Asslam o alekum friends and members
ap sb se guzarash hay k apni request k bare me best info like novel name, author name, jis digest me novel publish hoa us ka name , month and year, and agr ap ko us novel ki story ya main charecters yad hen to woh btaen ta k ap ka matlooba novel talash krne me asani ho and apni request k poora hone ka sabar se intizar kren k kbi kbi koi novel available ni hota ya us novel k bare me kuch pata ni hota is leay us request me der b ho sakti hay. Meri poori koshish hoti hay k ap ki request jald se jald poori ho sake. baqi sb members se b meri guzarash hay k agr ap koi req dekhen or ap ko us novel ka pata ho to kindly us req pr reply zaroor kren.
Request karne wale members se guzarash hay k
- Request krte hoey sath me apna name zaroor mention kren ta k next time jb ap us req k bare me poochen to hum ko pata ho k ap kis req k bare me pata kr rahe hen.
- Apna email id sath me mention kren ta k bad me ap ko link send kia ja sake.
agr ap ko kahen ksi qisam ki problem ho to ap mujhe mail kr sakte hen
aatish2kx@gmail.com
aatish2kx@gmail.com
ya face book pr mujhe contect kr sakte hen
https://www.facebook.com/aatish2k11 ( IMRAN ALI )
Ap apni request hmare facebook ke page pr b send kr sakte hen
ap sb ke tahawan ka boht shukria.
Ap ka bhai IMRAN ALI
Asslam-o-alekum... kindly koe ase novels suggest kr de jin me hero heroine cousins hon.or.. joint family system ho.... thanks in advance..
ReplyDeleteChalo toro qasam iqrar karen novel by Farhat Ishtiaq
DeleteMere muqadar ka chand novel by Fakhira Jabin
Meri manzil banay tera rasta by Nahid Chaudhary .
Mein tumhara sawan hon novel by Rahat Jabeen
Woh sikandar hay by Effat Sehar Pasha.
Mohabatton mein hisab kesa by Madeha Tabassum.
AOA aik novel chya jis ma larka asi family sa belong krta ha jaha parda bht kia jata a r wolarki sa zabrdasti shadi kr leta a r usy la k apny gaon jata a apny parents sa milwany waha par us ka bhai apny rivalls ki behaan r beti ko pasand krta a wo log unhy kidnap kr lety ha r larki ki izat ka liy larka un sa kory b khata a
ReplyDeleteWalekum aslam
DeleteAbhi tk ni mila .jesy he mila INSHAALLAH link tag kr den gay
larka age ma larki sa bara hota a r usy us i birthday waly din kidnap krta a us ki birthday celebrate krny k liy to larki usy bolti a k ap apny mulazim ko mjhy dkhny ni dety k wo mery mehram nai han to ap b to mery mehram ni a to wo kahta a k ma abi tm sa nikkah kro ga aik scen ma wo sanp dekh k dar jati a
Deleteits lagi tum sy dil ki lagan by shahnaz siddique
DeleteBundel of thanks Zar e nayab :-)
DeleteLaagi tum se dil ki lagan by Shehnaz Siddique.
novel ka naam TUM MERE SAATH RAHO by ZUMER NAEM ye 29 y 28 episode ki aap ye novel publish kr dein pllzz......!
ReplyDeleteno reply....?????
DeleteAp plz digest k month & year bta den hum search kren gay agr sub episodes available hue to INSHAALLAH es weekk end tk post kr den gay
Deletemaybe oct 2011
DeleteAik novel ki request karni thi ...heroine do sisters hoti hai...us ki sis ki engagement hoi hoti hai.heroine ziada pyari nahi hoti.uski aik friend hoti hai Jo uskay ghar kai sath hi rehti hai.WO air uski family but selfish hotay hai.but heroine ko maloom nai hota.uksi dadi air sis usko bht mana kartay hai but WO nai manti.aik scence mai uski friend ka rishta aya hota hai to WO kan bojh kar heroine ko apnay sath bethati hai takay uskay muqblay mai WO but khubsoorat lagay...end mai heroine ki engagement hoti hai to WO bht well off family mai hoti hai his sai us ki friend jealous hoti hai..aur usko bolti hai Kai apnay dewar said uski shadi karwa date but heroine nae uskay bare mai uski baatae sun li hoti hai..plz agar maloom ho to bta daye
ReplyDeleteAliya Bukhari ka novel tha. Kaafi purana hai. Nam bilkul yaad nahi aa raha :(
DeletePlz aliya bukhari kai is novel ka naam bta dae
DeleteNayab jilani k long achi story wle novel with happy ending wle suggest kr dyn bt plzzzxz no sad ending novels
ReplyDeleteKohar main Complete by Nayab Jelani
DeleteUmme Aimen novel by Nayab Jelani
Kindly Suggest me 8-10 novels regarding abduction.
