Asslam o alekum friends and members
ap sb se guzarash hay k apni request k bare me best info like novel name, author name, jis digest me novel publish hoa us ka name , month and year, and agr ap ko us novel ki story ya main charecters yad hen to woh btaen ta k ap ka matlooba novel talash krne me asani ho and apni request k poora hone ka sabar se intizar kren k kbi kbi koi novel available ni hota ya us novel k bare me kuch pata ni hota is leay us request me der b ho sakti hay. Meri poori koshish hoti hay k ap ki request jald se jald poori ho sake. baqi sb members se b meri guzarash hay k agr ap koi req dekhen or ap ko us novel ka pata ho to kindly us req pr reply zaroor kren.
Request karne wale members se guzarash hay k
- Request krte hoey sath me apna name zaroor mention kren ta k next time jb ap us req k bare me poochen to hum ko pata ho k ap kis req k bare me pata kr rahe hen.
- Apna email id sath me mention kren ta k bad me ap ko link send kia ja sake.
agr ap ko kahen ksi qisam ki problem ho to ap mujhe mail kr sakte hen
aatish2kx@gmail.com
aatish2kx@gmail.com
ya face book pr mujhe contect kr sakte hen
https://www.facebook.com/aatish2k11 ( IMRAN ALI )
Ap apni request hmare facebook ke page pr b send kr sakte hen
ap sb ke tahawan ka boht shukria.
Ap ka bhai IMRAN ALI
Pls suggest some die hard romantic novels
ReplyDeleteZindagi khaak na thi by umme maryam
DeleteKabhi ishq ho to pta chlae by shazia mustfa
Talooh e sehar h sham e mohabt by Nayab jelani
please koi aisa novel bata den jis ma heroin thori mazloom type ho pr novel ma bht romantic scene hon jesa "tera pyar ki khushbu" ma zalay or zarmail k character hain .
ReplyDeleteChirag jalta raha by Asifa ambreen
DeleteEid subh e umeed by Shaheen sajjad
Kali chooriyan by Nayab jelani
Hello, plz aise novels suggest kre jn me heroine laparwa ho or shararti ho n hero ko uski yhi bat attract kre
ReplyDeleteTum meri ho by Farhat chaudhary
DeleteAndaz e moahbbat by Warda batool
Band muthi mn jugno rkhna by Iqra sagheer
yeh sb novel blkul b meri request sa match nae krty particularly the first one.. please agr ho sky to kuch or novels bata dien..
DeleteMar jawan muk jawan by nabila abrar rja
DeleteChahat yaqeen apna pan by saima qureshi
Dhanak k rang by effat sehar tahir
salam imran bhai plzz ye novel ka naam btadien
ReplyDeletejis mien larka abbas hota hai wo navy mien hota hai aur larki areeba wo england se aati hai ,novel start wahan se hota hai jab wo apne 4 saal k bete suleman k sath airport pe aati hai england se pakistan .story youn hoti hai ke jab 4 saal pehle wo pak aati hai to abbas use pasand krne lagta hai aur abbas k ammi uski shadi abbas se kr deti hai lekin areeba k ammi us se khafa hojati hai areeba pehle khush nahi hoti lekin bad men abbas k sath khush hoti hai phir ik din abbas uski ammi ka phone recieve krta hai to wo ghalat fehmi paida krdeti hai aurr abbas areeba ko ghr se nikal deta hai phir areeba 4 saal bad ik shadi pe yahan aati hai aur areeba k aammi pachtati hai to abbas ko khat likh kr sari sachai bta deti hai aur happy end hojata hai:)
Kaisy kahon apny jiya ki by Umme maryam
Deletethanks:)i was searching 4 it for a lng time:)
DeleteMujhe kuch iss tara ka novels ka name bata den jis me hero heroine ko torture karta ho or wo bekasor ho
ReplyDeleteQaflay rah bhool jatay hain by sundas jabeen
Deleteiss ke ilwa a yeh maine parha ha
DeleteAna parast by Nadia ameen
DeleteZindagi tum ho by Madiha tariq
Khula dar mohabbat ka by Noreen hanif
mujhe kuch novel bataen jisme hero bahut bold & rude ho bt romantic story ho:)
ReplyDeleteAnaa parast novel by Nadia Ameen
DeleteDer lagi aney me lekin novel by Asia Razaqi
Mein hari pia novel by Nayab Jelani
Eid subha e umeed novel by Shaheen Sajad
mjhe sidra seher imran k novel mien muhabbat aur tum jaise novel btyaen ye mene parhe hue hien
DeletePichly page no.9 pe kisi ne pocha tha k request pag.8 kahan hai.....
