Asslam o alekum friends and members
ap sb se guzarash hay k apni request k bare me best info like novel name, author name, jis digest me novel publish hoa us ka name , month and year, and agr ap ko us novel ki story ya main charecters yad hen to woh btaen ta k ap ka matlooba novel talash krne me asani ho and apni request k poora hone ka sabar se intizar kren k kbi kbi koi novel available ni hota ya us novel k bare me kuch pata ni hota is leay us request me der b ho sakti hay. Meri poori koshish hoti hay k ap ki request jald se jald poori ho sake. baqi sb members se b meri guzarash hay k agr ap koi req dekhen or ap ko us novel ka pata ho to kindly us req pr reply zaroor kren.
Request karne wale members se guzarash hay k
- Request krte hoey sath me apna name zaroor mention kren ta k next time jb ap us req k bare me poochen to hum ko pata ho k ap kis req k bare me pata kr rahe hen.
- Apna email id sath me mention kren ta k bad me ap ko link send kia ja sake.
agr ap ko kahen ksi qisam ki problem ho to ap mujhe mail kr sakte hen
aatish2kx@gmail.com
aatish2kx@gmail.com
ya face book pr mujhe contect kr sakte hen
https://www.facebook.com/aatish2k11 ( IMRAN ALI )
Ap apni request hmare facebook ke page pr b send kr sakte hen
ap sb ke tahawan ka boht shukria.
Ap ka bhai IMRAN ALI
Vadaroon wale novel suggest karn
ReplyDeleteEhsas e wafa novel by Qurratul Ain
DeleteAb inkar ka mausam nahe by Nabeela Abar Raja
Imran Bhi wo konsa novel hy jis men hero hath ki lakeren parh k pichli sari life ka pata chala leta hy. I think Jasoosi digest men ek episode parhi thee. Bhot adventures novel tha. Shaid Devta Novel hy ya koi or??????? pleeeeez conform kr den.
ReplyDeleteitz name iz mustaqbil shanas but ye available nai h
Deletezara check krn pleeeeeeeez. ye novel agr mil jae to i will be vry thankful to you.
DeleteHum talash kar rahy hain. agar mil gea to post ho jaey ga INSHAALLAH. Keep visiting :)
Deleteimran bhi i m waiting. kb tk upload ho jay ga novel Mustaqbil Shanas
Deleteabi tk nahi mila
Deleteye novel jasoosi digest july 2008 tak mene parha hy ... us sy agay ye muje bhi nahi mil raha ...
Deleteaik novel hy jis mai heroine hero se zakhmi halat mai takrati hy usk parents nhn hty apnay uncle k sath rehti hy wo achy nhn hty ar uska aik bhai b hta hy chota sa jo end pe hero ko aik workshop pe kam krta hua milta hy ar shadi b ho jati hy happy ending hy search it i think it is from hina or rida digest... :P
ReplyDeleteChahat sang eid by Ghazal shehzad
DeletePls kuch novel suggest karen like hero and heroine hate each other but after marriage start liking each other.A very romantic one
ReplyDeleteChalo toro qasam iqrar krain by Hina malik
DeleteDil ny dhoka diya by Sidra sehar imran
Hijr ki raat dhal gye by Saima zaheer
Kuch novels ke naam suggest karn Jin main college ke pehle din heroine ko bewaquf banate hai hero bhi un main hota hai happy end ho
ReplyDeleteMujy piya manany ka dhang nahi by Umm e maryam
DeleteChalo kuch diye jalayen by Durr e saman
Bahon mein chand mera by Sadia abid
Kuch novels suggest karn Jin main hero heroine se nafrat karta hai us ko Bohat tang bhi karta hai heroine masoom ho aur us ka maa baap bhi na hoon
ReplyDeleteEk jugno thehr gya by Afshan afridi
DeleteChirag jalta raha by Asifa ambreen
Lagi tumse dil ki lagan by shehnaz sidique
ya link work nhi kr rhy plz es ko theak kr da
DeleteWat u hv posted i read.it plz post more 2 or 3 that hero marraiges forceibly n in da end start liking her wid happy endimg
ReplyDeleteLink text
DeleteTaqdeer hai humsafar by Muqaddas mashal
Ab jo aye ho to thehro by Asia mirza
Hello!! Koi aisa novel share Kare jis mein romantic rain scene ho .....
