Asslam o alekum friends and members
ap sb se guzarash hay k apni request k bare me best info like novel name, author name, jis digest me novel publish hoa us ka name , month and year, and agr ap ko us novel ki story ya main charecters yad hen to woh btaen ta k ap ka matlooba novel talash krne me asani ho and apni request k poora hone ka sabar se intizar kren k kbi kbi koi novel available ni hota ya us novel k bare me kuch pata ni hota is leay us request me der b ho sakti hay. Meri poori koshish hoti hay k ap ki request jald se jald poori ho sake. baqi sb members se b meri guzarash hay k agr ap koi req dekhen or ap ko us novel ka pata ho to kindly us req pr reply zaroor kren.
Request karne wale members se guzarash hay k
- Request krte hoey sath me apna name zaroor mention kren ta k next time jb ap us req k bare me poochen to hum ko pata ho k ap kis req k bare me pata kr rahe hen.
- Apna email id sath me mention kren ta k bad me ap ko link send kia ja sake.
agr ap ko kahen ksi qisam ki problem ho to ap mujhe mail kr sakte hen
aatish2kx@gmail.com
aatish2kx@gmail.com
ya face book pr mujhe contect kr sakte hen
https://www.facebook.com/aatish2k11 ( IMRAN ALI )
Ap apni request hmare facebook ke page pr b send kr sakte hen
ap sb ke tahawan ka boht shukria.
Ap ka bhai IMRAN ALI
rehman raheem sada sayyin ki abi tk ki sari episodes ka link dy dain plzzzzzzzzzz imran bhai
ReplyDelete2 epi add ni hain un k digest k link deay hain
DeleteRehman raheem sada saien by Ummme Maryam
Dosheeza Digest November 2014.
Dosheeza Digest October 2014.
Ye cnfrm krna tha ka ushna kosar ka koi qistwar novel aj kal kisi digest mein arahai ..agar hai tou naam bata dey plzz
ReplyDeleteAjkal to kise digest un ka koe novel ni aa rha.
DeleteQamrosh amber k 2 novels..yeh silsaly hain pyar & hurb aur mehkaar wale novel k elawa sb nvls k name bta den plzzzzzzzzzzzzzz...only names hi bta den ..in dono k elawa
ReplyDeleteQamrosh shehak ..qamrosh amber..qamrosh ashok aik hi writer hai..yahan pe qamrosh ashok k name se unke novels diye gae hain almost...
Delete(I think )
Mujhe yahi lg rha tha..bcz writing style unique hai..well, me ne wo sb prhe hue hain..thank u so much for reply:)
DeleteKya future me aap log phly sare req pages zayade hne pr remove kr dain gy? Agr kiye tou phly bta dijiye ga:)
ReplyDeletePhly tou aap log jaldi reply kr dia krte thy..but now there are many requests without any reply....hopefully at least meri req ka ans tou HAAN YA NAA hi hai tou mujhe tou km az km answer mil jae jaldi:)
Deleteabi tk del nai hvy ap google krain to ml jyen gy per zarurt parny pr next ho b skty hn :)
DeleteSalam mujhy university ki story Waly novels chahy his ma hero zra gusy wala ho larki os sy darti ho romantic story Waly novel plz..aisa novel kya kisi digest me kuch maheene phly aaya hai...koi naya?
ReplyDelete''Tere mere darmiyan'' prh len ap
Deleteassalam o alaikum..I need a novel but dnt know the story name...but novel is like larka larki ka cousin hota hai or unka bachpan se rishta te hota hai shaid uski khala ka beta hota hai larky ki family rich hoti hai larky ka baap ni chahta k uski shadi larki se ho to larki ki maa larki ka rishta kahin or the kar daiti hai larki b maan jati hai to hero is baat py usy thapar b lgata hai larki ka aik cousin army main hota hai wo larky ki behn ko pasand karta hai..plz agr kisi ko story name pta hai to bta dai...
ReplyDeleteIts Mohabbat Mausam Nahi by Rashida Riffat. Heor's name was Umar and heroin's name was Eemaan.
Deletethank u..
DeleteKoi lamhe gulaab ho by nighat Abdullah is which type novel ....did it have happy ending ...plzzzz rply must
ReplyDeleteYe novel love after marriage pr based hai .2 heros hain & happy ending keh sakty hain.Herion k 1st husband k death ho jati hai & then us k bary bahi se shadi hoti hai.herion k pheli shadi agrement k thahat hoti hai. Nighat Abdullah k best novels m shumar hota hai.& mujhy bhi passand hai ap read kr lo.
DeleteI want a novel..MASOOM MOHABBAT HAR GAI..
ReplyDeleteMe ne bht search kia isse....plzz bta dain iske bare me kuch
Hum search kerty hain & Nazia Kanwal Nazi se bhi poch lety hain agr digest mil gaia to INSHALLAH novel post ho jaey ga .
Deletecan u please upload books on sakoot-y-dhaka??
ReplyDeleteMaine dhaka doobte dekha by Siddique Salik
DeleteToota hua Tara kaisi story hai. thoda briefly describe karen pls
ReplyDeleteis it interesting novel?