ReplyDeleteAp google pe "famous urdu novel request page no.8" likheen tou risults me apka matlooba page b a jae ga.
Issi koi b req page 1, 2, 3, 4, 5, 6, 7 ya 8 ap likeen tou wo b a jaen gy....
Mujhe ik novel charitable jis main heroine ka name kainat joys ha us ke peache usma name ka larks hota ha us ke father ki death ho jati ha bad main wo apne father ke frnd ke sath a jati ha Un ka beta ko hero ha wo guse wala hata ha bohat darti hoti ha hero ko pistol by lag to ha us ki maa pas and ki shade ke khilaf hoti ha and ending happy ha
ReplyDeleteZindagi dhoop tm ghana saya by Marriam aziz
Deleteis novel ka mediafire ink de dein plz
DeleteZindagi dhoop tm ghana saya by Marriam aziz
DeleteHello. Zara mhe downloading me problem hti ha when I go for mediafire. Link it keep continue downloading even goes above stated MB and if go to depositfile the downloading get fail aftr retryng 2 times it comes invalid description..not always it happens but most of the tym this issue occurs hope u will look at it
ReplyDeleteap aik nvl downld krny ka bad atleast 20 min ka gap dain. phr dosra nvl download krain in deposit file ho jaye ga dwnld inshallah
Deletemujhy bhi download me problem horaha h novel download karo to download to hojata h par phr woh open nae horaha h plz mujhy btein k mn kia karoo plzz help :(
DeleteThis comment has been removed by the author.
DeletePlz post links for saya aur sayeban by nayab jillani
ReplyDeleteIsi type k aur b novels pata hon to plz share
DeleteSaya or saibaan by Nayab jelani
DeleteThank u aisr hi aur b novels post karein jis main hero herpien k darmyan koi aur ajaye sabak amoz stories
Deletehttp://famousurdunovels.blogspot.com/2012/09/sami-soni-aur-sohni-novel-by-nayab.html
Deletehttp://depositfiles.com/files/im7mgi24z
Musahaf novel by Nimra Ahmed
DeleteSami soni aur sohni novel by Nayab Jelani
Musahaf parha huwa hai kafi long story haI anyways thank u sister
Deletemujhe drama mausam ke novel ka naam bta den
ReplyDeletescript based ha nvl nai h ye
Deleteplz post novel thehr gia wo which was published in shuaa 1999 and writer is fozia furrakh ahmed
ReplyDeleteye available nai h apko mnth yd ha tu bta dain
Deleteplz mujhe in novels ke mediafire links de dein
ReplyDeleteaakhiri jhoot by nighat abdullah
betiyon wala ghar by sarwat nazir
hisab dil ka by ghazala aziz mahakta aanchal india april 2012
saya zindagi ka maryam aziz mahakta aanchal india july 2008
chirag e tamanna by aasia mirza
saya by asma ijaz
in mn sy hmry pas koi posted nai h ap kindly digest nd mnth mention kr dain pakistni writerz ka upr jo apny req ki ha tum sy hi h zindgi by sofia shah us mn media add kr dya gya h
DeleteI want a story in which heroien name was khola and heros name was hasaan.khola zaheer se engaged hai aur hasan khola ko pasand kerta hai per khola se kuch months chota hai I guess.zaheer character wise theek banda nhi hai I read this story long time ago.and searching for this for do long plz do help me
ReplyDeleteKisi ko nahi pata kya is novel ka? :-(
DeletePlz post complete story of sanu lag gayi be ikhtyari.yahan jo novel posted hai usk page missing hain.plz post complete story main bohat arsay se ye story dhond rahi thi ab mili hai to woh b incomplete :-(
ReplyDeleteIt is written by farhat zafar
Deleteap kindly pg no.s bta dain jo missing hn
DeletePage no 117 ana page 122 are missing
DeleteRida digest ka link upload krdo ap plz
ReplyDeleteplz post ishq range e abdiyat hai by saira yasmeen rao.
