Asslam o alekum friends and members
ap sb se guzarash hay k apni request k bare me best info like novel name, author name, jis digest me novel publish hoa us ka name , month and year, and agr ap ko us novel ki story ya main charecters yad hen to woh btaen ta k ap ka matlooba novel talash krne me asani ho and apni request k poora hone ka sabar se intizar kren k kbi kbi koi novel available ni hota ya us novel k bare me kuch pata ni hota is leay us request me der b ho sakti hay. Meri poori koshish hoti hay k ap ki request jald se jald poori ho sake. baqi sb members se b meri guzarash hay k agr ap koi req dekhen or ap ko us novel ka pata ho to kindly us req pr reply zaroor kren.
Request karne wale members se guzarash hay k
- Request krte hoey sath me apna name zaroor mention kren ta k next time jb ap us req k bare me poochen to hum ko pata ho k ap kis req k bare me pata kr rahe hen.
- Apna email id sath me mention kren ta k bad me ap ko link send kia ja sake.
agr ap ko kahen ksi qisam ki problem ho to ap mujhe mail kr sakte hen
aatish2kx@gmail.com
aatish2kx@gmail.com
ya face book pr mujhe contect kr sakte hen
https://www.facebook.com/aatish2k11 ( IMRAN ALI )
Ap apni request hmare facebook ke page pr b send kr sakte hen
ap sb ke tahawan ka boht shukria.
Ap ka bhai IMRAN ALI
upload rida april 2014 plzzzzz
ReplyDeletePlz j novel
DeleteIss dil main bsay ho tm dhoond dain
Plzz mujhe ek novel ko talash hai.larib momin ka hai.year exactly yaas nahi but 2000ke ass pass ka hai aur nivember decmber me publish hua tha.hero apni college ki frnd ko pasand karta.but uski mom uski behn jis ladke se shadi karna chati uske behn se uski shadi karadeti.hwro ka naam rameez hai.
DeleteAsalam Alaikum
ReplyDeleteaik aur request hai umeed hai jald hi poori ho jaye gi aik story thi jis ka name tu mujhe yad nahi na hi writer ka name yad hai story yun thi k heroine ka name Arjumand hota hy sab pyar se usay jeena bulate hain jeena k 3 bhai hotay hain bare walay ka name shaid haider hota hai aur middle waly ka name ali ...ali army mein hota hai ...jeena ki engagement us k taya k bete se ho chuki hoti hai story puri jeena ki shadi pe based thi story k start hadiqa k song "mehndi rache gi tere hath" se hota hai plz agar kisi ko is novel ka name pta hai tu bta dein
Jesy hi iss novel ka pata chala INSHAALLAH post ho jaey ga.
DeleteSuno esa nahe karte by Memona Khurshid
DeleteSuno aisa nahi karte (Memona ali)
ReplyDeleteHere is your requested novel link.
DeleteSuno aisa nahi karty by Memoona Ali
salam aik aur request karni hai 2 bhaion ki story thi barey bhai ka name ahmar aur chotey ka name arham hota hai story mujhe sahi se yad nahi bus starting yad hai k arham ghar ata hai bahot gusey main aur apni bhabi se kehta hai k bahot ho gaya app bhai se kahein k meri pocket money barhain kyun k raste mein aik faqeer arham se bheeq mangta hai tu arham k pass usay dene k liye sirf 2 rp hotey hain wo dene lagta hai tu faqeer kehta hai rehne do bhai is ki zaroorat mujh se ziada tmain hai plz is ka name bta dein
ReplyDeleteik novel hy jis mai hero khudgharz hota hy start main us novel main larki ka name zara hota hy, wo hero k office mai kam karti hy nd ahista un ki understanding ban jati hy, hero ka bhanja hota hy us ka name fahad hota hy hero apnay bhai zulkarnain ki nd us ki biwi ki talaq kara deta hy kyn k wo fahad ko marti hy..zara ko pata chalat hy to hero k bhai se shahdi k liay tayar hojati hy sirf fahad k liay jab hero ko pata chalta hy to misunderstanding creat karnay ki kosish karta hy kindly is novel ka name bata dain
ReplyDeleteSare gulab le jana by Faiza Iftikhar
DeleteMujhe do novels ki talash hai jo middle east me base pakistani famlies ki hai
ReplyDeleteek kahani me heroin dubai mein apne taya tayi ke sath rehti hai aur us ka mangetar use hero se shadi karne ke liye majboor karta hai.hero ek amir zada hai.heroin shadi ke dab hero se pyar karne lagti hai
dusri kahani me herion ke walid use sauteli ma aur manuo se bachabe saudi arabiya apne family ke paas bhejte hai.
jesy hi koi clue mila apke requested novel ka to INSHAALLAH post ho jaey ga.
