Asslam o alekum friends and members
ap sb se guzarash hay k apni request k bare me best info like novel name, author name, jis digest me novel publish hoa us ka name , month and year, and agr ap ko us novel ki story ya main charecters yad hen to woh btaen ta k ap ka matlooba novel talash krne me asani ho and apni request k poora hone ka sabar se intizar kren k kbi kbi koi novel available ni hota ya us novel k bare me kuch pata ni hota is leay us request me der b ho sakti hay. Meri poori koshish hoti hay k ap ki request jald se jald poori ho sake. baqi sb members se b meri guzarash hay k agr ap koi req dekhen or ap ko us novel ka pata ho to kindly us req pr reply zaroor kren.
Request karne wale members se guzarash hay k
- Request krte hoey sath me apna name zaroor mention kren ta k next time jb ap us req k bare me poochen to hum ko pata ho k ap kis req k bare me pata kr rahe hen.
- Apna email id sath me mention kren ta k bad me ap ko link send kia ja sake.
agr ap ko kahen ksi qisam ki problem ho to ap mujhe mail kr sakte hen
aatish2kx@gmail.com
aatish2kx@gmail.com
ya face book pr mujhe contect kr sakte hen
https://www.facebook.com/aatish2k11 ( IMRAN ALI )
Ap apni request hmare facebook ke page pr b send kr sakte hen
ap sb ke tahawan ka boht shukria.
Ap ka bhai IMRAN ALI
hero herioine apas main cusions hotay hain or bachpan main lertay rehtay hain bare honay per hero ka purposal ata hai or heroine inkar kr deti hai 1 din heroine ki gari main petrol khtam ho jata hai or raat ka waqt hota hai or halki c barish tb hero apnay ghr walon ki support per wahan ata hai or usay manata hai or chain pehnata hai happy end plz link day dain
ReplyDeleteNeend jis ne churai hay novel by Rehana Aftab
DeleteAssalam o alaikum .
DeleteMujhe ek novel chahye umm story yaad hy thori bas kiran digest me tha joint family ka novel hy 2 bhai aur ek larki ki story hy unki dadu 6 months bahar rehti 6 months unke sath aur unki har report rakhti ghar me ek whiteboard lagaya hota jispe unki roz ki sharartein aur saazaye likhi jaati larki barey bhai ko pasnd karti wo bhi karta lekin heroine ko nahi pata hota larka apne purse me uski tasveer bhi rakhta end pe larki ko pata chalta.Happy ending hy kindly naam bata dein is novel ka.
plz kuch aise novels k link day dain jinmain heroine barish say derti ho or hero romantic andaz main uska dar door kray or apnay payar ka izhar kray end happy ho plz zayada sare kijiay ga plz juldiiiiiiiiiiiiiii
ReplyDeleteZard zamanon ka sawera
DeleteBikhre chahat k rang
phli barish mainn or tum
This comment has been removed by the author.
Deleteiss novel ka nam bata den story kuch yun hai ki heroinse hero ke professor ki beti hoti hai , heroine ka baap uska real baap nai hota hai jiski wajah se heroine ka taya use apne sath apni haveli mein leke chale jata hai aur apne pagal bete se shadi karvana chata hai par heoine wahan se bhag jati h aur hero se takrati hai aur hero ko pata chlta hai ki vo professor ki beti h to isusey ghar drop karne jata h
ReplyDeletebut vahan pe heroine ka baap hero se request karta hai ki vo heroine se shadi kar le ta ki uska taya heroine ke sath koi zabardasti nai kar sake aur kehta h ki jab sab theek ho jayega to vo usey talak de sakta h hero heroine ko apne ghar le jata hai jahan uski bewa behen apne bacchon ke sath rehti h. bacche heroine se bohot acche rehte hai aur hero ka bhanja hero ko chedta bhi hai jab heroine heo ko office jatey samay bahar tak sath aati hai ....please ye novel ki story bata dein
Kuch phool khilne hen novel by Ghazala Yasir malik
Deleteiss novel ka nam bata deim story kuch yun hain heroine hero ke father ke dost ki beti hoti hai shayad and dost ki biwi beemar hoti hai to vo hero ke father se kehti hai ki apne bete ki shadi mere beti se kardo , hero ka baap hero ko force karta hai shadi ke liye aur uski shadi kar va deta hai but hero usey pasand nai kerta aur hero ke dono chhote bahi ussey accha sullook karte hai heroine bhi unsey friendly ho jati hai ek din light chali jati hai aur heroine khana pakate huey hall me hi so jati h to hero usey nazdeek se dekhta hai aur ussey attract hone lagta hai hero ko uski hansee bhi bohot acchi lagti hai bad me hero ka baap notice karta h ki hero ko heroine pasand aane lagi hai to ussey qubool vane ke liye hero se kehta hai ki tum heroine ko divorce de do taki main uski shadi tumhare chote bahi se kar doon to hero ko heroine pe gussa aane lagta hai ki vo q apne dever se itna frinedly hai aur ussey dantta hai par heroine uski dant khane se tension le leti h aur beemar pad jati hai bad me hero ussey zabardasti soup peela ta hai aur apni mohobbat ka yakeen delata hai baad me unka valeema hota hai ....please iss novelka naam bata dein
ReplyDeleteHam ko teri nazar me rehna novel by Maryam
DeleteZindgi dhoop tum ghnan saya
Deletepeerekamil by umera ahmed aur mere dost mere humdum by farhat ishtiaq jese novels bata den pleasee
ReplyDeleteMeri zat zara-e-benishan novel by Umaira Ahmed
DeleteMushaf novel by Nimra Ahmed
Jannat key pattey complete novel by Nimra Ahmed
Ek mohabbat aur sahi novel by Hashim Nadim Khan
Abdullah novel by Hashim Nadeem Khan
Mein muhabbat aur tum by Sidra Sehr Imran
Tum esi shararat mat karna novel by Subas Gul
Aise novels sujjest krn jin me hero heroin ki shadi zberdsti kradi jae starting me do nu khush nahon per end happy ho r ye novels rida ya hina dijest k hon thank......!