ReplyDeleteye available ni hai. ap ko digest ya month yad hai to bta den
DeleteDer lagi aney mein lekin by asia razzaqi
ReplyDeleteKa reading link plzzzz?
thora wt kren link add ho jaye to ap ko de den gay
DeleteAur kitna wait??
DeleteDer lagi aney me lekin by Asia Razaqi
Deleteassalam alikum
ReplyDeleteplz hme nayab jilani ki '' tark e wafa'' full novel online read krni hai..aap jld is jald download kre...
meherbani...shukriya
post ho jye ga
DeleteAssalam alikum
Deletehme kb tk ye novel milegi read krne k liye
Assalam alikum
Deleteaap ne ab tk hmari request puri nhi ki..plz jld iz jld download kre
plzzz salma younus k novels bta dn mai chorr darwazay n dil ka nagar parh chki hn iss k alawa koi novel hai tou us ka link bta dn....agar ap ki site akhbar e jahan magazine k novels b post kr skte hain tou plzzzz salma yunus ka dobta sahil novel past kr dn
ReplyDeletesory akhbar e jahn ki stories availabl ni hn hmry pas
Deletesalam o alikum....
ReplyDeleteKuch aisay novels ka name bata dey jis mai hero ki dosray shadi hoye hotay hai .... bacho ki take care kai liye ki hotay hai ... aur romantic bhi ho...
sukriyaa...
Mohabbat hum ny ki h by Shazia rafique
DeleteMohabbat ka asar hoga by shaheen sajjad
plz aur novel bata dey agar ho sakay...Sukriya
DeleteMujhay woh novels chahiye jo long hon means book type hon poori,kuch names bata dein plz
ReplyDeletePathron ki palkon pr by Nazia kanwal nazi
DeleteShehr e chara garan by Sadia amal kashif
Zindagi khaak na thi by Umme maraym
Assalamoalaikum,
ReplyDeleteTere pyar ki khushboo by qamrosh ashok ki episode 10 k baad ki episodes kb tk post hon g?
icmnth ic nvl ki epi nai i
Deleteplease suggest me some sad but ends good novels
ReplyDeleteO re piya by Nayab jelani
DeleteAbhi kuch waqt baqi h by Sehar sajjad
But shikan by Amaya khan
ye sab me par chuki hun please koi aur suggest ki jeye
DeleteI need to know name of novel jis mn hero heroine k ghar ata ha jahan heroine ki apni family say kuch problems hoti hain. us ki sisters us say bat nahi kiya karti. Heroine aksar 1 masjid mn jaya karti hai n hamesha uddas rehti hai. Hero heroine ko 1 bar barish mn road p 1 tree k pass rotay huay daikhta ha jis mn heroine br br kisi larkay k name (ADI) lay rahi hoti hai. hero heroine ko propose karta ha but wo refuse kr deti hai jis p hero us say poochta h k wo ussi Adi ki waja say mana kar rahi ha n Adii k baray mn buri batein kehta ha jis p heroine ussay thappar marti ha hero heroine say badla lenay ka plan bna leta ha. story was might be based on adoption. yeh novel November 2003 ya 2004 mn publish hua tha digest ka name yad nahi 2 episodes thein. plzzz can u find the name
ReplyDeleteLagan by bushra rehman
ReplyDeleteKi aadi story me parh ski hun q k mere computer me shayad koi virus a gaya tha...us ke baad wo file open nahi hoti.....me bht umeed se msg kr rhi hun plz mujhe koi bta day k jb kiran grany k ghar se barhan k ghar jati hai tou baad me kya hota hai....beshak short words me koi baqi sari story bta dy...plzzz:(
Lekin sari k wo wahan kese rehti hai..barhan mrta hai ya nahi....kiran kis se shadi krti hai...beshak baqi characters ki na sahi but kiran k baqi saari story short words me bta dain ...plzzzzz...plzzz..plzzzzzzzzz:(:(:(:(
oh sorry sorry "lagan by bushra rehman" nahi tha yeh novel yeh "dasht e aarzoo by iqra sagheer ahmed" ki story thi...dar-assal 2 months ho gaye hain na iss ko parhy (yani aadi story parhy hue) tou name yaad nahi raha.......but plzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzz mujhe mayoos na kijiye ga... koi b answer dy dy meri request ka....short words me....thnx:(
Deletealthough i hv read this nvl but mjy kuch khas yd nai may b some othr member could help. nai to ap ic link sy read kr lain :)
DeleteDasht e arzo by Iqra sagheer ahmed
ye novel dasht e arzoo hi hai :) kiran ki shadi anas k sath hoti hai manal ki hamza k sath aagay ja kar in k bachon ki love story start hogi ap nr bohat kuch miss kar diya....complete novel parhen
DeletePlease Dhanak k rang by iffat seher k sary parts ka link deden
ReplyDeleteThanks AJ
it will be posted soon :)
DeleteDhanak k rang by effat sehar
DeleteYeh to me perh chuki hoon plz kuch dusry b bata den i'll b thankful t u.