ReplyDeleteIqrar e mohabbat by nadia fatima
DeleteChalo toro qasm iqrar krain by Hina malik
Dakoon wale jis main hero dako ho novel ke name bata den
ReplyDeleteWapsi by umme maryam
DeleteHon dard e ishq sy jan balab
Tumhen wafa pukare
need to know name of novel jis mn hero heroine k ghar ata ha jahan heroine ki apni family say kuch problems hoti hain. us ki sisters us say bat nahi kiya karti. Heroine aksar 1 masjid mn jaya karti hai n hamesha uddas rehti hai. Hero heroine ko 1 bar barish mn road p 1 tree k pass rotay huay daikhta ha jis mn heroine br br kisi larkay k name (ADI) lay rahi hoti hai. hero heroine ko propose karta ha but wo refuse kr deti hai jis p hero us say poochta h k wo ussi Adi ki waja say mana kar rahi ha n Adii k baray mn buri batein kehta ha jis p heroine ussay thappar marti ha hero heroine say badla lenay ka plan bna leta ha. story was might be based on adoption. yeh novel November 2003 ya 2004 mn publish hua tha digest ka name yad nahi 2 episodes thein. plzzz can u find the name
ReplyDeletemuje kuch aise novel ke nam bataye ho ke thore romantic aur religious type hun aur lambe hun eg .peer kamil
ReplyDeleteMeri rah ka roshan sitara by Sana zafar
DeleteTeri raah mn teri chah mn by Umme maryam
muje ek novel chahiye as novel k tori story muji yad hai hero or heroin cuzn hoti hai heroin hstl m rah ti hai wha p uski ek dost b hai ek dn uski bro malni ata hai whi par heroin ko daikhta hai or psnd karta par uski dost hero s uski hath maangti hai hero kahta she is my wife bs atni yad hai plz
ReplyDeleteMeri zindagi hai tu by Sheeren malik
DeleteWese tou sari writers bht acha likhti hain but kya koi aisi writer hai jo romantic novel bht zyadàaaaaaaaaa ache likhti ho? Plzz tell me number wise:D
ReplyDeleteumme maryam
Deletenabila aziz
effat sehar tahir
sundas jabeen
nazia kanwal nazi
mariam aziz
Zara aap ne jo btain hain sb hi acha likhti hain lekin aap ne aik naam miss kr dia jinke har novel ka har dusra page romance se shuru hota hai aur usi pe khtm hota hai:)
DeleteSHAZIA MUSTAFA;) I think un se acha koi romantic novel likh hi nahi skta!!!! ?) ?) ?) ?)
ji bilkul shazia mustfa nd shazia ch. both are gud writerz
DeleteNimra Ahmed ka novel jannat keep pataye main kase download Karun WO avalible Nai hai plzz us ko theak kar den
ReplyDeleteic link sy krain
DeleteJannat k pattay by Nimra ahmed
Aoa ""chalo badban kholen by shazia chudhry " online reading k liye link day dein
ReplyDeleteye link chk krain online add h sth
DeleteChalo badban kholen by Shazia ch
Ab eiden tum se hain by Shazia Mustafa ka dwnld link thek nahi hai.
ReplyDeletePlz check it as soon as possible. .
Kal tk thek ho jaye ga INSHAALLAH.
DeleteAb eiden tum se by Shazia mustfa
DeleteIs novel ka naam chahiye is main larki ki shaadi jis larke se hoti hai woh aur larke ki maa larki ko pasand nahi karte larki hamla hoti hai tu larke ko pata nahi hota aur woh us larki ko chirioon se neche dakha deta hai aur larki hospital chali jati hai bacha aur larki dono bach jate hai happy end hai
ReplyDeleteye nvl chk krain
DeleteZindagi gunguna uthi by Qamrosh amber
Larki ke maa baap na hoon aur larki mazloom is tarah ke novel ke naam bata den
ReplyDeleteHisab baqi hai by Asiya razzaqi
DeleteMil hi jyen gy ujaly by Nadia fatima
Suggest some novel jis main larki ko chor ya dako se pyaar ho
ReplyDeleteuper cmntz chk krain dye hvy hn aisy nvlz
DeleteDillon k Milan qamrosh ashok k novel she Malta jhulta koi novel bataden
Deletemujhe panah by nabeela aziz jaise 2 3 novels ka name bta sen
ReplyDeleteDhal agya hijr ka mousam by Asma saleem
DeleteBus ik lamha by Effat sehar tahir
Assalam o Alaikum! kindly mujhay dhair saray czns aur univesity friends walay novels k name bta den.lekin un ka end accha hona chahiay plzzzzzzzzzzzzz reply fast plzzzzzzzzzz
ReplyDeleteBe khabar mn na tu by Sidra sehar
DeleteChahat dil ki chahat by Shazia mustfa
Mohabbat dhanak rang orh kr by Sumaira sharif
Mohabat dil k sehra mein by SHAZIA MUSTAFA
DeleteMein tm aur mohabbat by SHAZIA MUSTAFA
muhabbat dil pe dastak
Deletebaharon ke sang sang. Best one
Delete1990 aur 2000 ke darmayan koi acha novels ke naam bata den jo Bohat lambe na hoon
ReplyDeleteMousam hijr thehr jaye tu by Samra bukhari
DeleteMohabbat aag ki sorat by M sultana fakhar
Waqt ko guzrny do by Asia razzqi
Assalamoalikum..
