Asslam o alekum friends and members
ap
sb se guzarash hay k apni request k bare me best info like novel name,
author name, jis digest me novel publish hoa us ka name , month and
year, and agr ap ko us novel ki story ya main charecters yad hen to woh
btaen ta k ap ka matlooba novel talash krne me asani ho and apni request
k poora hone ka sabar se intizar kren k kbi kbi koi novel available ni
hota ya us novel k bare me kuch pata ni hota is leay us request me der b
ho sakti hay. Meri poori koshish hoti hay k ap ki request jald se jald
poori ho sake. baqi sb members se b meri guzarash hay k agr ap koi req
dekhen or ap ko us novel ka pata ho to kindly us req pr reply zaroor
kren.
Request karne wale members se guzarash hay k
- Request krte hoey sath me apna name zaroor mention kren ta k next time jb ap us req k bare me poochen to hum ko pata ho k ap kis req k bare me pata kr rahe hen.
- Apna email id sath me mention kren ta k bad me ap ko link send kia ja sake.
agr ap ko kahen ksi qisam ki problem ho to ap mujhe mail kr sakte hen
aatish2kx@gmail.com
aatish2kx@gmail.com
ya face book pr mujhe contect kr sakte hen
https://www.facebook.com/aatish2k11 ( IMRAN ALI )
Ap apni request hmare facebook ke page pr b send kr sakte hen yahan
ap sb ke tahawan ka boht shukria.
Ap ka bhai IMRAN ALI
Asslam o aleklum
ReplyDelete1 novel dhond rhi hun novel name yaad nhi bs stroy yaad ha,hero ka name raheel hota ha wo, heroine ka name shayd saweera,hero musanaf hota ha wo herione ki sister ko ik dafa teris pr bethy dekhta ha to us manzr se mutasir ho kr potrate bhnata ha aur axbition main lgata ha kiun k herione ki sis kiran boht khobsorat hoti ha,potrat dekh kr herione smjhti ha k raheel bhi us ki khobsorat sis ko pasand krny lga ha, jb k hero saweera ko hi pasand krta hotaha end main herione ko pta chl jata ha k hero usyho pasand krta ha happy ending,
Tu hi meri muhabbat by Saira Malik
Deleteis name se kisi bhi site pr ya novel open nhi ho rha, plz do something
DeleteSalam,I read a novel i don't remember novel's name & writer's name.I just remember the story heroin dark complexion ko dislike kerti hai us ki engagement ya nikah hota hai hero se & wo just hero ki pic dekhti hai hero ka colour kafi dark hota hai but wo dhayan hi nahi deti shadi k baad wo hero ko dekh k heran reh jati hai usy kafi gussa ata hai us ne pic mai hero ko dhayan se dekha hi nahi hota pic mai hero k peechy fawara hota hai wo hamesha usy hi dekhti thi hero ko pta chal jata hai k heroin usy dark colour ki waja se dislike kerti hai but end happy tha plzzz nimra bajjo ye novel jaldi se dhondh den na i'm waiting:(
ReplyDeleteWalekum aslam
DeleteThis is very old novel and this story was published in 1993 digest & not available
Ok,,,Thanks:)
DeleteNimra g muje b reply kr den plzzzzz me ne nimra name ki heroines k novels ki list ki request ki thi last page pr but abhi tak reply nae kia gay me ne btaya tha k novel ka name or story nae yaad bus heroine ka name yaad tha. Thanks
ReplyDeleteye 2 mily abhi tk
DeleteMere muqadar ka chand by Fakhira Jabeen
Zindagi ki rahguzar roshan thi novel by Maryam Aziz
Nae Nimra g in me se nahi hain. Please thori or struggle kr k search kr den. Thanks
DeleteEk novl ki request krni thi naam nae yad .. ak larki hoti hy us ko khobsurat log achy lgty hy lkn us ki shadi jis se hoti hy wo itna khobsurat nae hota us larki ka behaviour apny shohar ky sath thek nae hota phr us ky shohar ka transfer kahi aur hojta hy to use realize hota hy ky wo us se pyar krny lagi hy phr end me shohar waps ajata hy.. nam bta den
ReplyDeleteplz confrim kr den
DeleteKhoobsurat by Bushra Rehman
Nae wo itna bara nae tha kisi digest me aya tha aur ak hi episode ka tha
Deleteme phr se dekhti hon
DeleteNovl ka naam pta chala??
DeleteAoA nimrah mujy ab mery ho k raho by dur e saman saleem n laggi tum sy lagan by shehnaz siddique k concepts jaisy kuch novels bta dain pichly page py b request kiya tha.....plzzzz
ReplyDeleteWalekum aslam
Deleteme ny note kr le thi .dobara check kerti hon koe milta hai tu rat m inform kr don ge INSHAALLAH
Aoa mje aik novel dhond dein story ye th k heroin choti hoti h k father ki death ho jati h to heroine r uski mother s usky taya nikah kr k apny ghr ly aty hn wahan uska czn hota h farhan jo usy boht marta r tng krta h r uski czn nageen b hoti h farhan ki shadi heroin s hojati h bt wo us s acha salook ni krta r dosri shadi apni czn s kr leta bd me wo realize krta r heroine k sath thek hojata phr heroin ki tayi us p bdkirdari ka ilzam lgati to hero ghusy mn usy ksi gaon chor ata h bd m hero ko pta chlta h k heroine n aisa kch ni kiya blky uski behan nagen ka kirdar acha ni hota happy ending th plz ye dhond dein
ReplyDeleteWalekum aslam
Deleteme check kr k btati hon
Tum bin zeest akeli ho gae thi novel by Rubab Bukhari.