DeleteImran bhai!!! Ap se aik anokhi request krne ja rahi hun agr ho sky tou zaroor puri kijiye ga....plzzzzzzzzzzzzzzzz
ReplyDeleteMe 2 saal se yeh website use kr rhi hun har din apki yeh website 50 dafa dekhti hun ....apki yeh behan ap se naraz ho jae ghi agr ap ne hmari request na puri ki tou:(
Ap soch rahy ho ghy k yeh behan aisi konsi request krne ja rhi hai...:D
Me chahti hun k ap plz aik aisa page hmari iss website me add kareen jis pe hum sb Novels Discuss kareen aur apni apni ID bna skeen iss web ki discussion k liye...discuss hi nahi balky 1 2sry k sath novels story share kr skeen chat ki shakkal me..q k iss page pe tou hum agr novels ki request kareen tou verification b krwani prti hai..
Agr koi meri baat se agree krta hai tou plzzzz reply ki surat me apna vote dy taake hmari bhai imran ko yaqeen ho jae k ap log b yahi chahte hain..
Aur imran bhai plzzzzzzzz jaldi hi reply kareen HAAN ya NA ki surat me!!!! Plzzzz ;)
apki req un tk pohnch gaye hai :) agr ap nvlz discuss krna chahti hn to hamry facebook grps join krain '' famous urdu novels '' and '' books bank '' k name say hain udr nvlz post b hoty hn nd u can discuss evry nvl in the related posts :)
DeleteOh thnx:)
Deleteplz upload rida digest aug 2014
ReplyDeleteRida digest aug
DeleteCan you please re-post the novel meray dil mein deep jala by sadia aziz afridi? Actually the link you guys have posted has blurred images and its barely readable. Would really appreciate if its posted again in a better quality.
ReplyDeleteThanks.
2 episodes ka nvl hai. aik digest available nai h. jaisy hi mila it wll b posted agn :)
DeleteI read this novel a while back, do lafzon mein simta sagar by farhana hanif. It was supposedly a novel with two parts, however i cant find part 2. Can you guys please upload it?
ReplyDeleteic k digest nd mnth ka nai pta abi we'll keep search it inshallah :)
Deleteneed to know name of novel jis mn hero heroine k ghar ata ha jahan heroine ki apni family say kuch problems hoti hain. us ki sisters us say bat nahi kiya karti. Heroine aksar 1 masjid mn jaya karti hai n hamesha uddas rehti hai. Hero heroine ko 1 bar barish mn road p 1 tree k pass rotay huay daikhta ha jis mn heroine br br kisi larkay k name (ADI) lay rahi hoti hai. hero heroine ko propose karta ha but wo refuse kr deti hai jis p hero us say poochta h k wo ussi Adi ki waja say mana kar rahi ha n Adii k baray mn buri batein kehta ha jis p heroine ussay thappar marti ha hero heroine say badla lenay ka plan bna leta ha. story was might be based on adoption. yeh novel November 2003 ya 2004 mn publish hua tha digest ka name yad nahi 2 episodes thein. plzzz can u find the name.plz me pehle bi bohat bar request kar chuki hun .plz han ya na ki surat hi bta dijye
ReplyDeleteapki req phly b note ho chuki ha. jaisy hi nvl mila apko link ml jaye ga inshallah
Deleteplz jaldi
Deleteplz muje kuch ase novel bta dijeye jo jagirdar type hon aur hero herion ko pasand na karta hao aur un ki zabardasti shadi hoi ho
ReplyDeleteQaflay rah bhool jatay hain by sundas jabeen
Deleteye me par chuki hon
DeleteZara g....me ne phly aik request ki thi thora arsa phly jiska apne ya shayad kisi aur ne answer b kia tha.ab mujhe wo requset page nahi mil raha plzz ap mujhe wo rqeuest dhond dn jis me shayad me ne ap se kuch aise novels ki farmayash ki thi jin me hero bht gusy wala ho aur university me prhta ho aur herion ko tang kare jabke herion mazloom ho/i mean uska koi qasoor na ho...agr ap ko wo request milti hai tou mujhe wo req pag no. Bta dn warna koi naye iss tarha k novel suggest kr dn..plzz...Dear sister!!!!