Awesome novel hai ap zaror read kren.
Deleteplz suggest me a novel jis ma hero cute ho jab k heroin rude aur proudy ho like saans sarak aur sakoot lamba hona chahiye novels thanks in advance
ReplyDeletenovel ye shadi ho k rahe gi by iffat sehar pasha
Deletedhanak k rang by iffat sehar pasha
Manzil by Abida Narjis
Mjhe apne dilo mn Rakhna by Abida nargis
long and romantic novel post kr dah
ReplyDeleteMeri zindagi mein loat aa novel by Samhia Zareen Abbassi
DeleteAye Shama e koey janan novel by Ushna Kausar Sardar
Tera honey laga hon by Qamrosh Ashok .
Deay ka kam hai jalna novel by Memona Khursheed Ali
plzzz mujhe koi novel bta day jis may hero bht ameer ho aur us ke heroin kay sath shadi ho jaye but hero us ko pasand na karta ho na he heroin ending happy ho
ReplyDeleteNi min kamli aan by Nabila
Deletemujy tum se mohabbat hai
koi aisa novel bta day jis may larka larki kay father friends ho aur larki ka bap mar jaye aur larkay ka bap larki say shadi karwa day dono aik dosry ko pasand na karty hon likin end may payar ho jaye
ReplyDeleteherione goan se sher main university parne ke liye aati hai woh ek simple larki hoti hain hero bohat ameer hai herione ko pehle din bewakoof banaya jata hai hero bhi un main samal hota hai hero tora gunda type hai
ReplyDeletePlz mujhy lengthy romantic novels bta dain...like dar e dil...
Deletehero ki personality bohat alla ho...aur bohat achi story ho...
thank u ;)
seerat urooj ap apni req agal sy kya krain plz aik cmnt k reply mn mt kya krain :)
DeleteOk
DeleteAb ap bta den na..
Deletekasa e dil by sundas jabeen
Deletebarf k aanso by nazia kanwal
daste kozagar by fozia yasmeen
Nimra aapka favourite novel abdullah hai to thodi story bata de.does it have a happy ending?
ReplyDeletespirituality based nvl ha character name abdullah wo kis trha ishq e mijazi sy ishq e haqiqi ki trf ata ha happy ending hi ha
DeletePathron ki palkon par novel mein kitne couples ki story hai and character names kya hain?
ReplyDelete3 4 couples hn... shuja,imama,abaad,sanwal shah,aansa,shah mir,anosha
DeletePlz kuch novels k nam bta den jin me same age group k cousins hon joint fily system me or unky apas me boht zyada mazaq hon, long , funny n romantic story ho with happy ending thanks
ReplyDeletechahat dil ki chahat
Deletedil e beqrar by nighat
tm mere ho k raho
G..
ReplyDeleteAgr me Pakistan me hoti tou zahiri si baat hai buy kr leti phly ki trha..mgr I think mostly wohi log use krte hain internet pe..jo Pakistan me na hoon..we can understand it..but if u can post it 1 or 2 months later...IT'S OKAY...THE IMPORTANT THING IS THAT YOU POST..
exactly :)
DeleteAOA bhai n api plzz hina digest nivember 2009 ka link dy dein ya phr us mein jo novelt hai "ujal ho leny do" wo post ke dein plzzz................
ReplyDeletepost ho jaye ga inshallah
DeleteUjala ho lainy do by subas gull
Deletethank you sooo much api.............
DeleteAK novel please bta dyn jis main hero boht bigra hua hota hai or vo ak party main heroien ko dhakty hi jo boht simple hoti hi vo us sy friendship krna chahta hai but vo ni manti pr us larki ko scholership pe perhny bahir chali jati hi vo larka be us ky pechay chaly jata hai vahn larki ko kuch problems ki vaja sy us larkay ky flat pe rehna parta hai
ReplyDeleteTere ishq main by Ayesha naz ali
DeleteNovel kuch is tarah suru hota hai ke ek aurat maa bane wali hoti hai us ki saas chati hai ke beta ho lakin larki (herione) pada hoti hai aur us ke ki maa usi waqt mar jati hai jab log roz aur us ko dafnane le liye chale jate hain herione ka kisi ko khayal nahi aata jab sham hoti hai tu i think us ki popo ko khayal aata hai woh us ko lene jati hai
ReplyDeleteGhar main sab us ko manoos kehte hain ke pada hoti hi maa ko kha gayi
Hero us ka cousin hai
Kafi lamba novel tha main ne book ke form main pahra tha
Abhi theek se kuch yaad nahi plz naam bata den
chk this
DeleteBhol bhuliyan teri galiyan by faiza iftikhar
I need a novel, don't know the name but the story is heroine is a teacher in a school. Wo pehli bar itna ziada tiyar ho kr apny school k 7 trip pr jati hai. Wapsi pr kuch log unki bus ko rok lety hai unho ny ek Bachi ko kidnap krna hota hai Bachi ko kidnap krty wqt kidnapper ki nazar heroine pr prti hai to wo apny logo ko order krta hai or wo Bachi k 7 us ko b kidnap kr Lety hai....
