print k sath upload kerdayn aur yeh bhi batayn k yeh kis month, year n digest main publish hui thi
ReplyDeleteic k publishing digest ka ni pta filhal
DeletePlz post all episodes of hum se hai zamana by samra bukhari
ReplyDelete3 posted hn blog pe agr apko kisi or ka pta ho to digest nd month bta dain post ho jayen gi :)
DeleteJoint family system ka romantic novel brawn jis men shadi ki taqreeb ho or os men czns ka dholak py muqabla ho Gano ka
ReplyDeleteChahat dil ki chahat by shaiza
DeleteMohabbat dil k sehra main
Ye jo raig dast e faraq hy by Nazia kanwal nazi ki brief si story bta dn plz
ReplyDelete4 herionz hotin hn nd friendz bhi unki story hai jo k last mn sb aik ki shadi pe milti ha lengthy nvl ha
DeleteAoa ,mjy es novel ka name bta dain ...... hero k parents ki sepration hu chuki hoti h..... hero bao k sath rhta h lekin ma s milny mao k ghr b ata h wsha kafi cxns ek sath rhty haun koi usy like nhi ktra.....phir hero ki mothr uski shadi apni bhanji s krti h happy endng thi.....
ReplyDeleteKam yeh shesha gari ka hai by Rahat jabeen
DeleteASA..its my first request..mjhe ek Nvl chaye naam yad ni h likin story kch yun thI k do sis hoti h ek ki shadi hoi hoti h choti sis barI sis k 7 rehti hoti h..shyd bari sis ka naam zara hoti h or US k husband ka naam mansoor hota h UN k do bache b hote h mansoor zara Ko bht pasand karta hota h par zara kis or Ko pasand krti hoti h...likin phr compromised kar LetI h ...or choti bhen b uni MN kisI Ko psand krti h...phr shyd zara ka X boy frnd wapis ajata h to wo mansoor se talaq le LetI h zabrdasti..to phr choti sis bchon k Leye mansoor se shadi or LetI h..likin dono ek dosreKo ignor krti rehte h..or Jo choti sis ka dost hota h wo isKi bewafai se bht hurt hota h or maar jata h..idhr zara US larke se shadi or LetI h likin wo USSe made bana Leta h Q k wo sirf paison k Leye usse shadi krta h..actually Mene ye story bich MN se parhi thi shyd shua ya khawateen MN se kis MN parhi thi..qist war nvl tha ye...pllzzz find it..
ReplyDeleteherion ka nam maham hta ha
DeleteDil k rasty dushwar bht thy by Salwa ali butt
thanks a lot zara...& plz kch or ache nvls suggest or de plz..
DeletePlz Nayyab jelani Kay novel o re piya ka online reading ka link dai dain
ReplyDeleteabhi add ni hai. INSHAALLAH add hoty he ap ko dey den gay.
DeleteO re piya by nayab jelani
DeleteMe ne aik nvl prha tha..name yad ni aa raha...kuch scene yd hn..jinme se aik me kuch u story thi k herion hero se bht drti hti hai..shadi k bd aik dfa kuch bache unke gr ate hn to wo unke camre me kheelte hn..herion ki bht koshish hti hai k wo wahan na kheele but wo wahin pe koi gr br kr dte hn...aur phr hero aa jata hai..wo phly hi herion se tng hta hai sara ghussa us pe nikal dta hai..herion bht hi zayada drti hai..us time..
ReplyDeleteIt was like BHAHUN ME HAI CHAND MERA BY SABA ..I mean firstly mje lga k wohi nvl hai q k us me b herion issi trha drti thi..but later when I read it ...mujhe pta chala yeh wo nhi..
It was published in aanchal or rida.. (I think)
Plzz find it..or tell me these type of nvls...thnx;)
Please find it soon..
DeletePlease iss story ka naam bta dain...
Deletenai mil ski abi tk
DeleteOk..but please find it soon...
DeleteAOA!