ReplyDeleteDair lagi anay mn by Rizana irshad
DeleteMousam e gham e jaanan na ho by Hani tabassum
Teri raah mn rul gye way by Memona khurshed
Mujhe kuch aise novels k names bta dain ..jin me hero "chand gagan aur chandani" k hero"SARIM" jesa ho ...mtlb us jesa character rakhta ho
ReplyDeleteThnx in advance; )
Yaadain by Nabila aziz
DeleteMery hathn ki lakeeron mn by Sadia amal
Sabz ruton ki jhilmil mn by Effat sehar
Jungle wale romantic novels upload kar de please
ReplyDeleteSukh mahi naal le gaya by syeda gul bano
DeleteWo ik aisa shajar ho by farhat ishtyq
Ik qissa gull e gulab by syeda gull
Thanks zara ji
Deletetere pyar ki khusbu is month rida ma nae ha??
ReplyDeleteg ic mnth uski epi nai i
Deleterida digest 2014 upload kar di
ReplyDeleteHere is your requested digest link.
DeleteRida Digest August 2014
rida digest 2014 online reading kly bhi link day dain plzzzzzzzzzz
ReplyDeleteSorry online link available nahi hai.
Deleteplz romantic novel by subas gul jatni b ho upload kardi
ReplyDeleteap iss link se novels parh len.
DeleteSubas Gul
qamrosh ashok k jatni novel hai plzzzzzzzzzzzzzzzz upload kar di plzzzzzzzzzzzzzzzzz
ReplyDeleteap iss link se novels parh len.
DeleteQamarosh Ashok
plz suggest some novels (pure landlord type novels) in hero is landlord and he married to heroine but he torture her for some reason
ReplyDeleteLagan lagi tum se by Nadia Jahangir
Teri dastras main darman by Mehwish iftikhar
Meri rah ka roshan sitara tum ho by Sana zafar
Aey Tishnagi e dil bta novel by Areesha Ghazal
Ajab mausam k ajnabi manzar.by Rubby Manan
expect these i have read these novels
Zindagi tum ho by Madiha tariq
DeleteDil e nadaan by Umme maryam
Kali choorian by Nayab jelani
Plz january 2005 k anchal upload kar dain.apne areesha ghazal ki story k next part upload nai kia.'sirf ek bar'ye nam hai us novelk.plz upload kar dain.daigust ya novel
ReplyDeleteok add kr k apko bta daity hn :)
DeleteAankh ke pyaas ka koi darya
DeleteDil ke ujra nagar udaasi ka
Main kyun tuj se baat karon
Tu koi putar hai meri Masi ka
PLEASE is novel ka naam bata dean
ap apni req proper mention krain story btyen phr hi guess krna possible ho saky ga :)
DeleteSirf aik baar by Areesha ghazal
Deletethnx
ReplyDeleteqamrosh ashok koyi or navel ho plz uplaod kri plz jatni b ho
ReplyDeleteok hm un k b krty jayen gy posts jo available hvy :)
DeletePlz upload kiran digest augest 2014
ReplyDeletebht jald post hoga inshallah
DeletePlz mujhy aik novel ka name pata krna hai rida digest mn publish hova tha hero nd heroine k name ibtihaj or anabia hoty hn or story yeh k heroine k father uski shadi apne business frnd se kr dete hn apne business partner k fraud ki wajah se hero se shadi bhi krna chata hai or hero bari age ka hota hai.... kindly is novel ka name batade
ReplyDeleteDilon ka milan by qamrosh shehk
DeleteDilon ke milan by Qamrosh shohak
DeleteThnkx alot:)
Deletehello please suggest some novels names like Qaflay rah bhool jatay hain
ReplyDeletethankx
Koi novels upload kariye jis main jarka ke fasle ki waja se larki ki shaadi ho Khoon baha ke badle
ReplyDeleteRida digest ki is month k qistwar novels add kr dy
ReplyDeleteic mnth kisi b episodc nvl ki epi nahi i
Deletei dont remember the writer or digest but story was like hero heroin cousins hotay hain unkay fathers ki larai rahti hai but undono ki shadi hoti hai lakin phir unkay fathers shadi katam karana chatay hain heroin yeh sunti hai tou behosh hojati hai hero usko lay kar hospital jata hai thn all goes well
ReplyDeleteplz help me find it
Sehar hony ko hai by Rashida riffat
DeleteSalam..