ReplyDeletei read an incomplete story long before & i dont know the characters name the story is... aik larka or larki love marriage kartay hain larki ka is duniya main koi nahi hai uski mother koi foreigner thi. larke k ghar walay marriage accept to kartay hain but larki k sath bura behave kartay hain larke ki aik maa choti behan or chota bhai hai. larke k ghar walay milkar kuch scene create kar k dono k darmiyan mis understandings create kartay hain meanwhile she knew she is pregnant .... beach ki story yaad nahi k larka shayad apni biwi ko divorce deta hai..... but then larke ka car accident main death hojati hai or us k ghar walay larki ko ghar se nikal detay hain. later on larke k dewar ko apne ghar walon k oopar anay wali problems se realize hojata hai k usne or ghar walon ne us larki k sath acha nahi kia or wo ALLAH se gunahon ki maufi mangta hai & also realized that he fall in love with her.... after so many years he found her jo apne betay k sath akeli zindagi guzar rahi hoti hai & ask for forgiveness also proposed to her which later on she accepted....
plz mujhay is story ka title with writer name bataden....
Waqt k faisly by Asma qadri
DeleteAOA
ReplyDeleteMujhe ek novel chachiye jo book form mein thi.
Story kuch yu hai ki ek ladki hoti hai sadiya jo ke doctor hiti hai .Sadia apni maa ke saath rahti hai. Uski shaadi Nadeem naam ke lafke se hoti hai. Nadeem ki ek behan Maria hai jo Sadia se jealous hoti hai aur shaadi ki raat bhai se kehti hai ki lafki badsurat hai. Nadeem yeh sunkar dulhan ko dekhe bagair ghar chod kar chala jata hai.
Sadia ki maa yeh sunti hai to safme se mar jaati hai aur Sadia apne koi relatie ke paas rehne lagti hai. Wahan uski mulaaqaat Waseem se hoti hai. Jis family ke saath sadia rehti hai us mein jawad unka beta hota hai. Woh sadia ko behnon ki tarah chata hai.
waseem jawad se kehta hai ke woh sadia se shaadi karna chata hai tab woh sadia ke bare mein waseem ko sab batata hai. Baad mein pata chalta hai ke Nadeem hi Waseem hai. Sadia sab ko chod kar koi village mein jab karti hai aur phir ending mein waseem aakar usko mana leta hai aur happy ending hai.
Pls. agar kisi ko yeh novel pata ho to batayein. Yeh koi digest mein nahin thi balke alag hi bookform mein thi.
Thanx
apko writer name pta ha ?
DeleteNahin.kuch nahin pata sirf story maloom hai. Please help
Deletestory ma hero heroin cousin hotay hain unki shadi hojati hai phir unka fathers ki larae hoti hai heroin ka nervous break down hota hai happy ending thi
ReplyDeletename pease
Sehar hony ko hai by Rashida riffat
DeletePls suggest some novels jisme heroine bhut sharmati ho and hero use bhut chedta ho and tang karta ho
ReplyDeleteRim jhim k is rang mn by Nabila abrar rja
DeleteDhundhlake chat jayen gy by Effat sehar tahir
Ruk jao na by Nabila
AOA, I read a novel long agodnt know its name.. story kuch yun thi k hero ka naam bilal hota hai aur hero heroin cousins hote hain. buht lrte hote hain apas mein.. phr un dono ki shaadi ho jaati hai.. but shaadi se pehle hero heroin ko tang krne k liye phone pe kehta hai k shaadi meri marzi se nhi ho rhi aur heroin sach maan leti hai... shaadi k baad unki misunderstandings brhti jaati hain.. phr hero ki friend un k pas aa kr rehti hai to heroin realize krti hai ko wo hero se buht pyar krti hai... ending happy hoti hai... please agr kisi ko pta hai to is novel ka naam bta den...
