Asslam o alekum friends and members
ap sb se guzarash hay k apni request k bare me best info like novel name, author name, jis digest me novel publish hoa us ka name , month and year, and agr ap ko us novel ki story ya main charecters yad hen to woh btaen ta k ap ka matlooba novel talash krne me asani ho and apni request k poora hone ka sabar se intizar kren k kbi kbi koi novel available ni hota ya us novel k bare me kuch pata ni hota is leay us request me der b ho sakti hay. Meri poori koshish hoti hay k ap ki request jald se jald poori ho sake. baqi sb members se b meri guzarash hay k agr ap koi req dekhen or ap ko us novel ka pata ho to kindly us req pr reply zaroor kren.
Request karne wale members se guzarash hay k
- Request krte hoey sath me apna name zaroor mention kren ta k next time jb ap us req k bare me poochen to hum ko pata ho k ap kis req k bare me pata kr rahe hen.
- Apna email id sath me mention kren ta k bad me ap ko link send kia ja sake.
agr ap ko kahen ksi qisam ki problem ho to ap mujhe mail kr sakte hen
aatish2kx@gmail.com
aatish2kx@gmail.com
ya face book pr mujhe contect kr sakte hen
https://www.facebook.com/aatish2k11 ( IMRAN ALI )
Ap apni request hmare facebook ke page pr b send kr sakte hen
ap sb ke tahawan ka boht shukria.
Ap ka bhai IMRAN ALI
Plz mujahe kuch stories kae name btaen just like bus ik Sajan harjae ...or woh mere dastaras Mae tha
ReplyDeleteNew stories btana old tu Mae parh chuke hon...
Siso new novel to esa koe bhi ni aye jis m hero umer m herion se bohat bara ho.
DeleteOkay then phir ap suggest kar Dan Jo apko pata hn may be Mae na nae parhe hon
DeleteLaagi tum se dil ki lagan novel by Shehnaz Siddique
DeleteZindagi dhoop tum ghana saya by Hina Malik .
Ik tery aney se novel by Subas Gul
Kahan aa ke ruke they raste by Hina Malik
Aanchal Men Jugnu Novel By Shazia Chaudhary
Ab to hur teesri writer aisi hi stupid kahaniyan likh rahi hein. Aap kuch aur details batayien to kahani dhoondnay mein asaani ho.
ReplyDeleteKamal hai itni mushkil se dhond k novels k naam likhay aur kisi azeem insaan ne yahan se mere comments hi delete kar diye.
DeleteSarah Siso I think jis k post k us ny apni post remove kr de .Admin ny ni del keay .
DeleteSarah agar ap kisi ki request pori ni kar saktin to apni suggestns na dia karn...fasool bolny sy behtr hai ap chup raha karn bcz apki ra'ay jan'ny main kisi ko interest ni hai k kon stupid khaniyan likh raha hai ya ni....
Deleteaoa nimra ,,,,,,,,,,
ReplyDeletehero name umer hota hai gril ka name yad ni wo job ke liye interview daiy jati hai to udher hero hota hai jo funny question karta hai jis pe girl ghar a kr taya ko btati hai...... usy friend ki fiance ky office ma job mil jati hai jis pe wo hero ko btati hai
walekum aslam
Deletecheck this
Kahi un kahi by Rashida Riffat
Plz pist some storues like this aik larka kisi married aurat ko pasand kerta ho aur usko talaq dilwa k us se shadi karay but wih aurat uako accept na ker pa rahi ho kafi arsay pehle ia theme pe based aik story perhi thi ab novel name aur character names yad nahi.ziada lengthy novel nahi tha
ReplyDeleteLarka age me b chota tha heroien se
DeleteChracters names yaad hain to plz mention kr den
DeleteNahi characters names nahi yad aap koi milti julti story share kar dain may b wohi ho jo main search kr rahi hun
DeleteAoa mujy ik novel ki talash ha jis ma hero ka name yasheb or heroin ka name Alina hota ha hero apni sister ka badla lany k liysister ki nad se shadi kerta ha q k us ka bhnoi us ki sister ko tang kerta ha plz mujy is novel ka name bata dy
ReplyDeleteI'm still looking for this novel help me out please
August 18, 2015 at 3:11 AM yeh request plz jld puri krden.
ReplyDeleteThanks a lot.
Aj
Hum search kr rahy hain INSHAALLAH novel jaldi mil jaey ga.
DeleteKuch hua? Khudara kuch to Karen :p
Deleteaoa nimrah
ReplyDeletenoval ka link dhund dain hero name shanzal hota hai............girl ke neighbor ma a kr family a kr rehti hai.........girl apni friend ke sath unke ghar jati hai or udhr boy ke sath involve o jati hai..............girl ke parents ni manty or hero ky purposal ko accept kr laity hian.......us boy ki death ho jati hai wo larka hero ka cousin hota hai..... ek dafa jb wo larka girl se bat kr raha hota hao to hero a jata hai or us boy ko dantta hai.........plz ink dhund dain
Jab woh pathar moum hua by Nazia Kanwal Nazi.
DeleteWalekum aslam
DeleteJab woh pathar moum hua novel by Nazia Kanwal Nazi.
pg 31 august 11 ,2015. 11:30 am ye novel mujhy bhi chahiye..kkab upload ho ga ???
ReplyDeleteHum search kr rahy hain .INSHALLAH mil jaey ga.
DeleteMujhe us novel ka nam bta dayein jis may hero heroin say nikkah kar leta hai magar ghar a kar kisi ko nahi btata jab us kay bap ko pta chalta hai tou vo larki ko ghar chornay ka kehtay hain ......plz.....
ReplyDeletecheck this
DeleteAisa ehle dil ho novel by Nabeela Aziz
Yay nai hai :(
DeleteMjhy Hy Hukme Azan and Tota Hua Tara es type k novels k link dy den pleeez
ReplyDeleteAb mere ho ke raho novel by Durr e Suman Saleem
DeleteTery bina by Salma Kanwal
Teri ulfat mein sanam by Iqra Sagheer Ahmed.
