Asslam o alekum friends and members
ap sb se guzarash hay k apni request k bare me best info like novel name, author name, jis digest me novel publish hoa us ka name , month and year, and agr ap ko us novel ki story ya main charecters yad hen to woh btaen ta k ap ka matlooba novel talash krne me asani ho and apni request k poora hone ka sabar se intizar kren k kbi kbi koi novel available ni hota ya us novel k bare me kuch pata ni hota is leay us request me der b ho sakti hay. Meri poori koshish hoti hay k ap ki request jald se jald poori ho sake. baqi sb members se b meri guzarash hay k agr ap koi req dekhen or ap ko us novel ka pata ho to kindly us req pr reply zaroor kren.
Request karne wale members se guzarash hay k
- Request krte hoey sath me apna name zaroor mention kren ta k next time jb ap us req k bare me poochen to hum ko pata ho k ap kis req k bare me pata kr rahe hen.
- Apna email id sath me mention kren ta k bad me ap ko link send kia ja sake.
agr ap ko kahen ksi qisam ki problem ho to ap mujhe mail kr sakte hen
aatish2kx@gmail.com
aatish2kx@gmail.com
ya face book pr mujhe contect kr sakte hen
https://www.facebook.com/aatish2k11 ( IMRAN ALI )
Ap apni request hmare facebook ke page pr b send kr sakte hen
ap sb ke tahawan ka boht shukria.
Ap ka bhai IMRAN ALI
Me phly b request kr chuki hn
ReplyDeleteMjhe aik novel chahye jis m heroin ka nikah apne czn s hua Hota h jo army m Hota h lrka to usy psnd krta h bt Larki ko us s khas lgao ni Hota bd m wo shaheed hojata h to usky choty bhai s shadi hojati heroin ki phly wo aik dsry ko ni psnd krty bt phir lrka usy like krny lgta h aik scene m lrka uski saarhi khenchta h happy ending thi is nvl ki
Yeh jo mohabbat hai novel by Shazia Rafique.
DeletePls tell me aik novel hai jismei shadi wale day uska husband mar jata hai or phir uska susar uski shadi apne doosre bete se kara deta hai wo bhi usse muhabat karta tha
Deletemujhe ek novel bta dein plz mujhe story ka naame wagera kuch nhi pta but thodi story pta h heroin ki shadi ke din ladke wale heroin se shadi krne mna kr dete h aur shadi mein hero apni dadi ke saath aata h to uski dadi kehti ke mere pote se shadi kra dein heroin ki phir hero heroin ki shadi ho jati h heroin bahut beautiful hoti hai aur hero smjhta hai ke wo hamesha makeup krti h mein is novel ka request previous page pr kiya tha aap ne jo name btaye h ye wo novel nhi h plz name suggest kr dein
ReplyDeleteoho wo bhi ni hai .siso me ny bohat koshesh k mgr mil ni rha me phr se search kerti hon
DeleteMohabbat humsafar meri by Rashida Riffat
Deleteye ni hai me ny link dea tha
DeleteAOA! I Hope all of u r fine. I need a novel name Awara Gard By Ibne Adam part 5.plz 😊
ReplyDeleteWalekum aslam
Deletees k 2 parts available hai .hum phr bhi check kerrty hain .mil to INSHAALLAH post kr den gay
Aoa, m pehly b req kr chuki hu again kr rhi hu
ReplyDeleteNovel 90's ka h heroien mehro beautiful larko sy bechny k lye panah leti h hero k ghr m jb k mohalay waly ilzam lgaty h tu shaadi krna parti h jb dosry city m auski ammi do sis younger rehti hy jb wo lekar jata h tu auski ammi shaadi ko declare nhi krny deti h qk ajnki bhaji sy hero ki engagment hoe hoti auka naam fizza hota h aik party m aik larka heroien ko touch krta h jez sy wo behosh ho nati h es tarha aunki shaadi declare hoti h end m wo larka heroien ka step bro hota h aur fizza ki shaadi aus sy hoti h bero n heroien ma aik beta hota plz yeh novel bta dy
Reply
Walekum aslam
Deleteabhi tk ni mmila
ek novel chaiye tha jiski starting mae hero kafi time bd abroad se ghr wapis ata hai apni biwi ka letter milne k bd jis mae usne talaaq mangi hoti hai pr hero wapis a kr inkar kr deta hai then unki past life ki story chalti hai k kise unki shaadi hoi thi or shaadi k bd larki k ghr walo or hero k yeh misunderstanding ho jati hai k woh apne class fellow ko pasand krti hai jbke issa kuch nae hota lekin larki zid mae a kr phir yeh kehna shuru kr deti hai k han woh apne class fellow ko pasand krti thi or apne husband se nafrat krti hai yeh sb woh frustrate ho k krti hai but end mae hero ko sach pta chal jata hai ussi class fellow se mill k or happy ending thi novel ki .....please novel name bta den
ReplyDeleteIts Musafir Loat Aey Hein by Sumaira Shareef Toor.
DeleteAOA. yeh novel mein ne pakiza mein parha tha kistwar tha. hero mba hota hai r uski ammi r sotaili behnain hoti hain usko job nahi milti tou wo chorian r loutmar shru kr daita hai r rape wagaira bhi krta hai uska gang. heroine gareeb hoti hai r us k maa baap nahi hote wo apne chacha k ghar p rehti hai uski behen bhi hoti hai jo ghar mein chachi k tanoun se tang aa kr kisi larkay k saath bhaag jatii hai r heroine usay bad'dua daiti hai k us k haan sirf betiaan hoon. hero heroine ka roz peecha krta hai r usay pasand krta hai ek baar us k saathi heroine k chacha ka bike bhi chente hain r wahan heroine ko uski asliyat pta chalti hai r wo us se nafrat krti hai. phir hero k saathi hero ko khush krne k lye heroine ko kidnaap krte hai r hero ko jab pta chalta hai tou usay wapis chorne jata hai but us ki chachi usay maar k nikal daiti hain... ending happy thi plz name bta dain.. thanx
ReplyDeleteWalekum aslam
DeleteHum dhool na ho jaen novel by Farhana Naz Malik.