ReplyDeleteAt the end heroine ki shadi hero jo k police force mai hota hai or us dakoo sy b usy bachata hai sy ho jati hai....
Plz is novel ka name or link bta dein
Tum sang mehakny lagy rasty by Mariam aziz
DeletePlz let me know some good romantic novels in which heroine is simple, sweet & strong at character but she doesn't like hero due to his bad reputition but eventually they fall in love due to some circumstances.
ReplyDeleteYe ishq ka jado hai by aroosa alam
DeleteTu kya jany dil ka dard by nazia kanwal
Tm jo aye to manzilain laye by ambreen ambr
mujhe i novel chiye jis main heroine and hero kidnapped hota ha bad wo wahan se bhaag jate ha phir wo ik jungle cross kartey ha phir wo donon apny ghar chaley jata ha but they start liking each other lekin phir heroine ko pta chalta ha k hero ne us ka bhai ko mara ha lekin esa nahin hota end main wo ik party main milta ha wahan par heroine ko pta chalta ha k hero ki mother hi us ki phopo han end happy ha
ReplyDeleteBadal khushbo phool hawa by nazia kanwal nazi
DeletePlease post Shuaa Digest August 2009, September 2009 and October 2009 as soon as possible. Thankyou :)
ReplyDeleteShua oct 2009
Deleteabi ye available ha apny ic mn sy koi nvl prhna h to bta dn ?
In main nemrah ahmed k karakoram ka tajmahal ka rubaru aya tha. Question answers related to Karakoram ka tajmahal. Please wo upload kardain agar possible hai
Deleteokay aik 2 din w8 krain ho jaye ga :)
DeleteAur kitni deir lagay gi ? please jaldi post kardain.
Deleteek novel hai jis mei hero name is own wo police m hai and heroine name is eman hai.wo twins sis hain they use to meet at full moon night at see side, i thinks its 2 or 3 episode and published in aanchal can any one name the novel or share the link
ReplyDeletecheck this
DeleteMera humsafar koi aur hai by Tehmina Zohra
Mujhe aisi novels ke naam batatiye jo Bedaagh novel(Nabila Aziz) se milti julti hon..Maine pehle bhi request ki thi..plzzz
ReplyDeletebichrain gay ab kaisy by sadia abid
Deleteandheri rat mn jugno by farzana gilani
Thank u very much!!
DeleteKuch novel ke naam bata den jin main herione jungle main gum ho gaye happy end ho
ReplyDeleteAur kuch novel bata den jin main herione aur hero college main hoon aur ek dusre se bohat nafrat karte hoon pir pyar ho jaye
wo ek aisa shajar ho by farhat ishtiaq
Deletesabz ruton ki jhil mil by iffat sehar
Baharo k sang sang by iqra sagheer
Deletend once more ;wo may b shazia chaudry ki hai us main heroin hero k office main kam krti hai or wo usko pasand krta hai wo usko bibi keh kr bulata hai js se woh chirti hai hero k bhenoi ko koi bemari hai nd end happy hai
ReplyDeleteKhoobsorat galti by Shazia chaudhary
Deletethe novel Tamam hua intazar e musam e gul by Tehniat Abdur Rehman is incomplete. few pages from the end are missing. please upload them.
ReplyDeleteAlso you said you'll check the pages of ghar aangan aik ho by Farzana Ismail. Kindly fix these asap. thanks.
Tamam hua intazar e musam e gul by Tehniat Abdur Rehman pages add ho jaen gay & sec bhi check ker k add kr den gay INSHAALLAH
DeleteWhen will you add the missing pages for the above mentioned novels?
Deletepages add ho gaey thy.ap check kr len.
Deletethanks but ghar angan aik ho ke 2 pages are still missing. pg 54 and 55 to be very specific.
Deletesalm kiya koi tair e lahoti ki trah ka novel bta skta hai jis ma hero pasha ki trah ho
ReplyDeleteaey junoon dasht hai k manzil hai
Deletetum meri zeest ka hasil ho
aslamualaikum; kya koi muje dard gar jaise novel ka name bata sakta hai
ReplyDeletechand lamhain chura lain
Deletewapsi by ume maryam
zindagi tm ho by madiha tariq
ye me already par chuki hun plzz koi aur nam batanye
DeleteSubha ka noor hamara hai by Umm e Maryam.
ReplyDeleteya ksa novel ha breif story hi bta da .plz ya happy ending ha kia
Kuch novels bata den jin main herione ki yardast na ho
ReplyDeleteshuaa kb tk upload ho ga ??/
ReplyDeleteINSHAALLAH feb k 1st week m post ho ga.
DeleteItna zulam na karien. Hum pardesiyon pe. Please digest khareed k upload kar dien aur humari duayien le lein.
DeleteSarah phely bhi khreed k he zaida post kerty thy asal m idaray ko eitraaz hai k net pe post honay se digests ki sale ko nuqsan hota hai or hamara maqsad kisi ko nuqsan ponhchana her giz nahi hai , lehza hum digest publish hone k baad next moth fix dates pe digets post karen gay, Her month ke pehlay 10 dinon me previous month k sab digests post kar diye jayen gay INSHAALLAH.us waqt tk wt kerna pary ga
DeleteHi. Did they ask you personally or some one is trying to stop you to stop peoples from visiting your website??? as your web has too much content and reputation?