Dil diya dehleez by Riffat Siraj.
Thankss Nimra
Deleteaoa............kindly koi cousin story jo long b ho n funny b like mohabbat dil pe dastak share kr dn
ReplyDeleteAoa mjhy wasy novel bta Dan jis ma larki contract marage key bt bad ma usy larky sa pyar ho jay
ReplyDeleteWalekum aslam
DeleteNew esa koe novel ni aya or old k link precvious pages pr deay gaey hain.ap check kr len
APA mjhy aik novel chya jis ma heroin ki ma apni beti ko apny bhatijy (SUNY) sa bachany ka liy us ki shadi hero sa( Jo ka gano ma rhta a ) kr dati a yh contract maggarge hoti a kiu k hero ko apni bhatji ka ilaj ka liy pasoo ki zarort hoti a r larki ki maa apna hotel run krti a r jb larki ki maa divorce ka liy bolti ha to larki mana kr dati hn happy ending hoti a
ReplyDeleteCheck this
DeleteMaaye na murda ishq novel by Nabila Aziz
A.A.pls pg # 31August 13, 2015 at 4:00 AM wali req puree kar dei
ReplyDeleteWalekum aslam
Deleteg me search kr rahi hon .INSHAALLAH jaldi mil jaey ge.
Ok. Pls zaroor kar di jiya ga :-)
DeleteAny clue?
DeletePls tell something about it.
DeletePls koyi response to dei.
DeleteAoa mjhy aik novel chya name r author name Nai pta is ki story kuch yun ha k hero r heron ki grand mother's aik dosry ki friends hoti hn heroine apni grand mom ko surprise dany ka liy saudia sa ati ha r nani usy surprise dany Ja rhe hoti hn r pak k airport pa milti hn to larki apni nani ki friend k sath in k ghr a jari hn wo apny poty r potion ko pasand ni krtin bt nawasy ko but pusand krti hn Jo k crupt person hota a hero k father na apni pasand sa shadi ki hoti a to us ki grand mom us sa r us ki mom sa nafrat krti hn end ma sb tho ho jata a
ReplyDeleteWalekum aslam
DeleteDheere se eid mubarak keh don novel by Rehana Aftab.
Umaira Ahmad k koi new novel bta dien jin k end happy ho
ReplyDeleteUmaira ka new novel koe ni aya .Aab e Hayat abhi continue hai.ap es link m check kr len may be koe read na kea ho
DeleteUMAIRA AHMED
Acha plz happy ending wale pire kamil aor aemaan umeed mohabatk ilawa bta dien
DeleteAsher n muskaan ke story ke request ke the last page pe plz name bta daen agar kise ko b pata ha tu name bta dae..
ReplyDeleteAbhi tk novel ni mila .INSHAALLAH jaldi he mil jaey ge.
DeleteOkay nimra thank u..
DeleteWaiting ��
Aoa but pehly ma na aik story parhi te episodic the I think anchal ma the us ma larki jb b blood ko dakhti a us ki tbeat kjrb ho jati a us k ghr waly is waja sa Us sa ASA koi b kam ni krwaty. Plzzz plzz link bta dan
ReplyDeleteWalekum aslam
DeleteYoun rang e zindgi badla by Asma Saleem
aik novel chahiye tha...mujhe sirf story yaad hai thori si na hi name yaad hai aur na hi writer ka name yaad hai na hi digest .... hero ka naam zarar aur herion ka naam maida... herion ki behan ki shadi hoti hai hero k chhotay bhai se wahan pe herion hero se takra jaati hai aur usay khoob sunaati hai par jab usay pata chalta hai k yeh wohi zarar hai jo mere behnoi ka bhai hai to wo pareshaan ho jaati hai kyun k zarar ghussay ka boht tezz hota hai aur koi boht bada politician hota hai... sab us se dartay hain wo sirf aadhay ghantay k liye apne bhai ki shaadi mein aata hai phir chala jata hai... phir herion apni behan k sath uskay sasuraal jaati hai to hero ki chhoti behan koi jaga na milnay pe usay hero k kamray mein sula deti hai kyun k hero ghar pe nahi hota par wo raat ko aa jata hai. iski shayd 2,3 episodes thi par mai ne sirf aik parhi thi plz mujhe yeh novel zaroor chahiye plz
ReplyDeleteReq abhi solve ni hue .previous page k sub req mt post kren .jesy he mili me khud INSHAALLAH mention kr don ge :)
DeleteAOA
DeletePls. is story ka naam bata dein.
Asalamualikum admins yeh novel kab tak mily ga ???? plz yeh novel dhond dain jaldi
DeleteNimra mjhy b ye novel chahye plz jaldi search kar dein
DeletePlzzz ye novel jaldi dhoond dein
DeleteAoa mjhe kch aese novels sugst kr dein js me hero strng ho mens k rude,ameer or unchi nak wala ho bt aftr marriage story ho or me phle pages wali takribn sb prh chuki hn
ReplyDeleteWalekum aslam
DeleteCheck these
Ishq e tamam Mustufa (SWW) by Ayesha Noor Mohammad Complete.
Jazbah e mohabbat novel by Alia Hira
Qandeel se hai jeewan mein roshni by Nadia Fatima
AoA
ReplyDeleteMein ne kaafi time pehle ik novel parha tha.. Mujhe bas itna yad hai k us mein hero ka naam zaryaab tha aur woh aur heroin cousins hote hain.. Heroin kabhi apne kisi rishte daar se nhi mili hwi hoti.. jab first time woh wahan aati hai tou sb se milti hai.. lekin zaryaab wahan nhi hota.. Iski first epi ka end tha jis mein dikhaya hai k zaryaab ghar aagya hai.. heroin uske jootun ko dekhti hai .. waheen end hai first qist.. :( uske neechay likha tha dosri aur aakhri qist aaeinda maah ... :(
Mujhe Writer .. novel ka heroin ka naam .. kuch bhi nhi pata .. :(
Agar kisi ko zara bhi idea ho tou plz batae.. :D
Shukriya.. :)
Hooria
Hooria
Plz plz mujhe iss novel ka name bta day ap ke site per he parha tha
ReplyDeleteLarkay ko larki say majboraj nikkah karna prta hai aur vo us ko ghar lay ata hai magar ghar a kar kisi ko nai btata .... After some time larkay kay bap ko pta chal jata hai tou vo larki ko ghar say janay ka kehtay hain.... Jab larki chali jati hai tou larkay ko ehsas hota hai aur vo us ko dhondta hai ... Happy ending the
Plzzzzzz meri yay req pori kar dayein
Hadsat hi zindagi hain by Fozia Yasmeen.