Deleteis it the novel in which the heroine does not know arabic and gets married to her cousin?
DeleteYes
Deleteyou know the name
yeh Mrs Sohail kahn ka nvl hai koi name guess kar de ager to hum post kar den gay yeh novel.
DeleteDil ki bahon me tujhe qaid karo.
DeleteMrs.Sohail khan ke aur bhi novels upload kare
Asak... ur first request is Tum agar Khwab bhi hote to tabeer karte hum... by sohail khan..
Deletejald hi yeh dono novels post ho jayen gay Insha'Allah :)
Deletenabeela abar raja ka konsa novel ha jis mae hero kidnap ho jata ha..
ReplyDeleteHere is the link.
DeleteSilsiley roshni kay by Nabeela Abar Raja
AOA.....mujhy 1 novel chie jis main herione ki awaz kuch mardana hoti hai jis ki waja sai uska czn usai shaadi nahi karta balka apny dost sai karwadaita hai hero ki bhabi achi nahi hoti to uski maa uski shaadi herione karwadati hai ....yai shua ya khawateen main aya tha.....
ReplyDeleteAsia razaqi ka novel hy
DeleteSalaam atish bhai novel humne hare name Mani by Anila kiran ka link de day huda
ReplyDeleteap kindly apny novel ka publishing digest month and year confirm kar den. thanks.
DeleteMain ne haar mani hai by anila kiran. Ye hai novel ka name
DeletePlz Imran bhai main ne haar Mani hai by
DeleteAnila kiran ka link dain huda
INSHAALLAH kal post ho jaey ga apka requested novel.
DeleteHere is your requested novel link
DeleteMaine haar mani hai by Anila Kiran
mujeh puchna tha k online reading mien her novel kuch pages open nhi horahe woh kese hon ge
ReplyDeleteap dobara se try karen phir ho jaen gy open.
Deletedobara try karne k baad bhi images open nhi horahey
Deletekhwateen april 2014 kb upload ho ga??????
ReplyDeleteabhi available nahi hai , jesy hi mila INSHAALLLAH post ho jaey ga.
DeleteHere is the link
DeleteKhawateen Digest April 2014
Salam
ReplyDeleteaik story thi jis mein hero ka name asad hota hai aur wo 4 behnon ka aklota bhai hota hai larki ka name yad nahi larki hero k dost ki behn hoti hai hero usay aik market mein dekhta hai aur hero ki gari k sath heroin ki gari ka accident b hota hai hero apni behnon ko larki k ghar bhejta hai tu behnein kehti hain hamein us larki k baray main kuch tu pta ho tab wo kehta hai k us ki eyes ka colour green hai jab wahan jate hain tu hero ki nani aur heroin k dadi bachpan ki frnds nikalti hain aur usi din heroin ki aik aur cousin green lenses laga k ati hai jis ki shadi hero k dost k sath hone wali hoti hai hero k ghar walay usay hi heroin samaj lete hain..... plz agar kisi ko is novel ka name pta hai tu bta dein
Koi mil gaya by maryam sajid
DeleteHere is your requested novel link.
DeleteKoi mil gia by Maryam Sajid
can somebody plz tell me k yeh
ReplyDeletenovel kis month aur kis year k
kiran digest mein publish hoa
tha
Kiran feb 2003
DeleteASAK Bhai,
ReplyDeletePlz suggest some novels in which hero is the boss of heroine...
Ap yeh novel parh len.
DeleteHisab e dil rehny do by Nabeela Aziz
konplon k phool banny tak by rahat jaben
DeleteKhoobsurat galti by shazia ch
dhoop dhal jaye gi by nadia fatima rizwi
sabz mausamo ki barish by farzna ismail
Thanx ...
DeleteSalaam Imran bhai rizwana irshad ka novel dair lage ane main plz is ka link DA daily huda
ReplyDeleteHere is your requested novel link.