Asssalam o alikum
ReplyDeleteMujhy story yaad hay lakin ...story name nahe yaad ...joint family system hain hero apni taya ki beti ko pasand karta hay lakin us ki cousin usy like nahe karti .wo hero ko immature samjhti hai.wo kisi aur se shadi kr laytu hay aur out of country chali jati hay ...us ki cousin ki niece b usi ghr main rehti hay ..jo k heroine hai ..wo hero se 12 saal choti hoti hay ...hero usay apni bhateeji samjhta hay lakin wo hero se kehti hay k wo usay padand karti hay aur us say shadi karna chati hay ...hero bhot ghussay hota hay...us se bhot naraz hota hay ...lakin end main wo man jata hay...happy ending hai...yeh kisi old digest main story perhti thee..2000 kbaad k kisi digest ki hay ...shuaa ya khawatien digest ho sakta hay ..q k yehe digest main zeyada perhti the...plz plz es story ka name bata dain...aur es story main yeh b thaa k hero pehly bhot careless jota hau hr cheez main even apni studies main b lakin baad main phd kar layta hay aur bhot zeyada mature jo jata hay ...
Walekum aslam
Deleteme check kerti hon
Assalam o alaikum
DeleteAap ko mila nahe.....
abhi tk ni mila
DeleteAoa.
DeleteAap ko mila????
Ya koi age difference novels ki list hi bata dain...lakin achy hon..plz plz plz
Hi
ReplyDeleteMujhy amna iqbal ahmed k novel chahiyan.
us ka gher
Soldier
Ajeeb shakas hai
Zahina
ye available ni hain jub bhi mily INSHAALLAH post kr den gay
DeleteAOA
ReplyDeleteMJHE NOVEL TJHE JUZVE ZINDAGI KR LU JESE NOVELS BTA DEIN ........MEANS JESE IS NOVEL MEI HEROINE APNE APKO AZIAT DETI HAI ,,,,,,,,IN SHORT IS NOVEL KI HEROINE JESI AUR NOVELS BTA DEIN
Aoa
ReplyDeleteMujhy aik novel ki aap se guzarish karni the.story kuch yaad hai.bohat old digest main perhi the.hero mazoor hota hai aur wo wheelchair use karta hay.us ki sari family I think abroad rehti hai.heroine us k gher nokri k liya ati hay .heroine thori se darpok hoti hai us k sath shayad koi mishap ho chuka hota hay aur wo male person se bohat darti hoti hai.aik scene main esay hota hay k heroine samjhti hai k hero us k sath kuch galat karna chahata hai .hero ko es baat pay bohat ghussa hota hay wo heroine se kehta hay k aik mazoor insan jo wheelchair k baghiar move b nahe kar sakta .wo us ka kia galat harkat kar sakta hay.happy ending tha.plzzzzzzzzzzz. aap yeh novel mujhy kahain se dhoond dain.
Walekum aslam
Deleteme check kerti hon
tell me too
DeleteKoi mujhy yeh dhoond day novel
DeleteAoa.kisi ko es novel ka name pata hay tu bata dain.
DeleteI am looking for a novel, in which the girl was engaged to her cousin but he broke off the engagement because he was making accusation on her that she is having an affair with her other cousin, then her cousin friend who used to like her sent the proposal got hitched, but later on cousin who broke off the engagement came forward to reconcile. The ending was " she put her hand on the chest of the guy to feel his heart beating" then got unconscious . Happy ending.
ReplyDeleteGulab sahaton ki navid novel by Maryam Aziz.
DeleteOne more novel, Two girls were daughter of a singer/ actress, but one goes to college and other goes to filming. On set, the director or someone from that field took a notice of her and start having conversation. Happy ending again.
ReplyDeletejesy he mia ap ko link dey den gay
Deleteapril ka dosheeza post kr de plwase
ReplyDeleteabhi tk digest ni aya
DeleteSalam muji ak novel ke naam bta de plz srf itna yad hai k army novel hao or hero ka abdul bari hai shayd aanchal m ta plz plz post karde
ReplyDeleteWalekum aslam
Deleteme dekh k btati hon
ye check kren plz
DeleteJis dhuj se koi maqtal mein gaya novel by Sumaira Sharif Toor pdf.
ik ye bhi hai ap confrim kr do
DeleteJheel kinara kankar novel by Nazia Kanwal Nazi.
1st sahe te thanks
DeleteAoa
ReplyDeleteKhawatien digest june 2001 ka digest chahiya
Walekum aslam
Deletesorry digest to ni koe novel chahaey es m se to bta den may be wo posted ho
assalam o alikum....
ReplyDeleteMujhe novel ka name yah digest ka nahi pata .... bus utna yaad hai herion ki ma souteli hai... aur herion ghar ka sab kam kartay hai likin iski souteli ma khush nahi hoti.. herion ka father jub ghar ata hai to iski buriee kartay hai ... aur father apnay beti ki face per iska dukhi hona mehsoos karta hai... episode wala novel hai plz bata dey ....
Walekum aslam
DeleteHum check kerty hain
ye check kren zra esi bohat se stories hain koe or clue den
DeleteBheegi palkon par novel by Iqra Saghir Ahmed
nimra yeh novel nahi hai woh itna zada episode wala nahi hai.... 3 to 4 episode hongay.... herion gareeb hotay hai.... hero ka nahi pata.... last year shayad parha tha..