DeleteKhoula aur hasaan ki story pata hai kisi ko? Hasan khola ko like krta hai jab k khoula zaheer se engaged hai.jasan age me b chota hai khola se.kidi waja se engagement toot jati hai hasaan aur khola ki shadi ho jati hsi.happy ending hai
ReplyDeleteYeh story kisi ko nahi pata?
Deleteaslamalikum... i need a novel larki doc hoti hai aik din she had to travel through local bus udhr bus driver s panga hujata n he kidnaaped her..... phr larki ko kafi prob face krne parti hn... uski postng gaun me hojate hai udhr wo e driver milta hai n phr shadi hojate unke..... i know it has been posted earlier on previous pages but i cudnt retreving it..... thanks in advance
ReplyDeleteWalekum aslam
DeleteAb inkar ka mousam nahi novel by Nabeela Abar Raja.
Salam Mujhy ek novel ka naam or writer batadain. Story is like Ek sis bro k parents mar jatain hain. Un k gaoon ka koi person un ko apny saath lyjata hy. Larkay ko koie cornal sb trainning dy kr bangladesh bhyj dytain hain or us ki sis ko apny pass rkhtain hain larka training k doran kuch aaysy codes ka tabadla kr krta jb wo ek mission pr hota hy jo dushman k headquarter ko tabah kr jata hy ( sitary bhonktain hain or kuttyay chamak tain hain ) . ek mission py usy ship main jana hota hy rasty main ship pani main doob jata hy . wo ek island main panah lyta hy jahan phly sy ek japani/Chinese agent us ki tarhan phans jata hy. Dono wahan mil k trainning krtain hain kuch dinoon baad ek jahaz k zaeyay wo apny apny mulk.chalain jatain hain. Kafi time k baad wo lrka ek mission py jata hy jo ek jangle main complete krna hota hy raat k andhyry main us ka ek aadmi sy takraoo hota hy. Bht fight k baad .wo ek bht khatarnak fighting pose apnata hy jo us lrky ko or us k island waly sathi ko maloom hota hy. Jb wo yay pose apnata hy to samny wala bhee yahi pose apnata hy jisy dykh kr wo dono jb ek dosry ko ghoor sy dykhtain hain to ek dosray ko pehchan jatain hain. Wo dosra aadmi wo Japanese/Chinese hota hy... Bs itna he yaad hy. Please help me find that novel. I read this novel when i am in 7th class now i just completed my masters
ReplyDeleteMain time sy yay novel talash krrha hn anyone plzzz help me to find the name and writter of the novels
DeleteMein mohabbat aur tum by saba javed app ne poora novel nahin diya. pls poora novel dedein
ReplyDeleteNovel complete posted hai .85 pr he digest m end hua hai .
Deletethe link used for download doesnt have the full novel! But when i view it online, the novel is complete. Check again
DeleteTheek hai INSHAALLAH 1 ya 2 din m add kr den gay .& Thanks
DeletePages add kr deay hain .
Deletethanks Nimra Ali
Deleteaoa mjhy aik novel chya jis ma larki aik larky ko pasand krti (ha r us ki bhabi ka behav afamily k sath acha ni hota bt us k bhai ko us ki nand pasand a jati ha jis k waja sa wo sb ghr walo k sath acha salook krny lg jati a) wo larka fraud hota a r us ko us ki bhsbi k bhsi bschta a kiu k wo ghr sa bhag jati a apny nikah k din andhappy ending a
ReplyDeleteWalekum aslam
DeleteZindagi ki rahguzar roshan thi novel by Maryam Aziz
aik novel chya jis ma heroine r us k bhai k bachy age fello hoty ha r us ki bhabi us ki shadi kisi ajeeb sa admi sa krwana chti ha phr wo apny bhatiju ko bolti ha k usy bacha la bs itnii story he pta plz link snd kr dan
ReplyDeletePlz aik novella name r writer name bta Dan jis ma larki so behny hoti hn WO doctors bn rhe hoti a us ki shadi us ka khala k bety sa honi hoti a wo nikah pa us ki ruksati ki b khwahosh krta a r us ki sister nimera ki shadi us ka taya yn chacha k very sa honi hoyi a us ka chachu is shadi pa agree ni hoty r bahar ki contrary ma rhty hn jb k yh bt sirf badoo r larjy ko pta hoti a WO apni cuzon yani nimera ki shadi pa Pakistan at a a to apni dadi ko sari cheezan mean gifts aik he bar ni data thori thori dar k bad LA ka at a pouchny pa kahta a k is trha usu feel hota a k WO apni dadi ko yh sari chezyn tb he data a jb us na khridi hoti a yh episodic novel a plzzzz da dn is ma surf larky k father he shadi UA ki jimera sa hony k mukhalif ha r WO b doc ha r us ki wife b
ReplyDeleteFasly aur chahaten novel by Shagufta Bhatti.