ReplyDeleteAtish e ishq by kaneez nabvi
DeleteDilon kay milan by Qamrosh
Kasa e dil by sundas
koi aisa novels bta dein jis mein hero ka nikah heroin sy hua ho but hero ko pta na ho.wo university mein party hon or hero heroin ko e pasand b karny lgy............
ReplyDeleteShikast e shab by farida
DeleteKhula dar mohabbat ka by noreen
Mjhe ek novel pata karna hy nam ni pata hy us me hero ka nam ALEYAN hy or heroine hero k Dada k sath friendship karti hy or WO apni family se khush ni hoti hy plzzzzzz jaldi bata den
ReplyDeleteTere leay hay mera dil novel by Farhat Ishtiaq
DeletePlease aese novels bata den jis main larka badla leney k liye larki se shaadi karey, larki ko haqeeqat na pata ho. Jab pata chaley tou wo usey asani se maaf na karey. Lekin end happy ho. Dher saaray novels bataye ga.
ReplyDeleteTery dast e talab kay junoon mein novel by Iqra Sagheer Ahmed
DeleteTum se hi hai zindagi by Sofia Shah
Ab inkar ka mausam nahe Novel by Nabeela Abar Raja
Woh ik lamha e mohabbat novel by Sumaira Shareef Toor
kindly suggest some novels jisme hero heroine ko pasand to karta ho but heroine ko tanz and taunts bhi karta ho like tullo hai sehar hai by nayab jilani.
ReplyDeleteChalo Chahat nibhyen hum
DeleteBadal chand or sitara
Tumhain zra dair sy jana ha
Ek novel parha thakuch arsa phle, heroine apne dada k sath joint family m rehti h... dada usk liay pareshan hte h qk heroine bht laparwa hti h , dada uska nikah apne dost k bete s krdete h ... dada ki death k bad , family wale larki s puchay bghr isko talaaq dilwane ki kosiah krte h but larki khud wahan akr inkaar krdeti h ... ap plz Ye novel find out krden ... nd may b Ye khawateen m tha nd may shuaa or kiran...
ReplyDeleteHam jo motabar thehray by Nabeela Abar Raja
DeleteThank u so v much ...itni quick service....:) so glad to hv it..... thanks alot....
DeleteMediafire isn't working..why??
ReplyDeleteAnd plz tell me some other nvls of qamrosh ashok..
Is site pe jo 3 nvls hain ...wo prh chuki hun aur is k elawa YEH HAI SILSALY PYAR K.. (koi aisa hi name tha) wo b prh chuki hun..so in k elawa btain
Is site pe jitne b hain PRH CHUKI HUN SO PLZZ DON'T REPEAT THEM.thanks:)
media links aren't working right now. ap depositfile sy dwnld kr lain
Deleteqamorsh ka jo b nvl ml gya we'll post it inshallah
Aoa mujhy ek novel chaiye jis main larka larki ko pasand karta hota hai but larki USko pasand nAi kArti tu larka gussey main a kAr larki sey batmeezi karta hai bad main us larka ki shadi us larki sey he ho jati hai unka ek beta bi hota hai larki ko nAi pata hota kay us kay husband nay he uskay sath batmeezi ki hoti hai happy end hota hai
ReplyDeleteMain mohabbat aur tum novel by Subas Gull
DeleteNAi us main larki ka beta bi hota hai larki apney husband sey bhut darti hoti hai
DeleteThanks yeh he novel hai
DeleteNimra s novl mai beta nhi hota unka .. end bs pyar se hu jati hn
DeleteEk request h plzzz... novel tha hero ka nam muqtada nd heroine ka lareb hta h , larki train bom blast m apni yadshat kho deti h nd hero ka bap use ghr le ata h .... I think kiran ya phr khawateen m thiye story....
ReplyDeletePlz link...???
Ranj e musalsal sy guzry by Naseem irshad
Deleteplz anyone have '' khwahishon ke jazere mai'' posted in old rida digest writer name was shazia i m nt confirm whether shazia mustafa aur shazia choudry...plz upload and also amna iqbal's novels soldier and ajeeb shakhs ta....thanks
ReplyDeletedigest ka mnth nd year bta dain
Deleteis novel ka naam bata den
ReplyDeleteis main herione aur hero dono cousin hote hain herione hero ko pasnad karti hai par hero kisi fashionable larki se shaadi karna chahta hai
nvl ka end pta h tu bta dn aisy bht sy nvlz h
Deleteek novel para tha i think shua digest main bas thora ka end ka yaad hai ke herione kisi larki ko autograph deti hai us par likti hai ke aurat ki izat ek sheesh hai aur bahir patar bohat hain
ReplyDeleteapko yd ha is it a novel or afsana ??