ReplyDeleteSorry Story ka and writer's name yaad nahe but story kuch is tarha the k:
arsha, Vareena and Vania 3 dost hote hain and cllege main V3 k nam say mashoor hotee hain. Varsha Sanwalay rang ki hotee hai us ki behan ka dewar usay pasand karta hota hay but us k sanwalay rang pay usay tang bht karta hota hay jis ki wajsa say wo us say chirtee the. Vareena ka bhai varsha say net chat karta tha but wo just time pass kar raha hota hay end pay varsha ki shadi us k cousin say e ho jate hay and vareena ki vania k bhai say and vani agay uni main admission lai lete hay
Kindly is story ka link ya name bata dain
Khawab gharonda toot na jye by Tanzeela riaz
DeleteThanks so much :)
Deletemene aik novel parha tha jis me heroin middle class se hoti hy wo aik din apni kisi ameer friend k sath mall jati hy achanak light chali jati hy to wo dar kr peeche hoti hy girny lagti hy to hero sanbhal leta hy light ati hy jb sub usay dekhty hn to tamasha ban jata hy phir us hero ko us larki se shadi krni parti hy. Us hero ka aik beta bhi hota hy us ki pehli biwi bht buri hoti hy isi liye wo usay chor deta hy. Hero us larki k sath bht bura salook krta hy lekin larki us ka bht khyal rakhti hy. Happy ending thi. Rida ya anchal me parha tha. Plz link dn dy
ReplyDeleteye stry ic nvl sy kuch milti h
DeleteHarde ka iqrar by Hina malik
dindigi dhop tm ghana saya by umme maryam ki tara ka koi novel ya isi novel ko agr dobara kisi long form me shaya kia gia he tu bta dein
ReplyDeleteye nvl nai prha mn ny kis type ki story h
Deletekhwab khwahish aur zindagi by rabiya razaq ka mediafire link den plz...
ReplyDeleteadd ho jye ga
DeleteASA..mene Kal b request Ki thI k mjhe Koi joint family Wale nvls bata de like mohabat dill pe dastak type..pllzzz plzzz Koi is type ka nvl bta de plzzz..
ReplyDeleteDo qadam ka fasla tha by Maryam sajjid
DeleteTeri yad shakh e gulab hai by Madeeha tabasum
thank u..
ReplyDeleteMuhabbat dil pe dastak ki short si story bta, as in synopsis bta dn ta k pata chal jaye main theme kiya hy. Thanks
ReplyDeletecznz ki story ha they lived in joint family system nd got married to each other .
Deletekindly post the full novel Yeh sham.sham Zindagi by fouzia ghazal as pages are missing in the given link.
ReplyDeleteonline mn missinghn ? ap pg nmbrz bta dn
Deleteyes online main missing hain. after first page missing hain
Deletechk kya h sb pgz complete hn jo pg miss lg rha h apko us mn add tha nt stry :)
Deletebut i have checked 226 kay baad direct 232 page a jata hai ap check karain pls.can you also post the complete novel link here.
Deleteadd ho gye hn pgz chk it
Deletekindly Dil ke raste dushwar boht they ka readonline link de den
ReplyDeletelink add ho jaye to ap ko de dety hain .thora wt kr len
DeleteHere is the link.
DeleteDil ke raste dushwar boht they by Salwa Ali
kuch aise novels suggest karein jin mein hero ya heoine pagal hun...
ReplyDeletepagal to ni ho skty ic nvl mn acting krti h herion pagal hny ki
DeleteHon na phr pagli by Memona khursheed
Tere asman tale by nazia kanwal nazi me heroin kuch arsy k liye pagal hoti hy :)
DeleteOr mehrban by nabila aziz me bhi larki pagal hoti hy phir bad me thekk ho jati hy :)
Deletekch aise nvls batay Jis MN hero Ki zabrdasti shadi ho jy heroine se jb k heroin hero Ko bht like krti ho par hero usse pasand na krta ho..& hero police officer ho or end MN happy ending ho...kindly Koi is tarha ka nvl Bata de plzzz..
ReplyDeleteMjy aitbar e wafa mily
DeleteTanabain gulab khawbn ki
Pathron ki palkon par
aoa, "Kuch ishq main rang e junoo bhi tha"by naila tariq ka link share kr dain plzzzzzz
ReplyDeletePublishing digest and month bata den kindly.
Deleteic nvl ka actual nam sans sarak or sakot h ye book form mn ic nam sy aya h
DeleteSans sarak or sakoot by naila tariq
thanks zara
Deletedill se dhondh liya h..writer name confirme nai h shyd Asia razaqi ka nvl h ye...
ReplyDeletekhawab darecha..
rah e junoon...in dono nvls K writer name ni pta h..plzzz find it...
plzzz in nvls ka link thori jldi de dy..:(
DeleteKhawab dareechy by Sadia amal
DeleteRah e junoon by Nighat seema
Dil usko dhondh laya ha by Noor bano
ye nvls kindly mediafire link MN de dy..