ReplyDeleteAp k req novel mil gaia hai INSHAALLAH kal post ho jaye ga :)
DeleteMain mohabbat or tum by Zarnain arzoo
DeleteSuggest me novel hero is intrestd in othr girl bt aftr marrg wid heron strts likng her bt nt disclzd her al ov suddn hero got accident n disable regrdng baby birth
ReplyDeleten tries divorce bt heron got 2 knw da purpose of divrce she negats him wid happy ending
Ana parast by Nadia ameen
DeletePanah by Nabila aziz
Andheri raat mn jugnoo by Farzana ismail
Thnx
DeleteLarki apni chachi chacha ke Ghar rehti hai aur chacha acha hota hai aur chachi achi nahi hoti hero larki ko college ke pehle din bewaquf banta hai aur us ko tang karta hai baad main hero ka accident hota hai
ReplyDeleteBas inti yaad hai
Bahon ke gharey mein"" by huma jhangir ka novel online reading k liye link dy dein
ReplyDeleteadd ho jaye ga inshallah
Deletekuch aise novel batein jin mein heroine kisi aur ko pasand krte ho aur hero yeh baat janta ho leikin phir heroine ki shadi hero se ho jae.
ReplyDeleteAmmara by Hina malik
DeleteJab wo pathar mom hova by Nazia kanwal nazi
Mere raston ko gulab kar
suggest some novels in which heroine ki 2nd marriage ho but woh apne pehle husband se bahut pyaar krte ho.
ReplyDeletePukar lena by Subas gull
DeleteMera tehwar tum ho by Shaheen sajjad
Mohabbaton ka sukhan by Amna riaz
Me mohabat aur tm by azia Mustafa...k elawa mujhe Shazia Mustafa hi k lenghty NOVEL BOOK STORY bta dn
ReplyDeleteBadal gaye mousam
DeleteTum se hai meri eid
Kabhi ishq ho to pta chale
Mein mohabbat aur tum jaise koi novels bata dein plzzzz ....but lenthy ho
ReplyDeleteKabhi ishq ho to pta chale by Shazia mustfa
DeleteBaharon k sang sang by Iqra sagheer
Ek or b story ha...larki apne ghar ki chat pe neighbours k ek larkay se dosti ki koshish krti ha...wo boht sharif hota ha n koi jawab nai deta...but larki peecha nai chorrti...phir jb larka finally poori tra interested ho jata ha to wo larki kisi or se shadi kr leti ha...magar shadi k baad usay sakoon nai milta
ReplyDeleteBoht saal baad wo sakoon k liye kisi mazar pe jati ha to wahan usay woi larka malang bana hya milta ha jisay dunia ki koi hosh nai rehti...
kis digest mn i ye story any idea ?
DeleteShua ya khwateen...mein yhi dono parhti hun so in k ilawa nai hogi kisi mein...
DeleteBut purani ha story...last kuch years ki nai ha
Ek boht old story ha...khwateen ya shua mein se kisi ek mein ai thi
ReplyDeleteIts about 3 cousins...hamza,hamiyyat n saba...
Hamza n hamiyat love eachother...hamiyat is very proud n rude...n wo hamza ko chorr k kisi or se shadi kr leti ha...phir hamza ki shadi saba se ho jati ha who is very nice
Shadi k baad hamza saba k sath bura salook krta ha n hamiyat b dobara un mein larai krwane ki koshish krti ha but end is happy
Badal gaye mosam by Shazia Mustafa
ReplyDeleteKi story kis bare me hai...plz short short bta dn !
Es mein heroine ka ek rishra toot jata hai jis ki wajh se wo disheart ho jati hai shayed pyari nhi hoti es ki wajh se wo apne husband k sath bhi thek nhi rehti ic type ki story hai kuch
DeleteAoa mujhay ek novel chahiay tha usmain hero heroine ki zabadasti shadi hoty hai aur hero ghar chor k chala jata hai yeh keh ker k jab tumhain talaq chahiay to mujhay bata dayna main ajaon ga. kuch saal baad hero ki mother bohat ziada bemar ho jaty hain aur her waqt hero ko hi yaad kerty rehty hain to phir heroine majbore ho k usay khat likhty hai k ab wada nibhanay ka waqt a gaya hai aur hero wapis ajata. happy ending hai kindly story ka naam bata dayn
ReplyDeleteMusafir lout aye hain by Sumaira sharif toor
Deletethanx zara
DeleteSalam mujhe ek story ka nam pata karna tha m ne aapki website pe hi padhi thi kafi time pehle ladki herione wo apni ami k sath ooper wale portion m rehti hai usk father ki death ho chuki hoti hai neeche portion m usk taya rehte hen unk 2 bete hote hen bada beta hero herione se age m thoda baad hota hai n usy bilkul bachibki tarha treat krta hai herione taya n cousins sab ki ladli hoti hai herione heto ko like krna strt krti hai jb hero to pata chalta hai to wo usy bht danta hai n out of country chala jata hai phr jab wo kuch salon bad ata hai tab herione kafi serious n mature hoti hai wo us se bat nahi krti phr hero ki us se shadi hoti hai n wo usy batata hai k he also loved her..plz mujhe story ka nam bata den.