ReplyDeletePlz uplOad khwateen digest in media fire link..
Thankx
kis mnth ka chahye apko ?
DeleteAugust k mOnth ka..
DeleteKhawateen august
DeleteKoi is novel ka naam bata de
ReplyDeleteYeh story start hoti hai jab ek larki pada hoti hai aur us ki maa mar jati hain us ki dadi aur Ghar ke Sab log us ko manoos kehte hai jab woh Bari hoti hai to Sab kaam us se karwiye jate hain Sab cousin us ko Bohat tang karte hain hero bhi us ka cousin hai woh Sab se jayda tang karta hai
Happy end hai
Sadia aziz k novel aao dil barbad kare ka online link dy dain
ReplyDeleteInsh Allah jesy he link add hota hai ap ko deden gay
DeleteHere is the link.
DeleteAao dil barbad karen by Sadia Azizi Afridi
Sadia hameed chaudhy k novel "bas ik dagh e muhabbat" ka online reading k ly link dal dy thnx
ReplyDeleteBas ik dagh e mohabbat by Sadia Hameed Chaudhary
Deleteaanchal october 2007 ka link upload kariye please
ReplyDeleteye digest availble nai h agr apko koi nvl prhna h tu name bta dn may b wo mil jaye :)
Deletemuje eik novel ki talash hai w me ne idher hi paraha tha par us ka nam yad nahi na hi kisi character ka name yad hai story aise start hoty hai ke
ReplyDeleteeik larki hai jo ke apni ma ke sath rehty hai us ke bap ne us ki ma ko talaq de di hoty hai ,us larki ki sotely dadi aur bap us ko accept nahi karte lekin dada karta hai ,wo dada us ki ma ka I think taya bi hota hai aur us ki maa shadi se pehle bi un ke pas rehty hoty thi ,us ki dadi use bohat torcher karty hai aur kahty hai ke hamare tukron par palne wali ,phir yun hota hai ke eik din us ka bap use lene ata hai par wo jaty nahi ,phir ghar me kuch galte fahmi hoty hai sab us pe gusa karte hai to wo apne baap ke pas chali jaty hai ,us ka mangeter bi hota hai jo us ke sotele taya ka beta hota hai I think us ka name walid hota hai ,aur us ke sath hi rahta tha ,end me un donon ki shadi ho jaty hai .
plz koi is ka name bata de ga
Hero name was Talha who was Professionally a Doctor.
DeleteSilsily wafa ke by Nadia jahangeer
Deletewriter and novel ka naam yaad nai lakin story start hoti jab heroin hospital ma icu ma hoti and hero usko dekh raha hota hai jab unki shadi hoti hai tou heroin kafi batameez hoti hai then usko kar mulk say bahar chala jata hai phir wo theek hojati hai and sub log usay baht kaam karwatay hain and hero apnay dost ka beta ko apnay ghar bhej deta yeh kah kar wo uska beta and usnay dosari shadi karli hai heroin us bachay ka baht khayal karti phir hero wapas ata hai wo ghar chor kay janay ka faisala karti hai but usko chot lag jati hai and wo hospital admit hojati hai happy ending thi
ReplyDeletekisi ko pata ho tou plz batadae
i think yeh pakeeza mein aya tha hero ka naam ibaad that aur heroine ka shayan... sab usko sheny bulate hain.. naam nahi yad mujhe bhi
Deletehello please suggest some novels names like Qaflay rah bhool jatay hain
ReplyDeletethank please replay me soon.
Ana parast by Nadia ameen
DeleteHijr ki raat dhal gye by Saima zaheer
Kali chooriyan by Nayab jelani
mujhe mohabat ab nahi hogi by saima akram chahiye
ReplyDeleteye novel ni Saima Akram ny script likha hai
DeleteMujhe kuch aise novel chahiye jis me hero & herion ki shadi kisi majboori ki waja se hui ho...aur hero ussay like na krta ho...aur hero ki maa aur ghar wale us se bht bura salook krte hoo...but herion ka koi qasoor na ho wo mazloom ho ...happy ending ho
ReplyDeleteThnxxxxxxxxx
Zindagi gunguna uthi by Qamrosh amber
DeleteSahilon ki hawa by Iqra sagheer
Dil k ander ik rasta hai by Samra bukhari
Band quba khulne lagi janan august episode
ReplyDeleteic mnth icki epi nahi i
Deleteplzzzzzzzzz some stories in which heroine is more romantiic???