ReplyDeleteThanks alot. AJ
mjhe do requests krni thi story thori thori yd hain
ReplyDeletefrst mein hero bhr mulk se ata hai joint family system hota hai tu sb tai chachi ki betiyan khoob age pechay ghomti hain.....herion us k chacha ki beti hoti hai or woh hero ko smuglar smjhti hoti hai kyn k woh bht zaida gfts wagera le kr ata hai ... bt woh herion k lye koi gft nahi lata tu apne gale se chain utar kr heroin ko de deta hai.... aik dafa hero ka koi frnd milne ata hai shaid us ka name shokat hota hai usi se heroin k frnd ki mngani bhi hoti hai or herion use bht batein sunati hai or hero bhi sun leta hai..... heroin bht zaida bolti hoti hai or muft mashware dene ki bhi adat hoti hai
2nd me hero bht bigra hua hota hai woh aik dafa hospital ata hai heroin nurse hoti hai tu woh kehta hai mene isi se bandage krwani hai.... heroin k father paralyzed hote hain or woh hospital un k frnd ka hota hai father ki dth k bd heroin unhi uncle k ghr chali jati hai ....hero shadi k liye acha bhnane ki acting krta hai bt shadi k bd apni purani activities continue rkhta hai .... end pe heroin phr uncle k pas chali jati hai phr hero ko realise hota hai or woh use manane jata hai or un ki aik beti bhi hoti hai
plz yeh dono novelsdhnd dein
Rahat e dil hay tu novel by Nabeela Aziz
DeletePlz frst wala bhi bta dein
DeleteRahat e dil hai tu by nabila aziz.
ReplyDeleteaik novel parha tha bohat purana hay long tha......
ReplyDeleteus mein aik girl ki story thi wo bohat ziddi hoti hay art us ka profession hota hay wo aik larkay ko pasand karti hay wo bhi artist hota hay but us say shadi say inkaar karta hay to wo girl apnay father say bhi naraz ho jati hay kay wo us ki shadi kiun nahin kar saktay us boy say wo girl chor deti hay or kisi or city chali jati hay wahan ghar rent par lay leti hay............... rent walay ghar meiniak or girl bhi rent par rehti hoti hay us ka aik son tha chota say bacha asees name tha son ka or husband ki death ho chuki hoti hay
sath usi novel mei non muslim sisters ki bhi story thi wo maseeh hoti hay un ko aik larka milta hay is ka accident aik sister kay stah hota hay us ko achi lagti hay magar baad mein pata chalta hay wo girls non uslihay .............. yeh sab link thay characters aik doosray say shayad is boy ka name moiz tha and jahan taak yaad hay mujhay...........................................
aik episode parhi thi us kay baad kabhi nahin mila yeh novel bohat dhoonda plz agar ap bta dain
Waqt kay faisly by Asma Qadri .
Deletethanks .....................
DeleteHello, I need a novel in which hero makes his best friend marry with the heroin and the name of the hero was shahnawaz, I suppose!
ReplyDeleteZabt e ishq by Mehwish Iftikhar
DeletePlxx upload 2nd part of " safar raigaan hi toh hai"by ghazala yasir malik......it was published in disheeZa.....
ReplyDeleteSorry es novel ka 2nd part wala digest ni mila jub bhi mila INSHAALLAH post kr den gay.
Deleteplease mujhe pakeeza aanchal july 2010 ka ashmara saba ka novel mohabbat ek kashmakash ka link de dein
ReplyDeleteHum check kerty hain .agr indian member k pas digest hua to INSHAALLAH novel post kr den gay.
Deletethanksssssssssssssssssss per jaldi aur pakeeza aanchal aap log net per quon nahi load kerte
Deleteplease mujhe us novel ka naam bata dein jis me heroin ki shadi us ke cousin se hoti hai hero us se age me bara hota hai heroin bhuhat masoum hoti hai use koi kaam karne nahi aata hero use her kaam kerna sikhata hai aur use heroin se mohabbat ho jati hai ye me request pehle bhi ker chuki hoon
ReplyDeleteFilhal ye novel ni mila .ap ko chracter name yaad hain to plz mention kr den
Deleteplease suggest some novels jis mein hero age mein heroine se chota ho n cousins ya neighbours hon n happy ending ho
ReplyDeleteUsey toot keh chaha humne by Sayeda Tehmina Zohra.
DeleteMera gham tu janan novel by Ayesha Sehar Murtaza.
1st walay k online reading mein sab pages without sequence hain
DeleteHum check kr letry hain & re-arrange kr den gay
DeleteSalam every one plz mujhe kasa e dil by sundas jabeen jaise novels bata de jis mai hero aur heroine k characters shah bakht aur aleena jaise ho plz novels suggest kare thanx in advance.