Deleteyeh novel tha aur is main herione i think bohat ameer hoti hai
Deleteriffat siraj ka nvl ha bt we couldn't get itz name right now :(
Deleteis novel ka naam pata karna hai yeh story kuch cousin ki hai bas mujhe is ka ek sher yaad hai
ReplyDeleteke aankh ke pyaas ka koi darya
dil ke ujra nagar uddasi ka
dusra larka bolta hai
main kyun tuj se baat karon
tu koi putar hai meri masi ka
bohat funny novel tha
ap story share krain kuch shair to yd nai hty kis nvl mn kya tha :)
Deleteaanchal digest march 2009 ka link de den plz
ReplyDeletepost ho jye ga laikn agr apny ic mn sy koi nvl prhan ha tu bta dain it will be better :)
Deleteyar prince saif-ul-mallok ki fairy tale pe koi novel ha to suggest kar do
ReplyDeleteaisa to koi nvl nai ha
DeleteEsa koi novel to nae but woh qissa ek novel main hai jo ko Qaraquram ka taj mehal by NImra Ahmed hai, Ap woh parh len.
Deleteplz suggest some good novels by umme mariam
ReplyDeleteMujy piya manany ka dhang nahi
DeleteIshq jab krta hai aseer
Eid gungunany lagi
Mujhy hai hukamay azan mai laraib aur sikandar jasey novels bta dayen
ReplyDeletemujhay ha hukame azan ki story kasi ha thoda sa brief kar do plz
DeleteTeri ulfat main sanam by rubina
DeleteMain hari piya by nayab jelani
AOA please mujhe yeh novel ka link dein jiska name nikher gaye hain gulaab saare hain yeh pakeezah aanchal india k digest mein aaya tha yeh story is site k name ki novels mein nahin hai please ismein ladka last mein ammi ki aur bahnaon ki saari chaalbazyan apne wife kagainst apne ears se sunta hai please i want this story
ReplyDeleteye novel available ni hai laken ap digest ka month & year bta den agr mil mil gaye to post ho jaye ge INSHAALLAH
DeleteJoint family based novels k link dy dn. Jin men cazons ek dosry ko tang krty hun romantic type like "koi mil gaya"
ReplyDeleteMohabbat Dil Pe Dastak Novel By Effat/Iffat Sehar Tahir
DeleteChahat dil ki chahat by Shazia Mustafa.
Aitbar ka mausam by Waryal Khan.
Yeh dil aseer e jaan by Qamrosh Ashok .
Mere muqadar ka chand novel by Fakhira Jabeen
Koi mil gaya ka link please
DeleteMuje b koi mil gya ka link chahiye
DeleteKoi mil gaya novel by Hina Andleeb
Deletethere was a novel published in 90s about a "thug" his adventures and his family. heroine name was mehwish if I remember correctly.plz give any info
ReplyDeleteks digest mn aya tha ?
Deleteit was 97,98 jasoosi or suspense digest ,sorry can't remember properly
Deletestory khandani ٹھگ ky bary man thi,
Deleteaik amir ali ka nvl ha uski story h abt thag apko chk kr k bta dn gy :)
Deletethank u
DeleteAmir Ali thug ke kahani urdu may jes naam say hai wo batian
Deletekindly mujhey aik novel ke bare mein bta dein kafi poorna hai iski two episodes thin. second wali parhi thi hero ka name kashif aur heroine ka name ufaq ya shafq tha wo muree boarding college mein parhti thi uski family bohat modren thi but she is very innocent and simple. hero ke or uske father busns freinds ya partner the dono ka nikkah hua hota but phir dono families mein misunderstandings hoti hain . hero heroine ko us ke ghar se kidnap kr leta hai. saas bohat achi hoti larki ka bohat khayal rakhti hai. happy ending hoti hai. plzzz ye novel send kr dein ye shaed shuaa ya khawatenn mein publish hua tha. mje month and year yad nae kindly help me
ReplyDeletereq phly b a chuki ha jaisy hi nvl mlta ha bta daity hn :)
Deletehina digest November 2014 kab aye ga????????????????????
ReplyDeleteKuch din tk INSHAALLAH post ho jaye ga.abhi aya nahi hai :)
Deletekuch novel suggest karin jin main herione ko kiddnap kiya jaye
ReplyDeleteKhula dar mohabbat ka novel by Noreen Hanif
DeleteMein Mohabbat Aur Tum Novel By Shazia Mustafa
Main mohabbat aur tum novel by Subas Gull
Ye chahatein ye shidatein by sumaira shareef toor
Deletejis novel ki request ki thi wo shuaa year 2004 mein publish hua tha. jo apki list mein the wo chk kiye un mein nae hai.
ReplyDeletemnth ka pata ha ?