DeleteDair lagi any mein by Rizwan Irshad
Mjhe kuch esi stories bta den pleaseeeee jime hero buht ameer aur handsome ho. bht baar request kar chuki hun
ReplyDeleteGulab saton ki naveed
Deletedil hi to hai by farhat ishtiaq
Aseer e mohabbat by Nadia Fatima Rizvi
Kuch phool khilnay hain by Ghazal Yasir Malik
Mere humdam mere dost by Farhat Ishtiaq
Aur kuch khawab by Ushna Kausar
Thank u so much, ye parhe hen, kuch aur?? plzzz
Deletei want to read all this novel so plz upload the working link sir
Deleteaap apni requests k liye Facebook pe hamara grp join karen.
DeleteRequest for novels
This comment has been removed by a blog administrator.
ReplyDeletetalab e ishq by nadia amin novel ka link bta daen..
ReplyDeleteimages blurr hen n i think full story nahi ha?
Here is your requested novel link
DeleteTalab e ishq by Nadia Ameen
mujay aik novel ka name search kerna hai jis main hero ka naam hammad nd heroion ka name atika hota hai yah shua khawteen yah kiran ma say kisi aik ma publish howa tha simple se story thi jis ka main theme shadi say phelay milnay kay nuqsan per tha
ReplyDeletereply plzzzzz
DeleteEid milney ka mausam by atya umer
Deletethankx alot
Deletelink send ker dain plz net per search nahi ho raha
DeleteAp " Eid milnay ka mosam " aise name likh kar search karen mil jaye ga :)
Deletenahi mil raha :(
DeleteAp thora wait karen admins IN SHAA ALLAH jald hi link bana deinge
Deleteyeh novel jald hi post ho jaye ga Insha'Allah.Keep visiting :)
Deletethanx alot :)
DeleteHere is the link.
DeleteEid milnay ka mausam by Atiya Umar
Kiran digest april 2014 kab upload hoga kindly bta de??
ReplyDeleteINSHAALLAH jald hi post ho jaey ga.
DeleteKiran Digest April
DeleteAsslam o alikum aik novel boht acha he anyone who read "zindagi ho tum by madiha tariq"
ReplyDeletejo jo parhna chate hen un k liye link :
DeleteZindagi tum ho by Madiha Tariq
qafley loat ae hen by sundus jabeen jaise koi stories bta den.anyone
ReplyDeleteAna parast by nadia ameen
DeleteEid subha e umeed by shaheen sajjid
Mujhe ek novel chahiye : Novel ka naam Nayi subah tha and novel ki writer Ifat Muhani hain.
ReplyDeleteNovel ki story ye hai ki: Hero ka naam tha saif. Hero ke papa dusri shadi kar lete hain n heroine hero ki sauteli maa ki bhanji hoti hai...hero heroine se bahot nafrat karta hai aur apni sauteli maa se bhi chidta hai..happy ending thi..
This comment has been removed by a blog administrator.
ReplyDeletePlease upload kahin deep jale kahin dil last episode mein jab apki site se download karti houn to nighat sema ka koi agaya novel show hota hai please
ReplyDeleteap ab check kar len link replace o gia hai.
DeleteYa its replaced thank you very much
DeleteBahi Your images quality is really good. Kindly ap bata saktain hain k kunsa software use kertay hain to convert images to pdf ya setup ka link
ReplyDeleteKiran digest?????
ReplyDeleteHere is your requested novel link.
DeleteKiran Digest
Mje ek novel chaye aanchal digest me pulish hua tha 2 episodes the..
ReplyDeleteStory is like girl name is kiran mgr wo pak se bahr rhti wahan sb use keran kehte us ka ek frnd hta ha christian jb wo apne religion ki taraf ata ha or unki ek frnd ko christian bna lta ha to use apni islam se duri ki galti ka ehsas hta ha wo apne religion ko follow krne lgti ha apne parents se b krwati ha ek dn clax me iscarf pehn kr jati to sir use nkal dte phr wo islamic center se prhai krti..un k neighbor me ek larka ata wo is se inspire hta ha ek dafa dono bat krte to kiran ka christian frnd waham ata ha or us ka mazaq urata kiran black belt hti ha wo use marti ha us ki halat khrab hojati kiran k sth jo larka hta wo khud pe ilzam lta ha or use bacha lta ha kiran pak ajati ha apni family k sath wahan is li engagmnt hti ha or wahan whi larka ata ha apna nam ahmed batata ha jb use pta chalta ha k us li engagmnt ha to jane lgta ha is me kiran ki mama or us ka cuzn use us ko rokne ko kehte wo us k pas jati ha or happy ending ha..if anyone knows about it plz tell me
Khushboo ka safar by Ayesha Noor
DeleteSalam
ReplyDeleteMain ne kafi arse pahle akhbare jahan ke 2 novels ki req ki thi ap ko shayad had ho ap ne ab tuk woh req pori nahai ki.ab yeh meri dosri req hai mujhe aroosa novel chahye jis pe aroosa drama bana that us ki author I think zubaida khatoon hain.plz is req ko pora kur dein.thxxxx
Kia ap meri koi req kabhi pori nahi karenge pahli pe to sabar kur liya hai plz dosri req to poori kur dein plz aroosa upload our dein
Deletehum talash kar rahy hain but mila nae abhi novel. ap plz thora wait karen. jesy hi novel mila INSHAALLAH post ho jaey ga.