DeleteThank u so much yehi nvl h ☺
DeleteAoA nimra.i heard a novel 5 to 6 years back from a friend i desperately want to read that now .story is of a girl who is university student n her cousin who is also her fiancee teaches there n is very handsome but a new student myrann shah joins uni n begins to like the girl n even proposes her .he kidnaps her but later release her.after that if i remember correctly she is doing a job in which hero is MD n later marries her n happy ending ofcourse plzzzzźz nimra find it.....
ReplyDeleteWalekum aslam
Deleteplz confrim kr den
Yehi pyaar hai by Shabana Sardar pdf.
salam plzzz kuch ese novel ky name bata dean jis mai hero boss ho or jo ap ny list dean hoe hain mai ny sare par leye hain tu plzzz koi new novels bata dean..... 2nd mujhy iqra shagher ahmad ka letest novel ka link dy dean... thanks in advance :)
ReplyDeleteNew tu koe ni aya & iqra ka 1 abhi continue hai & ik 4 epi ka tha
DeleteSanson ki mala pe by Iqra Sagheer Ahmed
Salam
ReplyDeleteIs novel k baray mai bata dain.
Larki (Heroine) ki teacher larki ki shadi apne husband k dost say karvati hain jo age mai b bara hota hai, 1 baita hota hai aur jis ki wife mer chuki hoti hai. Ye admi us larki k kehnay pay uski university k maali ki maali muaw'nat b ker chukay hotay hain.
Kindly naam share ker dain.
Zara Ahmed
Walekum aslam
Deletejesy he milta hai inform kerty hain
check this
DeleteAzmaish shart hai novel by Sheeren Malik.
Bht shukria Nimra deary, khush rahain, ameen:)
DeleteThanks a ton!
Heraf Sada Ko Inayat Houa Ejaz Ka Rang By Aneesa Saeed
ReplyDeletejeses novels bataein
ye kis type ka novel ? otherwise me khud dekhti phely esy & phr es tra k novel bta sakti hon
Deletemeans is mei larki by mistake kidnapp ho jate hai aur phr uski friend k kehne pe hero realize krta ha...etc
DeleteSalam,
ReplyDeleteNimra bajjo mai Iqbal day se related english speech search ker rahi hun but mujhe nahi mil rahi ager aap ko kisi website ka pta hai to plzzz bta den or ager nahi pta to b bta den nahi to mujhe wait rahy ga...
Thanks:)
Walekum aslam
Deletenet pr topic likh kr search kren.bohat se sites aa jaen ge lken agr ap college level ya uni k level pr speech tyer kr rahi hain tu apni library m check kren .
Best of luck (y)
Thanks:)
ReplyDeleteAoa
ReplyDeleteNovel ki request karni the .story kuch yaad hay lakin character name nahe yaad a rahy .
Story esay hoti hay k heroine ki maa uski shadi apny bhanjay say kar dyti hay I think wo us ka sotela bhanja hora hay lakin heroine ki maa se bhohat attached hota hay.hero bhot sanjeeda mazaj hota hay.heroine us se shadi nahe karna chati lakin us ki ho jati hay.hero k kuch sotaylay sister brother b hoty hain.lakin.hero alone rehta hai.hero ki koi narazgi.hoti hay un sab se .yeh heroine ko baad main pata chalta hay k us k steps brother sister b hain.hero ki pehly b shadi hue hoti hay lakin shadi ki raat hi hero ki wife us say naraz ho k chali.jati hai.hero k brother ki wife us pay ilzam lagati hay.jis ki waja se hero ki first wife us ko chor k chali jati hay.
Heroine k hoty huey hero ki steps sister b ati hain us say maafi mangny.aur hero ko kehti hain k wo un ki maa ko maaf kar dy.
Happy end tha.plz es ka name bata dain
I think its "Apna ho to aisa ho" by Nadia Jahangir.
Deleteplz confrim kr den otherwise me check kron
DeleteApna ho to aisa ho novel by Nadia Jahangir pdf.
Thank u ...ji yehe novel hai
DeletePlz mujhe 2016 k jitne b rude plus romantic novels hain ab tk uski list deden..thanx
ReplyDeletePllzz nimra ji hamari request pr b to thodha dhiyan dijiye...aapne to ise ekdm hi ignore krdiya..
DeletePllzz nimra ji hamari request pr b to thodha dhiyan dijiye...aapne to ise ekdm hi ignore krdiya..