DeleteI need to know name of novel jis mn hero heroine k ghar ata ha jahan heroine ki apni family say kuch problems hoti hain. us ki sisters us say bat nahi kiya karti. Heroine aksar 1 masjid mn jaya karti hai n hamesha uddas rehti hai. Hero heroine ko 1 bar barish mn road p 1 tree k pass rotay huay daikhta ha jis mn heroine br br kisi larkay k name (ADI) lay rahi hoti hai. hero heroine ko propose karta ha but wo refuse kr deti hai jis p hero us say poochta h k wo ussi Adi ki waja say mana kar rahi ha n Adii k baray mn buri batein kehta ha jis p heroine ussay thappar marti ha hero heroine say badla lenay ka plan bna leta ha. story was might be based on adoption. yeh novel November 2003 ya 2004 mn publish hua tha digest ka name yad nahi 2 episodes thein. plzzz can u find the name me is ki request pehle bi bohat bar kar chuki hun
ReplyDeleter u sure about mnth ?
DeleteI think so but I am not really sure
Deletemery request kab puri hogi?????????
Deletemjhy kch aese novels bta den jn me 2,3 couples hn
ReplyDeletedare dil k elawa
Ye jo raig e dasht e faraq hai
DeletePathron ki palkon per
Bus ik sanam harjai
aese he or kch novel k link de den
DeleteMujhye ek novel chahiye rida digest main aya tha rukh chaudhary ka hai khawhishon k jazeeron main
ReplyDeleteye i guess episodc nvl ha ic k sb digests available nai hn
DeleteAp first epi se link post kardain plz
Deletenvl ki epis ni hn sb incomplte to ni kr skty :)
DeleteOkay thank you
Deletemujhy yeh story chaye hia plz .............khani yeh thi .... hero or heroine aik he collage sy doctor banty hain hero ki kafi female dost hoti hain or heroine hero ko kuch khas pasand nai kerti hai un ki apas main larai he rehti hia ...hro k papa or heroine k papa best friend hoty hian or hero heroine ko piyar ho jata hai lekin heroine k liye hero k big brother ka rishta ata hai tu hero yeh zahir kerta hia k woh heroine ko nafrat kerta hai .... lekin hero or heroine ki shadi ho jati hai or arka study k liye abroad chala jata hai wapis a ker hero heroine ki rukhsati hoti hia or hero ki diary sy heroine ko such pata chalta hia and happy ending ......god itna lamba mesg app read tu kr lain gi na plz reply allah hafiz
ReplyDeletePhir zindagi muskurai by Farzana Mughal .
Deleteek novel ka naam pata karna hai is novel main hero kisi waja ke mazoor ho jata hai aur us ki girlfriend us ko chor kar chali jati hai phir us ke ghar wale us ki shadi kisi garib larki se karwa dete hain aur larki us ki din raat
ReplyDeletekhidmat karti hai par hero us ko pasnad nahi karta aur hero theek ho jata hai aur is ki girlfrind us ki zindgi main wapis aane ki koshish karti hai par us ko heroinese pyaar ho gaye hota hai
bohat saal pehle pari thi
kal apka reqtsd nvl post ho jye ga isnhallah
DeleteMohabbat rang badlti hai by Syeda shabana sardar
Deletekuch novels ke naam bata den jis main heroine hero ki mardangi ko challenge karti hai
ReplyDeleteMere raston ko gulab kar
DeleteChalo toro qasam iqrar krain
Aoa. i m searching novel jis main hero heroine czns hain aur unka nikkah huawa hota hai lakin un maun kuch misunderstanding ho jaty hai to woh ek dosray say naraz rehtay hain us novel ka scene yeh hai k hero ki shirt ka button toot jata hai usko heroin laganay lagti hai to button neechay gir jata hai jb woh usay utanay lagty hai to uskay baloon ki nami hero ko attract kerti hai etc etc.plz koi is novel ka bi bata day yeh novel 1999 k baad ka hai aur shuaa ya khawateen digest ka hai plzzzz
ReplyDeleteUsy toot kar chaha hum nay by Syda tehmina zahra
DeleteU r great;) thanks!! :)
DeleteOnline reading link pls.
DeleteYar jo link toot k chaha diya hoa h novel ka wo tu zara afandi k requested sy diffrnt h plz zara ny czn wala novel jes m misundrstndg hoe hUska link dy dy
DeleteMjhe raqs e bismil ka complete link bhej dain plzzzz
ReplyDeleteHere is your novel.
DeleteRaqas e bismil by Nabeela Aziz
salam i'm luking for a story i think it was published in khwateen digest in early years of 2000.dont remember names but story was like that ke heoine was going to b married with her bhabi's brother who was living in sum other country but the problem is that heroine is very fat & she likes food very much she also eat food at night chup chup ke hero refuse to marry her & then she realize that she is over weight & then try to become slim.it has happy ending plzzzz if sum 1 knows abt it inform me i m searching it 4 such a long time plzzz imran bhai if u can upload it thx in advance
ReplyDeleteMeri dastars main sitary by Mariam akram
DeleteMeri dastars mein sitary by maryam ikram
ReplyDeletekuch novels suggest kar den jin main herione ke maa baap na hoon aur woh apni bhabi ya taya chacha ke saath rehti hoo sab us se kaam karwate hoon 7 8 ke naam bata den please
ReplyDeleteCha kay dar par
DeleteHun badal war bars dhola
Tabeer by mariam aziz
koi zindagi dhoop tum ghana saya jaisa novel bata daey plz
ReplyDeleteic name sy 4 5 writerz k nvlz hn ap kis ki bt kr ri hn ?