DeleteHello."Kitney Bekhabar They" by "Nadia Jahangir".plz is tarah ka koi novel bta dain,if possible,thanks.
ReplyDeleteSalaam maisra novel khushboo ki zuban by naisha khursheed ka ha incomplete ha us novel k page missing ha plz full link DA huda
ReplyDeleteKhushboo ki zuban by Nisha Khursheed
Deletekindly upload mah e tamam 12 episode
ReplyDeleteINSHAALLAH kal post ho jaey ga.
DeletePlease take care while uploading something as some of the papers are missing from suspense digest may 2014
ReplyDeleteBest regards
Assalam o Alaikum Imran Bhai mughy aik request krni thi iqra sageer Ahmed ka novel baharon ky sang sang jab hum read online open krty hy tu yah novel book form may open hota hay jaisa market may available hay Lakin jab hum download krty hay to us book form may open nahi hota aap isy download link may b read online jaysa kar dy agar ya possible nahi hay to no problem Thanks
ReplyDeleteDhanak k rang! All parts plz..
ReplyDeleteAJ
Assalamo alikum....Imran bahai ...i need silsala war novelt .." Bin maali k Kaliyaan "
ReplyDeleteby Rubab Bukhari...ye silsalawar novelt rida digest 2005 men ayya tha...itna yaa he iski pahli qist ...may 2005 rida digest men aayi thi ...plzzz upload karden ....thnxzz
abhi yeh complete novel available nahi hai. jesy hi mila INSHAALLAH post ho jaey ga.
Deletethnxzzzz
DeleteAs slam o alikum both acha novel specially for girls "lagan"by bushra rehman
ReplyDeleteis men heroine apne parents ki ikloti aulad hoti hai..... parents rich hote hen to wo bohot proud hoti hai n ghareebon ko bura samajhti hai.... novel ka start yun hota hai k heroine ne apni nani k ghar jana hota hai n kisi problem ki waja se zindagi men pehli baar wo bus se travel kr rae hti hai... n bus apne tym k mutabik nai chalti to koe batata hai k bus driver ka koi relative mar gya hai to heroine kehti hai k YE GHAREEBON KA TO KOI NA KOI RISHTADAAR HE MARA REHTA HAI.... thn novel ka hero bus drive krta hai jo asal men us bus company k owner ka beta hota hai bt heroine ko nai pata hota... later novel men dono ki shaadi hoti hai n hero heroine se jhoot bolta hai k bus company wale mje apne bete jesa samajhte hen n us ko aik gaon men chote se ghar men le ata hai n wahin rakhta hai ghareebon ki tarha.... heroine ko end men batata hai k wo bus company k owner ka he beta hai n all goes well in da end.....
ReplyDeleteno its not lagan by bushra rehman i hav read that novel and that is quite differnt from the story u hv narrated Anonymous :P
Deleteis story k hero ka name talha to nahi tha?its very old story published in kiran digest.i think 90's ki story he....
DeleteThis is not story which I tell
DeleteI can tell u the authors name its saira yamin rao ive forgotten the other details. cudnt find it on net :(
Deleteme ye novel nht dinon se serch kar ri hun par kahin se b ni mila ak jga iska name mohabbat ran e ibadat likha tha par mje ye novel ni mila agar kisi ko mile to plz post it
Deleteits a novel by noor bano mehjoob ishq rang e abdyat hai. its available on this site
DeleteHI And Salam
ReplyDeleteAt the outset, I would really extend my heartiest appreciation for running this blog so passionately.
I am a avid reader of Urdu Novles and through this blog you made it possible for me to catch up some long list.