Deleteaik novel chahiye tha...mujhe sirf story yaad hai thori si na hi name yaad hai aur na hi writer ka name yaad hai na hi digest .... hero ka naam zarar aur herion ka naam maida... herion ki behan ki shadi hoti hai hero k chhotay bhai se wahan pe herion hero se takra jaati hai aur usay khoob sunaati hai par jab usay pata chalta hai k yeh wohi zarar hai jo mere behnoi ka bhai hai to wo pareshaan ho jaati hai kyun k zarar ghussay ka boht tezz hota hai aur koi boht bada politician hota hai... sab us se dartay hain wo sirf aadhay ghantay k liye apne bhai ki shaadi mein aata hai phir chala jata hai... phir herion apni behan k sath uskay sasuraal jaati hai to hero ki chhoti behan koi jaga na milnay pe usay hero k kamray mein sula deti hai kyun k hero ghar pe nahi hota par wo raat ko aa jata hai. iski shayd 2,3 episodes thi par mai ne sirf aik parhi thi plz mujhe yeh novel zaroor chahiye plz
ReplyDeleteHum search kr rahy hain abhi tk ni mili.
DeleteAoa mjhy aik novel chya jis ma larki parhny bahar jati ha r waha us k sath misbehave krty hn to udhr aik larka us sa nikah kr k us k paperz bnwata kiu k us k pasport us ki khala k beta chura lata a wo larka pakistanio ko pasand ni krta plz post kr dan is story pa do novels han plz dnu kr da
ReplyDeleteaik ma larki jis larky k sath rahti a wo us k chachu k beta hota a
2nd wo larka koi ajnabi hota a plz yh dnu novel post kr dan
thanks
Walekum aslam
DeleteHaey woh badguman mera by Nabeela Aziz.
2nd jis ma larki ki khala ki death ho jati ha r un k beta apni mother k pasoo ka sath sath larki k pasport la jata r us ki dost apny aik muskim friend ko us ki help k liy kahti a r us sa paper marriage kr k us k papez bnwa k usy pakistan wapis bhj data a r wo larki 2 behny he hoti hn bs
DeleteMujhy bi yeh novel chaiiye.Nimra kindly yeh novel dondh dey is mai lakrey ka name areeb hota hai.
Deleteaoa
ReplyDeletemjhe aise novels bate jo practical life pe ho..............
Walekum aslam
DeleteEsa koe novel meri nazer se ni guzra.
Nimra, your comment is the best comment ever.
Deletematlab.........?
Deletesarah ap apna comment explain karna pasand karein ge
husband aur wife mein understanding na ho bad mein after some tym ho jae happy ending wale novels btaein
ReplyDeleteMosam surkh gulab kay hein novel by Effat Sehar Pasha
DeleteTere humrah chalna hay novel by Iffat Sehar Tahir
Kuch phool khilne hen by Ghazala Yasir malik .
Hum bhi wafa nibhaen gy novel by Farzana Mughal
aoa mjhy aik novel chya jis ma heroin ki sis ko us ki mother in law kafi bura kahti ha r beta pada krny pa zor dati hn r larki ki shadi us k behanoi apny cuzion sa krwa data a r wo usy bolta a k usy beti chya end pa usy twins hoty h happy ending
ReplyDeleteWalekum aslam
DeleteMujhey tum se mohabbat hai novel by Shazia Mustufa
mjhy aik novel chya jis ma larki ko bachoo sa bht pyar hota a r wo phr us ki engag toot jati us ki student (aqsa) ki mother us k ghr ati hn r apny bhai ki shadi us sa krwa dati hn un ki aik beti a us ko wo bht pyar sa rkhti end happy a
ReplyDeleteMujhey mukamal kr do novel by Sundas Jabeen.
DeleteYh WO novel ni a us ma larki school ma job krti a r us bachi k name Ramsha hota a us ko us ki real mother sbha sbha us k bapp k ghr k door pa chor jati a hna btaya r hero ammer hota a r heroin ki engagement tooti a kiu k us k fiance bahr ki country ma kisi sa shadi kr lata r larki ka bhatijy ka name tipu hota a
DeleteCheck this
DeleteWo Mera Naya Savaira novel by Maryam Azeez.
aoa aik novel chya jis ma larki bahr ki country jati a wahalarki ki khala ki death ho jati ha r un k beta apni mother k pasoo ka sath sath larki k pasport la jata r us ki dost apny aik muskim friend ko us ki help k liy kahti a r us sa paper marriage kr k us k papez bnwa k usy pakistan wapis bhj data a r wo larki 2 behny he hoti hn bs
ReplyDeleteWalekum aslam
DeleteAp ny 2 novels mix to ni kr deay .? ap chracter naam bta den agr yad hai .
nai novel mix ni kiy larki k nam i thinks areeb yn arbeha ha
Deleteaoa ,,,,,,,,,,,,,,,,aise novel ka name bta dein k jis mein husband ya uski family heroine pe buhat zulm karty hain ,,,,,,,,,,,,typical zulm ni jesa aam stories mei hota hai bt thora unexpected sa jesay aik novel hisab abi baki ae mei hota hai ,,,,,,,,,,aur end pe hero aur family ko regrt ho,,,,,,,,,,,,,,,,,plez novels k link de dein jaldi
ReplyDeleteaoa, mujhe aik novel ki request karni hai hero ka naam sherdil hota hai aur herione uske freind ki fiance ki cousin hoti hai hero aur heroine broken families se hote hain unn dono ki shaadi ho jaati hai yeh shayed kiran digest mein last year pulish hua tha .....plzzzz yeh story dhoond den.
ReplyDeleteWalekum aslam
DeleteIk rishta by Ayesha Naz Ali.
thank you nimra
DeleteMujhe aise navel ke naam bata dein jis me hero buht zalam hu.
ReplyDeleteAankhain teri by Tehmina Ilyas
DeleteTujh se hi mohabbat ho gae thi by Kashish Khan
Aey Tishnagi e dil bta by Areesha Ghazal
aise novels bta dein jin mein hero ya heroine ki death/accident/sucide ya kuch aisa wesa ho jis k bad partner ko us ki importance ka pta chale
ReplyDeleteDarbar e dil by Umaira Ahmed.
DeleteMata e jaan hai tu by Farhat Ishtiaq.
Woh ishq jo hum se rooth gia by Sidra Sehar Imran.