Deleteiffat sehar tahir wali
DeletePlz gv sm novels like Baharo ke sang sang ...
ReplyDeleteKabhi ishq ho to pta chaly
DeleteMain mohabbat or tum
muje eik novel bata dijye jis me herion ke parents ki death ho chuki ho aur wo apni nani ke sath rahe hero uske mamu ka beta hota hai shyde jo us ke sath rehta hai .herion ke eik chacha next door aur eik baher rehtay hain .jis college ne herion aur uski chcha zad behan party hai hero wahan porfeser hota hai .hero herion ko dislike karta hai .eik din hero ke kahne par herion college me saza ke tor par room ke baher jaty hai to hero us ko punish karne ke liye baher jata hai par hero ke takrane se herion seriyon se niche gir jaty hai .hero use le kar doctor ke jata hai us ke bad herion apne chcha ke pas bahar jane ke liye wiza lagwaty hai par hero use rok leta hai .plz is kaname btadijye
ReplyDeletemuje bi ye novel chahye
DeleteMukhtasir zindagi an ginat khawab by Mubashra naz
Deletemjhe aik novel chahie tha.hero heroine ka czn bhi hota hai aur unka nikah bhi huwa hota hai.wo university main herione ka teacher hota hai.herione ka rollnumber 10 hota hai aur uss ki friends hero ko kehti hain k sir ye 10 problem karrahi hai.herione ne apni friends ko apne relation k baare main nai btaya hota. iss tarah k agr koi aur novels bhi hain to suggest ker dein.thanks in advence.
ReplyDeleteTum sang naina lagy by Farhana naz malik
DeleteMuje aik novel chahye heroien ka nam mehrun nisa tha ye 3 sisters theen mehrunisa zain unisa ainy.apni amaan k sath rehtj theen.hero ka nam maroof hasan aur uska aik bhai b tha
ReplyDeletechk it
DeleteRafaqton k mousam by Fakhira jabeen
Media fire links of all the novels are not working it says the account has been suspended.what does it meanx
ReplyDeleteji wo block ho gye hain usy replace kr rhy hn ap deposit link sy try krain udr sy b ho jayen gy dwnld inshallah
Deletesalam.please mujh is novel ka name bta dein and agr ho to link bhi bta dein story kuch yun ti k heroine apny father k sath reh rei hoti hei wo sayd bahir se aei hoti hei and usk parents me separation ho cuki hti hei... us k father or taya etc ki family bhi sath rehti hoti hei...larka heroine k taya ka beta hota hei dno ik dosrey ko khas like nahi krty hty.in ka nikkah hojta hei or phr ofcrs pyr hojta hai :-D happy ending hoti hei... is novel ka strt kuch yun hei k barish horei hti hei or heroine or ik or lrki jo hero and heroine ki mutual cousin hti wo balcony me hty betey barish horei hti hei and hero car me entr hota hey ik or scene tha k hero heroine ko uski mother ki traf drop krny jara hta raat me to wo sojti hei rastey me and neend me hero k shoulder pe sar rkh deti jo driving kr ra hta usk uthney pe useh khta k ye bht cheap trick hea etc.... please agr kisi ko pta ho to mention kr dein name...really looking frwd for ur rply
ReplyDeletecheck this
DeleteKesy manu tum mery ho novel by Umme Maryam
yes yei hei thankyou so much nimra ... u made my day.god bless u dear :-)
DeleteA.o.a! kindly upload some old romentic novel based on university in which hero heroine do not like each other but happy ending i have already red
ReplyDeletemain mohabbat or tum by shazia mustafa
baharon k sang sang by iqra sagheer ahmad
dasht e arzoo
yadien
reeg dasht e faraq hai
chand gagan or chandni
sabz ruton ki jhilmil main
instead of those kindly suggest some more novels
Shikast e shab by farida ashfaq
DeleteMohabbat humsafar meri by anila
Zindagi tm ho by madiha tariq
thanx....but plzzzzzzzzzz suggest some more
Deletesalam! kindly suggest some romentic novels in which heroine got married with a rural hero and dont like him but happy ending.
ReplyDeletei have already red
mery humdum mery dost
mohabbat dhank rang orh kar
teri ulfat main sanam
maye na murda ishq
instead of them kindly suggest more
Mohabbat ka sukhan by Amna riaz
DeleteTumhain dil ny pukra hai by Nayab
Mohabbat hai tum se by Laraib momin
thanx .....but these are not according to my requirement which i have mentioned........