I even have come across those novels which I have been searching for almost a decade and luckily found on this blog.
I love reading old novels,specially in 80-90 era. This is the time where I left off reading them and now few years a go I pick them up again. Those novels were stuck to my mind so bad that whenever I found and read them they reminded me memories back in days when I was young.
They are just quite a few, mostly I found in your blog, but I am still looking for few, Only Two.
First; Two sisters from foregin countries came to pakistan get married, Rabika and sabika. One got married with family friend and other fell in love with her cousin. But her cousin was already interested in some other girl. When this sister found out that the guy she liked could not marry because of his lack of fortune, she decided to marry him , take him to abroad and when he be well off and get his green card , she will leave him and let him get married the girl of his choice. So when they came to abroad, the guy start appreciating her and falling for her. In the end, when he got his green card she left a note explaining why did she marry him and rest. But he does not want her to leave and drove back to her but met an accident but survived. In the ending dialogues are " Tum jug jug jeo Maharaj , Hum tori nagarya mai aye"... I think thats a title of the novel as well, but not sure.
Please Please do look for this novel. Thank you in Advance.
Please ...could you find this one for me?
DeletePlease Imran Ali and Aatish Ali , Could you look into my request ? I am desperately looking for the one.
Deleteplz help me find ths story...
ReplyDeleteis men heroine apne parents ki ikloti aulad hoti hai..... parents rich hote hen to wo bohot proud hoti hai n ghareebon ko bura samajhti hai.... novel ka start yun hota hai k heroine ne apni nani k ghar jana hota hai n kisi problem ki waja se zindagi men pehli baar wo bus se travel kr rae hti hai... n bus apne tym k mutabik nai chalti to koe batata hai k bus driver ka koi relative mar gya hai to heroine kehti hai k YE GHAREEBON KA TO KOI NA KOI RISHTADAAR HE MARA REHTA HAI.... thn novel ka hero bus drive krta hai jo asal men us bus company k owner ka beta hota hai bt heroine ko nai pata hota... later novel men dono ki shaadi hoti hai n hero heroine se jhoot bolta hai k bus company wale mje apne bete jesa samajhte hen n us ko aik gaon men chote se ghar men le ata hai n wahin rakhta hai ghareebon ki tarha.... heroine ko end men batata hai k wo bus company k owner ka he beta hai n all goes well in da end..
Plzzzzzzzzzzz respond...mjhe kuch ese novel k name bta den jis mein hero buht ameer aur handsome ho.
ReplyDeleteLagan by bushra rehman
Deleteoper names dea hue hen...
ReplyDeletetaleem o tarbiat april 2014 kb post hoga?
ReplyDeletemil gya muje taleem o tarbiat april ka,
DeleteAsslamualaikum
ReplyDeleteYe novel 2002 -2003 mn tha hero ke bhen se heroin ke bhai ki shadi hoti hn aur inhi ke sath hero heroin ki shadi hoti hn lekin shadi se phele hero heroin ke pass jata shadi ki liye haan mt kaho bolne heroin aisa kahene se mana kardeti hn aur shadi hojati lykin heroin badguman hojati happy ending hoti hn usmen heroin koi ek dilouge uska takya kalam hota hn
Wa alikum Aslaam
Deletestory detail me btayen aise mushkil he name guess karna.
Assalam Imran Bhai and Maisra meri do request hai novels kafi old hai lekin agar aap upload karde to I will be very thankful 1. Alampanah by Rafia Amin and 2. Ek tarz-e-taghaful by Musharaf Tamiz.
ReplyDeletesry filhaal to yeh dono books available nai hen,
Deleteanchal digest may 2014 link plz
ReplyDeleteHere is your requested digest.
Deleteaanchal digest may 2014
please upload novel khishoon ka jazeera man by rukh chudhry publish in rida digest 2006
ReplyDeletePLz upload khawateen digest may 1992
ReplyDeletesorry abhi available nahi hai.
DeleteSalaam famous Urdu novel fan's club open nhi horaha ha huda
ReplyDeleteMujhe ek novel chahiye novel silsilewar tha.Novel ki writer masroor jahan thi.Novel ka naam Nayi Umangein hai.Ye novel pakiza aanchal 1991 ke shumareh mein aata tha.Heroine hero ke office mein kaam karti hai aur hero aur heroine ek dusre ko pasand krte hain par ek dusre ko shayad nahin batate.Kuch arse baad unki shaadi ho jaati hai.Plz find this novel fast.