Jo chale to jan se guzar gaey by Maha Malik
in mei se 3rd k ilawa bki sb meine read kiae huae kindly aur b bta dein
Deletehero/husband aur heroine ko lyk karta ho bt pretend kare k ni karta bad mei pta chale larki ko ..............opposite ho jae beshak story k heroine/wife hero ko pretend kary
ReplyDeletew8ng for reply
Chalo toro qasam iqrar karen by Farhat Ishtiaq
DeleteMere hamdam mere dost by Farhat Ishtiaq
Kahan aa ke rukne they raste novel by Hina Malik
Tery ikhtiar ka mousam novel by Fozia Ghazal
Plzzzz mujhy .... Yahan aa kar ruky thy rasty or galy mila tha khawab koi.... jese novel bata dean..
ReplyDeletePhool he phool merey ander by Aliya Hira.
DeleteFaisla dil ka by Subas Gull
Shikast e fatehana novel by Nadia Amin
Dil se by Anum Khan .
aoa, mujhe kuch aise novels ke naam bta den jin mein larki engaged ho par uski shaadi apne uni fellow se ho jaaye happy ending ho....
ReplyDeleteaoa..... mujhe aik novel ki request karni hai story bohat complicated hai joint family system hota hai aur aik gaaon ki larki bhi study karne ke liye iss family ke saath rehti hai family ka aik larka uske ke saath flirt karta hai par wo apni cousin ke saath serious hota hai par uski cousin ko pta chal jata hai uski nature ka aur uski shaadi uske dada uske tutor se kar dete hain aur doosri larki wapis gaaon chali jaati hai aur end mein letter wala scene bhi hai plzzzzz yeh story dhoond de n....
ReplyDeleteMujhay kahani yaad hai. Rahat Jabeen ki thi. Jo larki tutor se parhti thi us ka naam Gori tha aur tutor usko hamesha us k real naam se bulatay thay something Almas. I am looking for it. Will tell you the name as soon as I will find it.
DeleteWalekum aslam
DeleteYeh chaon sambhal rakhna novel by Fakhira Jabin.
Salam Mujhy ek novel ka naam or writer batadain. Story is like Ek sis bro k parents mar jatain hain. Un k gaoon ka koi person un ko apny saath lyjata hy. Larkay ko koie cornal sb trainning dy kr bangladesh bhyj dytain hain or us ki sis ko apny pass rkhtain hain larka training k doran kuch aaysy codes ka tabadla kr krta jb wo ek mission pr hota hy jo dushman k headquarter ko tabah kr jata hy ( sitary bhonktain hain or kuttyay chamak tain hain ) . ek mission py usy ship main jana hota hy rasty main ship pani main doob jata hy . wo ek island main panah lyta hy jahan phly sy ek japani/Chinese agent us ki tarhan phans jata hy. Dono wahan mil k trainning krtain hain kuch dinoon baad ek jahaz k zaeyay wo apny apny mulk.chalain jatain hain. Kafi time k baad wo lrka ek mission py jata hy jo ek jangle main complete krna hota hy raat k andhyry main us ka ek aadmi sy takraoo hota hy. Bht fight k baad .wo ek bht khatarnak fighting pose apnata hy jo us lrky ko or us k island waly sathi ko maloom hota hy. Jb wo yay pose apnata hy to samny wala bhee yahi pose apnata hy jisy dykh kr wo dono jb ek dosry ko ghoor sy dykhtain hain to ek dosray ko pehchan jatain hain. Wo dosra aadmi wo Japanese/Chinese hota hy... Bs itna he yaad hy. Please help me find that novel. I read this novel when i am in 7th class now i just completed my masters
ReplyDeletePlzz help me find this novel and writter..
Walekum aslam
DeleteSir HUM ye novel dhondh rahy hain .abhi tk ni mila .jesy he mila ap ko INSHAALLAH link dey den gay.
sara aap story kha rahi haie us ka naam kuch or khawab
Deletei read a love story that is ik middle class gal hoti hy.wo university ki student hoti hy,wo uni k function my perform karti hy,ik larka us ki pic ly lyta hy......boy rich hota hy us k parents k pass us k liye time ni hota..boy gal ko ander he ander pyar karny lagta hy,ik bar uni my bat karta hy tu gal avoid karti hy..wo apny dost k sath mil kar gal ko uttha ly ta hy or gal bolti hy me is nikkah ko ni manti me talak ly kar rahon gi....bahar sy boy k papa bi atay hy us ki is harkat k bad or gal ko agree karny....
ReplyDeleteChalo kuch deay jalaeyn by Durre Suman.
Deletethnxx.. n aisay hi aur novels ke name bhii bata dain..?
Deleteaoa, mujhe aik novel ki request karni hai herione uni mein parhti hai aur uski engagement apne class fellow asad se ho jati hai aur hero ke parents bohat rich hote hain hero herione ko aik party mein terrace par namaz parhte dekhta hai aur phir uni mein bhi wo usse nazr aati hai hero herione ke fiance ki behn ko kidnap kar lrta hai aur yeh condition rakhta hai ke woh herione ko chor de tou wo aisa hi karta hai plzzzzzz main yeh story bohat time se dhoond rahi hoon iss ka naam ta den....
ReplyDeleteWalekum aslam
DeleteGaley milta hai khwab koi by Mehwish Iftikhar
I thnk it's galey mita hai khawab by mehwish iftikhar
ReplyDeleteBundel of thanks yehi tha (y)
DeleteAoa.mujhy ek novel chaiye jis larki apni khala kay pass jati hai aur uska cuz apni mother sey paisey mangta hai lakin uski mother usko aur paisey nai deti toh wo usko mar deta hai air heroine ka passport bi by chance loker main hota hai larki poilce station jati hai aur udher usko ek aur larki milti hai aur usko apney sath ley jati hai aur apney freinds sey uski paper marriage karwa deti hai wo larka apni mother sey naraz hota hai ku kay uski mother nay dosri shadi ki hoti hai aur phr hero uskay sarey paper aur passport banwa deta hai aur wo dobara pakistan ajati hai.Happy ending hoti hai.Is novel ka name bata dey main nay bhut search koa but nai mila.