Deletekuch novel bata den jin main herione ko college main tang kiya jiye
ReplyDeleteChalo kuch deay jalaeyn by Durre Suman
Deletease novel ke naam suggest kar den jin main herione greeb ho aur hero ameer
ReplyDeleteTeri berukhi k daiyr main by Seea munaf
Deletees ka link post kr dah
DeleteTeri berukhi key diyar mein by Seema Munaaf
Deletekindly koi aisa novel bta dain jis main hero ki nani ya dadi hero ki shadi apni kisi bichri hui dost se kra dain ,end happy ho
ReplyDeletebichri hui dost se?? wo b nani ya dadi ki frnd? Bhai sb kia hogya he????
Deleteoh lol .........bichri hui dost ki grand daughter se
Deleteap ne reply nhi kia plz i;ve read tht kind of novel agr possible ho to kindly post kr dain
Deletewo sikandar hai jaisa koi novel ho to plzz upload tht
ReplyDeleteHi !
ReplyDeletePlease post pakezah digest and shuaa of january.
INSHAALLAH feb k 1st week m post hon gay us waqt tk wt kren.
Deletewhy ???????????? So late :( normally u ppl post as soon as digests are available. I am living abroad u ppl are my only hope of reading my fvt digests. Pls pls pls post early. I am waiting eagerly.
DeleteTake Care
Umaima pichly cmnts me wja btai gai thi...me e aik fb page pe shuaa jan 2015 dekha tha post hua..if u want so me apko bta deti hun
DeleteSalam,
ReplyDeletePlease mjy koi ek bht romantic novel bata dein, chahiye khoon baha wali ho ya heroine choti age ki ho, dono novel bata dein pleaseeeeeeeeeeeee
Qaflay rah bhool jate hen novel by Umme Maryam
DeleteBisat e dil bhi ajeeb shay hai novle by Afshan Afridi
Dil ne tanha jheyli raat by Lubna Jadoon.
salam koi romantic novel bta dain hero gusy wala ho tair e lahoti k pasha ki trh lrki innocent se ho cute se drti ho hero se something diffrent ho plz
ReplyDeleteTair e lahoti ka mediafire ka lnk de den plz
ReplyDeleteTair e lahoti by Riffat Siraj
Deletekyun raste gawa bethay bu rukh chaudary novel ka link d dyn
ReplyDeleteAp ko digest year ya month kuch yad hai to info den q k novel available ni hai.
DeletePls suggest some best romantic novels by Nadia Fatima rizvi
ReplyDeletehttp://famousurdunovels.blogspot.com/2014/09/tum-hi-meri-manzil-ho-by-nadia-fatima.html
DeleteQandeel se hai jeewan mein roshni by Nadia Fatima
Iqrar e mohabbat novel by Nadia Fatima Rizvi
Mera mohafiz mera shareek e safar by Nadia Fatima
Is novel ka naam bata den
ReplyDeleteHeroine ki maa maar jati hai baap dusri shaadi kar leta hai dusri maa anpe saath ek beti le kar aati hai woh heroine ko pasand nahi karti phir jab herione bari hoti hai aur college jati hai us ki sutati behn bhi us ke saath jati hai aur har waqt us ko tabg karti rehti hai heroine ka accident hota hero ki car se bas itni hi pari thi
Plz name bata den
roop mausam ka sanwar jane do by noshaba tariq ;shaid rida main tha agr possible ho to post kr dain
ReplyDeletekuch info den month ya year k, may be digest available ho to post kr den gay.
DeleteAssalam_0_Alaikum
ReplyDeleteplz ye meri 1st req hai ap sb ki req puri krte hain i hope meri bhi kr dengy plz haveli or khoon baha wale novel bta den plz kafle rah bhool jate hain k elawa plzzzzz i hope k ap mayus nhi krengy plz jldi rply kriye ga...
Hina Shaikh
ana parast by nadia amen
Deletekafle raah bhol jate hain by sundas jabeen
kafle raah bhool jate hain by umme maryum
Nabila Aziz and umme maryum ky novel bhi kuch kuch issi type k hotai hain
Dil ne tanha jheyli raat by Lubna Jadoon.
DeleteAgar woh mehrban hota by Umme Maryam .
Bisat e dil bhi ajeeb shay hai novle by Afshan Afridi
ye me already prh chuki hun plz kuch or bhi suggest kr di ji a
Deletethnkxxxxxxxx
Hina Shaikh
I want novel doobta sahil by salma younus
ReplyDeleteit was published in akhbar e jahan 2010
Available ni hai.