ReplyDeletezeba is nvl ka kaha hua he aik friend ko ager un ko mil gaya to humen beajh den gi hum post kar den gay Insha'Allah
Deletesorry ye novel 1989 ke pakiza aanchal ke shumareh mein publish hua tha-Zeba Ali.
ReplyDeleteAssalam o alikum Any body tell me quickly how make research proposal or any website where available topic is related to education. PlZ quickly
ReplyDeleteAssalam o alaikum. plz novel ANDLEEB by salma kanwal post ker dein.
ReplyDeleteabhi yeh novel nae mil saka.
DeletePlease post khawateen digest May 1992.ab app ko bar bar request krni parti hai.jawab phr b nai ata.
ReplyDeleteSorry for late reply. But yeh digest available nahi hai abhi. jesy hi mila INSHAALLAH post ho jaey ga.
DeleteAOA please mujhe ek novel chahiye asusuall mujhe bhi iski writer digest ya year kuch yaad nahi bus story pata hai maine years before padhi thi ladki ke parents ki death unki frst anvsry ke din hoti hai jab woh use apni tayi ke yahan per rakh ker party mein jaate hain tayi usse bahoot bura behave kerti hai aur saara kaaaam kervati hai tayi ka beta hota hai ju disabled hota hai jska name asfandiyaar hota uski shaadi taayi ladki se karvadeti hai prprty ke liye please check this yeh story kaafi purani hi paakeeza aanchal ya mashriqi aanchal mein aayi hai ok
ReplyDeleteMeri ankhoon main khwab saja do by nighat abdullah
DeleteMemona malik could you please tell me which month & year?
DeleteImran bhai salaam main do request ke ha par fulfill nhi Hui par aap ne dekhe bi nhi ha plz check kare k famous Urdu novel fans club open kyn nhi ho raha ha plz huda
ReplyDeleteap iss link se open kar len.
Deletehttps://www.facebook.com/FamousUrduNovelsFanClub
is link ko try karen.
DeleteFamous Urdu novels Fan Club
aoa...........kindly upload mata e jaan hy tu by farhat ishtiaq
ReplyDeleteMata e jaan hai tu by Farhat Ishtiaq
DeleteHi can you upload silsilewar novel "sahilon ki udasi by zarnain aarzo" it was published in hina digest october 2003.
ReplyDeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDeletePl meri request puri karen mene phale bhi ki thi sohel khan ka novel jisme heroin doctor thi and hero teen bhai hero ke father bete aur biwi se badguman hote hn
ReplyDeleteMrs sohail k novels k names guess karne k liye bht indian friends hen hamare, aap ager month bta den to apany digests me deakh k bat sakte hen.
DeleteI think ye novel pakeezah aanchal mein aaya tha.Shayad us novel ka naam kaise na karoge hum se pyaar tha.Aur shayad issue january 2011 ka hai.
DeleteSorry month nahi pata
ReplyDeleterida aur hina digest may 2014 kab aye ga
ReplyDeleteHina Digest ka link yeh raha, Rida abhi nai aya.
DeleteHina Digest May 2014
meri aankhon mein khwaab sajado by nighat abdulla please upload kerdein thnx
ReplyDeleteBahroon k kay sung sung jese novels aur bta dein,
ReplyDeleteTeri ulfat mein sanam, lagan, kuj meinu maran da shoq, muhabbat dil pe dastak kay elawa aur btaein
Mera reply?????? ........... kindly plz
DeleteChand gagan aur chandani by Iqra Sagheer
Deletesabz ruton ki jhilmil main by iffat sehar
mohabat dil ke sahra ma by shazia mustafa, titlion ko chu kr by rukh chudry, mere hamdam mere dost by farhat istiaq.
DeleteAssalam-o-alikum !!!!!