Deletekuch novels suggest kar den jin main hero ameer zada aur bohat spoil ho aur kuch asie novel bhi suggest kar den jin main herione nukrani ho aur hero ameer
ReplyDeleteZindagi kitni khobsorat hai by maraim
DeleteRasam by Nabila aziz
Badal chand or sitara by Sunas gull
is novel ka naam pata karna hai is main hero ke yardas chali jati hai herione se shaadi ke kuch arse baad aur hero ki is halat ka fayaada us ki poopo utati hai aur us ke kehti hai herione us ki biwi nahi balke nukrani hai hero us se nafrat karne lagta hai aur poopo us ki shaadi apni beti se karwa deti hai kych asre baad hero ki yardas vapis aa jati hai aur woh herione se maafi mangta hai un ka ek bacha bhi hota hai
ReplyDeleteplz is novel ka name bata dain
Deleteabi tk nahi mila
DeleteKoi aese novels bata den jis main hero buhat bigra hua ho or wo apney friends se shart lagaye k wo heroin k patta ley ga. Phir usey heroin se muhabbat bhi ho jaaye or un ki shaadi bhi ho jaaye lekin heroin sach janney k baad usey maaf na karey asani se. End happy ho. 3, 4 novels bata den is tarhan k, please.
ReplyDeletemjy koi novel bata dein jin mai heroine ki shadi choti age mai hoe ho or hero bara ho age mai, romantic si. please
ReplyDeleteWoh meri dastaras mein tha by Nabeela Abar Raja .
DeleteBisat e dil bhi ajeeb shay hay novel by Afshan
Dilon kay milan by Qamarosh Shohak
plz "diye ka kaam hai jalna" by maimuna khurshid aur 'pehla pather' by iqbal banu ka mediafire link den.....
ReplyDeleteDeay ka kam hai jalna novel by Memona Khursheed Ali ka mediafire link rat tk add ho jaye ga
DeletePehla pather by Iqbal Bano
Deay ka kam hai jalna by Memona Khursheed Ali
DeleteAssalam u Alaikum.....mujhy aik kahani ka chaye hia jis main hero ka name mustafa hota hai or heroine ka name nai yad .... heroine hero k ghar rehny ati hia shayd heroine k papa ki death ho jati hia or hero heroine k fathers best friends hoty hian , hero bohat ziyada serious rehta hai or heroine hero k sahat behave sy darti hia un ki shadi ho jati hia happy ending ..... yeh aik ladies digest main paraha tha maine plz .....thanksss
ReplyDeleteZindagi dhoop tm ghana saya by Marriam aziz
Deletethank u so much ........ zara khan ji maine app ok google account main b add kiya hia lekin app shayad waha mesg nai parhty hian ... but thanks
DeleteAOA! plzzz amna iqbal ahmed ka novel akela upload kr dain...
ReplyDeleteabi tk nai mila jaisy hi mla post ho jye ga :)
Deletewaiting... n thanx fr reply:)
Delete1 novel ka link mil sakta h? Hero amjad heroin ka zainy , dono cousions hote,dadi bare beetay key 7 rehti hero l father k 7, heroin ki maa bohat teez thi, us ki apni saas se nee banti ,un dono ki mangni kara dete, phr jab heroin ka bhai apni wife ko le k dadi k pass chala jata kion key heroin ki maa bahu ko bht tanz karti, to heroin ki maa saas ki zid mai rishta khatam kar deti hero or heroin ki mangni khatam...larki ki khin or mangni b kra deti h.happy ending thi.aik scene yad he jb dadi hero ko kehti he aye ga to tujhe larki dekahni he to wo poochta he kia marz h.. kion k wo doctor hota h. bohat acha romantic novel tha dhond do
ReplyDeleteHero name was Asjad :p
DeleteJannat k pattay by nimra ahmed ka jo link aap ne dia hua hai us pe 2nd episode k baad se image clear nahi hai, parhny mein dushwari ho rahi hai. barah e mehrbani clear image upload karein
ReplyDeletechk it
DeleteJannat kay pattay
eid special anchal and hina upload ke dn ...:) 2014 ka
ReplyDeletekis mnth ka chahye wo mention krain
Deletesalam mujhy aik kahani chaye hia.... story kuch aise hia k hero heroin ka teacher hota hai or age main b us sy ziyada hota hai .... heroin ko hero sy piyar ho jata hia lkin hero us ko ziyada nai pasand kerta .....lekin heroin ki mama ny jawani main hero ka istmal ker k us ko dhoka diya hota hai hero yeh janty he heroin ko piaya main phansa lyta hia ... or phir us ko chor dyta hai ..... heroin kafi roti hia or phir us k ilaky main zalzla a jata hia or us ki mama ki death ho jati hia or hero sy us larki ki shadi ho jati hia happy end hai .....plz
ReplyDeleteHero name Ashir Hassan and he is a doctor,Heroin Shazma ye 2no czns han,ak or czns or ashir ka dost jis ka name Saif hy
ReplyDeletePlzzz or kch nhi yad ye novel upload kr dyn
jaisy hi milta ha apko bta daity hn
DeleteKitny jugnoo muthi mn by Afshan afridi
DeleteMein ne ushna kosar k sarey novels parhey hai usi trha k koi novels bata de jis mein hero heroin hi society k ho unka nikah ho hero bigra hua aor possesive ho
ReplyDeletemujhe tere pyar ki khushboo main zobaria or hunain wala part ka bta den or wo kis se interlink ha
ReplyDeleteplz kuch aesy novels suggest kr dein jis mei hero and heroine ka nikkah hospital mei hoa ho,, hero rude ho aur larki ko pasnd na krta ho but happy ending ho...plz jaldi bata dein
ReplyDeleteham ko teri nazar ma ha rehna bby mariam aziz
Deletemjhy kuch novels suggest karen. like.