DeleteI want novel it was published in kiran digest 2014 or 2013
ReplyDeletehero name was salar and heroine name I dnt know
story thi k salar heroin ki bari behen say shaadi krny sy inkaar kr deta hai or uskay father uski shaadi heroin sy karwate hain
heroin brorher name was farjad or uski engagement salar ki behen sy hoi hoti hai but farjad engagement tor deta hai uske baad wo wapis ata hai tu uski mangetar ussy shadi sy inkaar kr dyte hai
check this
DeleteIs se pehle novel by Ayesha Naseer
Muje ek novel chahiye. Story kuch aisi hai k hero & heroine ki shaadi se start hoti hai. But hero kisi reason se like nahi krta heroine ko. They both ignore each other. Heroine b ziada lift nahi deti phir hero ko. Phir ek raat hero bht beemar hota hai fever se to heroine pori raat uska khayal rakhti hai. Next subha hero ki feelings change ho jati han uss incident k baad. End happy tha. Shua ya khwateen mai perha tha. Plz plz bata dain iss novel k baray mai.
ReplyDeleteAny information about this novel?
DeleteAny info abt this novel?
Deleteplz muje effet seher pash ke ache se novels ke barain me bata dain jo mohabbat dil pe dastak jese hun aur plzz end be acha sa ho
ReplyDeleteWo sikandar hai boht acha hai
Deletebaharain lout aen
Lo hm ne jeewan haar dia
nd " sabz ruton ki jhil mil" its awesome
sorry muje effet seher pasha ke nahi effat seher tahir ke novel batain
ReplyDeleteI thought they both are same
DeletePlzzzzzz tere pyar ki kushbooo 15epi upload kerdein
ReplyDeletePlzzz kardein upload.I want it also
DeleteINSHAALLAH feb k 1st week m post hon jaen gay tub tk wt kren .
DeletePlz is ka name bta dain ali nd nisha are hero n heroine respectively nd ali zabardasti nikah kr laita hai end happy hai or wo donon couzn b hote hain
ReplyDeleteap k req search kr rahy hain mil jaey to link dey den gay
DeleteDil k gulshan say mohabbat k kanwal laya hn
DeleteDil ke gulshan se mohabbat ke kanwal laya hon by Munazza Bukhari
DeleteAoa mujay aik novel chahya kafi arsa pehlay parha tha. Hero name was arham and herion name was Faryal. dono cusin hotay han. or herione ki mangni hero k ph0pho k betay say hoi hoti ha but kuch maslay ki waja say wo toot jati ha. hero k dada jin ko sab abi ji kehtay han herione ka nikah hero say kar daitay han jis par herione naraz ho jati ha .plz plz plz koi is ka name bata do
ReplyDeletecheck this
DeleteJab tum ko yaqeen ho jaey by Farzana Ismail.
Assalam.o.Alaikum...
ReplyDeleteImran bhai mujh ek story he jis me hero 7 bhai hotey hero doctor hota aur uss ki yaadasht bohut kamzor hoti uss ko emergency me aik larki se nikah krna prta baad me wo bhool jata he plz reply soon
i think yehi hai .ap check kr len
DeleteAngan mein utray chand by Maryam Sajid.
Please upload shuaa n khwateen of january 2015 waiting anxiously. Magazine officials should not put these types of restrictions.y they want to loose their thousands of foreign admirers.please take special permission 4us usus.hope they will understand our position.
ReplyDeletethey will nt give any permissionz thats why we have to take this step :)
DeletePlz is ka name bta dain story ye thi k hero nikah kr laita hai or wo bs k first yr main hota hai phr wo heroine ko ghr le ata hai phr shaid hero ka bhai sahi nhi hota or wo heroine k upar jhoota ilzam lgata hai phr hero heroine ko le kr ghr chor kr chala jata hai end happy tha shaid marium aziz ki hai
ReplyDeleteBe dhag by Nabila aziz
Deleteslaam os se milna tha ka missing page upload kr dain
ReplyDeletepage number mention kr dn
DeleteAoa,
ReplyDeleteKindly mujhy aik novel ka bata dien. Mujhy uska naam yaad nah.
Aik larki apni cousins kay saath kahin jati hai and the ahan police raid ho jati hai & uski cousins usko hi sara blame day dayti hain. Later on ussi police walay say uss bandi ki shadi hojati hai n woh banda bandi say dach ugalwanay k liye torcher kerta hai n ussay bandh kr k chala jata hai dan uss larki ki behan n behnoi kisi terhan uss larki ko uss qaid say niakl laytay hain. Baad mien sab settled ho jata hai
piz upload all january digests
ReplyDeletefeb k ist week mn post hn gy inshallah
DeleteLooking for this novel please do tell me name and link if some one knows about it . Story : Hero was visiting his cousin in different town and he saw first time his neighbor,; heroine. she was pushing alot fo kids like a herd and then hero cousin told him that his neighbor is kind of tom boy. When Hero got married he did not know that he is marrying with the same girl .So at wedding he was shocked and disprove her right away and made some harsh comments on her too. Then story goes around and then they visited her family and he was still under this impression that his wife is quite not suitable and all. Then ramadan approaches and he saw his wife working, cooking ad taking care of his family made him realized that he was wrong. He tried to reconcile her but she wasn't ready. small stuff happened like, she got hurt while watering plants , he saw and wanted to take her to the doctor but she refused . and stuff like, going to tailor and etc at the end its EID day and He woo/ charm her ...happy ending.
ReplyDeleteI also need it.
DeletePlease help.