Deleteme phr check kr leti hon
DeletePlz sabahat rafique ka novel gar mohabbat na hoti novel ka baat dein kc hai or link b de dein plz
ReplyDeleteGar mohabbat na hoti by Sabahat Rafique pdf.
DeleteMera fasana bas ik tu ki new epi ka link dy dain
ReplyDeleteabhi digest ni aya
DeleteDosheeza Digest April 2016 pdf.
Deletethanks :)
DeleteAoA
ReplyDeleteNimra koi aise novels bata dain jis main hero or AK 2sre se mohabbat kare hon lekin kuch circumstances ki wajase in main se kise AK ki engagement kise or se hojaye lekin ho happy ending or short bhi
Thank you!
Nimra please bata dain....
DeleteAK novel tha jis main hero ka naam shaid ahmar hota ha confirm nai wo apni chachu ki beti se mohabbat karta h or wo bh. Hero heroine ka admission apni uni main karana chahta h but wo nai Manti k kuch wahan pe hona jaye lekin hero ise convince kar leta hai. Wahan heroine ki 2 do stain banti hain AK dost heroine se jealous hoti q k wo har waqt hero ki tareefain karti rehti h or frnd ka fiance is par shak karta h. Wo in main kuch miss understanding create karti h to heroine ko lagta h k hero ko ispe trust nai is lie wo zehar khane lagti h lekin hero rok deta h Orr kehta h mujhe tumhare upar trust hai happy ending thi heroine ki frnd ko brain hemrage hojata h q k iska fiance shak ki wajase ise shadi tor deta h. I main AK scene tha k hero heroine ko barish main nahane se mana karta h lekin wo phir bhi nahati h or bimar par jati h please yeh dhundh dain...
ReplyDeletecheck kerty hain
Deletecheck this
DeleteAao hum tum wafa karen by Anjum Nawab.
AOA
ReplyDeletemujhe novel ka nam pata de..... is me larki ko us ke teacher kidnap karte hain aur zabardasti uski shadi hero se karwate hae jo asal me police me hota i think us ka name hassan hot he ,,,or ending happy hoti hae
plzzzzzzzzzzzzzz pata de jaldi
Walekum aslam
Deleteor info ni hain kya ?
As novel ka naam faisla dil ka by subas gull
DeleteFaisla dil ka by Subas Gull .
DeleteAoa.how r u?
ReplyDeleteMujhy koi bohat achy long romantic novel bata dain .jo happy ending hun.jesy "main muhhabat aur tum by shazia mustafa" type novel hun.jisay perh k dil khus ho jaye.ya umme maryam or sundas jabeen ka koi long romantic novel.bata dain jis ka end happy ho....plzzz plzzzz meri request puri kar dain
Take care
mjhe b....
DeleteAoa.aap my reply nahe kia?
DeleteWalekum aslam
Deleteye read kren phr or bta don ge
Neela mousam by Sadia Amal Kashif pdf.
Tere payar ki khushboo by Qamrosh Ashok Complete pdf.
Tum aakhri jazeera ho novel by Umme Maryam
Amal novel by Sabas Gul pdf.
Thank u ...yeh sab pehly perh chuki hun...kindly kuch aur bata dain
Deletesalam
ReplyDeleteplz 80s or 90s k digest up;oad kerdien
jldi kr dein plzzzzz...mjhe b parhne hain...
DeleteWalekum aslam
Deleteap es blog pr check kren bohat se digest posted hain
digest
plz mjhe koi bht romantic or lambe novels suggest kr dein..main tum or mohbt type novlz,,
ReplyDeleteprevious pages pr esy bohat se deay hain kya ap ny wo check keay
DeleteSalam, kiya ap mujhay kuch new khoon baha type novels bata sakti hain aur previous pages walay mein par chuki hun... thankyou!!
ReplyDeleteWalekum aslam
Deletekhoon bha k wohi 10 to 12 novels hain .new koe bhi ni aye kafi time se
Kuch novels suggest kar den jin main maa sutali ho herione ki bhen bhai bhi sutaly hon aur herione par zulm krti ho phir hero aa ke help kary uski tori long stories hoon
ReplyDeleteNovel suggest kar den jis man hero herione same uni ya college main hoon herione like na krti ho hero ko ya herione ki friends usko hero ke khilaf karan happy end hoon
ReplyDeleteR kch khoon bha wale novel bhi bata den
Taqdeer nigon ho jaey by Kiran Shah
Deletehttp://famousurdunovels.blogspot.com/2013/01/bekhabar-mein-ke-tu-novel-by-sidra.html
Sabz ruton ki jhilmil mein by Iffar Sehar Tahir
salam nimra mujhe kuch is type k novels chahye jis main larki kisi gao main jaye or koi wahan ka bara jageerdar ya wadera usey pasand ker lay and zabardasti shadi ker lay us say please please is type k jitney bhi novels hain mujhe unka name bata dain... agar kisi or ko bhi pata hain to bata dain please thanls alottttt
ReplyDeleteWalekum aslam
DeleteTaloo e saher hai sham-e-mohabbat by Nayab Jelani.
Zard patton ka shajar novel by Nayab Jelani pdf.
Woh ik lamha e mohabbat novel by Sumaira Shareef Toor pdf.
Jab woh pathar moum hua by Nazia Kanwal Nazi
Laagi tum se dil ki lagan novel by Shehnaz Siddique pdf.
thanks alotttttt
Deleteaoa mujhe ek novel chahiye jismein larka hota ha nofil jiski behen ki shadi ans se hoti ha or uski death ho jati ha or nofil ki shadi ans ki behen se ho jati ha. us novel mein mueed or zoya b hotey ha.