ReplyDeleteyh wo ni a
DeleteMe phr se search kr rahi hon.mujhy bhi yehi lga k ye novel ni hai.INSHAALLAH jaldi mil jaey ga.
DeleteKab tak ap novel post karye gi.I am waiting for long time for this novel.kindly upload it fast.
Deletecan you plz plz plz plz download 'Band Quba Khulne Lagi' novel by "Saadia Abid" complete version plz.....all links have incomplete novel in them..... there are only 20 episodes....link for episode 21 doesnot open......plz upload a complete novel!.....plz plz plz
ReplyDeleteReq already noted hai .INSHAALLAH enhi 2 ya 3 din m complete link post kr den gay .
DeleteNovel complete post kr dea hai
DeleteBand quba khulny lagi janan by Sadia Abid (Complete)
i am looking for a novel jin mein male leads ka naam aunn and munn hai both are uncle and nephew and female leads aini and her friend gazal ye novel 2006 mein publish hui thi i forget this novel name plllzzz aap mujhe is novel ka naam bta de....!
ReplyDeleteYeh dilon key rishtey by Maryam Aziz.
Deleteaoa . mughy aik novel ka naam bata dain ...... hero ur heroine ki kafi dosti hoti hai donu neighbours mei rahty hain .... hero do bhai hoty hain ur heroine i think akloti hoti hai ....... donu ky parents ki bhi kafi dosti hoti hai ....... hero aik party mein heroine ko apny sath ly kar jata hai wahan hero ka dost heroine ko like kar laita hai ...... phir hero foreign country jany lagta hai heroine bhtt rotiii hai phir hero chala jata hai ...... hero ki hero ky jany ky baad hero ky friend sy engagement ho jati hai ....... hero heroine ko phone karta hai ky kia tum meray any ka wait nhi kar sakti thee ....... then heroine ki engagement toot jati hai .... hero abroad sy wapis ata hai .....window ky through ata hai heroine daar jati hai wo us ko birthday wish karta hai .... donu terace par birth day celebrate karty hain ...... i think novel start jab hota hai tou hero heroine sy random funny questions kar raha hotaa hai ... but last baat mughy cofirm nhi ... plzzzzzzz is ka naam bata dain
ReplyDeleteplzz is novel ka name bata din
DeleteWalekum aslam
DeleteBar e mohabbat novel by Shehzadi Abbas Khilji
aoa mjhe aik novel chahiye tha story theek se yd nahi hero alredy marrried hota hai bt woh apni wif ko divorce de deta hai..... woh heroin ko kahen dkhta hai or use psnd a jati hai or rshta bhjta hai bt heroin k parnts inkar kr dete hai.....or heroin khti hoti hai k woh kisi aese bnde se shadi na kare jo engage ho...... olz mjhe yeh novl bta dein
ReplyDeleteWalekum aslam
DeleteIshq Pagal Kar Deta Hai novel by Maryam Aziz.
Saans saraak aur sakoot book form mein bhi issi name se hay ya change hay.plzzzz confirm ker dein....urgent....i want to purchase it....
ReplyDeleteG ye book form m aa gaia hai & Kuch ishq m rang junoon bhi tha k naam se hai
DeleteThanx nimra.....:)
Deleteaoa is novel ka naam bata dain ......... hero bench par betha howa ro raha hota hai heroine us ky pas bathti hai ur ussy baat karti hai ..... jis par hero ko ghusa ata hai .... par wo bolti rehti hai ...... phir chali jati hai .... aik din hero ko wo shop par nazar ati hai wo usko dekh laita hai ur baat karny ki koshish kara hai paar heroine anjaan ban kar guzar jati hai ..... aik scene main wo as a chef resturant main work kar rahi hoti hai ..... heroine ka aik cousin hota jis ky sath wo england rehti hai par wo usko reject kar daita hai ...... phir heroine apni dado ky sath pakistan a jatii hai ..... aik scene main wo concert par hoti hai wahan uska cousin a jatiii hai ur hath pakar kr baat karta hai wahan heroine ki friend bhi hotii hai ur hero bhi hota hai jo hath pakry dekh laita hai ..... plzzzzzz is ka naam bata dain mein pehly bhi request kar chuki hun ......
ReplyDeleteWalekum aslam
DeleteEman umeed aur mohabbat novel by Umaira Ahmad.
no no this is not that novel it is totally different ....... try to find it plzz .... thanks .
DeleteCheck this
DeleteIk lamha e jawidan novel by Nazish Amin
jo novel oper mein apko kaha hai wo bhttt hi cool sa hai aisy kisi topic par nhi bana .... that novel is written by some other writter not nimra ahmed
ReplyDeleteAoa.apko uper bi request ki hai lakin abhi tak ap nay post nai kia.Wohi jis main larka apni mother sey zabardasti pasiey leta hai aur usko mar deta hai aur heroine ko ek larki milti hai aur uski shadi apni freind sey karwa deti hai.kab tak ap novel post karye gaye.
ReplyDeleteWalekum aslam
DeleteHum search kr rahy .abhi tk ni mila .ap thore or info share kr den.
Us main hero ka name areeb hota hai aur heroine hero ki mother sey bhut achey tarkey sey milti hai us din heroine nay white colour ka suit phena hota hai.aur hero bolta hai kay jab wo pak jaye gi toh divorce paper bhej do ga aur jab hero pak ata hai apni mother kay sath toh heroine bolti hai kay paper kay ley hud ku aye waisey hi bhej detay aur phr hero isko tapar marta hai.
DeleteNimra abhi tak nai mila apko.main kitni bar request kar chuki ho.
DeletePls kuch eise novels bta den jin mein hero had se zyada romantic ho but herion us ke is kadar romantic se irritate hoti ho. Thanx
ReplyDeleteMujhy hai hukam e azan by Umme Maryam Complete.