ReplyDeleteZindagi haseen khwab hai ab by Rabia Shamim .
DeleteDo qadam ka fasla tha by Maryam Sajid .
Woh sikandar hay novel by Effat Sehar Pasha
Sirf mohabbat novel by Farhat Ishtiaq
Ek novel tha jisme hero RJ hota h, heroin uski avaz sun k usy pasand krti h, regular caller hoti h. R hero k chakkar m he FM p job b krti hh. Hero ko royal blue color pasand hota h to vo apni wardrobe m blue color k ilawa sb phenk deti h. End happy h. AJ
ReplyDeleteHum check kerty hai.Jesy he mila link post kr den gay.
Deletemein ne parha hua ae ye novel bt nam yad ni a raha
DeleteAoa .. I need a story mujhe name yad nae heroine name was sheher bano I think woh kisi peer family sae belong karti ha wahan yeh rawaj hota ha keh larki shadi kae bad wapis a jate ha apne ghar hero kae parents use nae btate keh bachpan Mae use ke parents nae manat mangi hote ha aur ab hero ko shadi karni hoti ha woh sab plane kar leta ha happy ending ha..plzz
ReplyDeleteRasam by Nabila Aziz.
DeleteMe phly n request kr chuki hn bt no reply kindly ye do novelz dhond dain
ReplyDeleteStory ye th k heroin ka nikah apne czn s Hota e jo army m Hota e Lekin heroin ko us s koi khas lgao ni Hota bd m wo shaheed ho jata h to heroin ki shadi usky choty bhai s ker dete jiska naam shayd ehsaan Hota h phly to wo rishtey ko ni mante bt bd m hero heroin ko like krny lgta h n happy end tha
Dosri story ye th k hero bara prhako type Hota h tou uski czn jo k heroin hoti h uska bara mzaq urati r kehti h k ghaznvi shayd ye naam tha hero ka) kch ni kr skta to hero ghusse m akr heroine k sTh zyadti krta h bd m unki shadi hojati bt heroin her ko maf ni krti Lekin phr heroin bht naik hojati h hero ksi dsry shehr chla jata e bd m heroin usy maf kr deti h happy ending th
Me ye search kr rahi hon abhi tk ni mily .jesy he mily INSHAALLAH link ap ko esi post pr dey den gay.
DeleteSecond vala novel "yeh jafaye gham ka chaara" asia mirza
DeleteYeh jafa e ghum ka chara novel by Asia Mirza.
Deletesalam guys plx yahan par mujy
ReplyDeletekidnaapping base novel
hero boss novel
teacher base hero novel kay libks dai dain
arey bhai bata do
DeleteKidnapping Based Novels
DeleteHero Boss Romantic Novels
Hero Teacher Based Novels
Aik novel ki request karni thi. Jis mein heroine ka naam Liza ya Lina hota hai. Uski shadi hero se hojati hai but hero us se buhat rudely behave karta hai. Aik scene yeh hota hai k wo shadi se pehle kisi function mein ghalti se hero k paun mein apna clip phenk deti hai to hero a k us ko buhat be-izat karta hai. Aik larki bhi ati hai hero ki life mein to heroine ghusa ho k hero se larti hai to wo kehta hai tum adopted child ho aur us pe ghalat ilzam laga ta hai. Heroine ka nervous breakdown hojata hai phir hero ko sach pata chalta hai to usey buhat embarrassment hoti hai. Wo maafi mangta hai. Happy ending thi.
ReplyDeleteMouhabbat yeh tery rang by Shazia Rafique
DeleteAoa. Any new happy ending novels of nabila aziz, nabila abar raja, maryam aziz etc. thnx
ReplyDeleteWalekum aslam
DeleteEn 2 ya 3 months m to en writers ka new koe novel ni aya .
Mmmm..... ��
DeleteIn last one year gr aye hain tou whi bta dain. Thnx.
Please Kidhar main or umm e aimen by nayab jalani ki thodi story bata dyn
ReplyDeletePlease suggest novels like mohabbat dhang rang odh k by sumaira toor or jin main hero heroin ko shadi k bad marta ho.... yh hero bht gussy wala ho but after marriage story ho....
ReplyDeleteNew esa koe ni aya previous pages pr kae novel esy btaey ja chuky hain .check kr len.