DeleteSadique Hussain Siddiqui ki novel aftab e Alam ka link chahye,
ReplyDeleteMain n bahut search kiya
available ni hai .
DeleteAoa mujhy ik novl ka bta dein plzzxzz hero ka name uxman hota hai aur heroin ka hooriya shyd un dono ki shadi zbrdsti hoti hoti hai is liye heroin is shadi ko accept ni krti hero shyd thora healthy hota hai bs itna yad ha plz name bta dain novl ka i think ye mariyam aziz ka ha bt yad ni
ReplyDeleteWalekum aslam
Deleteme dekhti hon
check this
DeleteWoh hayat k silsile by Nabeela Abar Raja
Pehly b kuch request ki thain un k koi reply nahe aya.... :(
ReplyDeleteMujhy mehwish iftikar k novel tere mere darmiyan type koi achy se novel bata dain . Ya in ka hi koi achy se novel ki list bata dain .
Iss k elawa agr sundas jabeen k koi achy novel hun tu un ki b list bata dain .plssszzzzzz
Assalam u alaikum
ReplyDeleteHow r u ? Meri request yh hy ky kya aap mujhy bta sakti hain k asia saleem qurashi ka novel Woh khabti si dewani si kis type ka novel hy aur shazia mustafa ka novel kabhi ishq ho tu pata chaly yeh kis type ka hay...interesting hain ya bore novel hain....agr in ki thori se summary bata sakain ...aur end kesa hay ...plz reply me I m waiting
Walekum aslam
DeleteAlhamdulillah me fine
check kerti hon
Aoa
ReplyDeleteHina and rida digest november 2016 ka plz upload kr dain
Walekum aslam
DeleteINSHALLAH esi week post kr den gay
Aslam O Alaikum!
ReplyDeleteMjy ek nvl chahiye nvl or writer ka naam yaad nh story b bs thori c yaad hn heroine ki hero se 2, 3 dfa mulqt hoti bht buri js ki wja se wo (heroine) hero ki like nh krti but hero love her ek din heroine ka bhai usy clg se pic krne jta hn wha hero us ke bhai ko dkhta hn heroine ko bhai hero ke office m job krta hn next day larki ka bhai office jta hn to larka bto bto m puchta hn k kl meny tumhain grls clg k bhr dkha hn to wo khta hn k apni bhn ko leny gya tha phr ek din lrki ka bhai apne boss (hero)ko ghr invite krta hn lrki dkhti hn to wo hero ko bht bten sunati hn gussa krti hn hero jny lgta hn to wo apni bhn ko danta hn or kehta k wo uska boss hn or ussy sorry krne k lye kehta hn wo sorry krliti hn bd m kisi tra unki shadi hojti hn lkn wo mis behaive krte hn bs itni hi yd hn i think 2,3epiz wla nvl hn mei kfi tym se search kr rhi ho mil hi ne rha agr kisi ko b pta ho bta dyn plzzz
Thank u
Walekum aslam
Deletecheck kerty hain
Aoa.nimra plz ik mosam dil ki basti main sardar danyal khan n bayla k chacters wali kuch stories bta dain plz plz...
ReplyDeleteWalekum aslam
Deleteme search kerti hon esy specific dhondna mushkil ho jata hai
Aoa please mujhe hina 2007 ka september and october ke digest ka link de dein
ReplyDeleteWalekum aslam
Deletekoe novel chahaey q k digest available hai
Aoa . mughy is novel ka name bata dain kindly ...... do larkian ja rhi hoti hain unka aik car sy accident ho jata hai .... larka unko hospital lay jata hai ..... aik larki jis ko lagi nhi hoti bht larai karti hai hero ko bhi maza ata ata hai wo bhi larai karna shru ho jata hai , dosri larki jis ki bandage hoti hai wo mana karti hai apni friend ko and thanks bolti hai larky ko ...... phir aik din wo larka apnay dost ky sath car main kahin ja raha hota hai ... usko larki wait karti we nazar ati hai wo apna friend ko ukny ka kahta hai and car reverse karta hai ... larki baith jati hai ... uaky dost ko jo driving kr raha hota hai acha nhi lagta ussy aisi larkian achi nhi lagti .. wo usko galat samajta hai .... phir uski us larki sy uni main takar ho jati hai wo uski insult karta hai ............ YEH AIK EPISODIC NOVEL THA PA FIRST EPISODE KY BAAD MILA NHI .... LAST YEAR HI PARHA THA ....
ReplyDeleteWalekum aslam
Deletecheck kerti hon
Tery lout any tak novel by Salma Faheem Gul Complete
DeleteThank you
DeleteTell me some novels very very similar to he"baharon k sang sang"
ReplyDeleteAnd please Namal ka new epi ki bhi media fire link de dain agar aa gaya hai...