ReplyDeleteMeri dharkano ko qrar do by Mariam aziz
Deleteplz asy novel bta den jis ma hero bht mazloom type ho.....
ReplyDeleteDhundhlake chat jayen gy by Effat sehar
DeleteBekhabar main na tu by Anila kiran
in ky ilwa plx
Deleteaoa mjhy woh novel bta de jis ma hero ka accident hota ho yeh is tarh jis ma heroien take care of hero
ReplyDeleteIk shakhs dilruba sa by Umme maryam
Deleteplz koe or bta de yeh parah howa hy ma ny
DeletePls suggest some very romantic novels
ReplyDeletePlz sundus jabeen ke kuch novels suggest Karen.I have read qafiley rah bhool jaten hain and it was very good
Thanks
Wo ik sitara e mehrban
DeleteMohabbat ki jeet
mariam aziz k kch romantic novels suggest kr dain bht romantc end walay ar nabila abar raja k bhi
ReplyDeleteISHQ PAGAL KAR DETA HAI -YE DILON K RISHTY -TUM SANG MEHKNE LAGE-HUM KO TERI NAZAR MRIN REHNA- TUMHAIN DEIR SE JANA ZINDAGI DHOOP TUM GHANA SAYA BY MARYAM AZIZ
DeleteAB INKAR KA MAUSAM-AENEY KO ROBRO RAKHNA-TANABE GULAB KHWABON KI-WO MERI DASTARS MEIN THA-META ILZAM BHI TUM-HAPPY NEW YEAR-MARA JAWAN BY NABILA ABRAR
link plzzzzzzzz
DeleteYe dilon ky rishty
DeleteTum sang mehkny lagy ratsy
Tumhain zra dair sy jana h
Tanaben gulab khawabn ki
Pathar Ki Hawaile by Asma Saleem Rida 2006 3 - Rastay Gulab Hoon Ge by Ambar Afgan Shumail Rida Jan 2007 4 - Dushwar Rasta Hai Farz Aur Mohabbat Ka by Rubab Bukhari Rida Jan 2007 5 - Faisla Dil Ka by Sabas Gull Rida aug 2008
ReplyDeletein ma sa koe bhi novel upload kar dien pls
baqi 3nu nvlz episodc hn in k sb digests available nahi hn
DeleteFaisla dil ka by Subas gull
Ye chahaten ye shidatein jaise koi Noval bata dein ......
ReplyDeleteAur kuch khawab by Ushna kosar
DeletePathron ki palkon pr by Nazia kanwal
Hello !!! Plz koi intense romantic novels share Kare but harping ending honi chahye ....plzzzz
ReplyDeleteKabhi ishq ho to pta chale by Shazia mustfa
DeleteJheel kinara kankr by Nazia kanwal nazi
Koi novels suggest kryn hero ka zbrdasti nikha ho aur hero laeki ko bta dy k wo eska saath dy q k ausko pSand nhi krta aur jald divrc klye suggest jes sy larki hurt hoti h n avoid him pr aus ko brdSht nhi hota aftr rukhsati hroein avoids him laken he tells her rukhsTi ausk mRzi sy hoe h laken ausko compromz smjhti h yaha tk k aunki family b bn jTi h laken larki har tRha sy hero ko tYar krti h k wo apni marzi sy shadi kr ly in last hero ausko yaqeen dilA deta h happy ending
ReplyDeleteapny to sari story khud hi assume kr li ha
DeleteI read it
Deleteye apny req ki ha nvl ki ? apny upr mention kya ha aisy nvl suggest krain
DeleteAgr aap ny kbhi read keya ho aisa tu suggest kr dy m bhol gye hu novel ka name n digest charactrz name as well
DeleteCan you suggest some novels like "Muhabat Man Mehram" and "Yaram".