ReplyDeleteplz meri request hai mujhe os story ka naam sahi se nahi pata shayad "chaht ke rang nirale" tha or shayad khawateen digest se tha or year shayad 1985 ya 1986 ka tha or naziya hassan ka title page tha or hero ka naam nail hassan tha or heroin ka naam sania tha or ye dono join family mai rahte hai or heroin thori saawali hoti hai hero herion ko bohat tang karta hai wo hero ki cousin hoti hai !!!!!
aghar plz kisi ko is story k writer ka naam pata hai to bata de ? and admin plz aap ye novel find kar k upload kar den plzzzzz !!!!!
bheegi palkon par author iqra sagheer ahmed ka episode 34 kb tk update ho ga jldi update kr dn plzzzzzzzzzzzz
ReplyDeletealag s eposted nai he. yeh epi 1 to 34 ka link he
DeleteBheegi palkon per by Iqra Sagheer Ahmed
thanx
Deletesalma younis ka novel chor darwazy post kr dyn
ReplyDeleterida digest may 2014 kab aya ga
ReplyDeletedigest pura nhi page 58 ko dayk lain is baad koi or page hai plz fix ker dain
DeleteAOA 3 or 4 years back novel hay bahar country may bigra Pakistani larka hota hay Heroin ungraz nun larke hote hay larka usay bar bar charta hay end may wo muslim ho jate hay Pakistan a jate hay happy end hota hay riplay soon ANNIE
ReplyDeleteWh ik sitara meharban by mehwish iftekhar
DeleteI need to know name of novel jis mn hero heroine k ghar ata ha jahan heroine ki apni family say kuch problems hoti hain. us ki sisters us say bat nahi kiya karti. Heroine aksar 1 masjid mn jaya karti hai n hamesha uddas rehti hai. Hero heroine ko 1 bar barish mn road p 1 tree k pass rotay huay daikhta ha jis mn heroine br br kisi larkay k name (ADI) lay rahi hoti hai. hero heroine ko propose karta ha but wo refuse kr deti hai jis p hero us say poochta h k wo ussi Adi ki waja say mana kar rahi ha n Adii k baray mn buri batein kehta ha jis p heroine ussay thappar marti ha hero heroine say badla lenay ka plan bna leta ha. story was might be based on adoption. yeh novel November 2003 ya 2004 mn publish hua tha digest ka name yad nahi 2 episodes thein. plzzz can u find the name
ReplyDeletei want a story.usme heroine ki maa marne se pehle usay apne czn k hawaly kr jati hae.heoine usay pasand krne lagti hae bt wu usay ignore krta hae bt jb log un k aik sath rehne pe aitraaz krte hae tou wu shadi kr leta hae.unka aik beta bi hota hae pur wu end me mar jata hae
ReplyDeleteShikast e fatehana by Nadia Ameen
DeleteThis comment has been removed by a blog administrator.
ReplyDeletesalma younus ka novel "Chor Darwazay"Published in monthly digest "Dosheeza" in march 2012 plzzzzzzzzzz post kr dyn
ReplyDeletechor darwazy
Deleteplzzzzzzzzzzzzz upload kiran digest may 2014.........
ReplyDeleteHere is your requested Digest link.
DeleteKiran Digest May 2014
aoa Ali bhai & maisra g,main ap sy sal k bad bat kr rhe hon umeed hy ap khairiyat sy hon gy .bhai kia ap ko novel qurbo guraiz k darmian mila?shua digest me i think october ,november 1998 me publish hoa tha.
ReplyDeleteshabe zindagi rukhsana adnan ka novel ha plxx bta dy kha mily ga nd hum tv par darama b chal rha ha mujhy wohi novel chaye jis par darama baced ha
ReplyDeleteAey shab e zindagi by Rukhsana nigar adnan
Deleteaik novel hy mehendi lagy mery hath ye novel 1978 ya 1980 k pakeeza dijest mai tha kia ap wo novel upload kr sakty hn ya phr us novel k writer ka naam bta sakty hn ye novel in years k saalgirah num mai tha plzz reply
ReplyDeletesorry itny old digests available nai hn
DeleteKya aap pakeeza anchal k 1990-2000 k beech k edition share kar saktay hein plz?
ReplyDeleteMein ne kafi pehle ik novel ki ik do qist parhi thi, jis mey ik zara nami larki hoti yai iise ghalti se kidnap hojati hai, uski stepmother hoti hai, aur woh waps ghar nahi jati, hostel may rehne lagti hai. Ksi ko naam pta hai is novel ka!
ReplyDeletehero name was mustafa n heroine name was kiran
ReplyDeleteheroine hero k dad k frend ki beti jiska nikah hero se zabardasti jr dia jata hai .
n wo hero k ghar k nazdeek hi rrhti hai sb ghr walay usay like krtay except hero
published in hina
http://kitabdostpk.blogspot.com/2013/10/hum-ko-hai-teri-nazar-mein-rehna-by.html
Deleteaoa, mujhay army k kuch romantic and funny novels k link shre kr dain plz jinka end b happy happy ho
ReplyDeletehae................. mujay jageerdrana nizaam k kuch romantic novels k link day dain plz jo kuch old hon keun k new almost perhay hue hain plz.....