Ain nawazish hogi :)
Mujhe "bin mangi dua" ki mediafire link de dain ad-fly ki na dejiyega qn k pta nae kia ganda sa khul jata hai sex type kuch, jo chahiye hota wo tou khulta nae ulta sex page nikal ata hai, aur wo download bhi hona shuru ho jata hai :\
ReplyDeleteHaan yar waqi mai sex page nikal ata hai
Delete3rd link se kren
DeleteBin mangi dua by Iffat Sehar Tahir Complete
Everybody wanna steal my girl
ReplyDeleteEverybody wanna take her heart away
But they don't know that she belongs to me����������
ovel jisme heroin ki phopho lalchi hoti he islye heroin unke betay sa shadi krne k lye inkar kr deti.
ReplyDeleteHeroin reporter hoti ha or hero drama producer hota he.
Heroin apne Mamu k ghr jati he jaha neighbor me hero ka ghar tha heroin ball uthany k liye diwar phalang kr hero k ghr jati ha. Heroin ki shadi hero sa ho rai hoti ha lekin usko lagta he k uski shadi ussi phopho k bety se ho rai he.... Happy ending thi
Its "Kai Chiragh Jal Gaye" by Asma Qadri.
DeleteKahi chiragh jal gaye by Asma Qadri.
DeleteHeraf Sada Ko Inayat Houa Ejaz Ka Rang By Aneesa Saeed
ReplyDeletejeses novels bataein
mujhy es type ka novelsirf ik he mila
DeleteBus ek dagh e nidamat by Umaira Ahmed
Ye already parha hua hai chalein ty
DeleteMei muhabat Aur tum by saba ....is trhan k novels bta dein plz ...is mei jese hero heroine ka APAs mei contact/conversation hai us trhan ka
ReplyDeletePlz
Sanson ki mala pe novel by Iqra Sagheer Ahmed Complete
DeleteSaans sakin thi novel by Nimra Ahmed
Zeest ki shaam se pehly novel by Iqra Saghir Ahmed complrete.
Qamrosh ka novel there pyar ki khushboo kesa nvl hai thore c story bta dein ...if possible
ReplyDeleteromantic hai & story kuch khas ni
DeleteAssalaamualaikum
ReplyDeleteMujhe ek novel chahiye tha jo ek bohat purane digest ka hai.Female lead ka naam Armughana Sheerazi hai jiske I think three four sisters hote hain.woh bohat khoobsurat hoti hai jiski wajah se uski badi behen ke liye aaye rishte usko pasand karte hain.Ek raat uski badi behen use mitti ka tel daalkar maarne ki Koshish karti hai tho woh dekhkar uske parents ek din ghar aaye uski mother ki khala ke saath use unke ghar bhej deti hain.wahan Unka potha hota hai jo hero hai Aur uske paas ek talking parrot hota hai.woh novel mein ek poem hai jo hero use gaakar sunaata hai:Masoom tera chehra palkon pe aisa tehra
Seepi mein chup ke mothi jaise lage sunehra
Please I request you to search for me.Bohat pehle bhi I had requested for this novel but I don't find my request anymore.Please reply me
Walekum aslam
Deleteni mila tha me phr se search kerti hon
Thanks for your reply.Awaiting positive response InshaAllah
Deletesalam......plzzzz mujhy ishq nachaya ky 3 ky bad ky sab episodes ky likn dy dean....
ReplyDeleteWalekum aslam
Deletecomplete link dey rahi hon
Tery ishq nachaya novel by Nighat Abdullah Complete
Ek novel bata dain heroin joined family main rehti h uski cousin k reshty k lie kuch log aty h heroin namaz parh rahi hoti h to wo jb farig hoti h to us se ek aunty pochti h k ye picture kis ki h heroin k bed ki side table pe ek pic hoti h hero ki WO bht bara business men hota h r bht khoobsurat b hota h to WO mazak m kehdyti h k mere husband phr kuch hadsa hojata hai lrki k yad dasht chali jati h WO hi hero us se bachata h jb lrki ko hosh ata h to Usk zehan m bs yehi reh jata h k ye mera husband h
ReplyDeletePlease ye novel ka link dy dy
search kerty hain
DeleteAoa plz hina aur rida digest nov 2016 upload kr dain
ReplyDeleteKoi bohat achy long romantic novels ki list bata dain . Jis ka end happy ho .aur bohat gripping story ho aur dialogue outstanding hun...
ReplyDeletePlzz sarah ji and nimra ji aap dono main se koi b meri request puri kr day...meharbani ho ge :)
Plzz mujhe b aise hi novel ki talash h...plzz bata dijiye
DeleteMain jab b koi request karun sab gaiab ho jaty hain. :( ..koi tu meri request puri karay...meharbani ho ge
DeleteHumsafar by Farhat Ishtiaq,Dasht e Arzoo by Iqra Sagheer Ahmed,Aks by Umera Ahmed
DeleteThanks :)
DeleteLakin yeh novels main ny pehly hi perh liya hain .koi aur bata dain plz
new read keay hain ya ni .esi year jo complete huey?