ReplyDeleteor ek or novel chahiye jis mein hero ki maa dusari shadi kr leti ha or jis se shadi krti ha us aadmi ki ek beti hoti ha jo zabardasti hero se shadi krti ha hero usko le k alag chala jata ha or usko torture krta ha. phir vo police mein chala jata ha. us story mein ek or character tha lina ka jiska cousin usko pasand krta ha.
alina ka character tha jiska cousin modeling krta ha
Deletekasa e dil by sudas jabeen
Delete1st wala muhabat dil pe dastsk ha by if at sehar tahir
DeleteThanks :-)
DeleteNovels bata dein jin mein hero ka bhai ya koi rishtydar heroine ko pasand karta ho..shadi sy phly ya bad mein.
ReplyDeleteAslamo ALikum
ReplyDeletesir kesy hen ap sb log
sir mene arz krni thi k Bazi Gar ka part 9 ye Ishq ka Sheen par 8 aa gy hen agr hen to plz link bta dijy agr nhi hen to bray mehrbani achy se 2, 3 Action Novel k link dy den plz
Ap ka Shukria.
Walekum aslam
DeleteAleem shab k death k wajha se mazeed part ni aey & sab rang digest bnd ho gaia so Bazi gar bhi mazeed ni aya
Aoa.
ReplyDeleteMujhy aik novel chahiya .heroine college main perhti hai.college main es ki aik larki se dosti ho jati hai wo larki asl main achy character ki nahe hoti wo girls se dosti kr k un ko kidnap karwati hoti hai.heroine ki dost hoti hay wo us ko es larki se dosti karny se mana karti hoti hay lakin heroine bhot innocent hoti hay .wo samjhti hay k wo larki bhot achi hay .wo larki b heroine ko kidnap karwa layti hay.heroine ki mulaqat wahan pay hi hero se hoti hay jahan us ko kidnap kr k latay hain .hero b un ka sathi hota hay .lakin wo heroine ki madad karta hay us ko wahan se nikalny main.hero name yaad hay us ka name armaghan hota hay .kisi old digest main perhi the.happy ending hai ...
Plz es story ka agr name aap ko pata hay tu bata dain
Walekum aslam
Deletecheck kerty hain
zra ye check kren
DeleteDil ka darwaza Urdu novel by Rukh Chaudhary.
Aoa
DeleteThank u
Lakin yeh wo novel nahe hay .wo short novel tha
me check kerti hon kya 1 episode ka novel tha yani complete novel?
DeleteJi aik episode ka complete novel tha
DeleteAsssalam o alaikum
ReplyDeleteMujhy hero heroine kay age difference novel bata dain ...happy ending hun
Aoa
ReplyDeleteMujhy aik novel chahiya.story yaad hay lakin character aur story name nahe yaad.hero police main hota hay us k 2 bachy hoty hain.us ki wife ki death ho jati hay tu us ki mother hero ki shadi apni niece se kar dyti hai.happy ending tha.plz es story ka name bata dain
Walekum aslam
Deletecheck this
Mohabbat ham ne ki hay by Shazia Rafique.
Thank you..yehe novel hai
Deletehello friends, I had read a novel here a while ago, it was about two cousin, she is in love with er cousin but he does not like her, after they get married he takes to another city and after a while he leaves her there and he moves to Jermany, when he comes bak he finds out that she never went home and starts looking for her.plzzzzzz help. thanks in advance
ReplyDeletecheck kerty hain
DeleteI think it's kion rastay ganwa bathie
DeleteNovel suggest kr den jis main herione ke parents na hoon hero cousin ho uska r usko pasand na krta ho phly uske saath bohat rude ho r usko har waqt tang karta ho happy end ho
ReplyDeleteKuch khawab dil mein by Saba Javed.
DeleteDhundlakay Chutt jayen gay by Shaukat Rana pdf.
Charagh jalta raha by Sadaf Babar.
Salam, kiya ap kuc aisay novels bata saktay hain jin mein hero boht gussay wala ho aur heroine ussay bilkul pasand na karti ho aur hamesha uski insult karti ho plz plz allah ap ki har khawahish puri karay ga meri request puri kar dein ���� aur previous pages ke taqreeban par chuki hu lekin ap ko jo bbi milay link de dein mein chose kar lun gi plz thankyou in advance��
ReplyDeleteWalekum aslam
Deleteme koe new check kerti hon
G thankyou!! Mein intazar kari hun ��
DeleteSalaam,muje subas gul ka mera fasana bs ik tu complete form mien chahiye plz
ReplyDeleteWalekum aslam
Delete2 ya 3 din m link bna den gay INSHAALLAH
MJHE NOVEL TJHE JUZVE ZINDAGI KR LU JESE NOVELS BTA DEIN ........MEANS JESE IS NOVEL MEI HEROINE APNE APKO AZIAT DETI HAI ,,,,,,,,IN SHORT IS NOVEL KI HEROINE JESI AUR NOVELS BTA DEIN
ReplyDeletemeri koi req puri hona tw dur ki bat reply b ni karta koi
sorry lken es type ka novel ni mila me phr try kerti hon
DeleteEk novel ka naam bta den jis main herione ke maa baap nahi hoty wo apny chacha taya ke ghar rehti hai ghar ke sary kaam us se krway jaty hain hero usko pasand nahi krta uski besti krta rehta hai uski ek cousin jo hero ko like krti ha hero bhi us main interested hota hai wo bhi herione ko tang krti ha happy end tha
ReplyDeletekoe chracter name ni yad .esy to mushkil ho ga.
Deletei am looking for a novel in which hero name was temoor and heroine's mahnam .heroine does not like hero and in university they fought over triffle issues.but due to some reasons they were tied in wedlock.in the end hero confesses his love and asks heroine not to leave.one more point heroine liked another classfellow.hero wanted to be achef but his father who was a rich does not support hero in this.
