Asslam o alekum friends and members
ap sb se guzarash hay k apni request k bare me best info like novel name, author name, jis digest me novel publish hoa us ka name , month and year, and agr ap ko us novel ki story ya main charecters yad hen to woh btaen ta k ap ka matlooba novel talash krne me asani ho and apni request k poora hone ka sabar se intizar kren k kbi kbi koi novel available ni hota ya us novel k bare me kuch pata ni hota is leay us request me der b ho sakti hay. Meri poori koshish hoti hay k ap ki request jald se jald poori ho sake. baqi sb members se b meri guzarash hay k agr ap koi req dekhen or ap ko us novel ka pata ho to kindly us req pr reply zaroor kren.
Request karne wale members se guzarash hay k
- Request krte hoey sath me apna name zaroor mention kren ta k next time jb ap us req k bare me poochen to hum ko pata ho k ap kis req k bare me pata kr rahe hen.
- Apna email id sath me mention kren ta k bad me ap ko link send kia ja sake.
agr ap ko kahen ksi qisam ki problem ho to ap mujhe mail kr sakte hen
aatish2kx@gmail.com
aatish2kx@gmail.com
ya face book pr mujhe contect kr sakte hen
https://www.facebook.com/aatish2k11 ( IMRAN ALI )
Ap apni request hmare facebook ke page pr b send kr sakte hen
ap sb ke tahawan ka boht shukria.
Ap ka bhai IMRAN ALI
Aoa. i m searching novel jis main hero heroine czns hain aur unka nikkah huawa hota hai lakin un maun kuch misunderstanding ho jaty hai to woh ek dosray say naraz rehtay hain us novel ka scene yeh hai k hero ki shirt ka button toot jata hai usko heroin laganay lagti hai to button neechay gir jata hai jb woh usay utanay lagty hai to uskay baloon ki nami hero ko attract kerti hai etc etc.
ReplyDeleteI also want this story
Deleteplz koi is novel ka bi bata day yeh novel 1999 k baad ka hai aur shuaa ya khawateen digest ka hai plzzzz
Deletekahen jugnuon ki qatar mein ka likh kam nai kr raha
ReplyDeleteLink to theak kam kar raha hai aur file bhi download ho rahi hai.
DeleteAOA efat sahar tahir ka novel nikar gay hay gulab saray or yar dadi isaq aatash up lod kar day may nay phalay b riq ke the . May nay effat saher ka interview ik site par para tha us may unoh nay apnay in novels ka zikar kea hay ya un kay early novel hay plz mayre riq pori kar day ANNIE
ReplyDeleteAp kindly in k publishing digest bata den ta ka talash karney mein asani ho. Jesy hi novels miley INSHAALLAH post ho jaen gy.
Deleteaanchal november kab tak post ho jay ga
ReplyDeleteHey everyone muja ek novel ki talash hai nam yad nahi story kuch yun hai hero ka nam tehmor hota hai aur heroin ka nam sarah hota hai aur dono doctors hota hai aur sath parhta hain aur family friends b hota hain larki pehla hero ko passand nahi kerti thi bad main wo hero ko passand kerna lag jati hai then larka ka bhai jo army main hota hai wo sarah main apna intrest show kerta hai aur apna proposal bhajta hai larki hero ki bijaya uska bhai ka proposal ana per perashan ho jati hai aur hero ka pas jati hai wo usa kehta hai ka main na tou flirt kia tha wagaira yei sab larka ka bhai sun laita hai aur inka nikkah kerwa deta hai...... Yei story aanchal main publish hoi thi plzzzzzz kisi ko pta hai tou reply ker da
ReplyDeleteHere is your requested novel link.
DeletePhir yun zindagi muskurai by Farzana Mughal
Please load "Dasht e Soos" by jamila hashmi its a classic urd novel . can u load it?
ReplyDeleteaoa imran bhai.aap se aik story ka poochna chahiti hoon aap k page pe a chuki he lekin us ka naam aur writer ka naam bhi yaad nahi.story kuch is tarha he k hero heroin ka cousin hota he heroin parhnay k liye apni pupho k pas shehar me rehti he jab k hero doosri phupho ka beta hota he jis k barey bhai se heroin ki bari behan ki bachpan ki mangni hoti he lekin wo toot jati he aur heroin ki sis ki apnay gaon me hi shadi hoti he jo usey bohat tang karta he.hero heroin ko milney k liye apni khala k ghar ata he aur use purpose bhi kr deta he.purani ranjishon ko bhula k sb ye rishta karnaylagtey hn k heroin inkar kr deti he jo k asal me us k behnoi ki waja se hota he jo heroin ko dhamki deta he k agrus ne hero se shadi ki to wo us ki sis ko talaq de de ga .akhir hero heroin ko zabardasti apnay sath le ja k nikah kr leta he aur shadi ki raat he abroad chala jata he .at the end happy happy.plz is ka naam aur writer bata den ya doobara upload kr den page pe .thanx
ReplyDeleteplease mujhy bhi yeh story chahiye..
DeleteAnia
if anybody knows about this story plz tell.koi zeda purani nahi he last 1 or 2 years me aai thi
DeleteHaan muje b chahiye
Deletesalam online parne aur kese be story ko download karni problm he plz ye solve kari
ReplyDeleteap sath me kuj details mention kren na ta k pta chale k kia problem hay then we will fix it INSHALLAH
DeleteCan u upload university novels in book form plz thanks
ReplyDeleteAnonymousOctober 29, 2013 at 7:32 PM
ReplyDeleteHi sir,Osi se ibarat rangoboo,written by Saima iqbal and mohabbat ka sukhan by Amna Riaz both links are not working.plz chek it.still both links r not working.plz send me the right links.thanksssssssssssssssssssss
Links theak kar deay hain. Ap ab check kar len.