ReplyDeleteIt'll be so nice of you.
ye bht diffrnt nvlz hn but try these hope so nvl u'll like it
DeleteBut shikan by Amaya khan
Raqs e junoon by Bushra saeed
Imran bhi Bharon K Sang Sang by Iqra Sageer Ahmed ka jo download link hy us men novel complete nae hy. Men ny online read b check kea hy us men b story change hy. Kuch confusion sa hy. 2no links ki starting men fark hy. Pta nae chalta novel ki shuru ki story kea hy. Plz check and reply as soon as possibile. I'm waiting
ReplyDeleteok apko chk kr k bta daity hn waisy nvl complte hi ha
DeleteAOA bhai & api mujhy koi aisa novel chaheay jis mein hero heroin ko buht pyaar krta ho leki wo usy nai btay or us pr zulm krta ho but end happy ho ya phe shazia Mustafa ka koi romantic sa novel bta dein plzzzzz
ReplyDeleteKabhi ishq ho to pta chale
DeleteZindagi tum ho
Ab eiden tum se hain
Aik novel bta dy jes m larki khobsorat hoti h wo gareeb hoti h job k lye jati h wapsi m larky pechy pr jaty hy paanah k lye aik larky k ghr chupti h sb aus p ilzam lagaty hy phir aiski shadi larky sy hoti h wo apnay gaao ly jata h auslarky k nisbat hoti h ghr waly chpaty hy k larky k shaadi hogiye h phir waha aik larka aik taqreb m heroen ko call krta h wo behosh ho jati h pata chalta h last m wo heroen ka step bro h happy ending
ReplyDeleteye nvl chk krain
DeleteKahin bhatak na jana by Asia razzaqi
Yar larki ka name mwhrul nisa h story start larky k ghr m penha leti hoe sy strt h yeh last of 1990s n early ov 2000 k digest k hoskti h
DeleteMujhe koi lenghty book nvl bta dn js me herion ki family ya sirf herion aur uski koi frnd wagheera hero k ghar rehne jaty ho...hero ameer ho jb k herion gareeb ho aur khubsurat b..hero unko acha na smjhta ho aur unse zayada baat na krta ho...herion mazloom o masoom ho
ReplyDeleteThnx in advance!
aisa to koi lengthy nvl nai prha mn ny ic nvl mn aik couple ki stry ha aisi
DeleteKuj menu maran da shoq v c by Asia mirza
I want a story heroien ki 2 sisters hoti hen ink father ki death ho chuki hai.heroien ka nam mehrunisa hai.ye gareeb hen inka door ka czn ata hai uska nam maroof hota hai woh heroien ko pasand kerny lagta hai aur wapas ja k hamsayi ko bhejta hai rishtay k liye kyun k usk bus aik baray bhai hoty hen.woh ziada tar out of city rehtay hen.end pe unki shadi heroien ki bari sister se hoti hai
ReplyDeleteRafaqton k mousam by Fakhira jabeen
DeleteHeroine university studant hai apne ammi ke saath apne taya ke Ghar rehti hai ek din hero jo ke ek bigra hua ameer zada hai us ko dekhta hai aur us ko pasand Karne lagta hai
ReplyDeleteWoh larki ko kehta hai ke mere saath kuch time spend karo main tumhe muh mangi keemat doon ga
Heroine us ko tapar Marti hai
Woh kehta hai is ka main tum se badla loon ga
Pir hero acha hone ki acting Karne lagta hai
Happy end tha
kis digest k story h ye ? ic sy milti julti hn kuch aisi herion ki beti b hoti h koi ?
DeleteI think yeh shua 1999 main aya tha
DeleteHeroin ka naam ain-ul-haq to nahi tha kahin?
Deletein 2nu mn sy chk krain
DeleteHsti ka ahang by Samra bukhari
Rahat e dil hai tu by Nabila aziz
nhi ya requested novel nhi ha .plz search kr dah
Deleteplz suggest some novels in which hero is landlord kidnap heroine for marriage
ReplyDeleteap upr pg pe cmntz chk krain dye hvy hn agr pny wo prhy hn to bta dn or sugest kr dn gi :)
DeleteYeh sare prhy Howe hain kuch new suggest karn
DeleteKahen bhatak na jana novel by Asia Razzaqi pdf. ka reading online link de den.
ReplyDeleteadd ho jaye ga
DeleteKahin bhatak na jana by Asia razzaqi
Deletelagi tujh se lagan jese by shenaz sadiqui jese 2 or 3 novel suggest kar den
ReplyDeleteTujy juzv e zindgi kr ln by Rehana aftab
DeleteLagi tumse lagan by Humaira rubab
Jo Chaley tu jaan se gujar Jaye novel ki story in short batain then only I will read it
ReplyDeleteIs it tragic or sad?
herion apny czn k sth comitted hti h. 2 hero hn dosra hero bht ameer hta ha he likes her or bd mn zbrdsti shadi kr laita ha but herion accpt ni kr pati at the end hero comitt sucide nd write a letter to her k mry marny k bd apny czn sth shadi kr ly bt herion strted liking her at dat time
Deleteend mn herion k shadi czn sth ho jti h
Thanks zara
Deletebin mangi dua novel by iffat sehar tahir ka episode 12 kb tk post ho ga???????????????