ReplyDeleteBeri piya by Rehana aftab
DeleteTeri justju mn nikhar gye by Huma mir
aslwkm.plzz upload Teri pyaar ki khusboo by qamrosh ashok episode 11
ReplyDelete11th epi ic mnth ani thi but nahi i
DeleteKya Farhat Istiyaq 'Italy' me rehti hain???
ReplyDeleteNahi
Deleteabhi tak q nhi aaya 11th episode...
ReplyDeletedigest mn hi publish nahi hoi due to some reasonz
DeleteHello zara I want to read the novelsbase on jirga like qatal hota ha or phr jirga me faisla hota ha with happy ending but plz the novels should b new mean not suggested on request page before ..would b thankful to u
ReplyDeletenew publish hn gy to suggest krain gy :) jtny b ic k related nvlz hn almost sb parh chuky hn :)
Deletemuje kuch aise novel ke name btaye jin me herion bohat mazlom ho us ke gar wale us se nafrat karte hon wagera .jaise novel silsle wafe ke me herion ke sath us ka bap aur dadi bura salok karte haimn,thanxxx
ReplyDeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDeleteRah noward e shoq by Shehnaz siddique
Deletecan any one tell me the name of novel in which "hero heroine k ghr job krta hai us ka name Abas hota hai aur woh larki se 16 saal bra hota hai larki usy pasand krny lg jati hai aur us se kehti hai k woh achii larki mn nhi ho skti jis se ap shadi krn gy......plz if any one knows about it reply me quickly
ReplyDeleteHere is your requested novel link.
DeleteNangy paon by Nighat Seema
thanks a lot....
ReplyDeleteMuje aik novel chahiye jismain character names tje abiba .affan ghori maheen aur hanzala.affan ghori aik mushkil character tha.abiba hanzala ko pasand kerti hai jab k uski shadi affan se ho jati hai aur maheen ki hanzala se.happy ending tha
ReplyDeleteaoa
ReplyDeleteak novl hy jis ma heroine jirgy ka fasily ka toor par oppsite faimly ma ati hyy
she became their servant all the time
koi us ko importance nai datia hy us ka huband bee nai
but at the end happy ending huti hy us ka husband us sa maffi mang lata hy appny behaviour par
but mujy hero herione ka name nai yad a rah hy hy
plzzzzzzzzzzzzz esyyy serach kar dyy
Qaflay rah bhool jaty hn by sundas jabeen
Deletesalam aik novel kiran man chapa tha muje naam yaad nahi writer ka b nahi pata larki ka naam rubab tha wo 2 behnain apni maan k sath rehti han baap nahi hota czns us ki sab crackter ki thik nahi hottin or police jab pakar letti ha to ilzam us p hi aata ha usi officer se shadi hiti ha larke ki soteli behnan jaan k us se karwati han shadi k ye crackter hi achi nahi
ReplyDeleteZard zamanon ka sawera by nabila abrar rja
Deleteplz mujhe aise novel bta dain jin me hero heroine ko badla lene k liye kidnap krta he bad me unki shaadi ho jati he hero bht zulm krta he ...happy ending
ReplyDeleteme ne shyad august 2005 ke pakeza digest me aik story prhi thi jis me sonia.aik mod girl pakistan aati he aur apni aati ke ghar rehti he.us ke uncle ke 2 bete hein aik un ka stepson hota he aur wasi un ka real son hota he .sonia and big brother love each other lekin wasi bi sonia se pyar krta he.fatima wasi ko barkati he aur wo apne big bro ke samne sonia se shadi ki baat krta he .big bro sonia ko wasi se shadi ke lie agree kr leta he .at the same time aik babaji ko kisi villege me dekha jata he jin ki dua Allah qabool kr leta he lekin wo sajde me ro rhe hote hein aur kehte hein me kisi ki zindigi barbad kr ke bhaga hn.please any one can tell me the name of this novel
ReplyDeletePlzz muje koi bhtttt zada ache se romantic novels suggest karen.. short novels hn...us mein hero rich handsome or attitude wala ho.. jaldi se plzz
ReplyDeleteSalam Zara I once requested some novel n you full filled that thanks a lot.now I want some novels in which hero must be "jagga" BT let me define jagga first dashing rude khroos n charming very rich n very romantic n careless about heroine's feelings bt apparently in fact WO heroine ko toot k chahta ho n very possessive about her if hero is syed or shah it would be double treat n stories agar shadi k baad ki hoon to soony py suhaga wali baat ho GI n mist be happy ending plz Zara suggest me as many as possible I hope u WL help again actually I m tired of busy study schedule I need a break so plzzzzzzzzzzz
ReplyDeleteKindly dhanak k rang by iffat sehar tahir k links dy dain....