DeleteOsi se ibarat rang o boo by Saima Iqbal
Mohabbat ka sukhan by Amna Riaz
Imran bhai aanchal november upload kiun nai ho rha .plzzzzzzzZzzzzzzzzZ kuch tu bta dein na k kab tak upload ho jay ga
ReplyDeleteHere is your requested Digest.
ReplyDeleteAanchal Nov 2013
mujhe koi funny c stories bata dain.
ReplyDeletemere muqadder ka chand by fakhira jabeen
Deletekaheen jugnoon ki qitar by fakhira jabeen
read all parts of "hum say hai zamana by samra bukharo
Mere muqadar ka chand novel by Fakhira Jabeen
DeleteKahen jugnuon ki qatar mein novel by Fakhira Jabeen
Hum se hai zamana by Samra Bukhari .
Jo ruke to kohe giran the hum ki epi 2 se 5 se download nahi horahi
ReplyDeletesalam plz help me aik novel tha seema munaaf ka shayad 2 bhai thy named shayek n faiq un ki aik cousin phly choty bhai sy engagement krti ha bt phr wo jb wo bary bhai ko dekhti ha jo abroad sy ata ha engagement k bd to wo engagment tornay k bahanay bnati ha r chotay bhai pr nokrani k sath raat guzarnay ka ilzaam lagati ha phr us ki shadi bary sy hti ha bt at da end wo bayolaad rehti ha r phr wo sb k samnay admit krti ha k us ny choty pr ilzaam lagaya tha,,,,,, story ka name wid link dy dn plzzzzzzzzzzzz
ReplyDeletecan u tell me k drama serial asmano pa likha rabia raqaaz k kis novel pa based ha plzzzzzzzzz
ReplyDeleteAoa plz can any body tell me the name of the story...anchaal mn thi..
ReplyDeleteHero ka naam sikander and heron ka naam Nimra hota hn uski choti sis ka naam samra hota hn hero aur heron czn hote hn lkn bchbn se hi dono khandan naraz hote hn bachbn mn unka rishta ho chuka hota hn jb hero shadi ka kehta hn to wo loog inkaar kr dete hn hero lrki ko buht psnd krta hota hn wo uski choti sis ko kednep kr leta hn majborn Nimra ko shadi krni perti hn wo us se buht nafrt krti hn lkn end mn use ahsaas ho jata hm aur happy ending hn....plzzzzzzz koi naam bata de
mohabbat ky safer mein by hama aamer
DeleteIs novel ka link dayday
DeleteThank u sooooo much...but is ka link nahi mil raha ...
Deleteplzz imran bahi is ka link.snd kr dain plzzzz.ye meri pehle requset hn kisi ki novel k liye....plzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzxzzzxzzzzzz
aanchal november 2009 mein hai yeh story ap digest download kr lo
DeleteThank u soooooooo much...
DeleteI got it
Salaam but this novel is not in anchal 2009novel I also want to read this .huda
DeleteHuda sis...
Deleteye novel mn ne hud pera hain
Ye anchal nov 2009 mn hi hn aur mn ne per b lia hn
salam mane ya novel anchal 2009 ma ma dekha to page nhi the plz aap bi check kar le page ghaib ha thanks .huda
DeleteHuda ap aanchal digest ki site sy online parh lo us mein hai.
Deleteyeh novel aanchal november 2009 me aya he aap is link se online read kar len ya download kar len...
DeleteAanchal Digest November 2009 pdf
Thanks maisra je ap ne mere msg Ko dekha par is digest ma pages nhi ha aap kud check kar lain
Deleteaanchal digst nove 2009
Delete(http://www.mediafire.com/?kfjzjzjltny)
Salaam anonymous thanks ap ne mera problem hal kardi thanks again huda
DeleteAoa,Rahat e dil hay tu novel by Nabeela Aziz.link r not working.Plz chek and send me the right link.thanksssssssssssssss
ReplyDeleteYou can download novel from this link.
DeleteRahat e dil hai tu by Nabeela Aziz
AOAmujay ik novel ke talash hay jo k is site par hay magar mujay nahe mil rahe hero shayad seyasatdan hota hay heroin uni may parti hay us ka mangater b parta hay hero heroin ko pasand karnay lagta hayak din wo usay or us k mangater ke bhan ko agva kar lata hay .Is story ka link daday is ka ilava BUND QUBQ CULNAY LAGE in rida nov ka link b dayANNIE
ReplyDeleteHere is your requested novel link. Dosra novel bhi jesy hi mila INSHAALLLAH ap ko link provide kar donga.
DeleteBand quba khulney lagi janan by Sadia Abid
May nay November ka 13 eps manga hay
DeleteMayre ya dono req pore kar day ANNIE
Deleteits name izz galay milta hai khwab koi
DeleteGaley milta hai khwab koyi by mehwish iftikhar
DeleteGaly milta hai khwab koyi by Mehwish Iftikhar
Deletehina november ka link post kr dein plzzzzzzzzzzzzzzzzz
ReplyDeleteAbhi digest available nahi hai jesy hi mila INSHAALLAH post ho jaey ga.