Deletehero bhr mulk se ata hai joint family system hota hai tu sb tai chachi ki betiyan khoob age pechay ghomti hain.....herion us k chacha ki beti hoti hai or woh hero ko smuglar smjhti hoti hai kyn k woh bht zaida gfts wagera le kr ata hai ... bt woh herion k lye koi gft nahi lata tu apne gale se chain utar kr heroin ko de deta hai.... aik dafa hero ka koi frnd milne ata hai shaid us ka name shokat hota hai usi se heroin k frnd ki mngani bhi hoti hai or herion use bht batein sunati hai or hero bhi sun leta hai..... heroin bht zaida bolti hoti hai or muft mashware dene ki bhi adat hoti hai
ReplyDeletePlzzzzz yeh novel bta dein mene upr bhi request ki thi
Band muthi mein jugnu rakhna novel by Iqra Saghir Ahmed.
DeleteYeh complete hai kya????
Deleteg complete hai .but 1 page 2nd epi k start wala missing hai .
DeleteAssalamoalaikum,
ReplyDeleteLagi tum se dil ki lagan by shehnaz siddiqui " is type k kuch novels btadain.
Thanks
salam: please i need behti chandani ka sakoot by naheed chauhdary
ReplyDeleteWalekum aslam
Deleteye to episodic novel hai & es k digest available ni hain.so possible ni hai k post kr den .
Salaam...! Please suggest novel's like mohabbat hum ne ki hai by shazia pratique....
ReplyDeleteSalàm.. please suggest some novels like "meherbaan by nabila aziz
ReplyDeleteMjy aisy novels k name bta dy his mai hero ko heroine se majboori mai shadi krni padh jaye or heroine ka koi b na ho hero apni is shadi ko SB se chupaye or heroine ko apny flat mai rakhy ya ghar ly k b aaye to kisi ko such na btaye. end happy ho
ReplyDeleteTajdid e wafa by Sonia Naveed.
DeleteKabhi ishq ho to pata chaley novel by Shazia Mustufa
Plz koi or isi type k novels bhi suggest kr dy.
DeleteAOA.aik novel ki request thi.story ka naam yaad nahi.shroo main heroine hero ka kamra decorate karte hai.shaid painter hoti hai aur hero ko tang karne k lie uss ka room ajeeb sa ker deti .bad main unka nikah hojata hai.larka bahir chala jata hai.peeche ghar main dako aajate hain.larki k sath mishap ho jata hai. wo talaq mang lete hai.ending happy thi
ReplyDeleteWalekum aslam
DeletePoora dukh aur aadha chand novel by Effat Sehar Pasha
Salam mujhy kuch ese novel ky name bata dean jis main larki sweet ho o middle class family sy belong karty ho or larka gunda ho ya us ki reputation thek na ho.... Plzzzz kuch new novel ky name bata dean :-) I am waiting
ReplyDeleteNew en 2 months m to koe ni aya.old ap read kr chuki hain.
DeleteMe ne bht pehle aik old novel parha tha book form me, nam yad ni shayad ye dukh ye chahten tha, hero name was nadeem and heroin name was hooria, both were cousins and joint family system hota hai, hero heroin ko bht tease krta hai hmesha, but secretly loves her, family wale dono ki engagement kr dete, heroin ka result ata h sb garwale khush hote but hero tang krta rehta, inki dadi b hoti hain gar me, hero heroin ko thapar maarta h or rash drive krte hue uska accident ho jata h, blind ho jata h, then end pe abroad ja k operation krwata h or thek ho jata h,heroin usko lene jati h. Hero sb baaten bachpan se le k ab tk ki diary me likhta tha, end pe heroin diary parhti h rote hue,
ReplyDeleteHum search kr rahy hain .jesy he milta hai ap ko link dey den gay.ye bta sakti hain k kitna old hai?
DeleteKafi old, jb indian novels aty thay, like pakeezah aanchal, zaib un nisa, hoor type,
Deletemujhe koi comedy aur story acchi hun aisi novels ka naam bta dein plzz.....!
ReplyDeleteKhoobsoorat ghalti by Shazia Chaudhry .
DeleteIk larki kuch dewani si by Iffat Sehar Pasha .
Kuch pagal pagal say by Farhat Ishtiaq .
Do nut khut dil by Sara Jabeen.
Mere muqadar ka chand by Fakhira Jabeen
aik novel ki request krni ti jo kch arsay phlay shua ya khwateen m publish hua tha us me 2 bhai hotay aik doc hota uski shadi non doc lrki se hoti jo kfi unromantic hoti ar dosray bhai ki shadi doc lrki se hoti ar dosra bhai hr wkt fone pe baatein krta end m pta chlta wo telecom engineer hai ar tower k logo ki call ati
ReplyDeleteHum search kr rahy hain .jesy he milta hai ap ko link esi post pr dey den gay.