DeleteSalam!ek novel tha jis mai 4 friends thy 3 boys ar 1 girl wo sb abroad thy ar doctor thy un mai se ek ka name umer tha jo k hero tha girl ka name yd ni jb umer ar us girl ka nikkah hota hai us k foran bad umer ka accident ho jata hai plz agr apko pata ho to name bta dyn
ReplyDeleteWSalam
DeleteAp nay jo kahani batai hai wo is say milti hai; "Mohabbat Uski Aankhain" by "Shehneela Siddiqi" Is mai doctor to koi nahi tha, haan hero ka name Umer tha aur heroine ka naam Sherzad. Umer ka nikah k kuch dair bad accident ho jata hai.Ye sub abroad hotay hai aur ye log larkay k dost hotay hain. Ap daikh lo, agar yehi novel hai to mujhay apki madad ker k khushi ho gi:)
http://famousurdunovels.blogspot.com/2014/11/mohabbat-uski-ankhen-by-shehneela.html
DeleteHeroine to doctor thi, ye confirm ho gaya:-P
DeleteHahaha thank you sooo much :) thanks again
DeleteYe he wo nvl hai thanks again
DeleteNimra ji plzzz hamari upar ki post ka b to rply dijiye...
ReplyDeleteoky uper deti hon check kr k
DeleteAOA...
ReplyDeleteNovels download kesy krty ha..?
Plzz bta dy...
Walekum aslam
Deletelink open kren download k link ko open kr k 5 sec wt kren .skip add kren .download ka option aa jaey ga
usy choose kr len downloadig start ho jaey ge
Salam,
ReplyDeletemujhe ek novel ki talash hai heroin mentally handicap hoti hai apny fiance k accident or death ki waja se us ki shadi hero se hoti hai shaid hero ki cousin hoti hai hero ki 1st wife b hoti hai shaid us ne chup ker 1st marriage ki hoti hai...I'm waiting for your reply
Bundle of thanks:)
Walekum aslam
Deleteoky dekhti hon
check this
DeleteTere asman tale novel by Nazia Kanwal Nazi.
AOA nimra mujhy ek novel chahye mujhy hero heroin k nam yaad nhi hain us mein czns hoty hain unki ek dadi hoti hai jis ki waja say ghr mein ek side asar e kadeem hoti hai. mujhy us novel k 1 2 scenes yaad hai us mein sb czns bleach cream laga bethi hoti hain jb light chali jati hai phir unka ek czn aata hai to dekh k chekhna shoro hojata hai..or ek dafa un ki ek czn dadi ki mehndi mein bleach crem add krti hai....plzzzz nimra dear is ka nam bata dain mein
ReplyDeleteNy pahly b request ki th...
Walekum aslam
Deleteme phr se check kerti hon phely ni mila tha
Nikki eid aa gai by Bushra Gondal ya Iffat k azmeer butt series tu ni hai ?
Deletewerna phr sde dekhti hon
This comment has been removed by the author.
DeleteThanku dear mill gya novel :-)
DeleteAp ne Jo download krne ka method batya tha...wesy e kiya...downloading complete ho jati ha lkin open kuch nai hota na e kahin novel show hota ha...kya es k liye koi app download krna prta ha?...plz bta dy...or novel save kahan ho ge?
ReplyDeleteAslam-o-Alaekum
ReplyDeletePlz mje do novels dhoond dain kindly.
1st. Story ka name yad ni bs hero ka name temoor ha wo eklota ha maa mr jati baap dusri shadi kr leta wo acha slook ni krti bht ameer hota ha or wo apnay maa baap ko torture krnay k leye ghlt or ultay kam krta ha. Wo singing b krta ha usay books prhnay ka shoq hota ha or wo heroine se b book stall p e milta. Wo us k sath flirt ki koshish krta but heroine usko psnd ni krti wo writer b hoti ha. Dono abroad prhnay jatay heroine ko mjburi me hero k flat me as a paying guest rehna prta dono ko love ho jata but wo usay 5 year k bd milnay ka kehti k khd ko bdlo... lrka css krta aa k or police join kr leta.. happy ending ha plz plz dhoond dain...
2nd novel ka name ni yad hero ka name awais shah hota wo apni family k sath apnay dadhyal jata wahan unka custm dekh k preshan ho jata k wo log apni betio ki shai quran pak se kr detey ya new born boy k sath heroine ko bchanay k leye hero ka bap hero se shadi. Kr deta but hero apni uni ki frnd ramma se comitted hota ha heroine end me ghr chor k chlI jati or hero usay hr jga dhoondta happy ending ha plz plz in dono novels k name bta dain
Aap k dosray walay novel ka naam hai: Dastay Bay talab main phool by Iffat Sehar Tahhir.
DeletePehlay wala apko koin aur bata day ga.
I hope this helps
1st wala tere ishq me by ayesha naaz ali
Delete
DeleteTere ishq mein by Ayesha Naz Ali.
Thank u zara nd nimra yahin hn
DeletePlz rida aur hina digest nov 2016 upload kr dain
ReplyDeleteINSHAALLAH esi week post ho jaen gay
DeleteOk thank u
DeleteAssalaamualaikum Nimra
ReplyDeletePlease aap Hamare liye woh novel dhoondiye na.us novel ki shuruaat Yeh lines se hoti hain:Salona munna khelan ko maange chand Salona Munna khelan ko maange chand , as far as I remember and the title was probably something like 'Yas full se tore' Ya kuch aise hi I don't get it now. Please bolein na
Walekum aslam
Deleteme check kerti hon
Assalaamualaikum Nimra
DeletePlease bataiye na apko Yeh novel mila?
page unresponsive q ho jata hai ....??