Deleteit will be posted soon
ReplyDeleteJasoosi feb 2010
ReplyDeletehi main kafi arsay se aik novel talash kar rahi hun
ReplyDeletejis main hero ka nam saib n heroin ka raniya hay
hero k cozen ka nam jameel bhai hota hy or wo us k liye larki dekhny jatay hain heroin us ko train main milti hay
plz agar mil jaye to meharbani ho gi
ASSALAM O ALAIKUM,
ReplyDeletemujhy novel ka name to yad ni na e us k kisi character ka yaad hai, bt story thori yad hai us main hero doctor hota hai, js lrki ce uski shadi ho rhi hoti hai wo bhag jati hai or phr uski shadi us lrki ki choti behn ce ho jati hai.
kindly tell me the name of novel and writer also.
Faisla dil ka by Subas gull
Deleteor ye novel zra purana hai me ny 2010 ya 2011 main prha tha
DeleteJan 2015 k shuaa & khwateen digest upload kr de plzzz..
ReplyDeletefeb k ist week mn post hn gy inshallah
DeleteDigest post ho chuke hain. AP site pe check kar len.
DeleteKya app meri madad kar sakte hain main ek novel search kar rahi hon novel ka naam mujhe yaad nahi lekin story yeh hai k hero ka naam murtaza hai or wo ek gaon ka rehne walla hota hai or larki ka cozn bhi hai larki bahir se atti hai ir usse pakistani bohot dhoke baaz lagte hai lekin uss k maa bap zabardasti uss ki shadi karwa dette hain ir hud unn ka accident ho jatta hai larki ka ek beta hota hai lekin hero ki cuzn mehwish joo k usse pasand karti hai woo heoin ko hero k khilaf batten kar k usse wapis dejh detti hai or phir larki 6 saalon k baad wapis aati hai or hero ko mana leti hai yeh novel anchal , shuaa yan kiran main 2009 main ayya tha
ReplyDeletePlzz help
main hari piya by nayab jelani
Deleteplease mujhy is novel ka name bta den is ki story kuch youn hai k 2 behnen hoti hain dono ka mizaj 1 dsry k opposite hota hai, bari behn bht shokh or choti sada c hti hai,bari behn ki shadi jahan ho rhe hoti hai wo ya to us jaga shadi krna nhi chahti ya phr usy modling ka shoq hota hai(mjhy theek trha ce yaad nhi) wo shadi waly din ghr ce bhaag jati hai,to majboran us lrki k parents ko apni choti beti ki shadi us lrky ce krni prti hai.
ReplyDeleteus lrki ki choti behn doctor hoti hai shayad or lrka b doctor hota hai us k father ki death ho chuki hai or wo akela apni maa k sath rehta hai.or shadi b apni maa ki psnd ce e kr rha hota hai.
rah noward e shoq by shehnaz siddique
Deletethank u so much :)
DeleteAoa
ReplyDeleteaik nazam novel mein pary ty jis mein larki apnai past ki bary mein sochty hai ab novel ka name tu yaad nahi nazam lik rahi hun kisi ko name maloom ya link maloom hu tu bata dy
Thanx
Bohat haseen ty
Mujay khuda ki qasam
Wu laki bohat jaseen ty
Wu apnai batin kai husan sy is qadar munar ty
Itni roshan ty
Aur pir itni ba khbar ty.......last line
Sabot haq ban kar jankty ty
nazam sy to pata ni lgta kch story share krain
DeleteAssalam alaikum! mai ek novel dhundh rhi hun jis mai hero ka nam SAAIB or heroine ka nam RANIA tha SAAIB apne czn ki mangni k liye kisi or shehr jata hai jahn train mai usko RANIA milti hai SAAIB k czn ka nam JAMEEL hota hai or jis larki se JAMEEL ki engagment hone wali hoti hai wo yeh samhjti hai k SAAIB wo larka hai jis se uska rishta hua hai..
ReplyDeleteplz mujhe iss story ka naam bata den maine phele bhi msg kia tha bt apne koi responce nahi dia
kis digest ka nvl h ?
Deletegigest mujhe yad nahi hai maine kafi arsa phele parha tha 2007 mai parha tha mujhe story full yd hai but novel ka nam nahi yad arha
Deletecan u tell me the name of novel published in aanchal digest in which male character was daniyal ?
ReplyDeleteic name k to bht sry hn gy story share krain nd herion name b yad ha tu bta dain :)
DeleteHeroine apni ammi k sath mamun k ghar rehti hai. wo us per koi ilzam lagaty hain. who ghar chor kar aaron jati hai. us ka gari say accident hota hai. hero ka dost us kobe hero k ghar lay aata hai. who wahan us ki grand mother ka khayal rakhti hai.
DeleteAOA
ReplyDeleteIshq ka sheen novel by Aleem Ul Haq Haqi Part 7 & 8
plz kub th aye ga
ye part abi market main nahi aye
Deleteis novel ka naam bata sakty hain jis ki story ye hai keh Heroine apni ammi k sath mamun k ghar rehti hai. wo us per koi ilzam lagaty hain. who ghar chor kar aa jati hai. us ka gari say accident hota hai. hero ka dost us ko hero k ghar lay aata hai. who wahan us ki grand mother ka khayal rakhti hai. hero ka naam daniyal hota hai.