ReplyDeleteHere is your requested novel link
DeleteDhanak kay rang by Effat Sehar Tahir
Dilon k Milan qamrosh ashok k novel se relate karty hue kuch novels bataden
ReplyDeleteye nvl read ni kya hva but tere piyr ki khushbo prh lain ic writer ka
Deleteteri dastras mn darman by mehwish iftikhr
meri rah ka roshan sitara ho tm by sana zafr
khula dar mohbt ka by noreen hanif
ye prh lain u'll like it
Aoa !!! mjhe aik novel ka name bata dain jis main larkay ka name yameen safi hota hai .... ghareeb si family hoti hai bt pyar usay ameer family ki larki se hota hai .... larkay ka baap politics main hota hai ... khawateen digest main aya tha ... kindly tell me plz....
ReplyDeleteplz tell me the name of novel with heroine as anabia and hero taimoor in shuaa digest...
ReplyDeleteI just don't remember the name author and characters of the novel ...story ye hoti hai hero heroine ke CLG main sir hota hai hero bht young and handsome hota hai heroine use psnd krne lag jati hai aur heroine apne baap ki one nd only child hoti uska baap uski zid man ke hero se uski shadi krawa deta...hero apni bhabi KO psnd krta vo widow hoti hai nd vo srf apne husband KO psnd krti hain unki gao ki riwayat hoti hai ke widow ki again shadi nhi hoti ..end main hero heroine KO psnd krne lagta use btata use apni bhabi se srf hmdardi thi ..plzz mje is novel ka Nam bta den main is novel KO bht Dino se dhoond rhi hun but ni mil rha
ReplyDeleteTeri raah ma rul gai way by memoona khurshid ali
DeleteMujhy ek story ka naam yad nae plz bta den us ma daud ha wo ek police officer hota ha or heroin tehzeeb school teacher hoti ha wo school trip per jati ha wahan per kuch dako ek bachy or heroin ko utha ker le jaty ha hero ka sath us ka do sathi police officers bhi hoty ha ek ka naam Ahsan tha (dosry ka mujhy yad nae)wo larki or bachy ko bachaty ha heroin shor karti ha hero mana bhi karta ha Larkin WO darti rehti ha is liye hero ek thaper Marta ha heron ka . Heroin dobara phir kidnap hoti ha phir hero hi bachata ha is waja se heroin ki engagement bhi tot jati ha happy ending ha plzzzzz is ka naam bta den .
ReplyDeletetary mary darmiyan
DeleteYe wo novel nae ha us ma heroin ka naam tehzeeb ha or story is se change ha ye ma ne pedha howa ha:(
Deleteye maryam aziz ka novel hai
DeleteIs novel ki story milti ha is se per ye wo nae ha is ma UK bachy ko kidnapped kar na hota ha per wo sath ma heroin tehzeeb ko bhi le jaty ha herion bach jati ha phir hero us ko sath le kar jata ha sath us ka do police officer dost bhi hoty ha I think wo jungul ma bachy ko kidnapper se bachany jaty ha.
DeletePlzzz mujhy is novel ka name bta den plzzzz..
DeleteTum sung mehaknay lagey raastay by Mariyum Aziz...
Deletekindly tell me the novel name in which a character zalay afridi had blood cancer and after her marriage she was recovered and had a son..
ReplyDeleteSalam, mujhy koi esa nivel btaen jis ma larka bht zalim ho ... Or larki scarifce kre .... Lekn last ma happy ending ho
ReplyDeleteTum Aakhri Jazeera ho by Umme Maryam
ReplyDelete