Deletehina digest nov 2013
Deleteaoa imran bhai pehla pathar by iqbal bano is site pe novel hai but wo download nai ho rha addfly page skip nai ho rha plxx uska direct link de de
ReplyDeleteplxx bhai rply tou krde
Deleteap is link se download kr len yahan ap ko adfly skipp ni krna pare ga
DeletePehla pather by Iqbal Bano
asalamualikum admin muje is story ka link send kar dain its my 1st request on this page plzzzzzzzz ..............
ReplyDelete(mein ne is saal kisi dijest mein novel parha tha us mein larki ki pasand mamu ke betay se engagement horahi hoti hai ese main hero ki entry hoti hai aur woh naqli nikkah nama dikha kar kehta hai ka ye meri biwi jo us larki ki maa se badla le raha hota hai larki ka mamu us ko larke ke saath bhej detay hain mein ne is ke aage nahi parha plz bata deinyeh kis dijest mein aaya tha aur novel aur writer kaun hain)
ye Mahwish Ifftaikhar ka novel hai es khawateen mein es Sal le starting months mein published hua tha.
Deletethankxxx alot :)
Deletecharacter name bata daiin
Delete"Teri Dastaras Mein Daraaman" by Mahwish Iftaikhar
DeleteIn digests k links se aap TERI DSTARAS MEIN DARMAN ki dono epis online read kar len ya download kar len...hum jal hi is nvl ka link b post karen gay Inshallah
DeleteShuaa Digest June 2013
Shuaa digest July 2013
Please upload mere khawab lota do by nighat abdullah
ReplyDeleteHere is your requested novel link.
DeleteMery khawab lota do by Nighat Abdullah
Plzz is novel ka link fix kardein.. Error aaraha hai..
ReplyDeleteIk sitara umeed ka novel by Nabiya Naqvi pdf.
Thnx
link fix ho jaye ga aap kal phr s etry kar len :)
DeleteLink fix ho gaya he :)
DeleteIk sitara umeed ka by Nabiya Naqvi .
salam plz help me aik novel tha seema munaaf ka shayad 2 bhai thy named shayek n faiq un ki aik cousin phly choty bhai sy engagement krti ha bt phr wo jb wo bary bhai ko dekhti ha jo abroad sy ata ha engagement k bd to wo engagment tornay k bahanay bnati ha r chotay bhai pr nokrani k sath raat guzarnay ka ilzaam lagati ha phr us ki shadi bary sy hti ha bt at da end wo bayolaad rehti ha r phr wo sb k samnay admit krti ha k us ny choty pr ilzaam lagaya tha,,,,,, story ka name wid link dy dn plzzzzzzzzzzzz
ReplyDeleteNovembr 2013 hina kindly upload it plz,
ReplyDeleteAbhi available nahi hai. Jesy hi hua INSHAALLAH post ho jaey ga.
Deletehina digest nov 2013
DeleteA.o.a Imran Bhai sadia Amal Kashif ka novel shehar e chara garan or farida ashafaq ka novel hisar e zar zip plz 2no novels ko PDF link may farmat kr dy plz plZ mery pehly b request poory nahi huy yeh zaroor kar dy thanks
ReplyDeleteAoa..
DeleteMujhay b yei prblm hai imran bahi.. SADIA AMAL KASHIF ka nove; SHEHAR E CHARA GARAN PDF kar dain plzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzz.....
Salaam Imraan bhai aanchal Nov 2009 ka digest download jar due plz .huda
ReplyDeleteINSHAALLAH kal post ho jaey ga. Keep waiting and visiting :)
Deletesalam novel tere honi laga hon by qamrosh ashok es novel ke ek epi rida dijest 2010 april me he plz mje complt nove chahiye
ReplyDeleteplz mere be request puri kare
DeleteCould u plz suggest me some novels on jirga systm or like on qabaili custom?
ReplyDeletePlz rply
Deletesalam i'm luking for a story i think it was published in khwateen digest in early years of 2000.dont remember names but story was like that ke heoine was going to b married with her bhabi's brother who was living in sum other country but the problem is that heroine is very fat & she likes food very much she also eat food at night chup chup ke hero refuse to marry her & then she realize that she is over weight & then try to become slim.it has happy ending plzzzz if sum 1 knows abt it inform me i m searching it 4 such a long time plzzz imran bhai if u can upload it thx in advance
ReplyDeleteassalam alikum imran bhai main ne pehle bhi aap ko ye request bheji thi pr aap ne koi jawab nhi diya. plz aap mujhe Indian mashrikhi anchal november 2013 ki upload kre. hm aap ki behad mashkoor hunge.
ReplyDeleteplz rply fast.
DeleteSorry Indian digest yahan pak me available ni hote
Deletesalaam Imran bhai. mujhe ek novel ki talash hey jo isi site par dekha ta lekin naam jaad hahin. us main heroin ka naam i think Kiran hota hey. Hero ek din usko dekhta hey ke who ek bekari ko sigarett le kar deti hey baad main footh path par bethi ek book seller ko uski books repair kar de rahi hoti hay. aghar kissi ko pata hoto please uska naam aur link bata de
ReplyDeleteIts shab e arzoo ka alam by unaiza saeed
Deleteshab e arzoo ka alam
Deletekhwateen digest november 2013 upload q ni ho rha??????
ReplyDeleteaoa.cn any body tell me the novels in which hero do the sucide attempt....
ReplyDeletePeer e kamil by Umaira Ahmed.
Deletethankyou for this cooperation ..
ReplyDeletethnx alot....anonymous.....bt i couldnt find it....i thnk novel ka name kuch or hai....