ReplyDeletedasht e arzoo by iqra sagheer ahmed
Deletehello
ReplyDeleteplz mujhy kuch funny romantic novels k nam bata dain with happy endings
thnx
Do nut khut dil novel by Sara Jabeen
ReplyDeleteMere muqadar ka chand novel by Fakhira Jabin
Sanu lag gae beikhtiari novel by Farhat Zaffar
Aoa mughy aik novel chaiya us main larki mother ki death ho jati hai tou wo apny mamu ky sath un ky ghar rahny jati hai mamu ky teen baity hoty hain sub sy choty ka nam ali hota hai ..... Is ki story hum ko teri nazar main rehna novel sy bht milti hai .... Hero ka naam nhi yaad par uski girlfriend bhi hoti hai wo us ko marwany ki koshish bhi karti hai par hero bach jata hai happy ending
ReplyDeletePlz kisi ko bhi pata hai tou is novel ka naam bata dain
ReplyDeletesuggest me some romantic novels
ReplyDeleteAoa ma bht arsy sy ek novel talash ke rhi hun jis ka ek dialogue yad hy mjy " agr ma itni muhabbat allah sy krta to wali ho jata". Is kahani ma do generations ki kahani chal rho hy.....plz agr kisi ko pta hy to bta dain.. 2006 sy 2010 tk shyad aanchal kiran ya shuaa ma parhi thi... plzz reply soon
ReplyDeletePlzz mjhy ye bta dain novel ka na maine teh rqst page 15 pe bhi ki thi but no rply :(
ReplyDelete.
AOA!
Plz mjhy ek novel ka naam btaa dain... mujy characters k name to sahi tarha yad nahii hain but story thori thori yad hai...
Heroine start mai hero k bhai ko like kerti hai wo dono university main sath parhty hain but larka srf flirt kr rha hota hai university k last day wo kehta hai k wo apni Bua ko risty k liye bhejy ga larki gareeb hoti hai or larka kaffi rich hota hai....
us k bad hero usy 2 bar dekhta hai pehli bar office main or 2nd time kisi shadii main hero ka name "Salaar" hota hai....
wo larki larky(hero k bhai) ka wait kerti hai k kb uska rishta aye or phr ek din uski Bua rishta le k aa jati hain but uska naii Salaar ka orr us k parents man jaty hain orr wo kch naii ker sk rahi hoti... kch days bad wo us(hero k bhai) se milti hai wo usy boht kamzor lgta hai wo usy risty wali bat ka puchti hai to wo kehta hai k us k bhai (Salaar) ne usy(heroine) ko kahin dekh k pasnd kiya hai or ab mere rishta le k jany ka kehny pe unho ne mjhy ghar se nikal diya hai main apny dost k flat mai reh rha hoon tm un se shadi kr lo or mere hisy ki jaidad le lo to mai us k zariye tmhy wapis paa loon ga wrna wo hum dono ko sath kbhi nahi rehny dain ge.... phr larki ki shadi hero se ho jati hai or wo us k sath boht rude behave krti hai.... kaffi arsy bad wo larka(hero ka bhai) usy leny aaa jata hai but tb larki ko sach pta lg gya hota hai k wo larka sari jayedad bury kamon main barbad ker rha tha or galt kamon main per gya tha salaar k kehny pe bhi naii manta tha to majbooran Salaar ko usy ghar se nikalna pra tha wo us k sath jany se mna ker deti hai bt wo larka us time salaar k mind mai larki k khikaf shaq dal jata hai k wo aj bhi us se pyar kerti hai or usi ka sath de rahi hai salaar usy ghar se nikal deta hai or usi larky k pas hi jany ko kehta hai wo uski galat fehmi door kerny ki boht koshish kerti hai per wo naii manta to wo chali jati hai....
kch arsy bad wo larka Salaar k office ataa hai or usy gussay mai us larki ko us k pas wapis bhejny ka kehta hai Salaar hairan hota hai k us ne to boht pehly usy bhej diya tha wo larky ko kehta hai k wo drama ker rha hai or dant k usy wahan se bhej deta hai wo chala jata ha pr Salaar pareshan ho jata hai kch din bad usy pta lg jata hai k larki waqai mai gayab hai or us larki k parents ko bhi nai pta k wo kahan hai... kch ddays bad wo ghar main apni Bua ko phone pe bat kerty sun leta hai wo usi larki se baat ker rahi hoti hain wo un se boht minaty ker k puchta hai to wo btati hain k unho ne usy kisi or city main apni beti k pas bheja hai or wo btati hain k wo us k sath naii mili hui thi us ne us larki se jhoot bola tha or tm ne bhi us pe yaqeen naii kiya wo sharminda hota hai or phr usy leny jata hai or wahan jaa k us se maafi maang leta hai....
.
Yeh novel shuaa ya khawateen mai se kissi ka hai.... plzZzzz mujhy iska name bta dain...
Tum sang hi jeena hai nadia fatima rizvi actually maine abhi kuch din pehle reading kya h isliye apku batadiya
DeleteThankyou :)
DeleteTere pyar ki khishboo 16 ...
ReplyDeleteHi.