ReplyDeletejaisy hi digest aye ga post ho jye gi
Deleteplz upload rida digest september
ReplyDeletebht jald post hoga inshallah
DeletePlz upload hina digest of september 2014
ReplyDeleteajkl mn inshallah post hoga
DeletePlz mujhy fulll romantic novels ka bta den...in book form....thank u...
ReplyDeleteDar e dil by nabila aziz...ab mere ho k raho by saliha mehmood...aur khuch khwab by ushna kosardar...chahat dil ki chahat by shazia mustfa
DeleteLink b to den sb ki :(
Deleteplz suggest some novels jin mein hero aur heroine shadi k baad out of country chale jaein....
ReplyDeleterida digest of september upload kr den....jldi
ReplyDeleteho jye ga inshallah
Deletelooking for a novel most probably rukhsana nigar ka hai do behnain hoti hain bari shadi shuda hoti hai aur chori uskay sath rehti hai since parents alive nahi hotay. bari ka husband choti say shadi kay liye bari ko divorce day daita hai. pls find that
ReplyDeletechk this nvl
DeleteDhundh k baad by Rukhsna nigar adnan
Thanks so much thats the one:)
Deletetum mera hi rahna novel
ReplyDeleteAp kindly writer ka name ya publishing digest ka name bata den.
Deleteic nam ka ajkl drama a rha ha aik agr ap uski bt kr ri hn to wo nvl based nahi ha
DeletePlz upload hina and rida digest of septembr 2014...
ReplyDeleteKoi full romantic novel bata dijiye
ReplyDeleteRequest page par bhot se novel suggest keay gaey hain. ap wohan se check kar len.
DeleteHina r rida kab tk ajaengy? Plz agr pata ho to date bata den.
ReplyDeleteaik 2 din mn inshallah
DeleteHere is the link. Rida Digest available nahi hai.
DeleteHina Digest September 2014
Thanks bro
DeleteAJ
Page i was requested has some errors kindly resolve this issue
Deletethanks
AJ
kya prblm a ri ha ? ap dwnld kr rhy hn ?
DeletePls muhabbat man mehram,raqse junoon,amawas ka chand,sifaal gar...in novels jesi themes pe koi novels btaen
ReplyDeletemuje aik novel chaiye kisi digest my aya tha! us my larky ki shadi zabardasti larki si ho jati hy,gaoon mu hoty hn bad my vo apni mangetar ko jealous karta hy heroine ko gaoon ki sair kara ke...us ky aik scene my hetoine us ky cigrette ki dabi ko pahar se nechy phaink dete hn
ReplyDeleteGumrah by nadia ameen.
Deleteplz plz plz ishq ek samundar hai novel upload kar dyn by arshad ali arshad
ReplyDeleteyaar kui aisa novel batayn ju buhat lamba hu aur love story hu jasoosi nain aur series main na hu complete pdf hu
ReplyDeleteMohabbat dil pe dastk by effat sehar tahir.
DeleteMohabbat dil k sehra me by shazia mustafa.
Ye chahatain ye shiddatain by sumaira shareef toor.
Chahat dil ki chahat by shazia mustafa.
Mohabbat dhanak rang orh kr by sumaira shareef toor.
Aur kuch khwab by ushnna kausar sardar
AOA... mjy aik novel ka name btay shuaa digest 2004 ya 2005 mai tha shaid story yad nhe jst character names yad hy... heroin ka name maha nd hero ka aun... heroin k 4 brothers hoty hy moiz moid mughees and i think muneeb... story yad nhe:-( plzzz story name bta dain...
ReplyDeleteDeep dil k jaly by Rashida riffat
Deletethnxxxxxx alootttt.....
Deleteplz janat ky patty chaheay
ReplyDeleteJannat k pattay by Nimra ahmed
DeleteAssalam-o-Alaikum..!!
ReplyDeleteDear Admin,
Mujhe ek urdu novel ki talash hai. Ufortunately, mujhe us novel ka naam yaad nahi aa raha.
But I am 95% sure k us k writer M.A. Rahat hain. Characters k barey mein ye bata dun....
Hero ka naam is me Aftab hai, us k hindu dost usey Suraj k naam se pukaartey thay. Poora naam Aftab Hasan Khan Sherwani.