Deletethnku likin jldi please :)
DeleteSiso ye sequal novel tha & name change hai but story wohi hai jo ap ny btai .kindly check kr len
DeleteYeh kaisa hair phair hai novel by Saima Basheer
Yeh kesa hair phair hai novel by Saima Basheer
thnku nimra :) mne jb bi request ki apne hmesha puri ki im very grateful
DeleteAsslamu alaikum mujhe kuch novels chahiye plz 1st heroine ka name mushkbar hota hai uski shadi jis larke se hoti h woh shadi ki raat ghar chor deta h kyun ki usne apni bhabhi k force karne pr shadi ki thi
ReplyDelete2nd hero ka name zaraq ali khan afandi hota h woh apni student se pyar krta h jo umar me kafi choti hoti h unki class ka ek larka bhi heroine se pyar krta h
3rd hero ka name ali nawaz hota h woh uni me ek larki ko like krta h and uski family ko fake pics dikha kr shadi kr leta h baad me letter likh kr apni galti accept krta h
4th hero shiraz khan heroine ko dekh kr kafi rich hone pr bhi uska driver bn jata h heroine ke father kisi waja se heroine se uski shadi kr dete h uske rich freinds ko dekh kr heroine ko us par shak hota h
INSHAALLAH baqi 3no bhi mil jaen to ap ko link esi post pr den den gay .
Delete4th novel
Gariftar e wafa by Parvin Sharif
3rd novel
DeleteBisat e jaan by Sajida Taj
W'Salam aapki 4th request mere khayal mein Gariftar E Wafa by Parvin Sharif hai.
ReplyDeletebundel of thanks
DeleteSalam..!! Mujhe ik novel chahiy.. mujhe bs us ki story pta h heroin ki behn ka husband us ki sath thek nai hota.. jab us ki behn ki death ho jati h tw us k 2 baby hote hen beti bari hoti h or beta chota... heroin k maa baap us ki shadi krva dete hen.
ReplyDeletedard e ishq by nadia amin
DeleteWalekum aslam
DeleteDard e ishq by Nadia Ameen.
Thankuu
DeleteSalam i have read a novel few years back
ReplyDeletename yaad nai hai khawateen ya shuaa digest may tha
heroin name was ujala and hero name was daniyaal
itna yaad hai k heroin ki eyes blue thien
aik scene may hero apnay walid say kehta hai k agar meri eyws bhi blue hoti tu uski meri aur ap ki eyes aik jaisi hotien
Salam o Alikum,
ReplyDeletePlease we novel ka naam bata dein. Sorry much aise hai ke hero ki engagement hui hoti hai, aur heroine iske ghar main rehti hai uake parents ki death hoti hai. Hero ki fiancé bhag jati hai, aur heroine kidnap ho jati hai to hero ke parents un dono ki Shadi kerwa dete hain. Heroine hero ko Shahji kehti aur usse pyar Kerti hai bachpan se. Un dono ke twins bête hote hain. Hero ki ex wapis aa jati hai to heroine ko lagta hai wo abhi bhi usse like Kerta hai lekin hero uski Shadi kisi aur se kerata hai. Hero police main hota hai aur boht Ameer hota hai. Please jaldi se bata dein. Thank you!!!!!!
Walekum aslam
DeleteHum bhi wafa nibhaen gy novel by Farzana Mughal.
Thank you so much!!!! ☺️☺️☺️☺️
Deletesalam mene ap se upper bhi request ki thi k plzz "band muthi jugnu rakhne" jese novels k names batadyn.. plzzzzzzzzzz
ReplyDeletesalam i need behti chandani ka sakoot by naheed chauhdary
ReplyDeleteWalekum aslam
DeleteEs k digest available ni hain & i think episodic novel tha.
Hi, main ne ek novel bohat sal parha tha mujhay us ka naam yaad nahi lakin story kuch is tarah se thi k, heroine apni behan ke ghar jati hai chutiyun main aur wahan us ki behan ka devar bhi aata hai, woh us ko pasand karne lagti hai lakin kuch kehti nai, story age barthi hai aur usi duran larki larke ko khat likha ke apni mohabbat ka izhar karti hai lakin baad main embarased hoti hai k us ne larki ho ke pehal hi, kuch der naad larki larke ke gaon jati hai eid pe, chand raat ko woh chat pe chand dekh rahi hoti hai jab hero us ke pass aata hai us bolta hai " apne sawal ka jawab tu leti jao" Please tell me the name of the story or give me a link. Thank you
ReplyDeleteChand eid ka by Alina Kiran
DeletePardes by nahid sultana akhtar. Please ye novel dhoond dain. Thanks.
ReplyDeleteAvailable ni hai. kya ap k pas es k digest k month & year k info hai?.
DeletePlease namal ki 16 episode ka link dy dyn
ReplyDeleteAbhi digest ni aya .INSHAALLAH jaldi he post kr den gay.