ReplyDeletePlz mjhy ek novel ka nam btaa den.... hero ka nam Sabkutgeen hota hai heroine ka yad nii... story kch yun hai k larki k father ki death ho gai hoti hai wo or uski mother hoty hen bss... wo larki job kr leti hai as a sales girl kisi cmpny mai... jb wo auto mai jati hai to roz ek larka bike pe uska picha kr rha hota hai...wo dr jati hai pr kch kehti ya kerti naii hai wo hi larka hero hota hai or kch days bd hi heroine ki mother as a paying guest hero ko apny ghar mai upr ka ek kamra de deti hain...heroine kaffi ehtijaj kerti hai but uski mother naii manti... bd mai usy pta lgta hai k hero bhi usi cmpny mai kam krta hai jis mai wo....kch arsy bad jb wo cmpny products le k lead cls area mai jati hai to whaan ek admi us se bdtmizi kerta hai wo khud ko bachany k liye usy mar k bhag jati hai.... phr police us k ghar aa jati hai or hero masla hal krta hai or uski maa uski shadi hero se krwa deti hain... wo larki kch arsa hero se naraz rehti hai bt at the end sb theek ho jata hai...
ye last 4-5 years mai shuaa ya khawateen mai aya tha
.
Plz rply kr dijiye ga ap...plzz
mlta ha to btaty hain
DeleteWhy when I always write in a comment box I can never see my comment??!
ReplyDeleteEk novel chahiye tha...mujhe sirf story yaad hai thori si na hi name yaad hai aur na hi writer ka name yaad hai na hi digest .... hero ka naam zarar aur herion ka naam maida... herion ki behan ki shadi hoti hai hero k chhotay bhai se wahan pe herion hero se takra jaati hai aur usay khoob sunaati hai par jab usay pata chalta hai k yeh wohi zarar hai jo mere behnoi ka bhai hai to wo pareshaan ho jaati hai kyun k zarar ghussay ka boht tezz hota hai aur koi boht bada politician hota hai... sab us se dartay hain wo sirf aadhay ghantay k liye apne bhai ki shaadi mein aata hai phir chala jata hai... phir herion apni behan k sath uskay sasuraal jaati hai to hero ki chhoti behan koi jaga na milnay pe usay hero k kamray mein sula deti hai kyun k hero ghar pe nahi hota par wo raat ko aa jata hai. iski shayd 2,3 episodes thi par mai ne sirf aik parhi thi plz mujhe yeh novel zaroor chahiye pls.
ReplyDeleteAsalam o alikum guys...mujhy b ik story chyay plzzz my pagal hojaoungi soch soch k help kr do tongue emoticon Hero Shujah hota hy bohat bdtameez or possesive SA koi officer hta hy shyad ...Heroin ki Behan ki shadi hoti hy wo light blue dress my bhnoi say naig mangny ati hy shuja white kalf lgy kurty my khra hta hy us k bhnoi ka cousin hta hy usko yh lrki phli nazar main achi lag jati hy magar js trhan wo bhnoi ki ungli pkrny k lyay hath pkrti hy to yh ghussay say is ki kalai pakar k khanchta hy or bht sary paisy is k agy phnkta hy or khta k khbr dar ainda ksi ghair admi ko hth lgys ..larki usi trhan is k pasy utha kr Marti hy or khti hy k tm ty kon ho hm apny bhnoi sy mzaq kr rhy thy tmhn shrm ni ati ... Phr brhy involve hti hn lrki say maafi mngty hain magar ab Shujah usko pany ki zid my pta nhi kia kia kta hy ....Ab dhoond k do yh khani plz
ReplyDeleteDillagi drama jo faiza iftikhar ne likha hai novel form mai hai kia?
ReplyDeletePlz bataye ke ye faiza ke kis novel ka hai,iamwaiting for your reply
DeletePlz ik novel ka bta den,hero ka name aafaq ha herion ka yaad nhi,herion ki mangni apny cuzn zryaab se ho gai hoti ha,herion boht khobsort hoti ha aur univercity main ik lrki us se dosti ki khwahish krti ha kiun k wo boht husan,prst hoti ha,fir wo lrki herion k mangaitr ko pasand krny lgti ha kiun k wo bhi boht khobsort hota ha,aur herion ki mangni trwa kr zryaab ko apny bhai k office main job dilwa deti ha,fir usi lrki ka bhai aafaq herion ko kahen jhola jholty dekhta ha to passand kr leta ha aur us se shadi ho jati herion ki
ReplyDeleteAslam.o.alikum
ReplyDeleteEk novel dhondh rha hn jo shua ya khawateen me publish hova tha hero ka nam Sikandar ha or oska ek or bhai hota ha jo sikandar sy jealous hota ha or pher osky bhai ki hny wali bivi b sikandar me intrest lyti ha or os py zyatti ka ilzam lagati ha pher sikandar ko oska bap ghar sy nikal dyta ha or wo rome chala jatta ha ya italy shyd or wahan ek painter larki sy oski mulaqat hoti ha...
Es novel ka nam plz bta dain
Ho saky tu mujy mail kr dain name
Mohsain.ateeq@yahoo.comm