ReplyDeletekabhi bzy ho jati hon & kabhi novel mil ni rha hota
Deleterooh k makeeen type novel bta dein ya atleast heroine aise e ho ....
ReplyDeleteAoa . Is novel ka name bata dain .... Heroine bhtt rich hoti hai ur aik larka usky sath hota hai as a guard larki ussy love krti hai par wo nhi krta episodic novel hai uski aik episode last month parhi hai ...
ReplyDeleteWalekum aslam
Deletelet me check
Is main larki foreign country jati hai larka sath jata hai ... Last scene main sea side par larka jata hai usky sath tou wo usko dant daita hai larki sad ho jatii hai ... Aik scene main wo taxi main so jati hai larka usko sambhalta hai ... Next episode Ana the ... Please check karain
DeleteIts tu meri zarorat hai by dur e saman bilal
DeleteAslmwlkm...mujhe ek novel bata de bohot old h..hero ka SHAHEER hota h ar heroine ka NIGAR..novel ka naam MERI DASTARAS ME SITAARE..ye maryam aziz ka nhi h
ReplyDeleteYeh Mariam Ikram ka hai. Meri Dastars Mein SItary.
DeleteWalekum aslam
Deleteap ko confrim hai k maryam ka ni hai
thore se story share kren plz
Thank u so much...ye maryam ikram ka h..thanks
DeleteAoa, hum ne dil ko roka tha by mariam aziz is type k kuch novels bata dein
ReplyDeleteMein jab bhi request karti hn koi reply nhi karta :(
DeleteAssalam o alaikum
ReplyDeleteHow r u
Mujhy tamam kiran digest aur hina digest ki list bata dain
Walekum aslam
DeleteALLAH ka shuker hai
Kiran digest
Hina digest
Hi...mjhe bohot ache and old silsiley waar novel bata de plz..jinki story bohot achi ho..plzz
ReplyDeleteReply me...some 1 plz suggest some gud novels
DeleteHero ka naam izkaar tauqeer and heroine ka name nisha huta hai. Novel chaiye.
ReplyDeleteDosra novel jis main hero abbas huta hai heroine k sath hero barasti karta.hai lekin phr Shari b karta hai sharminda huta ha heroin. Usey baat nahi karti
3rd novel heroine hooria huti hai hostel main rahti hai hero Zaer Shah huta ha usko pasand nahi.karti. Please yeh teen novel bata den
thore mazeed info den ge ?
DeleteHero name was izkaar tauqeer uski cousin nisha hoti hai wo usay bilkul pasand nahi karti un dono ka nikah howa hota hai heroine ki mother ki shadi hero k father se hui hoti hai wo ek ghar main rastay hain heroine bad main apne dadiyaal chali jati hai ek ye bhi hai wo behosh hojati hai kyun ka uska usay zabardasti shadi karta hai
Delete2nd heroine name horiya shah aur is name confirm nahi jo super likha tha heroine kidnape hojati hai tou uske chacha kahtay uski Quran pak se shadi karwadi jaye tou hero khata hai main us say shadi karonga ek sance ye bhi hai heroine din ko nighty pahnti hai
3rd hero name Abbas hai heroine yad nahi bus ek sance yad hai barish hai bohat taiz tou hero ko thand lagti hai tou wo usay chadar dene jati hai tou hero us say misbehave karta hero shaminda hota hai us se shadi Mar leta hai shadi k bat us say bat nahi karti happy ending the
Aap ki jo second story ka description hai woh Nabila Aziz ka novel hai Koi Aisa Ahel e Dil Ho.
Delete3rd wala Jheel K Us Paar by Nadia Jahangir.
Thanku sarah
DeletePlease 1st wala bhi bata dain
Ist wale main ek sanse ye bhi tha hero heroine ko achanak aaky darata hai tou wo dar jati peachay dekhti hai tou uske balon se clip nikal jata hai hero ko heroine se.mohabat bhi ho jati hai
Aanchal daijest main ek novel parha tha bohat porana tha pathano ka tha ek sance yad 2 cousins hoti hain hostel main rahti hain aur cousin uska pata nahi man moji type hota hai uski apni duniya hoti hai do jo cousins hoti hain ek bibi jan ko pyari dosri nahi hoti hai jab ghar jati hai tou ek khush hoti dosri sochti hoti.kash main bhi itne khushnaseeb hoti please ye dhondh k dain
ReplyDeletecheck this
DeletePhulan day rung kalay novel by Faiza Iftkhar.
