FAMOUS URDU NOVELS: Dil ka samundar novel by Nabeela Abar Raja pdf.

HERE YOU CAN SEARCH FOR THE NOVELS LINKS

Monday, November 28, 2011

Dil ka samundar novel by Nabeela Abar Raja pdf.




Dil ka samundar by Nabeela Abar Raja pdf
Download free online Urdu books, free online reading 

social / romantic Urdu novel 

Dil ka samundar Nabila Abar Raja

complete in pdf.

Click the link below to download.





4 comments:

  1. main aik novel dhondh rai hun mujhe us ka naam yad nai hy aur na e ye yad hy k main ne use kis digest main parha tha us main larki ka naam malaika hota hy wo bht ameer baap ki beti hoti hy aur bht nakchiri b hoti hy us ki shadi us k chach k pata nai taya abu k bete hoti hy wo newly pakistan shift hote hain pehle nikkah hota hy phr baad main rukhsati malaika ye shadi nai kerna chahti kyu k eo kisi aur ko pasand kerti hy wo apne husband k sath bht bura behave kerti hy aur talaq k liye kehti hy phr us ka husband us ko ghoomany k bahabe islamabad le jata hy aur us ka damagh thikhane lagata hy phr larki ko us se muhabbat ho jati hy
    plz mujhe yeh novel dondh k de den if u can plz plz plz plz plz plz

    ReplyDelete
  2. that was "SALTANAT E DIL BY MARYAM AZIZ" published in khwateen digest.

    ReplyDelete
  3. I m searching for anovel but I forgot its name and writer name as well us novel mainteen logo ki story chal rahi hoti hai heroin ka name rabika hota hai jo pheley cChristian hoti hai usey aik muslim boy nabeel sey love hota ha wo larki muslim ho jati ha us ka muslim name Rabia hota ha Nabeel shadi ke baad us ko apney ghar lata ha jha us ki maa or behn us ko achoot kheti hai or us se bohat bura salook karti hai doosri story aik artist ki hai aik ameer baap ki beti jo painter ha or apney baap sey naraz ho ker aalag flat main reh rahi hai us ki phopo ka beta usey like kerta ha lakin wo kisi or ko pasand karti ha us k baap ne apni seceratery sey shadi ker li hay main ney story yahi tak parhey thi mujhey agey perhni hai so plz mujhy is story ka or writer ka naam bata dey plzzzzzzz

    ReplyDelete
    Replies
    1. First novel name is waqt ke fesley by Asma Qadri here is the link
      DOWNLOAD LINK

      Delete

LinkWithin

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...