Deletetery pyar ki khushboo novel ka november episode ka link dain and raqs bismal november episode
ReplyDeleteTery pyair k khushboo abhi post ni k
DeleteRaqs e bismil by Nabila Aziz Episode 25
kuxh aise novels batadyn.. jo czns base hun.. n larki apni czn ki shadi attend krne czns's house aii ho...funny bhi hun.... plzzzzzzz aesay novels k link dydn...?????????
ReplyDeleteband muthi jugnu rakhna ....... jese novels k link dedyn....??? plz????
ReplyDeletei m waiting..
Same es jeay ni mila agr ap khen to czn type novel bta don .esi type m aty hain
Deleteji dedyn..ya phr mujh se uppper jo larki ne post kia agr us type ke miljaye tw wo bhi..advanece mein thankss....:)
DeleteAoa. Afshan afridi ki story ha js mein characters k names rumesa, umema aur ghufran hain
ReplyDeleteStory mein hero heroin ki phupho ko pasand krta ha pr wo us se shadi nai krti. Phr hero shadi he nai lrta. Heroin ka rishtay ka chacha hota ha.heroin usay pasand krne lg prti ha. Aur end pe happy ending hojati ha. Please iska link de dain thnx.
Walekum aslam
Deletesearch kr rahy hain .milty he esi post pr link dey den gay.
Last page pe kise nae zarar Aur maida ke story ke request ke ha I also want that story....
ReplyDeletebohat koshish k pr ni mil rha ,INSHAALLAH jesy he mila ap ko inform kr don ge.
Deleteis there any new long romantic novels which is worth reading i mean really good stuff and plz dont suggest novels with too many characters and stories
ReplyDeleteDrama Gul-e-Raana written by Samra Bukhari, yeh novel based h to plz uska link deden.
ReplyDeleteHasti ka ahang novel by Samra Bukhari
DeleteNimra please kuch aisy novels suggest kr dyn Jis main hero ki pehly shadi hoi hoi ho or usy k bachy b ho phr us ki wife ki death ho Jay or hero ko heroin se shadi krni padhy
ReplyDeleteRoothna ni achha by Maira Malik
DeleteZard Zamanon Ka Sawera Novel by Nabeela Abar Raja
Mohabbat ham ne ki hay novel by Shazia Rafique
long episodic novels suggest kr dan kafi sary
ReplyDeletea.o.a
ReplyDeletemujhe wo novel chahye jis mai hero heroen se zabardasti gun point pe shaadi ker krta hai ,, wo dono czns hotay hain ,,,, plzzz mujhe iss novel ka link send kr dai yaa naam bata dain
Walekum aslam
DeleteHasti ka ahang novel by Samra Bukhari
please ye novel mohabbat ek kashmakash pakeeza aanchal july 2010 me hai mujhe link send ker dein
ReplyDeleteme check kerti hon age mil gaia INSHAALLAH esi week post kr den gay
DeleteMohabbat aik kashmakash by Ashmeera Saba
DeleteAslamalikum i need "is kaaar w muhabat me " novel....
ReplyDeleteWalekum aslam
DeleteIss kaar e mohabbat main by Hina Asghar.
None of the link is working 😕 no data recieved.. error
DeleteSiso me ny abhi esi link se novel download kr k dekha hai .link to theek hai .3 links hain .ap 2nd waly se kr k dekhen.
Deleteaslmwlkm mujhey please pakeeza aanchal ka nikher gaye hain gulaab saarey chahiye please post kerdein and isper adds bahoot he zyaada arahey hain ek link open karu to dusra open hojata hai I am fed up of this adfly
ReplyDeleteWalekum aslam
DeleteWriter name mention kr den plz?
Aoa. Mjhe ek jugnu thehr gya novel by afshan afridi ki trah k novels bta dain. Thnx.
ReplyDeletetere piaar ki khushboo ka complete link day dain plz
ReplyDeleteTere payar ki khushboo by Qamrosh Ashok Complete
Deleteghazala nigar orakzai ki novel list link bta den plzzzzz
ReplyDeleteGhazala Nigar Orakzai
DeleteThanku sooOo muCh Nimra Ali 😊😊😊
Deleteaoa.i have two requests.1...heroine apni phopho ke ghar jaati hai aur wahaan us ko aik ghar acha lagta hai.wo aur uss ki czn roz subah uss ghar ki bell baja ke bhag jati hain.aik din wo akaile bell deti hai to hero dekh leta hai.badwo hero us ke csn ka friend nkalta hai.end was happy.
ReplyDelete2..herione ghar se bhagti hai.uss ki jaidad ka masla parh jata hai.novel yahaan se shroo hota haii ke heroine raat ko sarak per kahari hai to door se headlights jal ker bhujhti hain as a sign k uss ka friend hai lakin bad main gari main uss ka university fellow (hero) hota hai.hero ke father unka nikah karwa dete hain. heroine uss ghar main take carer ki job karte hai.