ReplyDeleteRida digest 2008 october and december upload kerdein.plz ye digest upload ker dein thanksssssssssssssssssssssssssssssssssssssssss
ReplyDeletei don't know the novel and author name but the male character name was "Zawiyar Awan" and it was in Aanchal digest (don't know the month or year)..the story was hero heron ka czn hota ha i think herin us ki phopo ki beti hoti ha aur un k ghar main hi rehti ha..herion pasand karti ha us ko likin hero nhe phr herion dhokay say us ki engagment tor k us say shadi karlaiti ha..aur hero ki ex-fiance us ki wife ka kidnap karwati ha..plz upload it if u can find it
ReplyDeleteHere is your requested novel link.
DeleteTeri justujo mein nikhar gaey hain by Huma Amir
thankyou soo much
Deletesonia ashar aur khizar waly novel ka naam bta den
ReplyDeletehamsafar by farhat ishtiak
DeleteAssalam alikum imran bhai plz aap "mujhe hai hukm-e-azan"by Umme maryam ki novel upload kre .hm aap ke behad shukarguzar hai.plz kam iz kam starting ke part hi upload kare ya hosake to jaha tk novel chal rahi hai waha tk post kre.thnx
ReplyDeleteyeh raha aap ka link baki epis bhi aap ki isi page pe mil jayen gi aap page ko achi tarah visit karen.
DeleteMujhe hay hukam e azan novel by Umme Maryam Episode 1 to 10
aslam o alikum
ReplyDeletemein ek request ki thi nov 14 ko
yeh novel mein 2 ..3 month pehlen parha tha
pls ap mujhe us novel ya digest ka naam bata den thanks
ap kon se novel ka keh rahi hain. Kindly ek bar phir bata den.
Delete2004 k rida digest ya fr 2007 se old digest kisi k pas hn to plzzzz upload kr dain um v fond ov thm!!!
ReplyDeletekal post ho jaey ga INSHAALLAH . Keep waiting and visiting.
Deletesalam i'm luking for a story i think it was published in khwateen digest in early years of 2000.dont remember names but story was like that ke heoine was going to b married with her bhabi's brother who was living in sum other country but the problem is that heroine is very fat & she likes food very much she also eat food at night chup chup ke hero refuse to marry her & then she realize that she is over weight & then try to become slim.it has happy ending plzzzz if sum 1 knows abt it inform me i m searching it 4 such a long time plzzz imran bhai if u can upload it thx in advance
ReplyDeleteSorry abhi es novel ka kuch pata nahi chala.
DeleteIts eri eid tum ho by Saima akran Ch
DeleteMeri eid tum ho novel by Saima Akram
thx but ye wo wala novel nai hai us mein unki shadi nai hoti bus engagement hi hoti hai aur ye early's 2000 mein aya tha i think girl ka nam nigar hota hai ya writer ka nam nigar hai i dont remember properly plzzzzz ager apko mile to upload ker dijiyega thx again
DeleteA.o.a is novel ka naan mery dastars may sitary writer ka naam maryam Akram hay or yah novel khwateen digest January 2004 mein aya tha or yah digest mery pass available hay Thanks
DeleteThanks alot for mere khawab lota do greatful job
ReplyDeletekindly ap qamarosh asokh ka novel ye dil aseer-e-jaan upload kar daen ye rida digest december 2007 ma start hua tha pehly bi requesti thi kuch response to show karin waiting......................................................
ReplyDeletesalam mje be ye novel chahiye
DeleteEs novel k tamam digests available nahi hain. Jesy hi miley INSHAALLAH post ho jaey ga.
Deleteassalam o alaikum kindly mujhay novel 'sawan brsay khushion k sang' ki writer ka name aur is novel ka link bta den.plzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzz
ReplyDeleteaslam o alikum
ReplyDeletemein 2 ..3 month pehle ek novel parha jis mein hero kaala hota hai aur us ki rang ki wajah se us ki mom ghar chor date hai phir us ki shadi bhi ase larki se hoti hai jo apne behno mein sab se kam sourat hoti hai
lakin shadi ki baad jab hero ko dekhti hai to use hero se ghin ate hai wo divorce leena chahati hai.............
meein jo episode parha wo pehla episode tha last aur next episode agle month likha tha .
mujhe se digest aur story ka naam gum ho gaie hai
mein do bar pehlan bhi request kar chuki hon
pls ap mujhe digest aur story ka naam send kar do thanks
I hope yahi apka requested novel hoga.
DeleteTitli by Sheeren Haider
thank a lot ali
DeleteRida digest 2008 october and december upload kerdein.plz ye digest upload ker dein thanksssssssssssssssssssssssssssssssssssssssss
ReplyDeleteaks beel/amair beel by saheen hadier ya pakeeza m ia tha 2007
ReplyDeletemonth b bta den kindly ager digest available hua to post ho jaye ga yeh nvl.
Deletesajhn ghr jana ha by frhna naz mlik publish in pakeeza plz post the link thanksssssssssssssssssssssssssssssssssssssssssssssssssssssssssssssssssssssssssssss
ReplyDeleteAp kuch mazeed details bat den es novel ki plz.
DeletePlz ager mahrbani ker k ap k urdu novels list k neechay jo itni zeyda sites books ki logon ny di hain fuzul si inhay remove kerdain bari mehrabaini ho gi
ReplyDeletealso in digest list
DeleteRida digest 2008 october and december upload kerdein.plz reply toh karian.thanks
ReplyDeleteHere is your requested digest.