DeleteAseer e wafa by Umme Kalsoom .
Phool he phool merey ander by Aliya Hira.
Hello dear sis nimra nd zara
ReplyDeleteplzz mujy mohabbat khwab safar by rukhsana nigar adanan
ki story bta den thori sii
ismy hero boss he yey to pata he mujy.......lekin long novel he na so share its story plz
itni ho ke mein andaza laga sakon ke parhun ya nae :-) ;-) :-P
Asslam o alekum
DeleteAp ye novel zaror read kren
ye kahani ak lady ki muhabat or intaqam ki hy.kafi saspens hy is story mei mgr ye boht bold muzo per lekhi gai hy.hero daim.e.mustafa hy jo pakasitan ata hy.madam yaqot os ko apna beita samjti hy qn k os ki maa ne madam yaqot ki delvry ki hoti hy jes se os ka beita beiti hotey hn beiti to madam yaqot ko mil jati hy mgr beita nai milta.wo daim ki maa ko blkmail krti hy.hroen aniza ak baristr ki beiti or daim k baap k dost ki beiti hy.jo apney maa baap k jagron se boht up set rehti hy.
Mohabbat khawab safar by Rukhsana Nigar Adnan
Hello mje us novel a name btaden jisme heroine bht narrow minded family se hoti he barish ki wja se usko bus me travel krna prta he bus me songs chal rhe hote hn jvo conductor ko bnd jrne ko khti lkin conductor uski ni sunta vo lrki bus driver ki complain traffic constable se krdeti he jiski wja se bus driver ko jail jana prta he vo badla lene k liye lrki ko ek din k liye kidnap krleta phr larki k k family wale use bht buri trhan treat krte to lrki gaon chali jati larki doctor he . Whi bus driver yani k hero usi gaon me zameendar ka beta hota or unki shaadi hjati he but larkI use pasnd ni krti he plzz tell me the name of this novel as soon as possible
ReplyDeleteAb inkar ka mousam nahi novel by Nabeela Abar Raja.
DeleteAssalamualikum nimra....plz suggest me some quality novels like jannat k patty , yaram n dil diya dehleez n many more....plz yar kuch quality work ho...nimra ahmad aur umaira ahmad k na hoon bcz wo sub main already read kar chuki hoon
ReplyDeleteWalekum aslam
DeleteBelay ka siah phool novel by Aleem Ul Haq Haqi
Matti ki amanat by Aleem Ul Haq Haqi.
Ishq e tamam Mustufa (SWW) by Ayesha Noor Complete
Bundle of THANX DEAR...
Deleteraqs bisml is month ki episode ka link dain or agr tery pyar ki khushboo ka b mil jay to kia baaat hai;-)
ReplyDeleteRaqas e bismai Episode 23 by Nabeela Aziz
DeleteTery pyaar ki khushboo by Qamarosh Ashok
Asa koi novel bata dey jis main hero bhen ki nad se shadi kare badla lene ke liye
ReplyDeleteWalekum aslam
DeleteDard e ishq novel by Nadia Amin.
Dil ka dar khula by Nabiya Naqvi.
Qandeel se hai jeewan mein roshni by Nadia Fatima
aoa mjhy aik novel chya jis ma larki ki mother jb wo bht choti hoti ha to usy r us k father ko chor k kisi r sa shadi kr lati ha phr us ko kisi ki shadi m apny susral invite krti a waha pa us ko koi stor m bnd kr data a r store ma us ki mother ka husband ka bhatija b hota a jo us k sath university ma parhta hota a jb door open hota a to us larky k dada un ko ekhty dkhty hn to un pa sari family ilzam lgati to dada un ki shadi krwa daty hn end happpy a laka larki ko pasand krta a bt wo asy shadi krna ni chta tha......
ReplyDeleteWalekum aslam
DeleteTum hi se hoga milan novel by Nadia Fatima Rizwi.
aoa . i want to ask name of this novel ...... is mein heroine aik company main kaam karti hai wahan hero ata hai ur apna ghar design karny ko kahta hai ....... heroine uska ghar design karti hai ....... hero ki aik girl friend bhi hoti hai ...... wo heroine ko like nhi karti ..........heroine ur uski friend ka ghar aik hi design paar bana hota hai ..... hero ko heroine sy mohabbat ho jati hai ..... akhir mein heroine uski cousin nikalti hai ...... is novel ka name ap pehly bata chuky hain par mugh sy mis place ho gaya hai ...... plzzzz dobara is ka naam bata dain ...... is mein heroine architect designer oti hai ........
ReplyDeleteplzzzzzz is ka name bata dain ....... pehly bhi yeh guess ho chuka hai
Deleteme search kr rahi hon .ap bta sakti hain ye req kitny time phely k gae thi .q k abhi tk mujhy mila ni.
Deleteyeh request 2 or 3 month pehly ki gai hai ..... like i guess page 26 or 27 0r 28 ........ actually mainny find kia paar wahan par mil nhi raha .......
DeleteCan you please give a link of Riffat Naheed Sajjad's book " rait par tairte jazeeray" . I mean the whole collection of 6 short stories.or if an individual link for each story is available?
ReplyDeleteRait par tery jazeeray novel by Riffat Naheed Sajad
Deleteplz ya novel search kr dy .larki and larka czn koty ha nikah bhi ho gya hota.larki ki mother aus ki brain wash krti ha & larki hero se divocs ka kahti ha.hero kahta ha ku k grand pa ill ha kuch time k liy hawali a k rhy than divocs da ga .larki agreeho jati ha .end happy ha
ReplyDeleteDayar e dil by Farhat Ishtiaq.
DeleteAoa.nimra main bhut dafa request kar chuki ho kindly ap yeh toh bata dey na kay apko novel mila hai ya nai agr nai mila toh bi bata dey.Ta kay wait na karye.
ReplyDeleteWalekum aslam
Deleteagr ap k post pr link ni dea to its mean k search kr rahy hain .mil jaey ga INSHAALLAH .ap kon se req k bat kr rahi hain?