Walekum aslam
Delete1st novel
Humsafar hen jugnoo novel by Faiza Cheema pdf.
2nd novel
Chahat ka rang by Qurratul Ain Khurram Complete
thanku soo much
DeleteSalam plzz mujhy much ese novel ky name bat Dean jis main hero gunda , gangster ya us ky reputation achy na ho or heroin dosaron KA khayal rakhny wali ho or middle class family sy belong karty ho....☺☺
ReplyDeleteplzzzz ans i am waiting
DeleteNew esa koe ni aya .& old novels previous pages pr deay huey hain .
DeleteNimra please roothna nahi acha ka mediafire ka link dy den..... Please....!!!!
ReplyDelete3rd link mf ka hai
DeleteRoothna nahe achha by Maira Malik
salam o alikum....
ReplyDeletemujhe umme maryam ka novel Zindagi khak na thi ka media fire link dey dey.... Thank you
Walekum aslam
Delete3rd link mf ka hai
Zindgi khak na thi novel by Umme Maryam
kindly suggest some novels like haye wo bud guman mera where hero lives abroad and the girl has to move abroad for some reason!
ReplyDeletePlease mujhy b aisy Hi novels chaye nimra please help us....
DeletePlease us novel ka naam bata dyn Jis main heroin bht rich hoti hai or kisi waja se us ko buss main travel krna pdh jata hai buss ka driver hero hota hai us ki us se shadi b hoti hai or wo poor logon ko pand nahi kart please is ka naam bata dyn
ReplyDeleteIshq rang e abdiyat hai by Noor Bano Mahjoob
DeleteSalaam....!!
ReplyDeletePlease nimra kuch aisy novels suggest kr dyn jin main ek Hi story ho aur us main b after marriage story ho hero bht gusy wala ho aur heroin us bht darti ho q k wo usy Marta b ho happy ending ho....
Walekum aslam
DeleteAgr wo mehrban hota novel by Ghazala Aziz .
Eid subha e umeed novel by Shaheen Sajad
Humen apna bana lena novel by Rehana Aftab.
Salaam....!!
ReplyDeletePlease nimra nayab jellani k novel parbat k us par kahin ki story thodi si bata dyn or yeh k uski ending happy thi yah nahi please jaldi.......
Abhi continue hai & achha novel hai read kr len.
Deleteplzzz suggest me some novel similar to nazuk hai dil ka rishta by asia saleem qureshi..
ReplyDeleteDer lagi aney me lekin novel by Asia Razaqi pdf.
DeleteEid subha e umeed novel by Shaheen Sajad pdf.
Teri justujoo mein nikhar gaey novel by Huma Amir
plzzz suggest some cusions funny novel. long or short
ReplyDeleteWoh sikandar hay by Effat Sehar Pasha.
DeleteKuch Hut k by Bursha Gondal
Mere muqadar ka chand by Fakhira Jabeen .
Chahat dil ki chahat by Shazia Mustafa.
salam! mashhoor writers k romance novels suggest ker dain ...love hate relationships hon jis me ya hero spoiled ho!
ReplyDeletemohbbat ek kashmakash novel ka link dene ka buhat thanks mujhe ashmara saba ka novel chara garon kay darmian ke elawa dosray buhat se novel ka link de dein thanks
ReplyDeleteaap log pakeeza aanchal indian digest net per load ker dein
DeleteYe indian digest hai & pak m available ni hai .
DeleteGul e raana drama on hum tv kis novel par based hai?
ReplyDeleteHasti ka ahang novel by Samra Bukhari pdf.
DeleteSalaam ....!!! Nimra please kuch aisy novels suggest kar dyn jin ki story zard zamane ka sawera type ho hero ka character bilkul sabkatgin ki tarah ho.... Yh hero gussy wala police officer ho please.... Help me sis
ReplyDeleteWalekum aslam
Deletenechy wali post pr jo novels hain .sub m hero police officer hai .
Eise novels bta dein jin mein hero police main ho. Thanx in advance
ReplyDeleteMatah e dil by Nabeela Abar Raja .
DeleteMohabbat, yaqeen, ehtimad novel by Sumaira Sharif Toor pdf.
Kese manaon piya by Sajida Taj.
A.O.A! kindly upload "rehman raheem sada saen" episode of this month .......
ReplyDeleteWalekum aslam
Deleteabhi digest ni aya .jesy he aya epi INSHAALLAH post kr den gay.
A.o.A plz upload ek sharks ajnabi novel air uska ghar by Anna iqbal
ReplyDeleteWalekum aslam
Deletefilhal available ni hai .jub bhi mila INSHAALLAH post kr den gay.