Nimra Ali ye wo nahi hain Mujhe ek sense yad hai per ye wo nahi hai itna bara khandan nahi tha
Deletedobara dekhti hon
DeleteAsslamalaikum mujy aik novel ka btaya den hero name armghan h kist war h larki ius ki jan bachati h wo cat gift bejta h larki interior designer hoti h wo ius k ghar kam pe jati h apni tem k sath wo betmizi krta h wo thapar Marti h r khati h k hamari company ap k sath kam nai kr skti lken wo zabrdasti gher dikhana h ius ghr m koi shadi b lagi hoti h ius larki pe ubton for jata h ius larky ki dadi larki se pochti h k tumhari shadi to ni hui larka dadi ko bej k is ka ubton Chery se saf krny lagta h wo gusy se ghr a jati h dobra jb jati h mehndi hoti h wo hero phr TNG krta h wo pehy hat rhi hoti h r swimming pool m gir jati h wo larka nikalta h r nabz chek krta h plz chek kr k koi b bta dy
ReplyDeleteIts air khuch khawab by ushna kosar sardar
DeleteSorry for mistake its "or khuch khawab
DeleteThank you very much ye hi ha
DeleteAoa.I need a novel jis mai hero ka name umer hota hai aur wo 7 saal bad wapis ata hai.Aur udher wo heroine ko dekhta hai aur usko like karna shuru ho jata haiLakin uski mami ka bhai bi heroine ko like karta hai mami ka bhai acha nai hota.phir heroine ko bachney kay liye uski maa usko hero kay sath apney relative kay ghr bhej deti hai.Aur phir hero heroine ka nikkah ho jata hai.Haweli system hota hai.Choti hawlei aur bari haweli.end mai heroine ki maa mar jati hai.happy ending hai.
ReplyDeleteIt's dhal gae phir hijar ki raat by sumaira sharif toor
DeleteWalekum aslam
DeleteDhal gae phir hijar ki raat by Sumaira Shareef Toor .
rooh k makeen type novel plz
ReplyDeleteAp apni request thori aur elaborate karain please. Ye novel mene parha hua hai, magar her novel dusray say mukhtalif hota hai. Ap thora sa aur bata do.
DeleteAssalaamualaikum Nimra
ReplyDeletePlease aap bataiye na ki apko woh novel mila Ya nahin
Walekum aslam
DeletePlease aap Hamare liye woh novel dhoondiye na.us novel ki shuruaat Yeh lines se hoti hain:Salona munna khelan ko maange chand Salona Munna khelan ko maange chand , as far as I remember and the title was probably something like 'Yas full se tore' Ya kuch aise hi I don't get it now. Please bolein na
ye wali req na
abhi ni mila
Ji ji Yehi :)
DeleteOK but please mila agar tho yaad se zaroor post karein.Thanks for your reply.
Salam
ReplyDeleteMjhy kch aisy novels k name btayien jin mein heroin ka dewar b usy psnd krta ho nd bht pehly se psnd krta ho mehwish iftikhar ka jo is trh ka novel hai wo meine prha hai kch aur novels bta dein jin mein hero k personality b bht achi ho yani dewar ki.
Isky ilawa mjjy aisy novels btayein jin mein heroin ki shadi gaon mein ho bt hero bht educated nd decent ho ziada novels btayein aisy
Apki second request k mutabik mjhy ye novels mily hain. Mazeed madad baki sisters ker sakain gi. Ab pata nahi apko ye kesay lagain gay!
DeleteMe aur bhi dhondny ki koshish karu'n gi.
Rimjhim K Geet Sawan Gaye - Aaliya Hira
Dil Darya K Bech - Umm-e-Marriam
Kaho Meray Chand Say - Shafaq Iftikhar
Meray Hamdam Meray Dost - Iffat Sehar Tahir
Aslam-o-Alaekum
ReplyDeleteMje jasoosi novels me shami temoor series ki new episodes ka link de dain.
Walekum aslam
Deletenew tu abhi ni aye humary pas
heroine name rabda hai ...Hero kidnap kra letaa due to misunderstanding k uski wife ki death ki zemedar wo hai …heroine k father ki death ho jaete ha us time jb wo kidnap hoti …end pe heroine ki posting usi area mei ho jate hai jahan hero hota hai,,,wo doc hoti ..happy ending hai ...
ReplyDeletecheck kerty hain
DeleteWoh ik lamha e mohabbat by Sumaira Sharif Toor
DeleteAsslamu Alykum Nimra
ReplyDeleteNimra ek novel ki request aayi the novel kuch yon tha.. Heroine ki behan ki shadi hoti hero k bhai se hero politics main hota hai I think jarar nam tha yad nahi sahi. Heroine se takrajata hai heroine usay thapr.marti hai bad usay pata chalta hai ye uski behnoi ka bhai hai dosra sanse ye hai k hero ghar pe nahi hota tou hero k ghar wale usay hero k room.main sula dety hai please us novel ka naam bata dain
Walekum aslam
Deletesorry ni mili abhi tk
Kiran aur rida digest november 2016 k upload kr dain plz
ReplyDeleteINSHAALLAH aj post ho jaen gay
DeleteKiran Digest November 2016
DeleteAoa.nimra i need a novel herin orphan hoti hy kisi aunti k pass rehti hy jiss ka awara sa bets hota hy wo log paison k liye uss ki mangni karwaty hain n phir raqam ly k torr daity hain then hero sy b us ki shadi paison k liye karty hain hero apni bhanji k liye shadi karta hy as hid sis dies herine buht khoubsoorat hoti hy n hero falls in love as he sees her in bridal costumd happy ending.. plz nimar halp :)
ReplyDeletebaahon k gheeray mein by huma jahangir
DeleteWalekum aslam
DeleteBahon ke ghere mein novel by Huma Jahangir pdf.