DeleteRida Digest December 2008
plz kindly upload these novels
ReplyDeleteMairy charagar and Aye Sitara Shab e Zindagi...plz its my reqst
kindly novel tm mangty phiro gy apna gharoor hm sy rida digest march 2008 ma publish hua tha upload kar daen plzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzz
ReplyDeletePlz rida digest october 2008 upload kare.........!!
ReplyDeletemujhe jheel kinara kankar jese novels bata dain kindly aur iske ilawa aise novels jin m hero police m ho koi b romantic se plz.
ReplyDeleteAp zard zamanon ka sawera by Nabila Abar Raja Parh len. yeh hamari site pe available hai.
Deletesalam!mene'sawan brsay khushion k sang' k link ki request ki thi plzzzzzzzzzz reply me
ReplyDeleteSorry es novel ka kuch pata nahi. Jesy hi mila INSHAALLAH post ho jaey ga.
Deleteassalam o alaikum mjhe 3 request krni hain ap se
ReplyDelete1 : rida digest 2005 december upload krdein ya us digest k tamam mukammal novel upload krdein
2 : kiran dijest november 2005 upload kr dein mjhe october 2005 ki milti h net pr but novemmber 2005 ki nhi milti
3: alia hira ka hee novel h i think dil k gulshan se mohabbat k kanwal laya hon hero name is ali and heroine name zeeshana
plz meri yeh request poori krdein
m n dobara apni request send ki hain plx koi rpp to de dein i will be v thnkful to u
Ap ki requests note kar li gae hain. jesy hi yeh novels ya digests miley INSHAALLAH post ho jaen gy.
DeleteDil k gulshan se mohabbat k kanwal laya hoon by Munazza Bukhari.Its not Aliya HIra`s novel.
Deletekindly mujhe ' jheel kinara kankar qafley rah bhool jate hain pathron ki palkon par aur muhabbat dhanak rang orh ker ' is type k dhair sare novels k names bata dain aur plz jaldi reply kr dain...............
ReplyDeleteSalam!me ne kafi arsa pehlay Dr.Danial hasan aur Durr e Najaf walay novel ka name r us ki writer ka name poocha.agar ho skay tou plzzzzzzzzz mujhay jaldi reply kijiay ga plzzzzzzzzzzzz
ReplyDeleteAssalam o Alaikum! kindly mujhay dhair saray czns aur univesity friends walay novels k name bta den.lekin un ka end accha hona chahiay plzzzzzzzzzzzzz reply fast plzzzzzzzzzz
ReplyDeleteAssalam o Alaikum! mujhy qamarosh ashok k novel chahiye plz kai bar keh chuki hon
ReplyDeletea.o.a...mujhe ek novel ki talash h...i thnk yeh novl mahek digst july 2009 me h....story ka name h "mere hathon mein tera hath ho" bt writr ka name nhi pata....plzzz muje iss novl ka link snd kar dijiye.....plzzzzz....imran bhai....
ReplyDeletebaharien mere aangan ma novel by beena alia tawana r dosra bujhte deep jal uthe by nuzhat jabbeen ka dowload link da dain plzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzz
ReplyDeletevery good job
ReplyDeleteplz mujhe wo novel chaye jis main hero police wala hai ,aur us ki shadi apne ustad ki beti se ho jati hai,magar wo apne ghar main emergency shadi ka bata deta hai magar un dono main ye baat hoti hai ke ,ye waqti nikha larki ko kisi gunde se bacha ne ke liye hai..................ye novel kiran main aya tha 1999...........sep,oct.nov,.............ya december main,mhuje tek se maloom nahi........magar bohat achi novel thi.................plz reply karen
ReplyDeleteplz is stoty ka naam batha de
Plz Consider my request for novel '' Chand Mera Muntazir '' By Erum Zehra
ReplyDeleteKuch b download nai ho raha...?
ReplyDeleteAsalam-u-alikum Imran bro mujhe (tera hone Laga hon by kamrosh ashok) ka full novel chahiye main ne itna search kiya par mujhe nii Mila ap plzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzz meri help karo???????
ReplyDeleteShah Rukh
Mjh ek novel ki talash hai hero ka naam daim hota hai bt sb dost usy eddi bolty thy heroin ki hero sy bht larai hoti ti dono unvrsty fellow thy or czn bi or dono ka bachpan mei nikah bi ho chuka tha bt unhy ye baat ni pata ti....lrki k parents galat fehmi ki wajah sy separat ho chuky thy bt end mei sulah ho gai ti....plz is ka naam bta dain....
ReplyDeleteSabz ruton ki jhilmil mein by Effat Sehar Tahir.
Deletesalam
ReplyDeletemany 1 request ki thi novel ki lekin ab wo mjy mil nai rhi k kahn gai is liye dobara yahn kr re hu
mjy 1 novel chaye shyd wo 90s ki dahai ka ha us ma lrky ka nme shyd asfanyar hota ha or lrki doctor hoti ha or us k alaky ma post hoti ha lrky k parents k hospital ma. lrky k relatives achy ni hoty or lrki k sath btmeezi b krty hn, ending happy ha. plz mjy ye novel dhoond den
or is k ilawa 1 or novel chaye jis ma lrky ka name shyd abbas hota ha oror usko lrki k father ny pala hota ha lrki k father ka name may b ibrahim tha or lrki apni maa k sath rehti hoti ha maa ki death k bad hero usy leny jata ha us k bap k kehny p. lrki bazahir sanwli hoti ha or hero sy umr ma b bht choti hoti ha. lekin lrki usy pasand krti ha. ending happy ha. is novel ki 3 episodes ai thn.
sara
hello..