Please suggest some novels like kaisy kahon jia ki by umm e marya....
ReplyDeleteAoa, mujhe aik novel ki request karni hai 2015 mein kisi digest mein aaya tha story kuch yun hai larki aur uske cousins outing ke liye murree jaate hai larki ka naam hira hota hai par aik din land sliding ki wajah se woh akeli kahen phas jaati hai aur aik doctor usko apne ghar le jaate hain unn ka aik beta bhi hota hai plzzzz yeh novelet dhoond den.
ReplyDeleteWalekum aslam
DeleteChalo jaane do by Sumera Hameed pdf.
yaram novel ki story bata do takay parhnay mai intrst barhy
ReplyDeleteplease agar kisi ko pata ha tw tell me
Ap ny shyed ye req humary fb page pr bhi post k hai i hope members k comments se ap ko andaza ho gaia ho ga.me personally bhi yehi kahon ge ap ye novel zaror read kren .bohat acha novel hai .
DeleteAoa mujhe ye novel sulaghti hui tanhai amroz jahan ka jo pakeeza aanchal ka hai link de dein
ReplyDeleteWalekum aslam
DeleteKya ap indian member hain ? werna esy novels k name normally members ko pta ni hoty .
digest bhi bta den .agr available hua INSHAALLAH zaror post kren gay.
ye kafi old pakeeza aanchal digest hai name aur year ka to mujhe nahi pata but mein pakeeza aanchal ke novel buhat shoq se read kar ti hoon kyun ke us digest ke novel ki story achi hoti hain aur mein writter ashmara saba laraib mobeen masroor jahan mrs sohail khan ke novel jo iss waqt net per hain ke alawa inke buhat saare novels ke link ki request ki hai pleaseeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeee
DeleteNimra please Mjy ek novel chahye Jis mai ladki Tom boy type hoti hai or hero conservative hota hai wok ladkiyon ka bahir niklna pasand nai hota ladki hero k padosi k ghar jati hai or wahan wo Jo kam hero krt a tha ab wo sary kam heroin krti thi hero ko bht gusa aata tha wo ek Hi college main padhty thy ek bar wo log race b lagty thy heroin siti Mar kun ko Tees krti thi or hero un k ghar aa k shaqait lagata hai par wo pehly bata deti hai is novel ki 3 episode hain please yeh novel search kr dyn
ReplyDelete2 novels es link m hain & 1 ka link alag se dey rahi hon
DeleteJab hum mily by Saira Raza Series
Jub hum mily by Saira Raza Series
love marriage ki girhein by noor ul aien sahra media fire link plex
ReplyDeleteabhi available ni hai .agr mil gaia to INSHAALLAH kal post kr den gay
DeleteAoa, mujhe aik novel chahiye 2012 mein pubish hua tha herione ka naam mizaab hota hai aur wo apne bhai bhabhi ke saath rehti hai iss mein do heroes hain aik ka naam armaan hota hai jo larki ki bhabhi ka cousin hota hai
ReplyDeleteaur doosra uski uni freind ka bhai hota hai plzzzzz yeh novel dhoond den..
Assalam o Alikum
ReplyDeletePlz mujhy ak novel chahiy jo rida digest main aya tha 2007 January main start howa tha episode wise novel nam hy dushwar rasta hy farz or mohabbat ka by rubab bukhari
Walekum aslam
DeleteHum check kerty hain & agr sub digest available huey to INSHAALLAH post kr den gay
Ok I'm waiting
Deleteplease mujhe rida digest july aur august 2004 ka link de dein
ReplyDeleteSorry ye dono digest available ni hain .ap ko koe novel chahaey es m se to mention kr den .may be wo mil jaey .
DeleteAoa, maine aik novel ki request ki thi herione ka naam mizaab hota hai aur wo apne bhai bhabhi ke saath rehti uski bhabhi ka cousin psychiatrist hota hai aur usse like karta hai but wo apni freind ke bhai ko jo uska uni teacher hota hai usse like karti hai plzzzzz Nimra yeh story dhoond den.......
ReplyDeleteWalekum aslam
DeleteAp k req hum search kr rahy hain .jesy he mila INSHAALLAH link dey den gay.
Salaam nimra....!!!
ReplyDeletePlease kuch aisy novels suggest kr dyn jin main hero ki do shadiyan ho but end pe wo ek heroin k saath ho happy ending ho
Hello! Please suggest some novels in which hero is police officer yh wo army man ho and after marriage story ho.. Hero bht gusy wala ho... Happy ending ho please sis help me..
ReplyDeleteEsi page pr me ny Police officers k novel deay hain
Delete& Army m hero waly novels es link m hain
Army based Stories
Kindly yeh kesa hair phair hai by saima basheer ka mediafir ka link de dein
ReplyDelete