ReplyDeleteabhi tk ni mila
Deletecheck this
DeleteChahat ka rang by Qurrat ul Ain Ray
Ek novel bohat arse pehly parha tha jis main herione ki mother usko paida krty waqt mar jati hai ghar waly usko manoos ka naam de dety hain uski dadi bhi usse nafrat krti han sirf phopo ya tayi hain jo usko kuch nahi kehti hero cousin ha uska tora lamba novel tha naam bta den plz
ReplyDeleteme check kerti hon
DeleteAslamo Alikum
ReplyDeleteSir achy sy action novel jo k complete hon un k link send kr dyn plz
muja qadi e ttaanhai novel cahya not in script plz
ReplyDeleteQaid e Tanhai novel by Umaira Ahmed
Deletethanx g
DeleteLooking for a very old novel, A guy had an accident, had cast in his foot because he cant move around so he watched his neighborhood through his telescope. Then he noticed a girl , who lives in the room at the rooftop. She looks sad to him, one day he threw a note in a stone to her to start communication. Then somehow they did able to talk to her over the phone too when her bhabhi was not home. Her brother was good but was under the pressure of his wife. The girl parents were died.
ReplyDeletecheck kerty hain
DeleteIts Mohabbat Mojza Hai by Seema Munaf.
DeleteMohabbat mohjza hai by Seema Munaf
DeleteThank you nimra , thats the one.
Deleteaoa..plz naila tariq k long novels suggest kar dain.. jo ishq main beeti aur sans sarak aur sakoot k ilawa koi aur yeh 2no maine parhe huye hain
ReplyDeleteJo ishq mai beti wo ishq hi jane.
Deletees k alwa koe ni hai
Deletethere is one more Naila Tariq silsewar Novel, ' Khabhi KOOK mere dil"....But it isnt in novel formant. It started from I guess Rida Digest Jan 2013.
DeleteAOA ... need a novl in which boy name was sheesh i thnk nd grl was sarah .. some mshap happnd with boy whn he was child and grl hlpd her ... latr on they both startd to like each othr bt sheesh brother hate sarah boz once she rejctd sheesh proposal and abuse him .. hn anothr thng sarah's eldr sis was sheesh's brothr wife
ReplyDeleteWalekum aslam
Deletecheck kerty hain
Its Saans Sarak aur Sukoot by Naila Tariq.
DeleteSans sarak or sakoot novel by Naila Tariq Complete.
Deleteek novel chaie jo 2009 m t20 worldcup jeetne k baad aaya tha jis m czn dkhate hn larki ka baap uski shadi dusri jagah krna chahta h wo ameer hota h mgr unhe cricket wagera m koi interest ni hota h wo business m busy to end m uska baap uski shadi czn s krta h ameer larke s ni. y novel dhund den
ReplyDeletesearch kr rahy hain
DeleteBaharon k sang sang.. sabz rutin ki jhilmil main.. is type k novels bta dain plz
ReplyDeleteMeri request puri kr dein plzz
DeleteAoa
ReplyDeleteMujhy aik novel ki aap se guzarish karni the.story kuch yaad hai.bohat old digest main perhi the.hero mazoor hota hai aur wo wheelchair use karta hay.us ki sari family I think abroad rehti hai.heroine us k gher nokri k liya ati hay .heroine thori se darpok hoti hai us k sath shayad koi mishap ho chuka hota hay aur wo male person se bohat darti hoti hai.aik scene main esay hota hay k heroine samjhti hai k hero us k sath kuch galat karna chahata hai .hero ko es baat pay bohat ghussa hota hay wo heroine se kehta hay k aik mazoor insan jo wheelchair k baghiar move b nahe kar sakta .wo us ka kia galat harkat kar sakta hay.happy ending tha.plzzzzzzzzzzz. aap yeh novel mujhy kahain se dhoond dain.main ny yeh pehly b request ki the.agr kisi ko pata ho tu bata dy es novel ka name .
Walekum aslam
Deleteoper bhi ye req aye thi abhi tk ni mili me search kr rahi hon.
Aoa.
ReplyDeleteDar e dil novel by nabeela aziz ....
Yeh kesa novel hay.es ki thori se story bata dain.kia es novel ka end happy hay???
Walekum aslam
Deleteap es link ko open kren summry de hue hai .edhr itni long summry post ni ho rahi
Dar e dil by Nabila Aziz complete.
Thank u
DeleteAssalamualaikum. .plz let m known d story in which hero heroine r cousins hero behave very rude after marriage ..He doesn't send her to her hhome which is in ground floor ...They hav one son ..He felt down in a marriage of a cousin ..In which hero shout at her if some thing happen to my chided I wll give u divorce .After hearing she come 2 her mom house and then hero ask sorry happy ending
ReplyDelete2) suggest some novel in which hero marries his died wife's sister ..whomever he hate ..and have a kidz. Happy ending
Walekum aslam
Deletecheck kerty hain
1st 1 is Dil pe utra bahar ka mausam by Farheen Zafar.
DeleteDil pe utra bahar ka mousam by Farheen Zaffar .
DeleteI am looking for a Naila Tariq Silsewar Novel " Kabhi Kook mere dil" , I couldn't find it in a novel format, It started in Rida Digest Dec 2012. In order to read I have to download rida digest from Dec 2012 and onward.
ReplyDeleteHum check kerty hain agr sub digest huey to post kr den gay INSHAALAH
DeleteSilsily dard kay by Riffat Naheed ki tara ka koi long novel bata dain plzzzzz
ReplyDeleteRiffat k sub read keay q k en k sub novel ik jesy hain.
DeleteMien ne upr reqst ki thi k muje subas gul ka novel mera fasana bs ik tu complete form mien chaye ap ne abhi tk puri nai ki plz fulfil my reqst as soon as possible plz
ReplyDeletesorry mujhy lga ap ny dekh lea ho ga q k me ny kha tha 2 din m post kr den gay
DeleteMera fasana bas ik tu novel by Subas Gul Complete.