Deleteadd ho gye hn chk it
Deletethanks..:-)
ReplyDeleteEk novel ha...shaed fakhira jabeen ka,im not sure
ReplyDelete2 bhai hote hain zaroon n haroon ...zaroon is mentally retarded
Larku k ghar walay paison k liye us ki shadi zaroon se kr dete hain...baad mein zaroon ki death ho jati ha,n end pe larki ki shadi haroon se ho jati n happy ending
Thanku zara :)
DeleteKoi zameendana system PE base nvl bata plzzz..???
ReplyDeleteAbi nkar ka mousam nahi
DeleteTeri dastras mn darman
Ehsaas e gunah
ye nvls mediafire link MN de dy plzzz..
DeleteRehman rahim sada sain to cmplete novel apne upload krdiya tha zara ap logo ne.... lekin digest mn episodes r still cuming... or wh change bhi hn... kiun???
ReplyDeleteic k agy partz b a rhy hn but jo imgz available hn hmry pas uski quality thk nai kuch datz y we r nt posting it
DeleteOki thnks... ap digest post kr sakti ho jis mn agay ki episodes hun??? If possible
Deletedigest hi available ni hn filhal jaisy hi hvy post ho jye ga :)
DeleteMasala tv food magzine june ,July & August 2014 ka mediafire link me upload kr den
ReplyDeleteMasalah Tv Food Magazine June 2014
Deletebaqi dono abhi available ni hain.
Iska mediafire dy den plz
Delete3rd link chk krain media ka h
DeleteOpen ni ho raha
DeleteZar se zaat by effat qureshi novel mil sakta he
ReplyDeleteavailable ni hai .
Deleteap bta sakti hain es ka digest ,month & year
bhool bhulaian Teri galiayan ka next part ni dia apne abi tk..:'-(
ReplyDeleteAP log itna l8 Q reply krte h...??MN 2din se w8 or Rai hn..:-|
Deletelengthy nvl ta so time lga
DeleteBhool bhulaiyn teri galiyan
thank u...:-)
DeleteIs novel ki kis type ki sorry hein .......
DeleteKoi aise novels batay Jin MN hero heroin uni MN mile pehle dono ek dosre Ko like na krty ho par bd Mn larki larke Ko like Karne lge..iqra shageer k nvls k ilwa Koi or likr baharon k sang sang type.Koi nvl...???& plzzz jldi link dijye GA...
ReplyDeleteMain mohabbat or tum
DeleteYaadain by nabila aziz
ye dono to parhe we h mene:-|..koi or bata de plzz.???
DeleteTere peyar Ki khusbo full nvl de de plzzz..
ReplyDeleteye complet ni h..episode 11h ye..full nvl Ki link de kindly...?
Deleteic link mn chk krain 11 k nechy baqi sb b hn agr apko aik link mn combine chahye to 2 3 w8 kr lain ho jyen gi
Deletemjhe ek hi link MN combine chaye so MN w8 kru GI..:-)
Deleteneed to know name of novel jis mn hero heroine k ghar ata ha jahan heroine ki apni family say kuch problems hoti hain. us ki sisters us say bat nahi kiya karti. Heroine aksar 1 masjid mn jaya karti hai n hamesha uddas rehti hai. Hero heroine ko 1 bar barish mn road p 1 tree k pass rotay huay daikhta ha jis mn heroine br br kisi larkay k name (ADI) lay rahi hoti hai. hero heroine ko propose karta ha but wo refuse kr deti hai jis p hero us say poochta h k wo ussi Adi ki waja say mana kar rahi ha n Adii k baray mn buri batein kehta ha jis p heroine ussay thappar marti ha hero heroine say badla lenay ka plan bna leta ha. story was might be based on adoption. yeh novel November 2003 ya 2004 mn publish hua tha digest ka name yad nahi 2 episodes thein. plzzz can u find the name.me is novel ko itni request kar chuki hun ke muje thik se yad bi ni ke first time kab ki thi .plzzzzzzz find this for me
ReplyDeleteji hmy b yd h bht bar req a chuki h ic nvl ki agr ap andazn bta dain kis digest mn prhi ti apny we'll try to find out :)
DeleteKuch novel bta di jo hero army ho ye par jatni achi army novel hai bta di
ReplyDeleteGulab sary kaghzi by Rizwana
DeleteQayamat ki sahar hny tk by Jahan
Wo khabti c dewani c by asia saleem