Hero apne ek nokar k ghar mein parwarish pata hai kyun k us k parents khandani dushmani mein marey jatey hain to us ka wo wafadaar nokar usy bacha k le aata ha aur us ki achy tareeqey se parwarish krta hai kyun k wo apne khandan ka aakhri fard hai.
Hero kuch taiz mizaj ka hota hai is waja se us se kuch ghaltiyan hoti hain aur usey jail jana prta ha. Jail se wapsi pe wo newspaper mein ek AD dekhta hi jo ek wakeel ki taraf se hota hai kisi Aftab naam k nojawan ki talash ka, wo us Aftab ko select kr leta hai. Qismat ki khoobi se usi ki doulat usy mil jati hai.
Heroine ka naam Jabeen hai, doulat milney se pehle hero as a secretary un k haan job kr chuka hai..
Advocate apni beti Ghazala ko Aftab k peechey lagata hai us ki doulat ki laalach mein.
and so on.......
Kindly ye novel upload kr sktey hain to kr dein wrna agar kisi ne bhi ye novel prha hai aur usey IS ka naam yaad hai to kindly mujhe bhi bata de..
Thanks a lot...
apki req note ho chuki ha. jaisy hi milta ha we'll let u know
Deleteaoa... ap ne upr chahat dil ki chahat by shazia mustafa ka jo link dia hy us mai pages missing hy epi 16 and epi 17 nhe hy plz mjy ye episodes chaye
ReplyDeleteye ho jyen gi jald hi apko inform kr dn gy :)
Deleteho gye h add
Deleteaik novel ju ky 2005 ya 2006 mai publish huwa hy kisi digest mai, novel ka kuch characters yad hy Tariq, Shumaila. Story kuch yu thi ky ye dono aapis mai piyar krty hy tu shuamaila ki bari behan ku pata chal jata hy uska name shayad saiqa hota hy. Shumaila ki bari behan tariq ky father ki ghalti ka badla lyny ky liye tariq ku black mail kr ky shadi kr laiti hy. baqi itna yad nahi.
ReplyDeleteAgar kisi ku is novel ka pata hu tu btady
Thnx
mujhe ek story chahye jo k ye he hero ki biwi mar jati he or us ka ek beta hota he wo apni biwi se bohat pyar karta tha lakin wo bache ki pedaish pr mar jati he heroin bohat choti hoti he or us ke bete ko wahi sabhalti he or us se bohat pyar karti us ke bete ka naam fozaan he hero heroin kanahi pta pleeeeeeeeeeeez plz plz story ka naam or writer ka naam jaldi send kijye ga mujhe bohat intazaar rehe ga shookrya
ReplyDeleteHum dil say hary hain by sumaira sharif toor
DeleteAik story jis me larki kch pagal si hote h maa zlm krte he us ka baap use laa kr uski shadi czn se krwati doctr ke kehne pr ke is tara wo tik hu jy gi happg ending ta
ReplyDeleteMeharban by nabila aziz
DeleteMujhy koi Takhleeq-Adam ka link send kr sakta hy jis sy main read kar sakn ya phr main download kr sakn??
ReplyDeletechk this
DeleteTakhleeq e kainat by Aslam lodhi
Ek ek novel aya tha shua digest mai novel ka naam yaad nahi mjhy us me heroin apny Tanya k ghr rhti hai shyd and wahan usoy uski tayi but zulm karti hain Uspy air hhar waqt kaam karwati rhti hain hero heroin k can ka dost hota hai WO unk ghr rhny pata hai much dino k liye tayi uski shaadi apni beti she karwana chahti hain mgr ek din hero sbh uthta hai tau tayi larki py but gussa kr rahi hoti hain end happy hota hai kindly iska naam bataden thanks
ReplyDeletekuch aise novels bataden jin mai hero kafi bara ho heroin se subas gull k novels mai parhchuki hun
ReplyDeletemujh is novel ki episode 19 chaiya.kindly send ma the link.
ReplyDeleteTujh se mangon main tujh ko Urdu Novel by Shazia Mustafa
Plz mujhy aik novel ka naM bata dain us main hero heroin ki wata sata main shadi honi hoti hai hero apni bahan sa bht mohabbat krta hai parents nahi hotay.hero heroin cousin hotay hain.heroin ka bhai end time pa shadi sa inkar krka bahar chala jata hai hero shadi heroin sa krlaita hai lakin acha sulook nahi krta last scene yaad hai hero ki bahan ki shadi ho jati hai rukhsati ka baad heroin apny kamry main ulti lati hoti hai paon sandls ka saath
Delete