ReplyDeletepeer-e-kaamil,
jannat k patty.
musshaf. as many as u can.
hey ..mjy ek novel chahye kafi purana ha us men hero ka name taimoor or heroin ka kinza ha taimoor doctor ha or kinza medical ki student ha taimoor kinza ka teacher b hota ha shyd .. plz uska link upload kr den jaldi
ReplyDeleteMujy ek novel ka pochna hy boht time pehly parha the hero heroine czn hoty hain hero kafi strict hota hy heroine us k office men job krti hy lekin colleagues ko nhe pta k wo czn hain heroine office men baithi uski strictness know bary bat krti hy or kehti hy jis din boss check wali tie pahanty hain wo mera manhoos din hota hy or boss peechy kharra sun leta hy...plz is novel ka name bta den.
ReplyDeleteQaflay rah bhool jatey hen by Sundas Jabeen jaise novels bata dein jis mein hero jagirdar ho aur rude ho but happy ending ho
ReplyDeleteno reply
ReplyDeleteMujhe ek novel chahye jsme heroine ki soteli maa hero ki khala hotii hain. Heoine hero ko adventure k lye kidnap b krti h friends k sath mil kr. Heroine hero dono nikah k time ek dosray ko dekh b naii Patay...plzz jldii reply krdain
ReplyDeletePlz aisy novels k name bta dein jin mein herion ka name sawera ho...plz reply me fast
ReplyDeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDeleteAjeeb shakhs hy by amna iqbal ahmed
ReplyDeleteAmnaadil1996@gmail.com
Ajeeb shakhs hy by amna iqbal ahmed
ReplyDeleteAmnaadil1996@gmail.com
salam mjhe ek story ka bata den naam writer nhi pata shuaa ya khawateen m that 6 7 sal pehle ek larka uar lrki college m like krte hain phr wo lrki usko batae bgar sgor deti hai aur phr wohi lrki khun bahaa m usk pas aati hai buht marta hai bus ye yaad hai iska end b koi bata de aur nam b plzzz
ReplyDelete1'noval search kr dn plz..heroin ka name zara hota .hero us ki dost ka fianci hota hai .dost kisi r se chup k shadi kr leti hai r hero ki dosti heroin se kra dti hai taa k us ku trf se hero ka dehan khatm ho jayeheroin apni dost ki help krti hai r hero se dosti krti hau.1 family function main hero heroin gana gaty hai stage pe.main jis dn bhula dun tera pyar dil se wo dn akhri ho...heoin se white clr k kpry phny hoty hain.end main hero us ko bagair btaye le jata hai r shyd thaparh b marta hai.plz is ka link ya name bta dn
ReplyDeleteaik novel tha ya afsana theek se yaad nahi hai..lekin aik ameer larki ki shadi k din se start hota hai novel aur ussi din dulha bhaag jata hai to larki ki shadi uske aik garib rishtedar se ho jati hai...larke ko yehi lagta hai k larki uske ghar mei adjust nahi kar sake gi lekin wo boht ache se adjust ho jati hai..plz can u tell me ye konsa aur kiska novel hai???
ReplyDeletejannat kay pattay or peer-e-kamil jaisay novel bata dain plz...........................nimra
ReplyDeleteAoa
ReplyDelete1 novel tha jis me heroine talaq yafta hoti hy uska 1 beta hota hy aur hero van driver hota hy.uska mian bacha cheen k ly jata hy .bachay ko soteli maa Marti hy Tu baap bachay ko wapis chor deta hy maa k pas.
Asalam walaikum Muje ek novel chaiye Muje name tu yaad nai h lkn heroine ka name shuaa hota h or uski friend ka name ujala hota h wo dono chati h k unki shadi ek he ghar me hu hero ka name shaid shahveez hota h wo apne cousin ko bhjta h tak wo ujala ko like kar saky wo.plz kindly is novel ka link dede boht time se search kar rai hu plz.
ReplyDeleteAsalam walaikum Muje ek novel chaiye Muje name tu yaad nai h lkn heroine ka name shuaa hota h or uski friend ka name ujala hota h wo dono chati h k unki shadi ek he ghar me hu hero ka name shaid shahveez hota h wo apne cousin ko bhjta h tak wo ujala ko like kar saky wo.plz kindly is novel ka link dede boht time se search kar rai hu plz.