AOA api n bhai mujhy eik novel ka naam pouchna hai jis ki story kuch yun hai k heroin ka naam umeed hota hai hero ka naam yaad nai heroin jab paida hoti hai tou kuch dair baat us ki mama ki death ho jati hai phr hero ki mama or hero us sy buht pyaar krty hain k kahin wo apni maa ko yaad na kry sab heroin sy buht pyaar krty hain pr heroinhero sy ziyada close hoti hain .phr un ki czn ki shad hoti hai tou heroin kehti hai k mujhy b dhulhan banna hai.us ki zid ko ura krny ky liay us ko tiyaar kr ky shaid koi takreeb kr dety hain phr wo kehti hai k mera dulha kahan hai api ky sath un ka dulha tha tou sab pouchty hain k tum kis ko apna dulha bnao ge tou wo hero ka naam leti hai hero ko us ka jhoot mhoot ka dulha bna k sath betha dety hain kuch din bad wo us ky room mein sony ky liay aa jati hai k api apny dulhy ky room mein soti hain tou main b ab iss room mein soun ge phr jab wo so jati hai tou hero usy utha k us ky room mein choor ata hai heroin hero sy kafi choti hoti hai phr wo us ky choty choty kaam krti hain phr jesy jesy wo bari hoti hai wo hero ko pyaar krny lagti hai but hero nai krta or hero apny kisi dost ki behn sy engagement kr leta hai jis pr heroin buht rude behave eakhti hai hero sy phr hero ki angagment heroin ki waja sy toot jati hai or kuch din baad sab hero ko kehty hain k wo heroin sy shadi kr ly pehly nai manta phr maan jata hai but shadi ky bad kafi bura salooq krta hai phr heroin apny papa ky pass aa jti hai tou hero ko us sy pyaar ho jata hai end happy hota hai.............................plzzzzzzzzzzzzzz is story ka name kisi ko pta hai tou bta dein...
ReplyDeleteHappy new year by Nabila abrar raja
Deleteirij aur tamkeen ke naam se character hain novel ka naam yaaad nahi plzzzzz dhoondh dein my name is naina
ReplyDeleteJo raig e dasht e firaq ha by Nazia kanwal nazi
DeleteJo raig dasht e firaaq by Nazia kanwal nazi
DeleteSalaam!
ReplyDeleteI m searching for a novel since a long tym..
Hope yew'll help me..
Kaafi pehlay ka novel hy.. before 2000 ka khawateen digest me publish hou tha ...I don't remember the name.. bt story thori thori yaad hy.. us me heroine ke father ko eye cancer hota hai wo pakistan aate hein treatment ke liye or apni gao me majod step sister se milne ke liye ... hero heroine ki first meeting mall ki parking me hote hai jaha hero kafi rude behave karta hai... pher heroine apne father ke sath gao jate hai jaha uski phuphoo or unke husband (aagha sb) unko receive karte hein... unke 4 baten hein jin me se hero sub se chotta hai... mene is story ki bus 1 part pherha hai yeh as a complete novel published houa tha... can u plz find this for me???!!!
Ik jugnoo thehr gya by Afshan afridi
Deletethank u so much
Deleteasslam o alaikum mujay 1 novel ka pochna tha jo k kafi purana hai hero ka naam zonair or uske bhai ka naam rabi hota hai or jointi family system hota hai herione ka naam shaed areesha hota hai jin ka koi property k maslay ki bina pr rabi usay apnay ghr lay ata hai jahan zonair usay passsand krnay lag jata jbkay rabi jis lerki ko pasand krta hai uskay apni dosri beti ki shadi zonair say krnay ki shert rakhtay hain lekin end main zonair l heroine k sath hi ata haii ye shaed afshan faroqi ka nove ye ha ager kisi ko pata hai to plz bta day
ReplyDeleteplz mujhy aik novl nam bta den jis men heroin ka nam tehzib hota ha aur wo schol men teaching krti ha hero ka nam daod hota ha aur wo police oficer
ReplyDeletehota ha. heroin schol tour py jati ha to wahan us ka kidnap ho jata ha phir us ki molaqt heroin sy hoti ha
Tum sang mehkny lagy rasty by Marriam aziz
Deletemjhe amna iqbal ahmed ke do novels chahiye aik ajeeb shakhs hai aur soldier..plz upload
ReplyDeletehi,plz upload sarab by kashif zubair part 7-12...thn in advance
ReplyDeleteabi available nai hn wo
DeleteSalam... muje ek novel ka naam pata karna ha.. romantic novel ha.. us mein larka singer hota ha or bhttt handsome or rich hota ha.