It's ok n thank u nimra����
DeleteAoa.aik request hai plz agr app puri kar dain.
ReplyDeleteHeroine k father bhot strict hoty hain.wo heroine ki engagement apny dost k baytay se kar dyty hain jo k hero b hay.hero bhot azad kheyal hota hay wo engagement k baad heroine se milny ki khawaish karta hay .heroine apny abu k dar ki waja se inkar kar dyti hay lakin aik din hero us k gher a jata hay tu heroine ki mother us ko milny ki permission dy dayti hay.es terha wo heroine se aksar milny a jata hay aur kabhi us ko us ki mother ki permission se bahir b lay jata rehta hay.heroine k father ko es bary main kuch nahe pata hota.aik din heroine kay father hero k gher jaty hain un k gher I think koi robbery ho jati hay tu wo hero k ghr aty hain wo wesy hi hero k room main aty hain tu wo hero k room ko dekh k bhot ghusa hoty hain q k hero ny har jaga room main heroine ki pics lagai hoti hain.wo ghr ghusay main aty hain k abhi sirf engagement hue hay aur us ny un ki beti ki pics apny room main lagai hain pata nahe koon koon dost us k room main jty hon gay aur un ki beti ki pics dekhta hoga.es waja se wo engagement khtum karny ka kehty hain.end pay esa hota hay k heroine ki shadi hero se tu ho.jati hay lakin heroine k father ny yeh heroine se keh dia hota hay k shadi k baad wo apny father k gher nahe aye ge.
Plz es story ka name bata dain
Walekum aslam
Deletejesy he mila link dey den gay
Mje aik novel ki request krni thi jo mene kafi pehly prha tha rida digest m. Story ye hai k heroine or hero czn hoty hn pr heroine us s kafi choti hoti hai so hero usy bchi smjhta hai hero ki shadi heroine ki bari behan s hony lgti h to heroine apni sis ko bta deti h k m usy osnd krti hn r hero k samny b izhaar kr deti h hero usy kafi dant'ta h jis k wja s hero ki behn ki shadi p ni jati to hero usy ghr leny ata h heroine hero k sath office m b kaam krti h unka family business hota h
ReplyDeleteHappy ending th is nvl ki kindly mje ye dhond dein
check kerty hain
DeleteYeh barasti ankhen tarasti ankhen novel by Ayesha Sehar Murtaza.
DeleteHeroine name is zartaj she is an orphan apni khala k sath rehti hai uska aik cousin khala ka beta usko bhut napasand karta hai kiun k woh parhai nae karti woh abroad jata hai to dono ka nikkah hojata hai jab wapas ata hai doctor bankay to larki bhi doctor ban chuki hoti hai
ReplyDeleteCheck this
DeleteIk ada thi yeh novel by Mumtaz Kanwal pdf.
Assalamu alaikum 2 novel ki request kerni thi ek novel December 1995 pakiza aanchal India main aai thi heroin ka naam zaboor or hero ka naam esfand huta hai after marriage maryam naam ki cousin ki wajha se zaboor ghar chod deti hai ........
ReplyDeleteand second one bhi pakiza aanchal ki story hai naam nhi pata but story yaad hai hero apni phopi ka badla lene k liye heroin se shadi kerta hai or apne ghar main qaid ker leta hai baad main ouse pata chalta hai k heroin ous k phopi ki beti hai or sab thik hu jata hai. hero ous ki insult bhi kerta hai eid main sab acha hu jata hai ...novel k shuruaat gadi maon dono bait k jaa rahai hute hai
Walekum aslam
Deletecheck kerty hain
1st 1 is Rim jhim k iss raag mein by Nabila Abrar Raja.
DeleteJazakALLAH kairan kasira
DeleteFirst novel ke liye Sukhriya
Links plz in novels k
Deletei am quratulain aik request thi novel shayed shuaa mein aya tha 3-4 saal pehley writer name yaad nhii heroin ka name umaima hai heroin kay father hero k teacher they heroin ki engagement apney khalazad k satth hui hoti hai hero mein sarii ikhlaqi burian hoti hain woh heroin ko insult pe kidnap karta hai lekin jab usey heroin k father ka apney teacher honay ka pata chalta hai to chor deta hai heroin ki mangni tootti hai yeh nikaah karleta haii heroin koi ahmiat nhii detii lekin jab hero ka caring attitude dekhti hai to phir maann jaati hai hero ka last ein accident hota hai aur woh heroin ko apney neglected child honey ki story sunata hai end mein hero uskliye white roses ka bouquet laata hai
ReplyDeletecheck this
DeleteAb mere ho ke raho by Durre Suman Saleem.