ReplyDeletemujy aik novel ka pata kerna hai story kuch esi hoti hai k panchayet waley aik larka larki ki shadi ker wa detey hain baad mein larka larki ko talaaq deney ki sochta hai per achanak usko lgta hai k woh us sey muhabbat kerney laga hai.. lekin phir larkia naraz hoti hai or phir woh mana leta hai usko..
Mujhe aik novel ki talash hai, usme larki or larka university me sath parhte thay, larka flirt krta hai, larki ki shadi us larke k elder brother se ho jati hai, bad me wo larka wapis ata h to usko dukh hota hai, but larki ab khush hoti hai, larki ka nam ninahil hota h or usk husband ka nam wajahat i guess, kindly post it if u have..
ReplyDeleteMujhe aik novel ki talash hai, usme larki or larka university me sath parhte thay, larka flirt krta hai, larki ki shadi us larke k elder brother se ho jati hai, bad me wo larka wapis ata h to usko dukh hota hai, but larki ab khush hoti hai, larki ka nam ninahil hota h or usk husband ka nam wajahat i guess, kindly post it if u have..
ReplyDeleteShehr e chara garan
ReplyDeletehisar e zaat ka shar
Assalam-o-alaikum kindly mjhay aik novel ka nam jan'na mjhay just us k characters k name r story yad hai ashar r saman characters k name thay jis mai asher ki dadi apni qareebi jan'nay wali say asher ka rishta kkar deti hai or us nay saman ko dekha b nhi hota r saman ki pehlay b shadi hui hoti lekin yeh baat sirf us ki dadi janti or un ki death hu jati or jub baad mai pta chalta tu misunderstanding hu jati asharr ko.......yr tu yad nhi i think shua ya khwatin digest mai thi yeh story kindly aap search kar k btadain plzzzzz....
ReplyDeleteRuk jao na novel by Nabila Abar Raja.
Deletekoi esa novel jisme hero bahut educated ho aur heroine bahut khoobsurat ho aur jabardasti marriage hogayi ho aur marriage ke bad ki stuation pe based ho romantic and happy ending
ReplyDeleteAsalam o alaikum.Mene kafi pehly aiknovel parha tha bt name nai yad shayad shua digest mein tha is mein heroin ka name yusra hota, us k father ko betiyan nai pasand hoti har waqt un sy nafrat krta hota hai, heroin apnay mamu ki family sy bht close hoti hai aur end py mamu k betay sy us ki shadi ho jati hai nd us k father bh achay ho jatay hain.plz plz plz mjy ye story dhond dain plz plz
ReplyDeletetumhain zara dair sy jana hai by mariam aziz
DeleteMujhe kuch novel bata den jin mein zabardasti ki shaadi ho aur hero bura ho lekin ameer and handsome ho. Plzz
ReplyDeleteAOA!!!!
ReplyDeletemn ny ehly b request ki the mjy aik novel ki talash hae..... heroien 17'18 saalki hotii hae gaoon ki ... nd hero us sy shadi peh razi nae hota ... magar majbooran shadi karlyta hae ..... shadi k bad us ki umer sun k preshan hota hae nd aglay din heroine jo k kero sy dar rae hotii hae jaldi main chori chb jatii hae ... bas itnaa sa e yaad hae can any one tell ???? bas yh shua ya khawateen anchal n kiran mn nae ae yh pata hae
Pehla pather novel by Iqbal Bano.
DeleteMuje ek novel ka naam bta den.. shayad farhat ishtiaq ka ha.. us mein heros ka naam zaroon haroon hota ha or wo bhttt handsome or rich hote hain.. heroin unki neighbours hote hain.. zaroon use pasand karta ha or unki baat pakki hoti ha then kch tragedy k bad uski zaroon se baat khatam hojati ha or haroon use kahin or milta ha... plzzz es ka.naam bata den..
ReplyDeletedil kay mousam by fakhira jabeen
DeleteI wanna read story js main heri shaid umar hota hai or heroin us ki couzn .... or hero ko koi mis guide krdaita hai k heroine us ko pasand krti hai jb ke heroin to apni frnds ki pics umar ko dkhane lati hai ....