pls mjhe aise novels bta dy jis me hero herione se forced marriage krta ho par ksi ko pta na ho wo hukam dy herione ko k yahan milo mjhe wahan ao ni to yo kr dunga wo kr dunga... but pyar bht krta ho possessive ho about herione
ReplyDeleteMain muhhabat aur tum by shazia mustafa
DeleteBaharun kay sang sang by iqra sageer ahmed
check kerty hain koe new es type ka mily tu forced marriage ka tu link bna hai lken jesi ap ny req k esi tu koe specfic he ho ga
DeleteAOA
ReplyDeleteMUJA AIK NOVEL KA NAAM PATA KARNA HAI.
IS MAIN LARKI HERO KO SARAK PA MILTI OR US KA CHOTA SA ACCIDENT HERO KI GARI SA HOTA HAI ISS KA BAAD WO HEROIN SA SHADI KARTA HAI KYU KA US NA JIS KA SATH SHADI KARNI HOTI HAI US KO INKAR KAR DATA HA BAAD MA IN KA DARMIN BOHAT SA JAGRA HOTA HAI LAST PA HAPPY ENDING HOTI HAI
walekum aslam
Deletecheck kerty hain
plz recarch my novel main na ya novel yahi pa parha tha pla do this
DeletePlzzz mujhe sunheri dhoop main chamakti barish by fatima chaudhry ka 2nd episode send krdijiye ...
ReplyDeletesiso esi month tu epi aye thi
DeleteAap log mere ek b post ka rply nhi dete..:-(..aisa krne ki koi khas wajah..?
ReplyDeletekon se req
Deletejo novel pending m hai us ka link tu ni dey sakty
Ist novel. Hero boas hota hai heroine wahan job karti hai wo usay tang karta hai wo usay swimming pool main bhi girata hai hero and heroine ka nam yad nahi
ReplyDelete2nd hero and heroine college k trip pe jatay hain wahan dono gum hojaty hain bad main principal un dono ka nikah kar dety hain
3rd hero actor hota hai shayd aur heroine uski cousin ya fiance hoti hai wo hero ghar se chala jata hai heroine usay gusa dilane k liye kuch karti hai shayd shi yad nahi mujhe
Please ye 3no novels bata dain
plz kuch tu mazeed info den
Delete2nd wala tu abhi tk ni mila kafi time se search kr rahy hain
Facebook pe page hai SEARCH AND REQUEST FOR NOVEL'S us main ye 3no novel's ki request aayi the maine wahi parhay the
Deletehaan ye mjhe bhi ni bta rahy...:(
ReplyDeleteme ny btaya tu hai novel ni mila req pending hai
DeleteAoa,Jannat ky patty kis digest mein publish hoa tha and kis month and year mein??
ReplyDeleteShuaa, March 2012 mein start hua tha.
Deletemjhe taloo e sehar shama muhabbat k jesa novel chahye...
ReplyDeleteme search kr k btati hon
DeleteHero name Mouzam Shah tha uski cousin hoti hai Nageen jo k uski fiance bhi hai usay modling ka shoq hota hai heroine hero k ghar main rahti hai wo hero ko Shah ji k nam se bolati hai hero ki jo cousin hoti hai n heroine hostel main rahti hain tou nageen ki maa milny aati hai tou wo usay uksati hain k tum modling karo tou hero jo mauzam shah hota hai main modling karna chahti hun wo mana kardeta hai phir nageen ki mother heroine ko kidnap karwati hai aur kahti hai meri beti do ye le lo heroine ka rista Tay hota hai kahi wo bhi toot jata hai tou hero ka father mukarum shah uski shadi heroine se karwa dety hain unke twins babies hoty hain happy ending the
ReplyDeletePlease us novel ka name bata dain :)
Hum bhi wafa nibhaen gy novel by Farzana Mughal
DeleteRaqse biamil novel complete hogaya?
ReplyDeletecontinue hai
DeleteSalam Sisters
ReplyDeleteAbhi Imkan Baki Hai by Zumar Naeem jo Dosheeza main aa raha hai uski Episode number 3 k baray ma information day dain. Dosheeza October 2016 main 3rd Episode ani thi.
Thank you!
Walekum aslam
Deletedigest he ni mil rha
Salam Nimra
ReplyDeleteNimra Mujhe 2 episodic walay novels chaiye romantic hun jese us kar e junoon main us year k hun ya last year sang e pars Maine parha howa hai
Porane bhi gun but bohat romantic hun :) :p
Asslam o alekum
ReplyDeleteRespectable members new page pr req post kren edhr comments show ni ho rahy mazeed
REQUEST FOR NOVELS PAGE 47