Ab mere ho ke raho by Durr e Suman Saleem
ReplyDeletemiss qurat ul ain
ReplyDeleteAb mere ho ke raho by Durr e Suman Saleem
Dil pe utra bahar ka mausam by Farheen Zafar is type k novels btayen ya jese is mei aik scene mei jis trha heroine husband se divorce mangti hai us type ka k hero ko regret ho
ReplyDeletesame to ni mila
Deletesis same ni is se milte julty ya is category k koi tw ho gy
DeleteAoa
ReplyDeleteMujhy pakeeza digest june 2007 chahiya
Walekum aslam
Deleteavailable ni hai koe novel chahaey to bta den may be posted ho
Salam mujhy kuch ese novel chahiye jin main heroin hero ko pasand karty ho likin hero heroin ko pasand na karta ho is leye jab us ka rishta aae tu wo insult kar ky reject kar dy or herion us ky batain sun ly or usko ignor kary tab hero ko us sy pyar ho jae likin herion attitude dekhae........happy ending ho ����plzzzzzz new hon
ReplyDeleteSalam, kiya ap kuc aisay novels bata saktay hain jin mein hero boht gussay wala ho aur heroine ussay bilkul pasand na karti ho aur hamesha uski insult karti ho aur previous pages ke taqreeban par chuki hu lekin ap ko jo bji milay link de dein mein chose kar lun gi please requestvkar dein ����
ReplyDeletenew to esy koe ni hain
DeleteAsssalam o alikum
ReplyDeleteMujhy story yaad hay lakin ...story name nahe yaad ...joint family system hain hero apni taya ki beti ko pasand karta hay lakin us ki cousin usy like nahe karti .wo hero ko immature samjhti hai.wo kisi aur se shadi kr laytu hay aur out of country chali jati hay ...us ki cousin ki niece b usi ghr main rehti hay ..jo k heroine hai ..wo hero se 12 saal choti hoti hay ...hero usay apni bhateeji samjhta hay lakin wo hero se kehti hay k wo usay padand karti hay aur us say shadi karna chati hay ...hero bhot ghussay hota hay...us se bhot naraz hota hay ...lakin end main wo man jata hay...happy ending hai...yeh kisi old digest main story perhti thee..2000 kbaad k kisi digest ki hay ...shuaa ya khawatien digest ho sakta hay ..q k yehe digest main zeyada perhti the...plz plz es story ka name bata dain...aur es story main yeh b thaa k hero pehly bhot careless jota hau hr cheez main even apni studies main b lakin baad main phd kar layta hay aur bhot zeyada mature jo jata hay ...
Walekum aslam
Deleteabhi tk ni mila
Aslamalikum
ReplyDeleteAik novel padha kuch arsa pehly... hero was journalist... uski wife heroine ju hti usku ghalat smjhte ha hmesha k ud s shadi s phly uski friend hero me involve hoti... wo apny apny kaam khud krty loke cooking etc... hero ko dhamki mil rhe hotin tu wo heroine ko apni aunty k pass chor ata aur us p hamla hota wo hospitalized hojata... tb heroine ko realities pta lgtn...
Waiting for response...☺
Walekum aslam
Deletecheck kerty hain
Gumaan novel by Saima Bashir.
DeleteHello, kiya ap mujhay dare dil aur dil shehre janun stories ki summary bata saktay gai plz... kiya ye achi stories hai, kiun ke mein chahti mein itna time laga ke aprhun aur stories bakwas nikein so ap plz meri madat kar saktay hain
ReplyDeleteme ap ko link deti hon es ko open kren summry de hon ge & achy novels hain. baqi sub k apni choice hoti hai
DeleteDar e dil by Nabila Aziz complete.
Dil ek shaher e janoon by Asia Mirza
aoa imran bhai.aap se aik story ka poochna chahiti hoon aap k page pe a chuki he lekin us ka naam aur writer ka naam bhi yaad nahi.story kuch is tarha he k hero heroin ka cousin hota he heroin parhnay k liye apni pupho k pas shehar me rehti he jab k hero doosri phupho ka beta hota he jis k barey bhai se heroin ki bari behan ki bachpan ki mangni hoti he lekin wo toot jati he aur heroin ki sis ki apnay gaon me hi shadi hoti he jo usey bohat tang karta he.hero heroin ko milney k liye apni khala k ghar ata he aur use purpose bhi kr deta he.purani ranjishon ko bhula k sb ye rishta karnaylagtey hn k heroin inkar kr deti he jo k asal me us k behnoi ki waja se hota he jo heroin ko dhamki deta he k agrus ne hero se shadi ki to wo us ki sis ko talaq de de ga .akhir hero heroin ko zabardasti apnay sath le ja k nikah kr leta he aur shadi ki raat he abroad chala jata he .at the end happy happy.plz is ka naam aur writer bata den ya doobara upload kr den page pe .thanx
ReplyDeleteWalekum aslam
Deletecheck kerty hain
Walekum aslam
DeleteDhal gae sham e hijir by Sadaf Rehan
Bohat saal pehly ek novel phara tha jis main hero herione ko kidnap kar ke shaadi karta hai usse herione bohat batmeez hoti hai hero usko le kar ek weran se jaga le jata hai ek kamry main band rakhta hai phir herione se sab kam karwata hai happy end tha naam bata den
ReplyDeleteAise to bohat saray novels hein. Koi naam sham batayien hero ya heroin ka.
DeleteSalaam plz aise novels suggest kr dein jiss mein hero k past ki waja se puri family usse boht nafrat krti ho jiss ki waja se hero bht sensitive ho or herione usse boht mohabbat krti ho us ka bht khiyal rakhi ho happy ending ho plz 4,5 aise novels hon thanks
ReplyDeleteSalaam plz aise novels suggest kr dein jiss mein hero ki family usse shadeed nafrat krti ho uski mom ki past ki waja se Ya koi b reason ho or jiss ki waja se hero bht sensitive ho lekin heroine uski bht care krti ho happy ending ho plzzz 4,5 aise novels HO thanks
ReplyDeletePls tell me aik novel hai jismei shadi wale day uska husband mar jata hai or phir uska susar uski shadi apne doosre bete se kara deta hai wo bhi usse muhabat karta tha
ReplyDeleteAsalam U alikum
ReplyDeleteI have a request nd its very urgent
can u provide me with some books regarding zahoor of hazrat Isa (A.S)before qayamat
Kindly reply fast
ek story hai jis main y hota hai k do czn apni ek czn ko pasand krte hn lekin wo larki ek czn ko pasand krti h aur dono ki engagement hojati h to dsra czn isko bht issue bnata h . jis lrke ki mngni ni hoti uski behan dusre larke ke bhai s involve hoti h to y lrka phle inkar krdeta h phr unki shadi krdeta h. baad m wo b shadi krleta h aur uski beti aur phle hero ke bete m involve hote hn mgr uska baap shadi ni krta.