ReplyDeleteAssalam o alaikum! Mne aik novel prha tha pr me uska name or writer ka name b bhool gai pr mjhy story yad hai
ReplyDeletehero ka name HAMZA hai or heroin ka name RANIA dno czn hty hai or aik ghr me rhte hai bht sare czn hty ha phr aik misundrstanding ki wja se hamza apny mamon se naraz ho kr ghr chor kr america cala jata hai phr waha use apni czn milti hai phr sb kis trha use wapis lany k plan krty ha or rania or hamza ki shadi krwate hai .....plz plz mjhy iska name bta dn mjhy chye ye novel
DO QADAM KA FASLA THA by mariam sajid
Deletemujhe ek novel chaiye,who aanchal digest main chapa tha.story yoon hai,hero amir aur apaij hota hai,aur heroin ke parents nahi hote un ke relatives us pe bohat zulm karte hain,aur jab hero ka rishta ata hai tho,lalach main ha kar aur ke hero apij hai heroin ki shadi us se kardete hain,but larki ko maloom nahi hota shadi ki pheli raat use pata chalta hai.........................bohat achi story hai...plz..................story ka nam bata de...........plzplzplzplzplzpzlpzl
ReplyDeleteReply
Dil per chokhat by memonah khursheed Ali ka link da dain complete novel dono episode ........yah February 1996 ka kiran digest upload ker dain
ReplyDeleteicki aik episode ka digest available nai h filhal
DeleteAssalamualaikum
ReplyDeletemujhe ek novel chahiye naam yaad nahi hai character malum hai yeh novel pakiza aanchal(delhi ) mai kist waar shaye 1992 mai hua tha. Lala rukh urf lali ek mutailka aurat Dr. Talal uska bhai hina in dono ki bhatiji saif lali ka beta ye sab ek badi haveli mai rehte hai. In ke ek chacha city mai hote hai jin k do betiya hai last mai dono mai se ek beti ki shaadi dr .talal se hoti hai aur lali ki shaadi dr. Talal k dost jo usme pehle se intresred hota hai . Pls mujhe is novel ki link bhejiye
kuj menu maran da shoq v c by aasia mirza
Deleteek story hain jis main hero ka name tariq n heroine ka name hoor hain aur wo khawateen main ayi thi us ka naam bata dain i want to study that novel
ReplyDeleteus k 5,6 episodes ai thi plz tell me
Aik story jis mein hero non muslim hai us ka nam jorge hai and heroin ka naam hiba hai hero and mein muslim ho jata hai ye novel shayad hina digest mein aaya hai plz mujhe ye novel chahiye
ReplyDeleteteri rah main teri chah main by ume maryam
DeleteASSALAM ALAIKUM mujhe nvel ka naam bata den plz maine kafi dafa msg kia haii larke ka nam sahib hota hai larki ka nam rania hota hai dono ki mulaqat train mai hoti hai sahib apne czn k liye larki dekhne jarha hota hai czn ka naam jameel hota hai funny romantic novel hai plz mujhe iss ka nam bata den
ReplyDeletekis digest ka nvl ha ? phly b req a chuki ha nai mla ta
Deletedigest ka nam nahi yad story puri yad hai bt digest ya writter ka nam nahi yad
DeleteMujhe aik novel chahiye jo i think aanchal december 2000 mein aaya hai story kuch yun hai k hero apne 4 bhaiyon aur baap k saath rehta hai ghar mein koi larki nahi hoti aur heroin apne ghar se bhaag kar un k ghar rehne lagti hai aur khud ko un ki cousin saariya batati hai jo bahar se aane wali thi mujhe itna hi pata hai plz mujhe ye novel chahiye
ReplyDeleteDhal gya phir hijr ka mousam by asma saleem
Deletehero name dilawer heroin name zareen and she is wife of dilawer brother in law saqib dilawer is a artist. story published in shuaa di gest most probabaly in year 2010-2011
ReplyDeleteis it episodc nvl or mukml nvl ?
DeleteMujhe aik novel chahiye jis mein hero ka naam sulemaan hai jo k aik police officer hai wo heroin savera se kisi majboori mein nikkah karta hai happy ending hai and mujhe aur kuch yaad nahi hai ye mukaamal nvel shuaa ya khawateen mein aaya hai plz mujhe ye novel chahiye
ReplyDeleteaslamoalikum , mujy ek noel chahiyea wo novel mainy shayed 2008 main read kia tha ye nhi yad k kis month ka ye kis year ka hai , is main heroin ka name umeed or hero ka name aitizal hota hai , ye dono cozns hoty hain umeed k parents ki dath ho jati hai to uska cozn aitizal and uski mother usy boht piayre krty hain aitizal uska itna khayal rkhta hai hr time usy apny sath rkhta hai then wo bari hojati hai study krny chali jati hai jb wo wapis ati hai to usy pata chlta hai k uska cozn ksi or ko love krta hai or uski engajment hony lgi hai wo itna roti hai itny time bad aitizal ki feonsi ko pata chl jata hai k umeed aitizal ko like krti hai to wo engajment tor dyti hai phr aitizal bdla lyny k liya us sy shadi krta hai or usy boht marta hai or us k sath bura krta hai ,, or umeed apni mohhabat ka yaqen usy nhi dila pati plzz plz plzzzz mujy ye novel kahe sy b ksi b trha iska name dhond k dain dain plzz i think ye shuaa ki novel hai plzzz mujy is k writter ka name bata dain
ReplyDeleteHappy new year novel by Nabeela Abar Raja.
Deletemjhe plz novel bta dei jis mei hero heroin ko galti se kidnap krleta he phr shadi kr k sath rakhta he bt heroin ko wo pasand ni hota bt in end pyar hojata he plz ye novel bta dei
ReplyDeleteasslam u alaikum iam looking for a novel for many days.. it was a two episode novel.. i read the first episode but i didnt find the second one. i dont remember the name of the writer.. it was in khwateen or shua digest i think.. do bhai hotay hain chota bhai out of cpuntry rehta hai..baray bhai ki shadi hoti hai or woh bht khush bhi hota phir uski biwi ko uskpast k baray main kuch batain pta chalti hain woh naraz ho kar chali jati hai. wwo apni biwi ko manata b hai k ab main yeh sab chor chuka hoon.. usko cancer hojata hai or woh mar jata hai. unki aik beti bhi hoti hai, usk marnay k bad chota bhaipakistan wapis aajat hai.. usko lagta hi k bhabhi ki wajha say maira bhai mar gya hai.. magar woh bhabhi or uski beti k sath acha salook karta hai.. or phr bhai ki biwisay shadi kar laita hai.. uska maqsad bhai ka badla laina hi hota hai.. woh car main aik veeran jagha lay jata hai apni biwi ko.. yahan par woh first epi end hojati hai.. doosri epi main kafi arsay say dhoond rahi hoon.. agar kisi ko pata hai to pls bata dain..