ReplyDelete.. use ek larki pasand aati ha jo middle class or mazhabi hoti ha .... wo us se zabardasti shaadi karta ha or aagey ka ni yaad muje ... ye mil jaye to bhtt shukriya warna plzz muje koi bhtttt zada ache se romantic novels suggest karen..
Tum say hi ha zindagi by Sofia shah
DeleteBht shukriya :)
DeleteMuje es novel ka naam bta den... 'shayad' farhat ishtiaq ka ha.. us mein heros ka naam zaroon haroon hota ha... wo larki k neighbours hote hain shayad... larki ko zaroon se baat pakki hoti ha phir kch bura hota ha shayad .. us ki haroon se shaadi hoti ha ir hapy ending hoti ha .. romantic novel ha
ReplyDeleteAsslam-u-aliekm, mje aik silsilawar novel k mutalik puchna tha story us ki thori c yad ha. aik larka daketi ki gharz se aik flat mn ghusta ha whan akaili larki ko pa kr us ki neat khrab ho jati ha lekin larki ki reqest par wo larka us se nikkha kr lete he baad mn us k friends nikkhanamma us larkay ko dene se inkar kr dete hn. plz is story ka name,month and dijest ka name bat den.
ReplyDeleteJell kinara kankar by nazia Kanwal nazi aanchal digest
Deleteasslam u aliekm aik silsilawar story thi shayed anchal mn jis mn aik larka daketi krne aik flat mn ghusta ha whan larki ko akela pa kr us ki neat khrab ho jati ha but larki ki reqest pr wo us se nikkah kr leta ha baad mn us k friends larkay ko nikkhanama nahi detey jis pr us ks apny dostoun se jaghra ho jata ha. plz mje btain ye story kis month se shuro hoi is ka name or exactly dijest ka name b btain plzzzzzz
ReplyDeleteAoa!
ReplyDeletemjhey aik novel ki talash hai... khasa purana novel ha, i thin 1988 to 1992 k darmiyan ksi digest main silsila war published howa ha.... novel name, author name, year, digest name sab bhool gai hon.. bas characters and thori si story yaad hai... hero name was tughral, heroine name i think rajnab hota ha and aik un k koi dada / nana hotey hain.. hero n heroin cousins hain... but banti nhi ha aapas main.... aur zyada yaad nhi... kindly search this novel....
best regards
Mashriki anchal story h koi 10 saal purani hero profecer rehta h heroin student heroin hero ku function k bad ghar drop karne per heroin hero ku behkane ki koshish karti h aur hero gusse me thapper marta h aur heroin ku ahsaas hota h usk shaher badalne k bad heroin hero ku sorry ka msg latter bhejti h per wo fhad deta h fir khud sorry karne ati h wo usku maaf kardeta h ending achi h dunu ka nikah hujata h
ReplyDeletemilta ha to apko bta daity hn
DeleteOk zara ji mile tu plz upload karde
ReplyDeleteZara ji kuch aisa novel upload kare hero heroin ki shadi hujae per hero heroin ku apnane seIinqar de aur dusre kamre me rehne kahe per ahista ashita usse heroin se pyar hujae aur happy ending ho plz kuch istarah k novels link dena
ReplyDeleteZara ji 2din hugaye apne reply nahi diye mashriki anchal ki story mili kya aur kuch novel ki req h plz iska bhi link bhejde
ReplyDeleteMeri req ku 4din hugaye apne abtak rep nahi diye plzzzzz
ReplyDeleteZara ji mashriki anchal ki story ki req mane ki thi wo nahi mili kya pls reply
ReplyDeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDeleteMujhe koi aisa novel suggest krdein jo military se b relate krta ho jannat kay pattay jaisa ho koi....😍
ReplyDeleteNovel zameen kay ansoo ka online link dedein plz...
ReplyDeleteMujhe ek novel chahiye tha jismr heroin bhagte hue hero ke ghar me aajati hai hai aur waha apna naam maha batati hai lekin uska asli naam ujala hota hai wo hero ki daadi ko jhoot bolti hai ki wo hero ki wife hai aur unke sath rehti hai hero apne frnds se keh kar heroin se zabardasti karne ko kehta hai per hero ko realise hota hai to wo ghar aakar usr bacha leta hai...happy ending hai hero end me nek ban jaata hai..
ReplyDeleteDukh ka darya sukh ka sagar by aasia mirza type koi joint family based no vels k name bata den
ReplyDeletemujhe aik essa novel chahiye jisme larki masoom or mashriki sharam o haya wali ho or larka bold or ameer
ReplyDelete