ReplyDeleteek novel ka naam poochna hai jis me larka larki cousins hote hain aur apne dada ke sath rehte hain. i think lalookhet k area me aur ek dusre ko pasand bhi karte hain 2 phupho hoti hain inki ek ameer hoti hain dusri ghareeb but in the end larkay ki shadi dada bai phupo ki beti se kar dete hain taake choti phupho ke ilaaj k liye paise mil jayen. characters k name yaad nhi. thanksinadvance
ReplyDeletePhir bhi dil dharakta he by saira raza
Deletea.o.a mje ek novel ki talash hai jis main hero ka name sabrez khan hota hai nd heroine ka name roshanay.dono czns hote hain joint family ki story hai hero bht rude nd gusay wala hota hai sb us se bht dartay hain heroine ko us se bht dant parti rehti hai bad main pta chalta hai k wo actually larki ka mangetar hai happy ending hoti hai.is story ka name bta den plzzzzzzzzzz
ReplyDeleteMujhy aik novel chahye jis me hero or heroin aik song Gaty hain .ye ankhain usi rat ho jain andhi.is novel me heroin hero ko apne tarf ma'il krti hy apni frnd k Kenny per.q k usi ke frnd usy black mail krti hy
ReplyDeleteMujhy eik novel chahye jis me hero or heroin aik Gaty hain main jis din bhula doon tera pyar dil se WO din akhri ho meri zindagi ka.ye ankhain usi rat ho jain andhi.ye kafi purana novel hy
ReplyDeletePlz mjhe us ka novel name bta dein jis main lrki ka name sana hota h r rishta us k czn se taye hota but ek r lrka use like krta but r phr wo lrka use kidnap krta h and us k sth ghlt b krta h and us se shadi kr Leta h r bad main in ka ek beta b hota h plz bta dein kindly
ReplyDeleteplz mr rehan ahmed i want a novel a dont know the writer nam even dont know the story name bt plz
ReplyDeletei onli remember year of digest 1999 .mje yaad nae hai kai wo shuaa me hai ya khawateen me bt year 1999 hai
mje srf character name yaad hai hero is JAHAN DAAD AND HERION IS ZOBAARIA
JAHAN DAAD is a professer in a col or uni and zobaaria is his student.plz mje pata hai bht muskil hai search karna bt plz i really want that story plz
plz
ReplyDeletei want a novel a dont know the writer nam even dont know the story name bt plz
i onli remember year of digest 1999 .mje yaad nae hai kai wo shuaa me hai ya khawateen me bt year 1999 hai
mje srf character name yaad hai hero is JAHAN DAAD AND HERION IS ZOBAARIA
JAHAN DAAD is a professer in a col or uni and zobaaria is his student.plz mje pata hai bht muskil hai search karna bt plz i really want that story plz
plz
ReplyDeletei want a novel a dont know the writer nam even dont know the story name bt plz
i onli remember year of digest 1999 .mje yaad nae hai kai wo shuaa me hai ya khawateen me bt year 1999 hai
mje srf character name yaad hai hero is JAHAN DAAD AND HERION IS ZOBAARIA
JAHAN DAAD is a professer in a col or uni and zobaaria is his student.plz mje pata hai bht muskil hai search karna bt plz i really want that story plz
Salam ... mujhy ik novel ka naam pochna hai jis me characters ka name hamza and rania hy inki join family hy or dono cousins hain
ReplyDeleteKuch misunderstandingx ki vaja se hero abroad chala jata hai .end py uski shadi uski cousin rania se hi hoti hai .... i want to read thx novel again kindly request hai k novel andwritter ka name mention kerde plx thnx .
novels
ReplyDeleteMujay ek novel ke bare me bta de jisme larki apne father ke sath train me jati hai tu train ka hadesa ho jata hai our larki kho jati hai our os ki yadaas cahli jati jin hai ko milti hai who os ki shadi apni son se kara de tian hai ye novel suhaa me thaa plz link ya naam bta de
ReplyDeleteAdeel
ReplyDeleteMujhe aik novel chahiye jis me hero sona bnane ki koshish krta he long novel he or herine use jungle me milti he or wo us se shadi kr leta he novel name may be shatir
emil. adeelsaleem290@Gmail.com
Assalam o Alikum, aik novel ka link chale ,12 13 yrs phly kisi digest mae aya tha 4 episodes the, heroin ka name Rabail tha jo kafi modern hote h n hero usko tuition parhata h n religious hota h
ReplyDeleteAoA
ReplyDeleteKuch waqt pehle digest mein aik selsale-waar nevel aata tha Jo k Ami Ali, thug (ٹھگ) tha, us kahani ka naam kisi KO pata ho...
Thanks
Amir Ali thug ke kahani urdu may jes naam say hai wo batian.
ReplyDeletemjhe aik novel chahiye dnt remember the name...heroin ka naam hooria hai aur hero ka yaad nae hai..heroin hostel mein rhti parhne k liye ...hero ki baat heroin se pakki hui hti hai bachpan se dono czns hote..in k dada kafi strict hote hain..aur kafi backward soch hti hai un ki..heroin her ko pasand nae krti kuin k us ko lagta hai k wo b is k dada hi ki tarah hai auroton ki izzat na karne wala..kindly naam bta dein is novel ka
ReplyDeletePlz mjhy ek nvl search krna tha jis m ek jin ki dosti ek insan s hojti hen... unki shaklein b apas m milti hen.. phr wo dono logo ki help b krty hen... lrky ko kisi lrki s pyr hota h to jin unki shadi krwany m madad krta h... phr wo ek mahal bnaty hen... bhtt bara sa... phr jin ko koi pari pasnd ajti h... esa hi tha kch sumhow... names nh yd na hi title... ans soon.. thnku
ReplyDeleteI want "KHUBSURAT novel" type novels plz suggest....
ReplyDelete