Jis main heroine ka cuz apni mother sey zabardsti paisey ley kar mar deta hai
Deletekafi arsa pehly me nai aik novel read kia ta .....heroin ka name aimen hota hai us k frnds goldy bunti hoty hai kaaafi ameer hoti hai us ki mother ko cancer hota hai elaj k lie jaty wqt plane me crash hojaty hai lrki pai bura waqt ata hai or father ka frnd usai shadi ka kehta hai....name bta dain
ReplyDelete.Paras novel by Rukhsana Nigar Adnan.
Deletemene aik novl prha tha zaida yd nahi hero ka name shehroz hota hai heroin ka yd nahi.... dono czn hote hain ... hero kafi gusey wala hota hai....aik dafa heroin us k kamre ki safai krne k lye jati hai or bht zor se darwaza kholti hai use nahi pata hota k hero kamre me hi hai js pe us ki kafi izat afzai hoti hai..... plz yeh novl dhnd dein
ReplyDeleteTum agar sath raho by Ayesha Naseer Khan
Deleteaoa
ReplyDeletei want some novels jis mei girl bold or confident ho
Walekum aslam
DeleteGustakh akhian kithey ja larian by Sadia Amal Kashif .
Sans sarak aur sakoot by Naila Tariq.
Jo bachy hain sang smait lo novel by Atiya Umer.
mjhe koi aisa novel bta dein ma'am jis mei larki mei bilkul confidence ni hota hai bt bad mei after some tym a jat hai...........i dun knw k koi aisa novel hai ya ni bt agr hai tw kindly bta dein ,,,,,,,w8ng 4 reply
ReplyDeletemei ne ap se 2 ques puchne hain aik tw ye k drama serial sadqe tmhare novel based tha ya ni and second ye k me want sme novel jis mei heroine bht chup chup rehti ae mtlb usko koi kuch b kh de wo feel ni karti na e kisi se gila karti ae at the end hero ko pta chalta hai k tw wo bht guilt hota hai hapy ending.........................................agr koi aisa novel hai taw plez bta ein ,,,,,,,,,,,,,,,,,,,thank you so much in advance
ReplyDeleteSadqay tumhary script based hai
DeletePiya ka ghar piyara lage novel by Sayeda Tehmina Zahra
Dil ke ander ek rasta hay novel by Samra Bukhari
Silsile wafa ke novel by Nadia Jahangir
Assalam u alaikm.. Mei ne aik story parhi thi kafi time pehle. I don't remember the name or writer but the girl's name is hani and boy's name is javed I guess.larki k abu is a doctor and usk parents hr time larte hai. Her mother is very strict and that's why she never goes anywhere.once usk frnds usse kisi park lejate hain and yeh ghar mei jhoot bolti hai dat she is in library.whan she gets stuck in one of the jhulas and her frnds leave her.the boy is also there.woh isk phone se apne abu ko phone krti hai aur woh larka uske abu ka student hota hai. Then he drops her home bt saath mei yeh b kehta hai that she should never sit in a car full of boys..woh bht drti hai bt jb ghar jati hai tu her mother is not home aur yeh apne kisi czn ki shaadi pe b gayi hoti hai where she goes for the first time..rest I donno if you'll help me find it I 'll be grateful.
ReplyDeleteWalekum aslam
DeleteZawia e nazar novel by Fozia Yasmeen.
Aseer e wafa by Umme Kalsoom ,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,is trhan k novels aur bta dein plez ...
ReplyDeleteAna ka safar by Umme Maryam .
DeleteEhsas e wafa by Qurratul Ain Roy.
Roshni si charsoo hai novel by Nayab Jelani
Dil tenu de bethy by Durre Suman Saleem.
Assalamualikum ... plz anyone inform me what type of story RAJA GIDH is...written by BANO QUDSIYA...i mean its suspens, love, mysterious or base on some political issue....any1 among u people plz share its story wid me...M very thankful....
ReplyDeleteWalekum aslam
DeleteRaja Gidh, a classical novel written by Bano Qudsia . This novel not only delinates the long-trem effects of “Rizq-e-Haraam” on the lives of human beings ,but helps in revealing some of the main reasons for dissatisfied and catastrophic life.
The characters in Raja Gidh are everyday characters (basically it’s us). The writer compares the ‘human nature’ with ‘Gidh’ (scavenger) and tries to convince the reader that humans are just like Gidhs (even worst then them). If a Gidhs eat meat of only dead animal so are humans, who always like to take advantages of weak /disturb and emotionally dead people. In trying to gain what is beyond his/her destination he often choose the forbidden path which leads him to earn Rizq-e-haraam.
Thank u thank you so much 4 ur cooperation.....
DeletePlease aik novl ka name bta dein hro aur heroine aik hi uni mei parhty hain aur heroine k baab ka shayad accident hota hai to hero use hospital le k jata hai wahan uska baap kehta hai k meri beti se shadi karlo is ka duniya mei koi nahi hero ki mangni bhi hui hoti hai apni cousin se wo heroine se shadi kar laita hai ayr aik flat mei rakhta hai lekin us ki mother uski shadi us ki cousin se kara deti hain heroine pregnant hoti hai aur use hospital le jate hue hero ki biwi dekh leti hai
ReplyDeleteAur phir divorce le lethi hai happy ending ye shayad 3,4 episodes ka tha
Plzzzz find it plzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzźzzz find it kafi arse se dhoond rahi hoon
Check this
DeleteTajdid e wafa novel by Sonia Naveed
Ye nahi haiii
DeleteNovel dhoond dein hero heroine ki shadi hoti hai lekin hero use pasand nahi karta lekin heroine koi haq ki bhi baat karti hai uss k bad hero chala jata hai phir heroine ka beta hota hai us ka name umais hota hai heroine k dewar ka nAme sohaib plzzz find it
ReplyDeleteMere hamsafar novel by Madiha Tabassum.
DeleteKindly suggest me some novels jis Mae hero police Mae ho
ReplyDelete