ReplyDeleteA.o.a mujheynovelka naam yaad nhi hai magar usmai hero ka naam mustaqeem hota hai aur heroine ka dia hero daku hota hai aur dia ko kidnapped kr leta hai aur ussey nikah kr leta hai dia ussey badalney ki koshish krti .....happy ending kisi ko pata ho to plz bta degey .
ReplyDeleteZindgi khak na thi
DeleteSalam-
ReplyDeleteMe en kuch saal pehle ye kahani read ki thii is kahani k 2 part thee me ne ek read kiya ek nhi kahani k7ch yun thi keh (larki ka name yad nhi us k baba ka nam dr ahtisham hota hai wo maa baap ki ikloti hoti hai uski mama kafi sakhat mizaaj khatoon hoti hai wo b seedhi aadhi or darpok c hoti hai ek dafa lrki k frndz plan krti k wo jheel jaye ge wo jate hai tu jhole me bhthe hi uski frndz jahan pr bahthti hai tu wahan seat nhi bachti lrki akeli jagah seat pr bhthti hai tu awais jo k lrke ka nam hai wo akr bhth jata lrki uth kr jane lagi lrka kehta muhtrma ao koi itji khubsoart hoor pari nhi aoko dekh kr deewana hu jao ga chup chaao bhth jaye jhoola chal chuka hai ao rukna na mumkin hai so olzz sit tu lrki drr kr bhath jati or abhi jhole me hi hote k light chaki jati or jhola oper ka iper reh jata kafi dair hine k baad uska feel hota ghar call kr do mama baba prishan na ho wo awais se cekl mangti nd call her dad jo keh meeting me masroof hote pr !apne student ka ni dekh kr utha leti agey se unki beti hoti ke wo kehti dad me apne frnd k ghar hu wo late chore degi mjh ghar plzz ap tens mat ho us k baba man jate nd larka ko mobioe wapis deti hai tu lrka bolta hai app life me frst tym jhoot bol rahe ho agr ap k dad me thora b sence hai na wo samjh jaye ge aoo jhoot bol rahi hai lrki khamosh hu jati jb wo neeche utrtu jhole see uski frndzz jaa chuki hoti lrki udasi se bahir nikalti tu dekhti hai andhera gup hai lrki darr b rahi hoti nd chal b rahi itne me black clar ki carr rukti pass me wahi lrka hota kehta bhath jaye itni ratt ko kaha jaye gi akeli app bhthe drop kr doga lrki koi b soch bagahr behth jati nd us k ghar j pas school hota aahan uter jati nd lrka kehta kabhi b kisi lrke k gari me mat bhthnaa wo b jahan itne sare lrke hi lrke ki carr mee lrke k frndz b hote jo pichli seats pee barjaman hote lrki sir hilati chaki jati ghar ghar akr pata chalta hai keh usk mom k father nana abu ko heart attack ata hai mom dad hospital me hote wo sukoon ka sans leti hai nd then kahani ka part khatam hu gaya plzzz us kahani ka naam bata deeee i want to read this novel
Zawia e nazar novel by Fozia Yasmeen
DeleteThank u bhai g
DeleteWo me ne ek novel parha thaa bht pehle us novel mee lrke ka nam mehraan shah hota hai wo kisi lrki ko pasnd krta hai but lrki ghaas nhi dalti koi batm3ezi krti hai then lrkaa lrki ko ek rat k liye kidnap krta hai or agle din chor deta hai jao jb wo ghar jati hai tu sadme se ma mar jati hai or bhai bura bhala keh kr nikaal deta ghar see phir koi janne wali aunty usko lahore le jati hai wo kafi din udas rehti hai phir job k liye apply krti hai u job krne jb jati tu seat prr usi ko dekhti or wahan se bhaag jati phir pata nhi yd nhi bhool gyii plzz novel ki story anchal k digest me thii plzzzs nam bata dein
ReplyDeleteYehi pyaar hai by Shabana Sardar
Deletekuch khaab hain dil mein by saba javid
ReplyDeleteeid meri sajan sang by nazia kanwal
in dono kahanio ka link dein de
Kuch khwab hain dil mein by Saba Javed
DeleteEid mery sajan sang by Nazia Kanwal Nazi
Bhai ji me ne oper story likhi hai us k name tu bata dein plzzzz
DeleteMe ne ek story kafi arsa pehle prhi thi but name bhool gyi lrke ka nam Aali shah lrki ka nam zaib thaa or lrki office me kaam krti hai lrke ki maa lrki ko pasnd krti hai or uski mangni apne bete aali shah se kr deti hai or lrki ghreeb hoti hai mangni k baad lrke ki maa office chor deti lrka md hota lrki ehsas e kamtri ka shikaar hoti hai or lrki ki ma mar jati hai lrki ghar chor kr hostel chali jati hai or baghar bataye lrka bara prishan hota agey mjj yad nhi plzzz suggest this novell
ReplyDeleteSalam mjy aik story ka name chye jis mn starting mn hero ka heroin sy nikah hota h r may be heroin ka name SheharZaad hota h heroin hero ko hate krti h aik scene mn heroin hero ki gari sy us ki fvrt caset lighter wgera utha k pani mn gira deti h r wo hostel mn rhti hoti h r lrkio ko btati h k hero us ka noker h plz plz novel ka link bta den ya name
ReplyDeleteKoi aysa ahl e dil ho Ye story hai
ReplyDelete