ReplyDeleteI am looking for a very old novel, two sisters name sabika and Rabika living in some foreign countries. They went to Pakistan to get married.One sister got married to a family friend , and another sister fell in love with her cousin, but she found out that her cousin is interested in some girl and he cant married that girl because girl family looking for a rich guy, So this sister decided to marry him , even he does not like her and took him to the foreign country to make him rich. Once they get there he still behaved bad with her and blaming her, slowly he realized he wrong and found out the truth . In the end, he met an accident while in hospital this sister said to him " Tum Jug Jug geo Maharaj , Hum tori nagariya main aye"....I think name it was the name of the novel as well. Please please do search it for me. I have been looking for years.
ReplyDeleteIn novel buhut arse se dhoond rahi hoon. Two sisters hoti hain Rabika and Sabika, dodno bahar countries mai rehti hain or shadi keliye pakistani ati hain, ik ki shadi tu famuly friends main ho jati hai or dosri behen apne cousin ko pasand karti hain jo ke poor hota hai, lekin phir us ko pata chalta hai ki us ka cousin kisi or girl mai intersted hai or us larki ka ghar wale sirf rich man dhoond rahe hain. Tu yeh sister apne cousin se shadi kar ke us ko bahar le jati hai take wo rich ho us larki se shadi kar sake, larke ko is ka pata nahi hota , or wo shadi ka badd buhut bora behavour rakhta hai,phir us ko realize hotta hai. End scene main us ka accident hota hai , this sister came to hospital and said " Tum jug jug Jeo Maharaj , hum turi Nagarya main Aye " I think name this is the name of the novel too " hum tori Nagarya mai aye "....Happy Ending .
ReplyDeleteIn novel buhut arse se dhoond rahi hoon. Two sisters hoti hain Rabika and Sabika, dodno bahar countries mai rehti hain or shadi keliye pakistani ati hain, ik ki shadi tu famuly friends main ho jati hai or dosri behen apne cousin ko pasand karti hain jo ke poor hota hai, lekin phir us ko pata chalta hai ki us ka cousin kisi or girl mai intersted hai or us larki ka ghar wale sirf rich man dhoond rahe hain. Tu yeh sister apne cousin se shadi kar ke us ko bahar le jati hai take wo rich ho us larki se shadi kar sake, larke ko is ka pata nahi hota , or wo shadi ka badd buhut bora behavour rakhta hai,phir us ko realize hotta hai. End scene main us ka accident hota hai , this sister came to hospital and said " Tum jug jug Jeo Maharaj , hum turi Nagarya main Aye " I think name this is the name of the novel too " hum tori Nagarya mai aye "....Happy Ending .
ReplyDeleteIn novel buhut arse se dhoond rahi hoon. Two sisters hoti hain Rabika and Sabika, dodno bahar countries mai rehti hain or shadi keliye pakistani ati hain, ik ki shadi tu famuly friends main ho jati hai or dosri behen apne cousin ko pasand karti hain jo ke poor hota hai, lekin phir us ko pata chalta hai ki us ka cousin kisi or girl mai intersted hai or us larki ka ghar wale sirf rich man dhoond rahe hain. Tu yeh sister apne cousin se shadi kar ke us ko bahar le jati hai take wo rich ho us larki se shadi kar sake, larke ko is ka pata nahi hota , or wo shadi ka badd buhut bora behavour rakhta hai,phir us ko realize hotta hai. End scene main us ka accident hota hai , this sister came to hospital and said " Tum jug jug Jeo Maharaj , hum turi Nagarya main Aye " I think name this is the name of the novel too " hum tori Nagarya mai aye "....Happy Ending .
ReplyDeleteIn novel buhut arse se dhoond rahi hoon. Two sisters hoti hain Rabika and Sabika, dodno bahar countries mai rehti hain or shadi keliye pakistani ati hain, ik ki shadi tu famuly friends main ho jati hai or dosri behen apne cousin ko pasand karti hain jo ke poor hota hai, lekin phir us ko pata chalta hai ki us ka cousin kisi or girl mai intersted hai or us larki ka ghar wale sirf rich man dhoond rahe hain. Tu yeh sister apne cousin se shadi kar ke us ko bahar le jati hai take wo rich ho us larki se shadi kar sake, larke ko is ka pata nahi hota , or wo shadi ka badd buhut bora behavour rakhta hai,phir us ko realize hotta hai. End scene main us ka accident hota hai , this sister came to hospital and said " Tum jug jug Jeo Maharaj , hum turi Nagarya main Aye " I think name this is the name of the novel too " hum tori Nagarya mai aye "....Happy Ending .
ReplyDeleteIn novel buhut arse se dhoond rahi hoon. Two sisters hoti hain Rabika and Sabika, dodno bahar countries mai rehti hain or shadi keliye pakistani ati hain, ik ki shadi tu famuly friends main ho jati hai or dosri behen apne cousin ko pasand karti hain jo ke poor hota hai, lekin phir us ko pata chalta hai ki us ka cousin kisi or girl mai intersted hai or us larki ka ghar wale sirf rich man dhoond rahe hain. Tu yeh sister apne cousin se shadi kar ke us ko bahar le jati hai take wo rich ho us larki se shadi kar sake, larke ko is ka pata nahi hota , or wo shadi ka badd buhut bora behavour rakhta hai,phir us ko realize hotta hai. End scene main us ka accident hota hai , this sister came to hospital and said " Tum jug jug Jeo Maharaj , hum turi Nagarya main Aye " I think name this is the name of the novel too " hum tori Nagarya mai aye "....Happy Ending .
ReplyDelete