ReplyDeleteplease mjhy aisy kuch novels btaen jis me hero herion ki zbrdasti shadi ho start me hi.
Deletesuhail kahan ka novel hai jis mai hero heroin ko shadi sai pehlai milta hai par herion is ki pasand nahi karti badh mai un ki shadi ho jati hai to hero usi bath sai naraz rahta hai phir herion kahnai kabba kai samnai ro ro kar batai hai ki whi shadi sai pehlai yeh sab pasand nahi karti us mai us ka kya kaoor hai
DeleteYe novel january 2001 me publish hua tha.
DeleteYe novel january 2001 me publish hua tha.
Deletehi main kafi arsay se aik novel talash kar rahi hun
ReplyDeletejis main hero ka nam saib n heroin ka raniya hay
hero k cozen ka nam jameel bhai hota hy or wo us k liye larki dekhny jatay hain heroin us ko train main milti hay
plz agar mil jaye to meharbani ho gi
Aslam O Aliakum.. ma kafi arsay sy ek novel search r rae hu jiska name i think "kalay chor" ya aesa hi kuch tha,, pakeeza digest m tha ,, jismy lrki or lrky ki college life m laraae ho jati hy, or bad m shadi jo lrki ka behnoi krwata hay zbrdsti... please koi bta skta hay???
ReplyDeleteYaadain by nabila aziz
DeleteNahe yeh wo Novel nhe hay, isme hero koi wadera hota hy...
ReplyDeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDeleteKindly upload the Novel "Ek tarz-e-tagaful" by musharaf tameez.......
ReplyDeletePlz mjhe us novel ka nam bta den bhhht purana hai storu kch yun thi k heroine ki mangni ya nikkah bachpan mein hi apne mamoon k bete se ho jata hai bt wo koi as such response show nahi krta jis se heroine yeh smjti k wo interested nahi plus un dono ki ek mushtarka friend hti wo us dono mein alag alag misunderstandings b create krti rehti heroine ko hero se aista aista muhabat ho jati bt wo yahi sochti k shahed wo mjh mein interested nahi happy ending ho jati endmein...
ReplyDeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDeleteAssalamalaik Aatish Bhai, mujhe nighat Abdullah ke novel ki talash hai, hero ka ma'am shahmeer Hota hai, heroine us ki cousin hoti hai. Apne parents ke accident ke baad hero ke ghar rehne lagti hai. Hero kisi airline mein pilot hota hai. Heroine ki Bachpan mein apne cousin Faizan se engagement
ReplyDeleteplz aik novel dhoond dein kafi purana hai. 2000 sy pehly ka shayed khawateen ya shuaa tha. story kuch yun hai k hero and heroine apni behen sy derty hoty hain.hero heroine ko pehli bar uski behen k sath dekhti hai jo usy dant rahi hoti hai.usko dekh k usko apni behen yad ajati hai. Kindly ye novel dhond dein plzzzzz.
ReplyDeleteKoi btaskta hai k faras ghazi or saadi yousuf kn say novel k hero ka naam hai?
ReplyDeleteKoi btaskta hai k faras ghazi or saadi yousuf kn say novel k hero ka naam hai?
ReplyDeleteYes namal novel hai yah khawateen mai araha hai namra ahmad writer name
DeleteAoa meri aik request hai akhbar e jahan ka aik novel tha jis mai larki thar ki hoti hai or city mai job karti hai a k wahan us ka boss hero hota hai romanric novel hai name nai maloom or 1992 say 1998 k bheej mai kisi year mai aya tha plz plz plz yah mujay chiye
ReplyDeleteAoa meri aik request hai akhbar e jahan ka aik novel tha jis mai larki thar ki hoti hai or city mai job karti hai a k wahan us ka boss hero hota hai romanric novel hai name nai maloom or 1992 say 1998 k bheej mai kisi year mai aya tha plz plz plz yah mujay chiye
ReplyDeleteAoa mujay aik novel ki talash hai jo 1990 say 1998 k bheej mai akhbar e jahan mai aya tha story mai larki thar ki khana badosh family say hai or saher mai nukri karnay ko ati hai jahan us k boss say milti hai hero say plz yah mujay ost kar dain novel plz plz plz bohat romantic story thi
ReplyDelete